/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, March 31, 2012

UP Education Dept. Officers, Employees children trapped in Forge Marksheet case (BTC )

Famina Miss India 2012 - http://miss-india-news.blogspot.in/ 

फर्जी मार्कशीट पर 465 ने लिया बीटीसी में दाखिला
(BTC 2011 : 465 BTC Candidates Selected Through Forge Markshhets )

जांच से जुड़े एक अधिकारी ने बताया कि गड़बड़ी करने वालों में से 86 अभ्यर्थी शिक्षा विभाग के ही अधिकारियों, कर्मचारियों की संतानें हैं। उनमें से 29 अभ्यर्थी ऐसे हैं जिनके अभिभावक यूपी बोर्ड दफ्तर, क्षेत्रीय कार्यालय या निदेशालय में तैनात हैं। अधिकारियों, कर्मचारियों ने अपने पाल्यों के चयन के लिए फर्जी मार्कशीट तैयार कराई।
News : Amar Ujala (26.3.12)
It looks this comment may be correct :-


A. Kr. Gautam said...




Sahi bat ye hai ki board me jo adhikari hai .......unake relative+friends ke friends....sabake ACD marks manmani badaye gaye hai...vo hamesa chahege ki selection tet merit per ho.....
pahale up board me marks badana koi badi bat nahi nahi hai....pahale to aur bhi badi bat nahi thi....source aur paisa hoto..



Actually rules maker are IAS, PCS, Govt. and either their children studying in CBSE Board OR making forgery , they are making merit based selection in UP.
And it is cheating with UP Board Candidates.

What will a poor UP Board candidate can do, And if he is from General category then worse can happen.
Gr8 Justice.
When Central Govt. made scaling system to select UP Board and CBSE Candidate then why UP Government lagging.  It is injustice to UP Board candidates.


CBSE versus UP Board Acadmic Marks Weightage

See
Ministry of Science and Technology
Department of Science and Technology
INSPIRE Scholarship



Percentage Cut-off Marks# of Various State-Boards Result in class XII for
2008, 2009, 2010, and 2011



2008
2009
2010
2011
UP Board
69.2
72.6
77
77
CBSE
91
92.4
91.8
93.2
ICSE
93
93.3
93.2
93.43


You can see easily a difference between UP Board Marks and Other Board Marks.

Some years back (10-20 years ), UP Board Pass percentage was very low, And that time difference is very high between UP Board Marks and other board marks.

However I am NOT oppsing any board, but justify the stand of common examination. Additionally I felt
multistage examination can be a good option to select right candidate. As it happens Rajasthan.

Teacher Eligibility Test (TET)  for UP PRT is an aptitude examination for Primary Teachers and Not a selection of Scientists. If somebody is genius then their are many places where he/she can utilize his/her skills.
Many organizations (Railway, Bank, Defense , SSC Central Govt., CSE ) take aptitude examinations as per their requirements.

 In UP PRT Teacher Process was already decided and any change can make a longer (indefinite period as we don't know if matter goes in court then how much time it takes for decision.) time in selection.


62 comments:

  1. SARKAR KA YE TARK BEHAD HASYASPAD HAI KI TET RAHEGA TO DHANDHLI HOGI

    ISKA MATLAB TO YAHI HUA KI OTHER TEST ME DHANDHLI NA HOKAR KEWAL TET ME HI DHANDHLI HOGI AUR SARKAR CHUDIYAN PEHAN KAR TAALI BAJAYEGI

    APNI KAJORI KO CHUPANE K LIYE LAKHON LOGON KA BHAVISHYA DAANW PAR LAGANA KYA UCHIT HAI.

    B.T.C. KA TEST KHATM KAR DIYA ISI LIYE B.T.C. AAJ AISE LOG KAR RAHE HAIN JO 200 ME SE MATR 38 TET PASS KAR PAYE.

    ReplyDelete
  2. जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !

    ReplyDelete
  3. जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
    वन विभाग जंगल राज...... !

