/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, February 2, 2012

UPTET : B. Ed. Berojgar Sangh Angry for Delay in PRT Recruitment in UP


बीएड बेरोजगार संघ में आक्रोश

(UPTET : B. Ed. Berojgar Sangh Angry for Delay in PRT Recruitment in UP)

छिबरामऊ, जागरण प्रतिनिधि : शिक्षकों की भर्ती के लिये निर्धारित समय सीमा समाप्त हो जाने के बाद एनसीटीई ने प्रदेश सरकार द्वारा मांगी गई अनुमति को निरस्त कर दिया जिससे अब शिक्षकों की भर्ती लटक गई है। बीएड बेरोजगारों की बैठक में बसपा सरकार के खिलाफ आक्रोश दिखाई दिया।
विशुनगढ़ रोड पर हुई बैठक में मनोज कुमार यादव ने कहा कि बीएड डिग्री धारकों को शिक्षक न बन पाने में राज्य सरकार मुख्य रूप से दोषी है। एनसीटीई ने 23 अगस्त 2010 को अधिसूचना जारी कर बीएड डिग्री धारकों को सीधे शिक्षकों की नियुक्ति करने की अनुमति दी थी। जिसे राज्य सरकार टालने की कोशिश करती रही। बाद में चुनावी लाभ लेने के लिये बसपा सरकार ने यह भर्ती प्रक्रिया शुरू कर दीएनसीटीई ने 1 जनवरी को अंतिम तारीख निर्धारित की थी। अमोल दीक्षित ने कहा कि राज्य सरकार ने कहा था कि 31 जनवरी तक भर्ती प्रक्रिया पूरी हो जायेगी। एनसीटीई ने 31 जनवरी को अनुमति देने से इंकार कर दिया फिर उसे यह सूचना 2 जनवरी को ही दे देनी चाहिये थी। इससे साबित होता है कि यह भर्ती चुनाव से संबंधित थी। ओमेंद्र यादव ने कहा कि एकजुट होकर सभी इस बारे में निर्णय लें। बैठक में देवकीनंदन मिश्रा, रामेंद्र शर्मा, मीना शर्मा, इंद्रेश यादव, राहुल वर्मा, राहुल अवस्थी, राजीव मिश्रा, मोनू शुक्ला व जयकृष्ण दीक्षित मौजूद रहे।
News : Jagran (1.2.12)

62 comments:

  1. I THINK SIR YOUR RIGHT BUT WHAT SHOULD BE DONE BY OUR SITE AGAINT STATE GOVT.

    ReplyDelete
  2. Manoj Yadav jara aap varanasi ke yadav kapil dev se puchhe ki usane kyo prakirya janbujha kar fasayee.

    ReplyDelete
  3. Manoj Yadav jara aap varanasi ke yadav kapil dev se puchhe ki usane kyo prakirya janbujha kar fasayee.

    ReplyDelete
  4. S.P ne Dikha di apni aukat......

    S.P ko U.P me se ukhad phenko......

    GOVT.... BSP + LOKDAL + Congress ki banegi......

    dekh lena ......


    BHOOL JAO U.P KO AKHILESH ....

    ReplyDelete
  5. Bhaiyo Mujhe pata chala hai ki yadav kapil dev ko SP ka support hai.

    ReplyDelete
  6. Muskan ji, plz publish ctet 2012 paper-2 ki maths,science,hindi k answer key quickly. We r waiting from yesterday. Plz quickly.

    ReplyDelete
  7. ab hathi ke sir per kamal khilao tabhi chance hai teacher banane ka

    Dekho BJP ki govt jahan hai

    ReplyDelete
  8. bhaiya isme ncte ka kya dosh hai doshi to saale lal bahadur jaise kamine, selfish insan hn jinki vjha s prakriya ltki. socho ydi koi yachika n hoti to ab aap log b chunav duty ki training le rhe hote..pr in bahadur jaise #####@@@@$$$$ ka kya kre..?????

    ReplyDelete
  9. Qki vacancy ko rokne ka kaam mukhya rup se High court ne hi kiya hai esliye ab hme nyay sirf Supreme Court hi dila sakta hai. Baki hm chahe kisi ko bhi jita de, yha pr kuch bhi chillate rhe kuch nhi hone wala. 10 din sab chillayege eske bad sab sant ho jayege. esliye agr vastav me hme jeet pani hai to sabhi logo do ek jut roke supreme court chalna hoga.

