/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, April 4, 2012

UPTET : Decision on TET Candidates Future will be on 11th


टीईटी के भविष्य पर निर्णय 11 को
(UPTET : Decision on TET Candidates Future will be on 11th )

प्रमुख सचिव गृह ने सौंपी जांच रिपोर्ट
लखनऊ। शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) के भविष्य पर निर्णय 11 अप्रैल को किया जाएगा। राज्य स्तरीय कमेटी की बैठक में निर्णय किया जाएगा कि टीईटी निरस्त की जाए या नहीं। उधर, प्रमुख सचिव गृह आरएम श्रीवास्तव ने रमाबाई नगर पुलिस द्वारा की गई जांच रिपोर्ट बेसिक शिक्षा विभाग को उपलब्ध करा दी। प्रमुख सचिव गृह ने स्वयं इसकी पुष्टि की है। अब निर्णय बेसिक शिक्षा विभाग को करना है।

टीईटी में धांधली के आरोप में तत्कालीन शिक्षा निदेशक संजय मोहन को गिरफ्तार किया जा चुका है। मामले की जांच रमाबाई नगर की पुलिस कर रही थी। नई सरकार आने के बाद 20 मार्च को बेसिक शिक्षा विभाग ने पूरी रिपोर्ट बनाकर मुख्यमंत्री को भेजा था। अब इसे निरस्त किया जाए या न किया जाए, इस पर निर्णय किया जाना है। सचिव बेसिक शिक्षा सुनील कुमार ने मंगलवार को बैठक बुलाई थी, जिसमें सभी पहलुओं पर चर्चा की गई। तय किया गया कि 11 अप्रैल को टीईटी की राज्य समिति की बैठक बुला अंतिम निर्णय किया जाए। उधर, टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी गुरुवार को सुबह 10 बजे मुख्यमंत्री से मिलकर अपना पक्ष रखेंगे। डीएम ने अभ्यर्थियों को मुख्यमंत्री से वार्ता कराने का भरोसा दिया हुआ है



News : Amar Ujala (4.4.12)

171 comments:

  1. ADITYA FAIZABAD,SACHIV KO KOI BHI DECISSION LENE SE PAHELEY YE DHYAN RAKHNA chaheye ke tet pass candidate ke liye court ke darwaza khula hai.jaha unko bhi jawab dena padega.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Akhbaro ke madhyam se pata chala tha ki ramabainagar ki police ko sachiv ke pass se 165 ladko ki suchi prapt huee thi kya 165 ladko ki vajaha se 270000 ladko ka bhavishey kharab karna theek hoga aur agar court mai ye sidh nahi ho paya ki tet mai dhandli hui thi tab ladko ke bhavishey ka zimedar kon hoga isliye tet ko nirast na kare

      Delete
  2. UPTET MORCHA, aap kaha hail? kya koi hume btayega ki kya chal raha humare leaders k mind me? court me kab, kya, kis adhar par jana hai?

    ReplyDelete
  3. YADI KAL KI WARTA POSITIVE NA RAHI TO-

    HUM 11APRIL TAK WAIT NAHIN KARNGE USSE PEHLE HI COURT ME CASE KARENGE

    STATE ME JABARDAST VIRODH PRADARSHAN , DHARNA, JAM LAGAYENGE.

    SADKON PAR BATH JAYENGE AUR TRAINS ROKENKE.

    VIDHAN SABHA KE AAGE VIRODH PRADARSHAN.

    RAJYA SARKAR NAKAL MAFIYA K DABAW MEN KAM KAR RAHI HAI.

    ISI LIYE TET RADD KAR ACADEMIC MERIT SE BHARTI KARNA CHAHTI HAI JISSE USKI SIKSHA KI DUKAN CHALTI RAHE.

    IS BAAT PAR SABHI EKMAT HO JAO KI TET NIRAST NAHIN HONE DENA HAI CHAHE JO BHI HO JAYE.

    WARNA IS BAR 8000000 CANDIDATES EXAM DENGE AUR KAM SE KAM 500000 PASS HONGE AUR MERIT AASMAN CHHUEGI YE TAY HAI.