    ReplyDelete
  4. Sarkar keh rahi hai tet rahega to dhandhli hogi. Humne chunav me dekha kitni black money pakdi gayi, to ye political party chunav khatam karne k liye koi prayas kyu nahi karti. Tum kyu kursi par baiththe ho jb ek exam bhi theek se nahi karwa sakte. Bekar ka bahana bana rahi hai govt. Sirf political dusmani nikal rahi hai.

    ReplyDelete
  5. Story- Hamare yahan tanda me 2 brother,, ,ek brother Msc,B Ed. Doosra school nahi gaya lekin urdu madarsa board se jugad kar 76% above digri prapt kar li. Aur 2010-11 me btc me acd merit se chayan ho gaya.aur msc wala ladka aaz bhi struggle kar raha hai.ab tet exam me btc wala fail aur msc bed wala pass. To dosto yeh h acd merit.

    ReplyDelete
  6. Story- Hamare yahan tanda me 2 brother,, ,ek brother Msc,B Ed. Doosra school nahi gaya lekin urdu madarsa board se jugad kar 76% above digri prapt kar li. Aur 2010-11 me btc me acd merit se chayan ho gaya.aur msc wala ladka aaz bhi struggle kar raha hai.ab tet exam me btc wala fail aur msc bed wala pass. To dosto yeh h acd merit.

    ReplyDelete
  7. Story- Hamare yahan tanda me 2 brother,, ,ek brother Msc,B Ed. Doosra school nahi gaya lekin urdu madarsa board se jugad kar 76% above digri prapt kar li. Aur 2010-11 me btc me acd merit se chayan ho gaya.aur msc wala ladka aaz bhi struggle kar raha hai.ab tet exam me btc wala fail aur msc bed wala pass. To dosto yeh h acd merit.

    ReplyDelete
  8. up board ke Sabhi exam ko radd kar do, hasyapad, to tet radd karne ki maang kyo kar rahe hai ye bewkoof.

    ReplyDelete
  9. Shabbir sahab agar aap rampur tanda se bat kar rahe he

    ReplyDelete


  10. Agar aapko koee Highschool mein fail sirf islleye kar de, kyonkee kisee aur ne cheating karee thee.

    To Aapko kaisa lagega.


    Leking rajneetik sajis ka hissa banne ja raha hai.

    Doshheeon kee Janch CBI se honee Chahiye.

    Kyonkee Lakhon Candidates ke FUTURE ka sawaal hai.

    ReplyDelete
  11. agar akhilesh ko badala lena hai bsp se to hathi mitao tet nahi chor tumhi log ho ye padane wale tet yoddha nahi.sharm nahi aati sarakar banate hi har news me nakal ki khabar nahi padate kya bjp me to kabhi dhadhli nahi huyi pariksha me sharm karo tet ko cchod do .

    ReplyDelete
  12. akhilesh yahi chahata hai ki pradesh ki janata ko gawar padaye taki gawar hi rahe aur hum hamesa hi raj karte rahe

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aapne bahut door ki baat kah di , lekin lakh taka sahi.

      Delete
  13. @blog editor
    genhu ke sath dhoon ko bhi pisna padta hai,hamare yaha u.p.board ki exam ho rahi hai,bach cheking me ek room me 19 bachche nakal karte pakde gaye,DM ne samuhik nakal ka aarop lagate huye pariksha hi nirast kar di ,jo bachche apni mehnat se exam de rahe the unka kya kusur tha...

    ReplyDelete
    Replies
    1. bhai pariksha nirast hui aur dobara exam hota hai aur result sath me ata hai..kya dikkat hai.tet exam me bhi aisa kai centre pe hua..

      Delete
  14. जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
    वन विभाग जंगल राज...... !
    बेरोजगारी भत्ता पाने की आस..... !
    पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास.... !

    ReplyDelete
  15. Mr. "."
    Kya poora UP Board Exam Nirast kar deeya

    Ya Sabko Fail kar deeya.
    Mein to sirf ye poochna chahtee hoon kee -

    Agar aapko koee Highschool mein fail sirf islleye kar de, kyonkee kisee aur ne cheating karee thee.

    To Aapko kaisa lagega.


    Aur agar thoda dimag use kiya jaaye, to dekhna bhrtee LOKSABH EC ke time tak tal jayegee.