    ReplyDelete
  10. Es puri prakriya ko rokne k liye agar koi dosi hai to mukhya rup se wo High Court hi hai. esliye agar hme nyay pana hai to sbi logo ko ek jut hoke Supreme Court jana padega. Baki hm kisi ko bhi dosh dete rhe kuch nhi hone wala

    ReplyDelete
  11. kya sirf baatein banane se hi sab apne aap ho jayega kya iska koi sollution nahi hai jisse bharti prakriya shuru karne ke liye sarkar par dawab banaya ja sake.

    ReplyDelete
  12. AAP LOG COYRT ME SPECIAL APPEAL KARE KI DECISION JALDI AAYE AGAR EK BAR COURT SE KOI DECISION AA GYA TO KOI BHI GOVT CHANGE NHI KAR SAKTI BECAUSE HC KA ORDER RECORD HOTA HAI AAP LOG TRY TO KARE AT LEAST............
    BINA KUCH KIYE KUCH BHI NHI MILTA

    ReplyDelete
  13. ab hame khulkar bsp ke support m bina if but ke ana chahiye jab sapa ke mananiya akhilesh yadav ji keh rahe hai ki unki sarkar ane per tet nirast hoga, to ham bhi is baar bsp ko lana padega. friends aap kya kehte ho

    ReplyDelete
  14. ab hame khulkar bsp ke support m bina if but ke ana chahiye jab sapa ke mananiya akhilesh yadav ji keh rahe hai ki unki sarkar ane per tet nirast hoga, to ham bhi is baar bsp ko lana padega. friends aap kya kehte ho

    ReplyDelete
  15. muskan ji, kya ye news sahi hai ki ncte ne samay nahi diya.ab aage kya karna hai.kya hamein 10 feb ka wait karna chahiye.aapne aage ke liye kya socha hai

    ReplyDelete
  16. Such kahu dosto to ye jo ho raha hai usse hame kitna mentally disturbed ho raha hai.ab to ek court hi hamara god hai.

    ReplyDelete
  17. Ab ek question mai sabhi tet pass bhaiyo se puchhana chahta hun ki is itane bure daur se gujar jaane ke baad yadi aap teacher ho jaate hai to aap teaching ka kaam karenge ya rajniti karenge.

    ReplyDelete
  18. First of all many many thanx 2 RAJESH ROW (ALLD.) ji, 4 providing us info about exact thing that happened in d court. Meanwhile d copy of judgements available on high court's site:




    EXEMPTION OF TET 4 BTC/SBTC

    Case :- SPECIAL APPEAL No. - 2366 of 2011

    Petitioner :- Prabhakar Singh And Others
    Respondent :- State Of U.P. And Others
    Petitioner Counsel :- Siddharth Khare,Ashok Khare
    Respondent Counsel :- C.S.C.,R.A. Akhtar


    Hon'ble Syed Rafat Alam,Chief Justice
    Hon'ble Ran Vijai Singh,J.
    Counter affidavit filed today on behalf of N.C.T.E, is taken on record.
    Sri Kushwaha, learned Standing Counsel appearing on behalf of the State respondents states that counter affidavit has been filed in Special Appeal No. 2366 of 2011 and the same would be relied upon in other connected appeals also. He threfore undertakes to provide copy of the counter affidavit to the counsel appearing in the other appeals within two days. Rejoinder affidavit, if any, may be filed within one week thereafter.
    The matter shall appear on 14th February, 2012 as part heard.
    Order Date :- 1.2.2012



    http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1663727





    RAJESH ROW (Alld.) ji already informed us about this case and SAPNA SINGH ji already provided copy in previous blog's comment

    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

    Hon'ble Sudhir Agarwal,J.
    Counter affidavit filed by learned Standing Counsel today in the Court is taken on record.
    As prayed, list on 10.02.2012.
    In the meantime, petitioner may file rejoinder affidavit.
    Interim order, already granted, shall continue till then.
    Order Date :- 1.2.2012



    http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1663652

    ReplyDelete
  19. READ THIS QUOTE.....

    ~“Who are we to decide: what will be the outcome of our actions?
    It is God’s domain.

