/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, March 22, 2012

Allahabad Highcourt : A candidate file writ petition , Why education dept. not issued TET Certificate / marksheet within a month of clearing TET exam

Allahabad Highcourt : A candidate file writ petition , Why education dept. not issued TET Certificate / marksheet within a month of clearing TET exam

However, I felt matter is already close as marksheet/certificates are issuing to candidates, May be that particular candidate was not able to receive OR a delay occurs and may be he received it now.

See Case Details :-
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

?Chief Justice's Court

Case :- SPECIAL APPEAL No. - 449 of 2012

Petitioner :- Amit Kumar Pathak
Respondent :- State Of U.P. And Others
Petitioner Counsel :- Gautam
Respondent Counsel :- C.S.C.

Hon'ble Syed Rafat Alam,Chief Justice
Hon'ble Ran Vijai Singh,J.
Learned Standing Counsel is granted two week's time to seek instruction and inform the Court as to why the certificate for having cleared the Teacher Eligibility Test-First (Primary Level), 2011 has not been given to the appellant who claims to have passed the examination and is entitled to get the same within a period of one month as provided in advertisement dated 22.09.2011 contained in Annexure No.2 to the writ petition.
List after two weeks in the supplementary list.
Order Date :- 2.3.2012
VMA
(S.R. Alam, C.J.)

(Ran Vijai Singh, J.)

**********
Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1726836

31 comments:

  1. 20n march ka aandolan safal raha eske liye aap sabhi ko badhai ab sb kuch hmare packh me h aur jaldi hi sarkar hmari bharti tet ki merit se suru kregi ye bat aaj sabhi news paper me aa gai h

    ReplyDelete
  2. Mere vichar se mananiya mukhyamantri akhilesh yadav ka putala nahi foonkana chahiye. Kyunki unhone lathicharge ki ninda ki aur iski jaanch karwane ki baat ki. Dubara se aisa putla fookne ki koshish na kare balki lathicharge ki jaanch ka gyapan mukhyamantri ko saupe. Koi bhi negative karya na kare. mai bhi shanti march me shamil tha aur lathi charge par mujhe bhi bahut nirasha hua. Mananiya mukhyamantri ne 26 march ko tet passed candidate se baat sunane ka ashwasan diya hai aur tet candidate ke sath nyay karne ki baat ki hai. So think positive and do positive.

    ReplyDelete
  3. kuch log mere bare me logo ko bhadka rahe h pr aap un logo pr visvas na kre vo log sangthan ko kamjor krna chahte h logo kahna h ki 20 ko vidhan sabha tk rally nikal kr galt kiya pr mughe nahi lagta ki maine kuch galat kiya ye sach h ki hmane kuch lathiya khai pr uska parinam bhi to mitha nuikla

    ReplyDelete
    Replies
    1. apne lucknow me dekha na sabne aapko hi leader chuna..bolne do jinko jo bolna hai..apni radniti banao aap..sab sath hai..

      Delete
  4. Hamare pradesh adhyaksh vivekanand hi ek aise yuva the jinki baaton me jaadoo aur imandari thi. Baki log to apna political agenda stage par taiyar kar rahe the. Aur girls tatha badi bahno ko jinhone shanti march aur stage par lead kiya unko bahut bahut dhanyawad.

    ReplyDelete
  5. Vivekanand aap ghuspathiyo ki chinta n kare. Ye aap ki baaton me imandari hi thi ki log aap ki baaton ko log sunane lage warna pahle 2 ghante tak to stage par politics hi hota raha. Maine dekha ki crowd ne aap ko bahut samman diya aur aap ki baaton ko saraha.

    ReplyDelete
  6. vivekanand ji ap ne sahi kiya 20 march ko mae bhi march me samil tha aur 30march ko bhi lukhnow aunga bina ladai ke kuch nahi milta. Jadater tet pas ghar me bethkar tv dekhate aur cament karte haye bo bhi agr luknow ke lie 3o ko chale to unke lia aur hamare andolan ke lia acha hoga.