    Sarkaar base change karegee aur fir log court jayenge. Ye ek Funda hai

    ReplyDelete
  16. जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
    वन विभाग जंगल राज...... !
    बेरोजगारी भत्ता पाने की आस..... !
    पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास.... !
    बन शिक्षक बैठे है मुर्दे... !
    काम नहीँ करते है गुर्दे... !

    ReplyDelete
  17. sayad aap sahi hai ye sarkar is nyukti ko karna hi chahati aur sayad yahi bat ho jaye.

    ReplyDelete
  18. Agar TET bach sakta hai to 12 April se pehle court mein TET rankers apne selection ke leeye case dalen.

    Uske baad bhrtee process change hona mushkil ho jaygea aur jaanch kar doshhion ka saja kee maang karen.

    ReplyDelete
  19. kani aisa na ho niyukti latak jaye aur shiksha mitro ka bhagya khul jaye.

    ReplyDelete
  20. @blog editor
    mai bhi to wahi pooch raha hu ki kuch bachcho me ne nakal kiya aur pure centre ke exam ko nirast kar diya jata hai,ye galat hai,kewal dosio ko saja di jani chahiye,
    par hamare system me janch me itna samay lagta hai ki agar janch karai jayegi aur saboot ikatthe kiye jayenge to kai sal lag jayenge isliye hamare officers sabse asan rasta apnate hai,bas kah diya pariksha nirast kar do

    ReplyDelete
  21. जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
    वन विभाग जंगल राज...
    बेरोजगारी भत्ता पाने की आस...
    पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास...
    बन शिक्षक बैठे है मुर्दे...
    काम नहीँ करते है गुर्दे...
    कर नहीँ सकते पाँचवी पास...
    दम भरते हैँ आठवी पास...

    ReplyDelete
  22. jis tarah se farzi marksheet banakar
    dhandhali karane wale pakade gaye usi prakar se tet me bhi dhandhali karane wale pakade jane chahiye....

    ReplyDelete
  23. muskanji mujhe aapke comments bahut sahi lagate hai lekin u.p. board aur c.b.s.e ki tulna se mein sehmat nahin hoon kyonki jaisi ki aam perception hai ki c.b.s.e mein sabhi students ke 80% yaa usse upar aate hain aur topper ke marks national level par declare kiye jaate hai aisa nahin hai usme bhi kayee students ke 50% se 60% ke bich aate hai aur ab u.p. board me bhi loose marking suru ho chuki hai aur dusri baat u.p. nakal ke liye famous hai yahan ke kuch chuninda school ko chood diya jaaye to baki sab jagah nakal maafia haavi rehta hai jabki c.b.s.e. ke adhiktar students ke inter tak padte padte chasma chad jaata hai isliye meri aapse request hai ki aap scaling ki baat karke c.b.s.e. board ke students ke saath naainsafi naa kare yadi aisi koi vayavastha karaani hai to pehle u.p. board ki nakal band karayi jay yaa total merit mein highschool aur inter ke marks naa jode jaaye.topper students to IIT YAA PMT me nikal jaate hai teaching line mein jyadatar average students hi aate hai

    ReplyDelete
  24. जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
    वन विभाग जंगल राज...
    बेरोजगारी भत्ता पाने की आस...
    पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास...
    बन शिक्षक बैठे है मुर्दे...
    काम नहीँ करते है गुर्दे...
    कर नहीँ सकते पाँचवी पास...
    दम भरते हैँ आठवी पास...
    सरकार बन गयी अत्याचारी...
    दम भरते हैँ भ्रष्टाचारी...
    मुँह मेँ राम बगल मेँ छूरी...
    पेट मेँ हलवा मुँह मेँ पूरी...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Amit bhai aapne is gum me apni kavita se thori rahat di.