    We are just simply responsible for the actions.”~

    ~“हम अपने कार्यों के परिणाम का निर्णय करने वाले कौन हैं?
    यह तो भगवान का कार्यक्षेत्र है। हम तो एकमात्र कर्म करने के लिए उत्तरदायी हैं।°~

    NOW THINK........

    LEAVE EVERYTHING...

    ReplyDelete
  20. aakhir kb tak hum aise hi sahte rahege.

    ReplyDelete
  21. meri gujarish hai aap sabhi se k kuch bhi ho jaaye ye bhartiyaan hume milkar karvaani hi padegi.agar is baar hum kuch na kar paaye to koi bhi aakar hume thagkar chala jayega aur hum kuch bhi na kar paayege.

    ReplyDelete
  22. bhai sau sunar ki ek lohar ki jis din mera bheja palati mara o din bahut hi bhayahav hogi ncte maya sab kaan/ankh me tel daal k apana kaan ko saf rake mera a baat sun/ padh le

    ReplyDelete
  23. lathi danda khayenge per a bhartee karawayenge,

    ReplyDelete
  24. bhai lo chahe gaali de ker ya fir thook kar ya kuchh v kar k hathiya k hi jitane me apana bhali hai , bhai log saikil wala kabo na jite k chahi ....

    ReplyDelete
  25. YAAD RAKHO IS AKHILESH K 'BAAP' NE NAKAL ADHYDESH KO CHUNAVI MUDDA BANAYA THA AUR HATWA DIYA THA TAB SE AAJ TAK NAKALCHIYON KI FAUJ KHADI HO GAYI HAI BA YE TET KO MUDDA BANA RAHE HAIN YE AB KYA KARNA CHAHTE HAI N SAMAJH SAKTE HO SP GOV. ME RATON RAT LIST BADAL JATI HAIN NAUKRI WAHI PATE HAIN JINHEN SHIWPAL, MULAYAM YA AKHILESH CHAHTE HAIN MAIN TO KAHTA HOON AKHILESH KO JOOTE VMARNE WALE KO INAM MAIN DOONGA MARO MADAR.....CHO... KO.

    ReplyDelete
  26. T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-

    Vivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
    Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
    Mayank kumar:- 9807122569- varansi
    Devender km.:- 9560705898- delhi
    Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
    Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
    Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
    Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
    Varun sharma:-9045512773-Mawana

    ReplyDelete
  27. YAAD RAKHO IS AKHILESH K 'BAAP' NE NAKAL ADHYDESH KO CHUNAVI MUDDA BANAYA THA AUR HATWA DIYA THA TAB SE AAJ TAK NAKALCHIYON KI FAUJ KHADI HO GAYI HAI AB YE TET KO MUDDA BANA RAHE HAIN YE AB KYA KARNA CHAHTE HAIN SAMAJH SAKTE HO SP GOV. ME RATON RAT LIST BADAL JATI HAIN NAUKRI WAHI PATE HAIN JINHEN SHIWPAL, MULAYAM YA AKHILESH CHAHTE HAIN MAIN TO KAHTA HOON AKHILESH KO JOOTE MARNE WALE KO INAM MAIN DOONGA MARO MADAR.....CHO... KO.

    ReplyDelete
  28. Hum sabhi candidate ko lucknow jakar basic education department anil sant se clearance maangna chahiye.

    ReplyDelete
  29. to doston ab 10feb tak wait karna hai ya koi strategy banai hai, jiske according aage badhna hai. jo bhi karna hai jaldi hi karna ho kahin aisa na ho ki high court phir agli date de de.

    ReplyDelete
  30. YAAD RAKHO IS AKHILESH K 'BAAP' NE NAKAL ADHYADESH KO CHUNAVI MUDDA BANAYA THA AUR HATWA DIYA THA TAB SE AAJ TAK NAKALCHIYON KI FAUJ KHADI HO GAYI HAI AB YE TET KO MUDDA BANA RAHE HAIN YE AB KYA KARNA CHAHTE HAIN SAMAJH SAKTE HO SP GOV. ME RATON RAT LIST BADAL JATI HAIN NAUKRI WAHI PATE HAIN JINHEN SHIWPAL, MULAYAM YA AKHILESH CHAHTE HAIN MAIN TO KAHTA HOON AKHILESH KO JOOTE MARNE WALE KO INAM MAIN DOONGA MARO MA.....CHO... KO.