    ReplyDelete
  4. Uptet morcha on facebook, uptet

    Muskan ji (Blog Editor) on facebook , uptetprt

    ReplyDelete
  5. frnds main to yahi dua kerta hun k 11 april ko court ke bahar he hum sab ke favour me decision a jaye.. court ke chaakar ke to pension k time job milegi.. btc2001 & btc2004 ka batch hi dekh lo 2004 wale abhi bhi job nahi paye hai....

    ReplyDelete
  6. mujhe nahi lagta hai k Govt kisi ka ahit karegi bcz hum sab apne man se jo bhi planning kerte rehte hain,,, newspaper wale bhi apne man se na jane kiya kiya print kerte hain... mujhe apne CM per pora yaqeen hai k vo hum sab ka bhala zaroor sochega...

    ReplyDelete
  7. yr kal cm se milo to bas tet ki baat karo cancle na ho
    merid ya acd ki ni

    ReplyDelete
  8. I found - Somebody using name of " Kumar " Yestraday Now use Name of "Blog Editor".

    However I have moved his comments.

    And request him - Not use such name.

    ReplyDelete
  9. DOSTO,

    KEWAL BLOG K BHAROSE NA RAHO.

    APNE-APNE MO. PAR SMS PACK DALWALO

    AUR EK DOOSRE SE MSG SE SAMPARK BANAYR RAKHO. SABHI TET MORCHA JILADHYKSHHON KA MO NO. LELO.

    YAD RAKHIYE ANSHAN TOTA HAI SANGTHAN NAHI.

    ReplyDelete
  10. aur ha u face cm so cool
    aur baat tet+acd pe ban jay to best ni to bhul javo job
    hum bas tet ki case kar sakte hai job ki ni koi vo abi mila ni
    unho ne pahle hi kah diya ki return mony 500/200
    so court bi yahi kahega

    ReplyDelete
  11. kal aap yo order dikha rahe the vo bharti ke baad ka tha na ki pahle ka
    abi to bas form mange gaye hai to job kaha to

    bas tet mat cancle ho aur jaldi se bharti ho ye requst karo plz
    i m also upboard

    ReplyDelete
  12. dosto sarkr se ni lad sakte bped vale kya kar liye kuch ni
    to mat neta bano aur requst aur pyar se kam nikalo

    anaa kuch ni kar paya koi team galat thi angry mat bano

    ye saaf kah denge hamre pas budget ni hai koi kya kar lega

    to kal cool aur ek kam aur jo milne jayega akhilesh ji ka pair jaur chu lena

    its

    ReplyDelete
  13. TET morcha jab varta karne jaye to hamare un 2 sathiyon ko bhi apane sath varta me jaroor le jaye jinhone aakhiri samay tak Anshan kiya.
    Avneesh Yadav ji aur gulzar ji

    ReplyDelete
  14. Mr s plz is taraht ki baseless batein na karo.log ab sayane ho gaye hain

    ReplyDelete
  15. @blog editor ji
    i m not using any other name

    mujhe sirf apni baat kahane se matlab hota hai...
    mai jabrdadsti apni baat ko hi
    nahi manwana chahata hu.....

    mai janata hoon ki jin candidate ke pass acd nahi hain unke liye naukari panne ka ye ek mauka hai
    agar we jo chahate hai aur wah samwadhanik hai to phir unhe dhairya rakhana chahiye.......

    1.yadi sarkar tet merit li bajaye
    acd se selection karana chahati hai lekin yadi ye kanoon ke viprite hai to unhe court se rahat jaroor milegi.

    2.sarkar yadi vigyapan radd karati hai to yadi yeh asamwadhanik hai to phir court se unhe rahat milegi...

    lekin we court to jaye.......

    ReplyDelete
  16. kripaya cm ke samaksh sabhi abhyarthiyon ke prati samanata ka byawahar karane ki guhar lagani chahiye jisase sbako mauka mil sake agar tet merit se cm ko dikkat ho rahi hai to acd me BA ,Bed ke anko ke adhar par bhi chayan prakriya puri ki ja sakati hai cm ke samane bhinna -2 board aur unake anko me antar ki bat ko bhi rakhana chahiye ho sakata ho ki cm ke samajh me bat aa jaye unako batana hoga ki tet me sabase jyade un logo ne mehanat ke bal par no laye hai jinake acd me no kam hai jisaka karan 2000 se pahale ke hs/inter hona hai tab up board me isitarah se ank milate the .sath hi yek sawal uthaya ja sakata hai ki yadi acd sahi tarika tha to NCTE ne tet aniwarya kyo kiya kya usaka uddeshya yogya shikshko ki pahachan karane ka nahi hai adi kisi ne TET me acche ank laye hai to wah yogya hai lekin acd kam hai to kya kare jabaki sarkar hi acd chahati hai.