      Delete
  25. are ye ladai band karo ....
    acd.. nahi hai to tet merit se hona chahiye...
    tet me kam no hai to acd se hona chahiye....

    ye kya laga rakha hai...
    ye dono type ke ladake 20% se jayada nahi hain..

    sarkar ka kam sarkar pe chodo tum
    un 80% ki kayo mar rahe ho jinke dono
    me acche hain....


    yadi merit se chahiye to lucknow aao nahi to ghar par chudia pahano..

    aur acd walo jab sarkar ne kuch kiya hi nahi hai to kahe ko
    gulal lagakar ghum rahe ho..
    chup chap baito na..


    aur ye tum logo ne kya laga rakha hai ki jo acedemik me no wale hain wo nakal wale hain...

    nakal karne wale nakal kar rahe the to kaya tum chudia baja rahe the..
    padhe nahi ho to jo number laye hain wo nakalchi....

    tum to wakai prt ke layak nahi ho..
    mere aur mere ghar ke ladako ke dono me no hain...

    tumhe kaya lagta hai ki jin acd walo ne tet qualify kiya hai
    wo nakalchi hain..tum logo ki inhi hrkato ki wajh se jin ladako ke dono me no hain we bhi chhate hai ki tumhare jaise log jo padhane walo ki tauhine kar rahe ho ,acd se
    merit bane aur aap jaiso ko sabak mile,
    are itne hi tez tarrar ho to aaj tak koi dusari naukari nahi mili...

    ReplyDelete
  26. DOSTO

    JO MAIN KAHNE JA RAHA HUM US LOG JOK NA SAMJHEN WAH HAQIKAT HAI.

    1993 ME KALYAN SINGH(BJP) KI SARKAR THI

    TAB HIGH SCHOOL KA TOTAL UP KA RESULT THA 14%

    ISKE BAD MULAYAM KI SARKAR AAYI RESULT HO GAYA 80%

    PAPER ME JOK AAYA-:

    ARE KYA AKAL BADH GAI

    NAHIN, NAKAL BADH GAI

    TAB SE AAJ TAK NAKAL KA PAUDHA BARGAD KA PED BAN GAYA HAI KAI BOARD BHI NUMBER KHULE DIL SE DE
    DE RHAE HAIN.

    UNIVERSITY NE TO RECORD HI TODE HAIN DEGREE TO PAN KI PETIYON PAR MIL RAHIN HAIN.

    AISE ME ACCADEMIC WALON KO EK TARAJOO PAR TAU DENA KAHAN KA NYAY HAI.

    LEKIN YE SARKAR INHIN LOGON SE VOT LETI AAYI HAI.

    AGR TET ME DHANDLI HOGI TO ACADEMIC ME "DHANDHA" HOTA HAI SAB JANTE HAIN.

    BUT NAUKRI KA SAWAL HAI

    AUR SARKAR BHI ACADEMIC WALON K SATH HAI.

    AB TO BAS EK HI TARIKA HAI


    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE
    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE
    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE
    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE


    LUCKNOW KO KUCHAL DALO

    SARKAR KA IRADA BADAL DALO
    LUCKNOW KO KUCHAL DALO

    SARKAR KA IRADA BADAL DALO
    LUCKNOW KO KUCHAL DALO

    SARKAR KA IRADA BADAL DALO

    ReplyDelete
  27. DOSTO

    JO MAIN KAHNE JA RAHA HUM US LOG JOK NA SAMJHEN WAH HAQIKAT HAI.

    1993 ME KALYAN SINGH(BJP) KI SARKAR THI

    TAB HIGH SCHOOL KA TOTAL UP KA RESULT THA 14%

    ISKE BAD MULAYAM KI SARKAR AAYI RESULT HO GAYA 80%

    PAPER ME JOK AAYA-:

    ARE KYA AKAL BADH GAI

    NAHIN, NAKAL BADH GAI

    TAB SE AAJ TAK NAKAL KA PAUDHA BARGAD KA PED BAN GAYA HAI KAI BOARD BHI NUMBER KHULE DIL SE DE
    DE RHAE HAIN.

    UNIVERSITY NE TO RECORD HI TODE HAIN DEGREE TO PAN KI PETIYON PAR MIL RAHIN HAIN.

    AISE ME ACCADEMIC WALON KO EK TARAJOO PAR TAU DENA KAHAN KA NYAY HAI.

    LEKIN YE SARKAR INHIN LOGON SE VOT LETI AAYI HAI.

