/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, February 23, 2012

UPTET Allahabad HighCourt : Stay Extended furthur for Primary Teacher (PRT) Recruitment in UP

UPTET Allahabad HighCourt : Stay Extended furthur for Primary Teacher (PRT) Recruitment in UP

Many TET Qualified Candidates awaiting this decision -

See Case Details :
---------------
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
?Court No. - 35

Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

Hon'ble Pankaj Naqvi,J.
Rejoinder affidavit filed on behalf of the petitioner, is taken on record.
List in the next cause list.� The interim order, if any, granted earlier shall remain in operation till the next date of listing. Order Date :- 23.2.2012
Masarrat


Info Source :http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1704143

It is informed that next listing for this case is on 01-03-2012




UP-TET 2011, 72825 Teacher Recruitment,Teacher Eligibility Test (TET), 72825 teacher vacancy in up latest news join blog , UPTET , SARKARI NAUKRI NEWS, SARKARI NAUKRI
http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/
http://joinuptet.blogspot.com/
 

36 comments:

  1. Hadd hoti hai yaar...
    Ekdm se mann uba diya hai ye HC..
    Sharm aani chahiye itne logo ki jindgi se khelte huye...
    Bhagwan jane kya hoga iss desh ka..vidhayika karyapalika ke baad ab nyaypalika ne bhi aam logo ke taklif se apna muh mod liya hai..
    Sharm aati hai ye kahene me ki ham aisi vyavstha wale desh me rahte hai.jab ek sath lakho logo ke bhavishya se khela jarha ho..toh koi to kanun hona chahiye...ye case sirf ek person ko prabhavit nahi kar rha hai..lakho log jude hai isase..aise majak nahi banana chahiye...kapildev bahadur se jyda doshi ye judge log hai.inke upar kisi bhi tarah ka lagam nahi hai.mai soch bhi nahi sakta ki hc itna jyda kaise galti kar sakta hai...ham jitne mahine pichhe jarhe hai kya HC hame uski selory dega..?garibo ke sath sarkar nahi balki HC majak kar rha hai...
    Assam me 2 saal tak aise hi PRT teachers ki bharti me HC kundali maar ke baitha rha..baad me SC se nyay mila aur stay hataya gya...

    ReplyDelete
  2. lagata highcort ab apna dissizen achar snahita bad hi dega. use kya unke ad.ko to har tarikh par paisa milta hai.

    ReplyDelete
  3. HighCourt ka date badate jana, TET candidates ke liye dukhad hai.

    I felt,
    Agar PIL file kee jatee to shayad kuch possible hota.

    Abhee to kuch bhee kehna mushkil hai.

    ReplyDelete
  4. kort bhi students ke sath majak kar raha hai.,
    ///

    ReplyDelete
  5. dil dukha hi to hai toota to nahi hai ummid ka daman abhi chhuta to nahi hai

    ReplyDelete
  6. Comments blocking aur publishing theek hai.

    Almost all comments are published by me except advt., abusive comments.

    Lekin ab theek coments aane lae hain.

    This system rally helps you.

    Discussion can be possible on facebook also. It is easy their.
    You can chat through email also.

    Important information can pass on this Blog, I will try to Publish here.

    ReplyDelete
  7. Exchange Gmail chat IDs etc. for chating.
    U can use facebook also.

    ReplyDelete
  8. my gmail ID is sarkaridamad007@gmail.com

    ReplyDelete
  9. Ye sab CONGRESS k pressure mein ho raha hei......

    BABA RAMDEV ko SUPREME COURT fatkar laga raha hei.....

    ki aap KAALE DHAN k khilaf awaj kyun utha rahe ho......


    Hum log BHRASHTACHAR k beech buri trah fas gaye hein.....

    Iske jimmedar hum hi hein......

    Hum in CHAUR NETAON ko chunte hein.....

    KRANTI TO HOGI.....

    JALD HOGI.......

    Ye NETA INDIA se peet kar bhagaye jayenge......

    ReplyDelete
  10. ye hamare chup rahne ka natija hai ki court se keval date par date mil rha hai

    ReplyDelete
  11. YE KOI BADI BAT NHI HAI YE SAB TO HONA HI HAI WAISE AAP KE LEADER TET SANGTHAN WALE KYA KAR RHE HAI UNHE KUCH KARNE KI JAROORAT HAI SAB REHTE TO ALLAHABAD ME HI HAI BUT KOI KUCH KARTA NHI AGAR AISE HI CHALTA RHA TO AAP LOGO KE HATH KUCH NHI LAGEGA WAISE BHI AAGE KA HALL KYA HONE HONE WALA HAI KOI NHI JANTA HA EK BAT HAI JO AAP LOG SAMAJ LE AB SHAYAD BHAGWAN HI MALIK HAI IN VACANCIES KA WAISE BAHUT POLITICS HAI INDIA ME

    YHI REASON HAI KI LOG TEACHER HONE KE BAD KAM SAHI SE NHI KARTE KU KI UNHE LAGTA HAI KI ITTA JULM SAH KE AAYE HAI HAI TO HUM KUCH BHI NHI KARENGE THE


    "POLICY OF GOVT. AND COURT ARE MAKING NEGATIVE EFFECT"

    AB COMMENT NHI KAM KARO KUCH AISA KI KUCH BADLAV AAYE AAP LOG PIL KU NHI FILE KARTE ...

    ReplyDelete
  12. One Person commented on my joinuptet.blogspot.in -
    "
    support of uptet and any information about uptet contact.8423944655.aandolan k samarthan k liye hamesha taiyar.
    By Amitabh mishra deoria on UPTET : TET candidates strike/andolan , If exam ca... on 2/14/12"

    May be helpful to you.