    ReplyDelete
  31. Tarik pe Tarik bas or koi decision nhi.

    ReplyDelete
  32. Bhaiyo ab koi bhi meeting krne ka koi faida nhi hai. jis trah lohe to loha katta hai usi trah hme agar rok hatwa k niyukti ko dubara suru krwana hai to hme bhi court ka hi sahara lena padega.

    ReplyDelete
  33. Mulayam ne education ko khilwad bana diya he ye log apne fayede ke liye unhe teache banana chahte he jo uptet me gund bhag bhi na kar sake

    ReplyDelete
  34. muskan ji ,naved ji,singhaniya ji aap log bhi kuchh bataye. Ab hume kya karna chahiye.sabhi log demoralised ho chuke hain.

    ReplyDelete
  35. hausala na harenge hum to bazi marenge agar baazi nahi maar paye to pakka hai neta/naukarshah ko goli zaroo marenge.... hausala na harenge....

    ReplyDelete
  36. SABSE JYADA JATIWADI,

    SABSE JYADA PARIWARWADI,

    SABSE JYADA SAMPRDAYWADI,

    SABSE JAYDA GUNDAGARDI,

    SABSE JYADA HARAMJADI,

    SAMAJWADI, SAMAJWADI, SAMAJWADI.

    ReplyDelete
  37. SABSE JYADA JATIWADI,

    SABSE JYADA PARIWARWADI,

    SABSE JYADA SAMPRDAYWADI,

    SABSE JAYDA GUNDAGARDI,

    SABSE JYADA HARAMJADI,

    SAMAJWADI, SAMAJWADI, SAMAJWADI.

    ReplyDelete
  38. T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-

    Vivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
    Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
    Mayank kumar:- 9807122569- varansi
    Devender km.:- 9560705898- delhi
    Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
    Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
    Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
    Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
    Varun sharma:-9045512773-Mawana
    Sanjay Sharma:-9997441010- Muzaffarnagar

    ReplyDelete
  39. HAM TO NETA KI NAKAL KARENGE

    KHULE AAM GUNDAGARDI KARENGE

    BACHCHON KO GALI SIKHAYENGE

    NAKAL KARNE K TARIKE BATAYENGE

    AKHILESH AUR MULAYAM AAYENGE

    HAME JARUR KOI INAM DENGE

    ReplyDelete
  40. Muskan ji,naved ji,singhaniya ji aap log bataye hum log kya karen.

    ReplyDelete
  41. Don't Make Abusive Comments on this BLOG Otherwise I have to delete it.

    Language should be used Intelligently and Effectively.

    I also disliked comment of Mr Akhilesh SP about TET.
    Concept of Berojgaree Bhattaa, Cycle Factory etc.

    ReplyDelete
  42. To All TET Pass Holders ,
    Aap log Unitedly ek Direction mein Kam Karenge, To Aap Lakshya Hasil kar sakte hain.

    Is tareh se (Ut Patang Baton Se) Aap apna Kam Bigadenge.

    ReplyDelete
  43. Aap Log Apna Group ka Ek Represetative banaiye, Jo Sabhee logon ke hastakshar (Jisme aap log ek rai hon) le kar apnee karyvahee kare. (But within the Law of Country, And kept in mind of Citizens).
    Without any harm to Country, public.

    ReplyDelete
  44. ARE BHAI LOG KYO MAYA-MULAYAM KE CHAKKAR ME PADE HO.
    AB HIGH COURT DOUBLE BENCH ME PIL(JANHIT YACHIKA) JITNI JALDI LAGAYE USI ME BHALAI HAI.
    WARNA TARIKH MILTI RAHEHI OR ROK LAGI RAHEGI.