    AGR TET ME DHANDLI HOGI TO ACADEMIC ME "DHANDHA" HOTA HAI SAB JANTE HAIN.

    BUT NAUKRI KA SAWAL HAI

    AUR SARKAR BHI ACADEMIC WALON K SATH HAI.

    AB TO BAS EK HI TARIKA HAI


    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE
    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE
    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE
    MARENGE MARJAYENGE
    BUT TET NAHIN GAWAYENGE


    LUCKNOW KO KUCHAL DALO

    SARKAR KA IRADA BADAL DALO
    LUCKNOW KO KUCHAL DALO

    SARKAR KA IRADA BADAL DALO
    LUCKNOW KO KUCHAL DALO

    SARKAR KA IRADA BADAL DALO

    ReplyDelete
  28. @Poorvanshu jee ,

    Mera cousin hai UP Board se 2nd Div., Par centra govt. mein scientist hai.

    Kya usko nikal den kee uske marks kam hain.

    mein through out honors hoon, kya mein ye kahoon kee usko nikal kar mujhe job de den.

    Aur mera khud UPTET mein koee personal interst nahin hai.

    Par jhooth, sastee marketing jaisa Media mein aajkal hota hai
    Vo nahin likhtee,
    -----
    Mujhe bhee apne cousin se jalan hotee hai, itnee oounchee post par hai

    Par ye bhee janteee hoon kee usne kitnee mehnat kee hai - Engineering Entrance Exam Pass, Scientist Exam pass karna etc. etc.

    ReplyDelete
    Replies
    1. muskan ji
      phir aap apne acd par behas kar rahi hai..kyoki aap hamesha with honour pass huyi hai par...
      Main aapko already bata chuka hu ki main throughout topper raha hu...
      Meri acd 321.87 % hai aur b.ed bhi kanpur univ. Se top kiya hai(batch-2010-11) par tet me 115 aur 110 hai..infact main bhi chah raha hu ki merit sirf tet ki hi bane...
      Lekin aap baar baar apne acd aur honours ki baat karti hai

      Delete
  29. Jab aapko koee FAIL karne ko kahega kyonkee koee DOOSRA FAil ho gaya,

    Tab aap kya bolte hain.


    Mera BLOG sach kaa saath jaroor dega.

    ReplyDelete
  30. neera said
    uutar pradesh ki sarkar kisi kam ki nahi hi jo abhi
    tet ma koi phacila nahi lia ha sabsa bakar ki uttar pradesh ka CM bana ha

    ReplyDelete
  31. @sunil ji
    kalyan ke samay pass% kam thi lekin padhne walo ke no kam nahi mile the

    aur mulaaym ke samay 80% pass the to sabhi 70 % wale nahi the

    faltu ki abc mat karo sidhe sidhe bolo ko aapke no nahi hain...
    apka kahane ka matlab hai ki padhne walo ko 10.12.b.sc me no nahi milte hain....

    ReplyDelete
  32. madam yahin baat mein kehana chahata hoon ki mere couin ne 1997 mec.b.s.e se high school second div tatha 1999 mein inter 60% ankon ke saath ki lekin uptet mein uske 135+ hai tatha ctet mein 80% hai lekin aapki scaling se weh prt job se bahar ho sakata hai jabki mehanat to usne bhi ki hai isse pehle 2007 ki vbtc me uska chayan nahi ho paya tha.

    ReplyDelete
  33. साधना न्यूज चैनल पर 9.30 पर दिखा रहे थे की बेसिक शिक्षा निदेशालय ने शिक्षक भर्ती की विज्ञप्ति निरस्त करने कि सिफारिश शासन को भेज दी है।

    ReplyDelete
  34. Mr Unknown ,
    Aap ye kyon nahin kehte -
    Kee engineering entrance nirast kar deeya jaye, Kyonkee ye ek single exam hee hota hai.
    ----------
    Niymanusaar TET Candidates Bilkul galat nahin hain,
    Tab hee Un par log jhoothe aarop laga rahe hain.