    ReplyDelete
  13. Kapil dev ki power kabile taarif hai.
    1 Yadav kapil dev = 270000 candidates.
    Disgusting!!!

    ReplyDelete
  14. Hum log mil kar 1 Sr. Advocate ke madhyam se court me party bankar bahas karwani padegi jisse opposite party date pe date na le seke. (Because already Rejoinder Affidavit filed on 10.02.2012 phir bhi order me ye show ho raha hai ki rejoinder affidavit file kiya gaya hai aur record me samil kiya jai) iske liye every district ke TET pass Morcha ke presedent apna Mobile Number, Name is blog par post kare........ or Contact Me 8423487344

    ReplyDelete
  15. lagbhag 3 lack log pass hain.yadi 73000 bhi 100 rs jama karen to 7300000 rs jama hote hain.itne main sup cou ka sabse bada wakil bhi apna case ladne ko taiyar ho jayega or ham 1 hi tarikh main jeet jayenge.bolo kitne log taiyar hain.

    ReplyDelete
  16. @sachin sharma
    beta sayad tmko pata nahi hai ki uttar pradesh me kanpur university 2nd position par hai aur yaha 70+ lana baccho ka khel nahi hai aur tmhari ccs university ko koi puchta bhi nahi hai jahan sirf documents pe b.ed hota hai...aur 70+ tmhare jaise bacche bhi le aate hai..
    Beta sachin bol to aise rahe ho jaise bahot bhari university se b.ed kiya hai aur tmko sayad pata nahi hoga ki toppers ke hamesha theory ke number jode jate hai practical ke nahi aur phir kanpur university ki website par jao aur waha par notice wale column se 28 january wale dishant samaroh par medal milne wali list me dekho aankhe khol kar samjhe...
    Kanpur univesity is best univesity...
    Isse pehle maine mca uptu lucknow se kiya hai...
    Aur b.sc mjpru bareilly se kiya hai hamesha topper raha hu..agar jyada ghamand hai...bacche aur teri information ke liye bata du main ek software engineer bhi hu aur tera reply dete dete apne office ka work bhi complete kar raha hu..aur kuch sunna ho to bacche...call me on my no. 8791030221

    ReplyDelete
  17. think about hc decision in State Education......
    1- BTC2001 Extended to 2010
    Effect is 4 lacs teaching vacancy in up state... means our prathamic vidhalay running without teaching staff.
    yaaro sochane wali bat hai... jo log up ke karoro baccho ke bare nahi sochate ve techaro ke bare me kya sochege....
    yahi karan hai ki desh me log pramari vidhalay me apane baccho ko padane ke liye nahi bhejate...
    esake ke liye chahe state govt. or hc cort jimmedar ho ....

    ReplyDelete
  18. Andolan karna padega nahi to aise hi taarikh par taarikh milegy aur dicision bhi hamare paksh me nahi aane wala agar job chahiye to andolan karo

    ReplyDelete
  19. Sabhi tet pass candidate paisa denge.please aap apne sangathan ka bank a/c no. Blog per likhe.hum sabhi candidate aapke saath hai.

    ReplyDelete
  20. Sabhi tet passed candidate paisa denge.please jo bhi allahabad me vakilo ka kharcha kar raha hai woh apni union ka a/c no. Blog par likhe.mujhe ummid hai ki etna paisa aa jayega ki hum supreme court me bhi case lad sakte hai.

    ReplyDelete
  21. Union s.c. Me appeal karne ke liye blog par a/c likhe to sabhi candidate apna yogdan karege.

    ReplyDelete
  22. Koi toh s.c. Me pil dale are jab b.ed me 1 lakh laga sakte to job ke liye to kuch bhi kar sakte hai.

    ReplyDelete
  23. Jitne bhi hamari union ke leader hai ab s.c. Jane me deri na kare.es blog ke madayam se etne paise jama ho jayege ki aap soch bhi nahi sakte.please ab s.c. Me jao.hum sabhi aap ke sath hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. bhai bade advocate advance late hain kam se kam 50000.

      Delete
  24. up main 75 jile hain wahan har jile ke 1 jimmedar or bharosemand tet pass ke pas jama kare or jama paise ki raseed len.

    ReplyDelete
  25. up main 75 jile hain har jile ke 1 tet pass emandar or bharosemand ladke ke pass fund jama karen.

    ReplyDelete
  26. Rajesh Row/ Nitin Mehta. Please form a group of 30/40 people who should come forward and can contribute 2 to 3 thousand each one, will become big amount, with that we can fight in court. If we assume that 1000 to 2000 person can contribute 100 each will not possible. Some one has to take this inititative. "Ek kahawta hai jayad logo main kabhi murga halal nahi hota" so if we just keep on collecting the people nothing will happen, we should think about this. My self and 3-4 people are ready for this to contribute. Please all active members think on this line, make 2-3 responsible person (Rajesh, Nitin, Devendra, Rashid) and collect the mony from 30-40 people who are ready to pay. When we spent 10-15 K mony for whole process, can't spent more 2-3 thousand to get this process complete. Friends what your oppinion.

    ReplyDelete
  27. bhaiyo ham sabhi ko bhi shiksha mitro ki tarah hi lucknow chalna hi hoga./ aur hangama khada karna hoga. varana is desh ke kanunvido se chhutti nahi milne wali.
    ab to sab bhagwan ke haath me hai.
    bada dukh hota hai jab desh ka nirmana karne waali shiksha me hi bhrastachar hota hai....

    ReplyDelete
  28. high court ham logo ka dard nahi samjhata hai kya............

    ReplyDelete
  29. 3 lakh logo ke sath anay ho raha aur we mentally depression me hai.....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।