    ReplyDelete
  45. आप सभी टी ई टी पास लोग अपने विचार मिल कर रखें और एक राय / सहमति वाले विचार को नोट कर , एक पेपर पर सब लोग हस्ताक्षर करें और एक प्रतिनिधि / ग्रुप द्वारा उपर्युक्त रूप से आगे की दिशा में प्रयास करें
    पर कोई भी कार्य आम जन को बिना कोई हानि पहुंचाए व् देश के कानून को ध्यान में रख कर करना चाहिए |
    किसी भी तरह की अशोभनीय टिप्पणी से बचें , अन्यथा आप अपनी छति करेंगे

    ReplyDelete
  46. Everybody plz attention here

    Friends
    hamari is halat ke jimmedar
    hum log khud hi hai

    sarita shukla, bahadur, kapil,
    anil sant
    kisi ki koi galti nahi hai

    hum logo ki itni himmat bhi nahi
    ki hum log court mai ek PIL hi dal de

    hum log chori pahankr baithe hai aaram se ghar mai

    kapil court mai vacancy radh
    karane ke liye nahi gya

    wo to isko delay karwane k liye hi gya hai

    aur wo apne maksad mai
    kamyab ho rha hai

    pahle 11 jan ka intzar
    fir 1 feb ka intzar
    fir 10 feb ka intzar

    aur fir ek din khabar aayegi ki vacancy postponed

    plz jo log iske liye lad rhe hai unka sath do

    satyprakash ji ald k top layar Anand ji ko maidan mai utar ne ja rhe hai
    satyaprakash 9453231638
    upadhyaksh
    tet uttirn morcha
    allahabad

    dosto agar hm ab bhi nahi jage aur 100 rs ka lalach kiya to itihas hme kabhi maf nahi karega

    plz satyprakash ji se bat kro they need ur support

    ab to jago yaro bahut ho gya

    ReplyDelete
  47. Akhilesh Yadav of SP caaha kar bhi TET nirast nahi kar sakte kyounki NCTE nahi manegi.

    Ye keval chunavi funda hai TET fail candidates ka vote pane ka

    So dont wory

    ReplyDelete
  48. @sakeel bhai sahi kah rhe hain hame 1 group banakr kaam karna hoga
    @manoj kumar gupta ji hame PIL dayer karna chahiye aap sabi log kya kahte hai?
    mai lakhimpur se hun or yaha k boys v mere sath hain sabhi ki advice se work hoga, sabhi ko 1 place pr milna chahiye yun blog pr comment dene se kuch hasil nahi hoga, jinko saath dena h wahi jawab den
    thanks

    ReplyDelete
  49. BSP ko aayee to sayad agle chunav tak naukri mile.

    Usea bahoot wokt mila par time ka utilise (sahi upyok) nahi ki

    ReplyDelete
  50. Akhil Yadav of Sp chaah kar bhi TET cancel nahi kar sakte kyounki NCTE nahi manegi.

    Ye keval chunavi fanda hai Fail TET candidates ka vote pane ka

    ReplyDelete
  51. bhaio manoj kumar gupta ji ki bat ko seriously le kyonki ye humari jindagi ka aham mod h agar aaj chuke to hamesa ke liye naukari kho denge .humne tet me bina kisi ka vishvas kiye 20000Rs laga diye.aur kewal 100Rs ke liye n jane kyo vishvas nahi karate.agar kisi ko vishvas nahi h to vo khud hi aage aaye aur jimmedari le.manoj kumar gupta ji 100Rs daily phone karne me kharch kar rahe h.sabko phone karke suchit kar rahe h.aap sabhi jante h ki koi bhi akela ese afford nahi kar sakta sabhi ko ekjut hona padega.
    Aap sabhi se anurodh h ki apne apne district me sunday tak sabhi tet pass ko bulakar ek meeting organise kare aur every tet pass candidate 100-100Rs ka yogdan de aur rajesh raw allahabad manoj kumar gupta or gyanesh allabad se sampark kar allabad pahunche taki samay par PIL dayar ki ja sake aur samay par bharti suru ho sake.sabhi log net se nahi jude h so unse personaly contact kare

    ReplyDelete
  52. agar koi tet pass Shamli(prabudh nagar:-) se ho to mujse turant contact kare
    mobile no.-9917948100