    Apna fayda dekh rahe hain.
    -------
    Mera Acad. thoughout Ist Div./honours se raha hai, par mere cousin scientist kee 2nd Div. hai high school intermediate mein.
    Top rank se engineering entrance pass keeya , Comp. Sc. lee aaj Govt. mein scientist hai.

    Mein usko kaise tarkon se Nokri se niklwa doon, Aap mujhe sirf ye bata deejeeye

    -----
    Par usne engineering entrance mein kitnee mehnat karee, aur kaee bade bade exam pass keeye.
    Kya Usko nokri se nikalwa dena chahiye

    ReplyDelete
  35. @KUMAR JI

    BHAI KUMAR JI AP KE NO. HUM SE JYADA HO SAKTE HAIN LEKIN SAMJHNE ME AAP KAMJOR HAIN MERE KAHNE KA MATLAB YE HAI KI ACADEMIC ME NO. ME EKRUPTA NAHIN HAI AUR TEACHERS KI AGE 21-40
    RAKHI GAYI HAI AISE ME PURANE KI TULNA NAYE SE KAISE KI JA SAKTI HAI.

    LEKIN YADI AAP NAHI JANTE KI IS SAMAY B.ED. ME YA GRADUATION ME LOG NO. KAISE BADHWA RAHE HAIN TO AAP BACHCHE HAI.

    MERE NO. YADI ACC ME KUCHH KAM HAIN TO AAP
    ITNE HI HOSIYAR THE AAPK NO TET ME KAM KYON AAYE.

    ISI LIYE TEST HOTE HAI KI AB APKI PRESENT KNOWLEDGE KITNI HAI.

    ReplyDelete
  36. bheji hai....taki apni dhandhali chupa sake..
    abhi sarkar ne koi decision nahi liya hai aur jab tak cort me mamala hai wo
    nirast bhi nahi kar sakati hai..
    ye kewal sutro wali khabar hai..
    amar ujala ki tarah

    ReplyDelete
  37. @sunil kumar aapki baat bilkul sahi hain tet kaa maksa d present knowledge ko parakhana hi tha aur doosri baat is baat se sabhi sehmat hai tet mein hui dhaandali ki jaanch karali jaaye isme jaane acd supporters ko kya aapti hai yadi koi kasurvaar hai to bahar ho jaayega aur yogaya ko job milegi tatha achi academic waale mitro ke paas aage bhi achhe numbers score karne kaa vikalp hai kyonki ye sarkar jarur imaandari se tet karayegi

    ReplyDelete
  38. tet exame ka sylbs hi aisa tha ki pta chal ske ki layk candidat jo 1to 5 ko teach kr sake ,,,,,,,,,,,,ab ise jayda or kya illigibility honi chaiy......agar koi b,sc ag ,,commerce se 70% lay to use teacher kaise bna de ,,,teachr ke liye tes prt levl ka hona tha to hua ab kyo ld re ,,,,,,koi kisi b board se ho ,,,,,,eligiblity to tet se pta clgi prt techr ki,,,,

    ReplyDelete
  39. tum scince topper ko dirct engineer ,,,ya doctr bnane ko bol re ho ,,,thats nt possible.....

    ReplyDelete
  40. @Sachin Balia,
    Good,
    Ye ek aptitude exam tha, jo kee sirf PRT Teacher ke liye tha.

    Jiase bank clerk mein - Clerical Aptitude Exam hota hai,
    Bank Officer mein - Officer level aptitude exam hota hai.
    ------
    Agar koee BBA, BCA, Engineer is Nokri ko apne acadmic marks ke aadhar par pana chahega, to vo to galat hai.

    Good Comment

    ReplyDelete
  41. YADI ACADEMIC ITNA HI IMPORTANT THA TO B.ED. KA TEST KYON KARAYA US BHI ACC KARATE TO KAM SE KAM BECHARE VE LOG TO B.ED. NA KARTE JINKA ACC KAM HAI

    ISKA TO MATLAB YHI HUA KI JAB B.ED. KARWA K KHOOB PAISA NICHOD LIYA FIR ACC MERIT KAR DI

    JO BACHEN WE AB GHOOMEN.