    ReplyDelete
  7. vivekanand ji ap ne sahi kiya 20 march ko mae bhi march me samil tha aur 30march ko bhi lukhnow aunga bina ladai ke kuch nahi milta. Jadater tet pas ghar me bethkar tv dekhate aur cament karte haye bo bhi agr luknow ke lie 3o ko chale to unke lia aur hamare andolan ke lia acha hoga.

    ReplyDelete
  8. vivekanand ji ap ne sahi kiya 20 march ko mae bhi march me samil tha aur 30march ko bhi lukhnow aunga bina ladai ke kuch nahi milta. Jadater tet pas ghar me bethkar tv dekhate aur cament karte haye bo bhi agr luknow ke lie 3o ko chale to unke lia aur hamare andolan ke lia acha hoga.

    ReplyDelete
  9. sabhi tetians mata durga ka sumiran kare be posetive sab kuch aacha hi hoga

    ReplyDelete
  10. vivekanand ji ham apke sath hai *from *farrukhabad*

    ReplyDelete
  11. Vivekanand ji hum bhi apke sath hain & aapka baar thanks-moradabad

    ReplyDelete
  12. @vivekanand ji
    aapne ek vakya suna hoga "yadi aapke karya ki aalochana hone lage to samjho aap accha karya kar rahe hai"
    so carry on we are with you
    from aonla (bareilly)
    akshya sharma 9808773907
    durgesh sharma
    raman bandhu
    pradeep solanki
    sudheer singh
    divyansh jauhri
    sandhya saxena
    radheyshyam sharma

    ReplyDelete
  13. vaise is writ dalne wale ne badiya kiya kam se kam thoda to msp ko pareshani me dala

    ReplyDelete
  14. Vivekanand jee , Ye aap apne dil se pooch sakte hain.

    Mujhe nahin lagta kee apnee bat rakhna galat hai.

    Aapne ahinsatmak rah chunkar bahut achha kiya, aur Logon ko ek disha dee hai.

    Isse achha kya hai kee bina janta ko nuksaan pahuncaye aap kee baat ko lakhon logo ne suna.


    Par aap jo bhee kar rahe hain - Uska Agenda banakar apne sathion ke hastakshar le len aur ek copy unko bhee den.

    Abhee haal heee mein aapka - TET kee merit ke liye vaktvya aaaya tha, jise baad mein aap ke sathion ne kaha tha kee ye news galat chapi hai.(In sabko rokne ke liye aap - apne vichron ko
    news paper mein den, logon ko pemplats de sakte hain, aur yahan bhee, Likhi agenda banakar
    logon ke hastakshar le kar vitrit kar sakte hain)

    Lakhon mehntee chahtron ka aap leaders par vishvas hai kee aap - Unka vishvas banaye rakhen aur TET merit jo ek baar nirdharit ho chukee hai, usee par aage baden.
    Anytha ye kai logon le saath dhokha hoga.

    Aapke pryas ko karodon deshvasion ne TV chanels par dekha, aur ye bhee dhekha kee aapne kisee bhee jan-sampatti ko nuksaan pahunchaye bina apnee baat rakhee.

    ReplyDelete
  15. Vivekanand ji agar aap tet merit ke paksh me hai to ham sabhi aapke sath the aur aage bhi rahenge.ab jab bhi dharna ho aap uski khabar newspaper ke madhyam se de.sab log usi ko follow karenge.

    ReplyDelete
  16. We are with you, Mr. Vivekanand, and ready to come again and again to Lucknow.

    ReplyDelete
  17. VIVEKANAND ji aap wakai SWAMI VIVEKANAND k marg par chal rahe hein......

    THANKS......

    ReplyDelete
  18. Hamara ekmatra uddesya tet merit selection.