    ReplyDelete
  17. doston is waqt hum sabko GOD se sirf dua kerni chhaiye k kaise bhi vo hum sab ka bhala ker de.. frnds yaqeen rakho ager hum sahi hai & hamari kismat me yeh job hai to koi hame nuksaan nahi pahocha sakta... waise bhi
    'WAQT SE PEHLE & KISMAT SE JIYADA KISI KO KUCH NAHI MILTA,
    SO FRND HUME SIRF DUA KERNI CHHAIYE gOD ZAROOR HAMARI SUNEGA... INSHAALLAH

    ReplyDelete
  18. dosto kya akhilesh ji batane ka kasht karenge ki jisane TET me 83 paye hai aur acd me 300 hai aur jisane TET ME 135 paye hai aur acd 210 hai me yogya kaun hai aur yadi acd wala yogya hai to tet ki kya jaroorat pad gayi.kripaya is tarah ki baton ko rakhate huye acd ko swikarane ki bat kar sakate hai jabaki kewal merit BA BED ko hi liya jaye na ki HS/INTER KO .aage hum SC jane ko taiyar hai maine nitin ji se unaka purna sahayog karane ke liye bola hai hamare sabhi dost taiyar hai .

    ReplyDelete
  19. @ pandey ji
    ncte ne tet ko aniwarya isliye kiya tha ki uska apna hi system fail hai
    uske dwara b.ed,btc aadi ki degreeyo
    ka koi matlab nahi hai kayonki uske anusar ek btc pass bachho ko padhane ke yoya nahi hai...
    tet sirf net ke tarj par ek nakal hai jo sarkar ko money ka ek jariya deta hai..

    tet ki jagah yogya candidate ki bharti parikshaye bhi to li ja sakati hai jaise ki kvs aur navoday me hoti hain.

    ReplyDelete
  20. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  21. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  22. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  23. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  24. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  25. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  26. jaisa ki maine kaha tha ki apane dher sare aise bhi dost hai jo likhate to nahi hai lekin is blog ko padate jaroor hai un sabhi bhaiyo ka sahayog mil raha hai nitin ji aur viveka nand ji se anurodh hai ki yek samuhik acount no blog par show kare jaise hi unako jarurat padti hai hum sabhi log 1000/500 karake usame paise dal denge jisase hamari ladai me koi badha nahi aayega.

    ReplyDelete
  27. kripaya kisi par bhi bina wajah sandeh wali bat na kare ki acount me paise aise hojayenge ya aur kucch.kya kisi ne bhi janane ki kosis ki hai ki NITIN JI is samay lko me kyo hai waha rahane me kya kharch aa raha hoga kripaya apane leader ka khul kar sath dene ka kasht kare .hum sabhi ka kewal yek hi lakshya hai jo sabhi samajh sakate hai dusare ke mehanat par kucch hashil karane wale sahi nahi hai hum sabhi ko apani bhagidari chahe thode se hi kyo na ho jarur deni chahiye nahi to prt halal ki nahi haram ki ho jayegi.kripaya shabdo par bura mahasus na kare.

    ReplyDelete
  28. tum sab din raat pak pak pakar pakar karate rahate ho faltoo, tet kachara(kooda) hai sala gov. ko income chahiye to a new formula hai, jo economics ki study kiya hoga o behatar dhang se janata ho ki jab gov. ki khajana khalii ho to kya karani chahiye, aitana ghatiya standerd uptet k paper se tum sab mahan ho murkho ANDHO ME KAANA RAAZA.

    ReplyDelete
  29. MERE HISAAB SE BHI DGADUTION+B.ED+TET KI MAARIT BANE YA 5GUDANK KA BHI FUNDA ACCHHA HA.. USME PER KA TENTION BHI NAHI...