    ReplyDelete
  42. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  43. @kumar kyo bhai jab ye prt choti si malum pad rahe hai tumhe koi bada job karna chahiye jisme exam naa dena pade

    ReplyDelete
  44. @sunil pagal ho jaoge aap
    abhi ja ke so jao aur kal lucknow
    pahuncho yaha par time pass karke kuch nahi milega...
    amaran anshan karo tabhi kuch hoga

    ReplyDelete
  45. @KUMAR

    TUMHARE NUMBER ACC ME JYADA HO SAKTE HAIN LEKIN SISHTACHAR ME 00000 HAIN.


    BEWKOOF!!!!!!!!!!!!

    ReplyDelete
  46. @Kumar ji,
    Aap nervous ho rahe hain.

    Mere kaee blogs hain, meree profile se mere ek cousin ne bhee kuch blogs bana rakhe hain.
    (Jisse aap logon hamare doosre blogs bhee dekh saken.)

    Mera Kary Sach Ko Saamne Rakhna hai.

    ReplyDelete
  47. @Kumar jee,

    Aap nervous hain.

    Agar aapke pass kuch valid points ho to ve batain

    Aur aap kya chahte hain, Kis tarhe kee merit

    ReplyDelete
  48. blog editor ji isi tarah sachche dil se sachchai ka sath dete raho

    ReplyDelete
  49. khisiyani billi khamba noche.hathi mast chali kutta bhonke koi fark nhi padta

    ReplyDelete
  50. @ MUSKI didi

    KUMAR bhai jo kehna chahte h use mai saral shabdo mein explain karta hu.

    FOUR categories of TETians

    A:GUD marks in TET & GUD marks in ACD

    B:GUD marks in TET & BAD marks in ACD

    C:BAD marks in TET & GUD marks in ACD

    D:BAD marks in TET & BAD marks in ACD


    A:80% stu belongs 2 this category
    B:05% stu belongs 2 this category
    C:05% stu belongs 2 this category
    D:10% stu belongs 2 this category


    ye "B" aur "C" category k stu aapke blog par ladte rehte h.

    "A" category wale sirf joining chahte h, selection base kuch bhi ho yehi log asli deserving stu h jinhe joining milni chahiye.

    "D" ye log apni id change kar ke doosro k naam se comment karke aag mein ghee ka kaam karte h.

    ReplyDelete
  51. 96 mein up board mein aprxm 20%first 40%secon 20% third fail aur baki fail aur 2011 mein 70% first 30% secon main janna chahta hua ki kya aaj ke stu jyada talented hain ya phir number dene ke attitude mein chang a gaya hai. agar jyada talented hain to tet jaise exam mein btc merit base select 200 mein 36 fail kaise aur agar no dene ke attitude mein change hai to phir 96 aur 2012 ke no ko ek jaisa man lena kya sahi hai. i am waiting for repl.

    ReplyDelete
  52. @Veer Kushvaha jee,
    Mene sirf ek example deeya tha,
    Mujhe apne badai karne katai pasand nahin hai.

    Mera to ya bhee kehna hai, kee rules badalte hee bhrtee anishitkaleen ke leeye thap ho jayegee.

    Bechare TET rankers ne kya gunah keeya, Unhone to Niyamanusaar hee pariksha deee.

    Islleye TET Merit se hee niyukti ho to sabhee logon ka bhala hoga.
    Jo kee har terhe se upyukt hai
    -----

    Niyam aage kee process ke leeye badle jaate hain, ne kee jo already decide ho chuka hai uske leeye.

    Varna saare IAS, PCS, Minister ko nikal do naya rule bana do
    (To ye to bilkul galat hoga)

    ReplyDelete
  53. aaj jo u.p.govt. ne faisla liya hai bada dukhad hai. kyu ki jo bachhe highschool,inter me nakal karke achhe no le aate hai wahi humare kal ke bachho ka bhavisya banayege. teacher jaisi post ke liye bhi oneday exam hona chahiye naki educationl merit agar koi bachha highschool,inter me achhe no nahi paya hai to iska matlub ye to nahi hai ki wo teacher nahi nai ban sakta hai. isse to logo ko aur nakal karne ke liye sarkar badhava de rahi hai

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।