    ReplyDelete
  19. Muskan ji sahi keh rh vivekanand ji aap andolan date or apne vichar media k madyam s janta m pahuchai jisse janta or janta k beach aise sathi jinh koi kbr nh pehuch pati vo bhe humara sehyog karenge

    ReplyDelete
  20. Mere khyal se c.m. Ko milte waqt Nirbhay singh ko bhi sath hona chahiye

    ReplyDelete
  21. Pititoner council k baki member bhi sath ho to aur achchha rahega

    ReplyDelete
  22. Friends mere up tet mai 106 male arts obc hai. Kya mera selection ho jayega. Plz tell me soon. RAHUL

    ReplyDelete
  23. koi ye bata sakte h ki ctet quilified ke liye vacancy kab tak aaegi & uska selection procedure kya hoga

    ReplyDelete
  24. 29 march ko highcourt mein date lagi hai (according to allahabad highcourt website)

    ReplyDelete
  25. vivek sir hum aapke sath hai....mein b 30 ko lucknow aaunga aur ho ska to apne kuch sathiyo ko b launga coz agr ab humara andolan kmjor pda to y humare liye achcha ni hoga....khte hai k okhal me sar diya hai to munsal se kya drna ....to ab hume isi ko charitarth krna hai...mujhe pura vishwas hai k hume job milegi aur wo b tet ki merit pr......

    ReplyDelete
  26. sumita tumhara kuch nahi hi ho ssakta tumhara selection kahin nhai hoga behtar hai k tum shadi kar ke ghar par chup chaap baith jao..rahul pehle tet bachane do uske baad me tum apna topic discusss karna

    ReplyDelete
  27. @ VIVEKANAND ji hum Pachim UP wale sab aapke saath hai..aap ka har faisla sar aankho par...hume laathi kahne ka b koi gam nahi..aur agar is aandolan me jaan bhi deni padi to bhi peche nahi hatenge..bas aap is aandolan ko kam na padne de..iski kamaan aese hi sambhale rahe..hum aapko vishwas dilate hai hum aapke kadam se kadam mila kar saath khade hai..aap ko jab b jarurat lage pukar lena sab hazir ho jayege..raha sawl logo ka to " JAB HAATHI NIKALTA HAI TO KUTEE BHAUKTE HI HAI, AB HAATHI HAR KUTTE KO MARNE KE LIYE USKE PECHE TO NAHI DAUDEGA"...Ye sab nirash aur laachar log hai jo dusron ko behkane ka kaam karte hai..lekin ye nahi jante inke jaise naali ke khide naali me paida ho kar naali me hi mar jate hai..
    anth me itna kehn chaunga bas aap badte raho aur hum aapke saath hai..PASCHIM UP ki gurantee meri hai..

    ReplyDelete
  28. @ VIVEKANAND ji hum Pachim UP wale sab aapke saath hai..aap ka har faisla sar aankho par...hume laathi kahne ka b koi gam nahi..aur agar is aandolan me jaan bhi deni padi to bhi peche nahi hatenge..bas aap is aandolan ko kam na padne de..iski kamaan aese hi sambhale rahe..hum aapko vishwas dilate hai hum aapke kadam se kadam mila kar saath khade hai..aap ko jab b jarurat lage pukar lena sab hazir ho jayege..raha sawl logo ka to " JAB HAATHI NIKALTA HAI TO KUTEE BHAUKTE HI HAI, AB HAATHI HAR KUTTE KO MARNE KE LIYE USKE PECHE TO NAHI DAUDEGA"...Ye sab nirash aur laachar log hai jo dusron ko behkane ka kaam karte hai..lekin ye nahi jante inke jaise naali ke khide naali me paida ho kar naali me hi mar jate hai..
    anth me itna kehn chaunga bas aap badte raho aur hum aapke saath hai..PASCHIM UP ki gurantee meri hai..

    ReplyDelete
  29. dhirandra ;bharti prakiriya jis bigypan ke adhar par avedan manga gaya tha usi bigypan ke anusar tet balo ki bharti seghra suroo ki jay

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।