    ReplyDelete
  30. merit ke liye mat lodo

    TET ke liye lado

    Nahi to sab katam

    TET hai to sab sahi hai

    Merit kuch bhi ho

    Last tet exam main dono tet main milakar 11 lakh thain is Keval Primary TET main hi 11 lakh ho jayainge

    Isliye apna swarth jod kar TET bajo

    ReplyDelete
  31. @Nitin ji apne shistmandal me ek muslim candidate jarur rakhe. Kyoki ye sarkar muslims k vote pane k liye kisi bhi had tak jane ko taiyar hai. To inki trick hame in par hi apnani chahiye.

    ReplyDelete
  32. ACD main dhandali huiee hai to TET ko bhi abhi clean cheat nahi mili hai.

    Is liye apas me mil kar TET bacho

    MERIT nahi

    ReplyDelete
  33. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  34. hume iswar se aur is sarkar se prathna karate hai ki sabhi medhawiyon ki madad kare anyatha anyay hoga .kripaya koi bhi bhai hinsak bhare bayan nahi de.usase hamara hi nukasan hoga waha bhi hamare hi jaise log sataye jayenge .hinsa sahi rasta nahi hotahai .hum nyay ki guhar nyay palika me lagayenge.sabhi dost madad karane ko taiyar hain.NITI JI AUR VIVEKANAND JI AUR UNAKE SATH ANYA SBHI LOG HUM SAB SATH HAI LKO TO NAHI JAPAYE LEKIN AB NAHI CHUKENGE.AAP LOG AGE BADE PURNA SAHAYOG MILEGA.

    ReplyDelete
  35. hum log rajnit nahi karne ja rahe hai ki ek muslim aur ek yadav ko le jao

    ReplyDelete
  36. TET bacho merit nahi

    PLEASE
    PLEASE
    PLEASE
    PLEASE

    ReplyDelete
  37. He god sarkar ko sad buddhi de aur faisala hamare paksha me aye nahi to court me hum jeet hi jayege

    ReplyDelete
  38. ARPAN JI IS TARAH K BAAT NA KAREN K MUSLIM KO LE JANE SE KOI KAAM BAN JAYEGA. I M ALSO A MUSLIM RIYAZ AHMAD..MAIN BTC2004 SE HUN,ABHI BHI JOB NAHI MILI HAI,, AAP YAAD KARO KE TET KE PEHLE JAB BED & BPED WALE LCKW GAYE THE MILNE TAB MAYA GOVT NE JHOOLELAL PARK KA GATE BAND KERKE PITWAYA THA,, US GROUP ME SC ST BHI THE .. MAIN SIRF YEH KEHNA CHHATA HUN K AGER KISI BHI GOVT KO KOI KAAM KERNA HAI TO VO APNI MARZI SE KAREGI ,, 1-1 DHARM K LOGON KO ALAG KERKE NAHI KAREGIII....

    ReplyDelete
  39. Agar hum apas main ladinge to GOD bhi hamara saath nahi dega

    ReplyDelete
  40. kya koi bata sakta hai ki ramabai police kaha tak jaanch kar chuki hai, kya un ladko ko pakadne ka jaal to nahi bichhaya ja raha hai, kyoki jab tak koi pakda nahi jayega tab tak kaise dhandhli sabit kaise karenge, ye kaise dhandhli hai ki lene wala pakda gaya( jo baar baar nahi man raha hai ki usne paise liye ) aur dene wale pakde hi nahi gaye.

    ReplyDelete
  41. 11 apr ko isi baat par vaarta hogi ki kaise sanjay mohan par aarop siddh kiya ja sake aur tet ko nirast kiya ja sake

    ReplyDelete
  42. To
    THE LEADERS
    UPTET MORCHA

    SUBJECT:POSSIBILITIES FOR CM with our fortune

    Dear and RESPECTED leaders/frnds

    THERE are only four POSSIBILITIES FOR CM:


    RESULT A: TET not cancel, SELECTION BASE not cancel

    RESULT B: TET not cancel, SELECTION BASE --- cancel

    RESULT C: TET --- cancel, SELECTION BASE not cancel

    RESULT D: TET --- cancel, SELECTION BASE --- cancel





    OUR MAIN priority: we(with leaders of tet-morcha) should do our BEST for achieving RESULT A.

    IF RESULT A not possible: Saving TET is more important than selection on TET-MERIT.





    IF RESULT A not achievable, then

    we SHOULD agree on RESULT B only(at least 50% or more weightage of TET in SELECTION crireria)



    we MUST NOT agree on RESULT C OR D.