    ReplyDelete
  53. Ab yaha ham sirf ranniti ki baat karenge faltu ki bakwas kar ke ham apni energy nahi khatm karenge.dosto ab ek jut ho jao..abhi nahi toh kkabhi nahi..
    Hamare paas 2option hai ek toh ham chup chap baith ke apne khilaf ho rahe anyay aur shadyantra ko bardash kare,sab kuch apni aankh ke samne khote huye dekhte rahe aur 2nd option hai ham thodi si himmat kare..aur aage aaye.ye sirf ek naukari ka sawal nahi hai.hamare sath bahut badi cheating ho rahi hai.agar aj chup rahe toh ye chup rahane ki adat pad jayegi hame.hamne apni mehnat se exam pass kiya kisi ki aukat nahi ki wo hamare haq ko hamase chhin le.hamare ijjat ki jindagi ko hamse chhin le.mujhe pata hai bahut se log ye bakwas karenge ki kya PRT hi jindagi hai.ham agar itne hi kabil hai toh koi bhi naukari kar sakte hai.mera unse sawal hai kyu?kyu ham koi dusri naukari kare?ye 73000 naukari ham unke liye chhor de jo ghus de kar ayenge join karne.baat sirf naukari ki nahi hai baat hai khule aam itne logo ko cheat karne ki.jab hamne koi galti nahi ki toh ham chup nahi baithenge..hame ek aam adami ko bhi ijjat ki jindagi jine ka haq hai..
    Dosto hame jyda kuch nahi karna hai sirf apne apne dist me nikal ke apna group banana hai.iska sabse achchha tarika hai ki har ek student apne college ke paas logo se contact kare.
    Aur ham iase logo se bhi contac kare jo pahele se b.ed kiye hai..
    Har ek dist se 1000 ka group banana hai hame..aur har ek dist ka ek adyaksh banega pure 70 se jyda jilo ke adyaksh ko ek sath mil ke meating karni hogi.
    Fir toh duniya ki koi takat hame nahi rok payegi.duniya me pahali baar50000 log ek sath amaran anshan pe baithenge.ek anna anshan pe baith ke sansad ko hila sakte hai toh kya ham 50000 log ek sath anshan kar ke apna haq nahi le sakte.yakin kariye dosto har ek political party hame hatho hath legi.bas 2 din me hame naukari mil jayegi.saari ki saari rajniti dhwast ho jayegi..SP ho ya BSP hame hamara haq thaali me saja ke degi..bas ekjut hona hai hame..iske siway koi dusra rasta nahi hai
    Dosto sangathan me shakti hai, sangathan hi shakti hai
    Jo bhi mera ye post padhe plz active ho jaye apne jilo me..aur ek log aage akar apne jilo ki jimmedari le.har ek jile ka ek student aage akar lead kare aur apna name bataye jile ke name ke sath.ham ek ranniti bana ke chalenge...
    Mai ashish srivastava aur mayank ji varanasi ko lead kar rahe hai..

    ReplyDelete
  54. Everybody plz attention here

    Friends
    hamari is halat ke jimmedar
    hum log khud hi hai

    sarita shukla, bahadur, kapil,
    anil sant
    kisi ki koi galti nahi hai

    hum logo ki itni himmat bhi nahi
    ki hum log court mai ek PIL hi
    dal de
    hum log chori pahankr baithehai aaram se ghar mai

    kapil court mai vacancy radh
    karane ke liye nahi gya wo to isko delay karwane k liye
    hi gya hai

    aur wo apne maksad mai
    kamyab ho rha hai

    pahle 11 jan ka intzar
    fir 1 feb ka intzar
    fir 10 feb ka intzar

    aur fir ek din khabar aayegi ki vacancy postponed

    plz jo log iske liye lad rhe hai unka sath do

    satyprakash ji ald k top layar
    Anand ji ko maidan mai utarne ja rhe hai

    satyaprakash 9453231638
    upadhyaksh
    tet uttirn morcha allahabad

    dosto agar hum ab bhi nahi jage
    aur 100 rs ka lalach kiya to
    itihas hme kabhi maf nahi
    karega

    plz satyprakash ji se bat kro they need ur support

    ab to jago yaro bahut ho gya

    ReplyDelete
  55. mulayam aur shivpal aur akhilesh sab udyogpati hai
    pakad ka udyog
    nakal ka udyog
    paiso ka udyog
    gundagardi ka udyog
    esse liye ye udyogpati hai.

    ReplyDelete
  56. kya mulaym singh ko pm banana h to rastrpyti shasan lag wa do nai to kisi ko nokri nai milegi akhilesh aB TO NALE ME MUAH MAAR K AANA TAB CM BANOGE SAMJHE JANY MAYA TO BEKAR H USNE TO JINDGI BEKAR KR DI DOSTON

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।