/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 22, 2012

UPTET Candidates demanded selection through TET Merit


UPTET Allahabad : टीईटी के आधार पर मेरिट बनाने की मांग
UPTET Candidates demanded selection through TET Merit
इलाहाबाद। प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती में टीईटी के आधार मेरिट न बनाए जाने के विरोध में सफल अभ्यर्थियों ने शनिवार को सुभाष चौराहा पर मुख्य सचिव जावेद उस्मानी का पुतला फूंका। इससे पहले चंद्रशेखर पार्क में उप्र टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा की बैठक में अभ्यर्थियों ने एकेडमिक कॅरियर के बजाय टीईटी के आधार पर मेरिट बनाए जाने की मांग की। अभ्यर्थी जुलूस के रूप में सुभाष चौराहा पहुंचे। पुतला दहन करने वालों में विवेकानंद, आशुतोष केसरवानी, आनंद यादव, मो. शोएब, संजय यादव, अभिषेक सिंह, सुजीत सिंह, सुरेश मणि शामिल रहे

News : Amar Ujala (22.4.12)

15 comments:

  1. Putla bhi jalane ke alawa hume sc me bhi chalna chahiye

    ReplyDelete
  2. Ab to pura hangama karo kisi se bhi na ruko

    ReplyDelete
  3. Abhi tak gov ne vighyapan ke khilaf court me n koi argi file kishne hain aura n hi cancilation ka official nirnay hi liar hain , please 30 April tak ka wait Karen ,

    ReplyDelete
  4. Sarkar aur media ko satya ko janne ke liye majboor karna hoga sarkar hamari takat pahuch ko challenge kar rahi hai. Jhoothi khabren failaker bakwas janch karakar mayawati se badle lekar nirdoso ke sath annya kar rahi hai. Apni jebem bharne ke liye teacher bharti ko latkaker but aisa karke ye satta se hanth dho baithegen. Jo kam mayawati ne up poolice ke bare me kiya tha. Vahi ye kar rahe hain.

    ReplyDelete
  5. Kaun kahta hai merit tet se nahi lag rahi.media par na jaye merit tet ki hi lag rahi hai.diets ko iske order ho chuka hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Shalini ji... aap ye kaise kah sakti hain plz tell us source of dis news

      Delete
    2. Shalini je ye news aap ko kha se mili please reply me

      Delete
    3. Shalini ji TET merit se appointment hoga ye news aapko kha se mili please reply me

      Delete
  6. Ye midia wale sahi news na dekar sabhi ko uljhakar rakhe hue hai. Ashish singh ahraura,mirzapur

    ReplyDelete
  7. Jinhe aap swarthwas kam acd. Wale bata rahe g wo aap ke bade bhai h jo jald hi over age hone wale h. Unki acd. kam is lia nahi h ke vo aap se kam kabil h, Unhone apni kabliat tet me dikha di h unki acd. kam is lia h kyoke unke time me jyada no. dene ka chalan nahi tha. Aaj jis st. ko hum test me 2 - 4 no. dete h vo board me 60% leta h aur jinhe aap kam acd wale kh rahe ho unke jamane me 60% par dist. top ho jata tha aur aap unke v apne no. ko barabar aank rahe ho. Swarth ka parda hatao mere bhai aap ko to aur bahut chance milenge par un ke pas bus yahi h. Jaise tese to sarkar ne saman awsar diya h vo bhi kuchh swarthi logo ko hajm nahi ho raha h. Had ho gai yar. Thanks

    ReplyDelete
  8. IAS PCS KO ACADAMIC BASE PAR CHAYAN KIYA JAY TO KAYA DESH SUDHAR JAYEGA? NAHI SUDHAREGA LEKIN KUCH PAGAL JAROOR PCS IAS BAN JAYEGE . YAHI HALL UP TET KA HA . ACADAMIC BASE SE BASIC SIKSHA NAHI SUDHAREGA DUSARI BAT SAB CBSE VALE HO JAYENGE UP BOARD vALE MUH TAKENGE

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sarkar ke interest n lene ka karan TET par court ka stay baehata ja raha hi agar sarkar sarkar ki neeat saaf ho jay to aaj stay hat jayaga

      Delete
  9. intjaar kar kar ke kuchh nahi paoge/ab na kiya aandolan to pachhtaoge/kuchh na karoge to nahi ab kuchh hoga/aise hi ham sabse bas dhokha hoga/sashan apna nirnay yu hi sunaayega/mitti me zindgi hamaari milaaye ga/ kyu baithe rahe maun ab tum hi kaho/aandolan ke liye kyu na lucknow chalo/ chalo lucknow chalo..sangharsh zindabaad.tet zindabaad..

    ReplyDelete
  10. yaad rahe ki ye mishal banani hai ki log kahenge ki ek baar 72825 teacher ki vacancy ayi thi aur uspar coart stay ho gaya tha lekin kuch junun tha un tetians me jo unhone apna haq aur apne do bhaiyo ki maut ka badla le kar hi dam liya tha...
    bhaiyo hum piche nahi hatenge aage bhadhenge aur jitenge...

    ReplyDelete
  11. Ab janata bhi hamara samarthan kar hai, yadi pradesh ko nakal maphiyao se bachana ha aur basik education me sudhar karana ha to merit tet par he banani chahiye so mananiy Akhilesh jee se anurodh ha ki nakal maphiyao ke bat me na aaye

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।