    REGARDS
    WeLL WiShEr

    ReplyDelete
  43. क्या बेसिक शिक्षा विभाग न्यायालय से सर्वोपरि हैँ, जो न्यायालय का निर्णय आने से पहले ही टीईटी पर निर्णय ले सकता हैँ।

    ReplyDelete
  44. dekho kal kya hoga me batata hu


    kal cm saf bolenge ki 11 ko meeting hai jaisa pahle jabav diya ki court me matter hai

    ReplyDelete
  45. Mai v paisa dunga ajeet kumar patel vns 8004228584

    ReplyDelete
  46. ek baat to saaf hai ki ye tet cancle ni karna chate koi court jana pad sakta hai isi liye rule change kar rahe hai aur bharti bi jaldi karna chate ni to lata sakte the
    jaise maya ji ne 2 saal se kiya

    to kal plz hum apni baat par hi na ade rahe bich ka rasta nikle(tet+acd)

    aur jaldi se bharti ki maang kare

    ni to 2 saal aur
    phir 1 saal baad ncte ka rule jo ctet me dikha ki bed nhi hoga


    to aap loge soch le

    ReplyDelete
  47. jo bhai log baar baar court ki baat kar rahe hai o plz 11 ke baad court jaur jaye tet bachne ke liye par kal ka kya

    ReplyDelete
  48. Hamare pratinidhi c.m. Ko ye kyu nahi batate ki court me matter tet ya bharti process ko lekar nahi hai.aur c.m. Is par apna stand clear kare kyoki court me matter dusre mamle ko lekar hai, court ka bahana na kare c.m.

    ReplyDelete
  49. @ brijesh

    kuchh padhe likho ho ya phir aise hi

    ReplyDelete
  50. @arpan

    CM ko sab malum hoga , tumhe batane ki jaroorat nahi hai

    ReplyDelete
  51. @ Tulsi Kahan ho Tum

    I am waiting for u

    ReplyDelete
  52. hi
    arpan ji u r right ,,,, agr cm court ka hawala de kr comment na kre to scen clr h,,,,, ki gov tet favr mai nhi h ,,,,,plz dont mind i hv a strong feeling ki cm kl nhi milega,,,,,,,i feel so ,,,,

    ReplyDelete
  53. @ dheer

    dheeraj rakho

    hum honge kaamyaab

    ReplyDelete
  54. court 11 ke bad jana chahiye
    Sarkar ke man kya hai pahele jaan lena chahiye

    ReplyDelete
  55. Sabhi TET Sathion ko Good Morning, Maine abhi ek Vedio Face book par dali hai Jiska Link Neeche diya gaya hai, please show it. Nalayak Teacher - jo I think ACD merit wale hi honge, Jo sampoornanand jaise University se Degree lekar teacher bane hain aur Bachchon ka Future Kharab kar rahe hai. Jaroor Dekhen. I m also a TET Passed Candidate. Arun-Mathura (Roll No.-03039143) 8445538281,9759478809
    Link:http://www.facebook.com/photo.php?v=312443212154807&set=vb.100001673918402&type=2&theater

    ReplyDelete
  56. Dear Friends!
    Kal Mr. Akhilesh Yadav Se milte samay savdhani barte aur apni baat saral bhasha me rakhe.
    Yadi response negative aye tab ham logo ko bina samay gavaye Supreme Court me writ daal deni chayiye.
    11 april tak rukne se koi fayda nahi hoga.
    Thanks!

    ReplyDelete
  57. It is not understood what are the grounds on which UPTET-2011 can be cancelled.

    None of the candidate has been found guilty of malpractices. As per rule an examination can be cancelled under 3 circumstances.

    1. Paper has been out.
    2. 30% questions are incorrect.
    3. 20% result is affected by malpractices/ corruption.

    and none of the above mentioned coditions is approriate in respect of UPTET.

    God! made Akhilesh understand these facts.

    ReplyDelete
  58. Basic education department khud kathghare me hai. Janch report ab saupi gayi hai jabki basic education department jannch ke pahle hi prakriya nirast karne ki baat kah raha tha. Sathiyo hame rajyapal se basic education department ko bhang karne ki maang karni chahiye aur sajishkartao ko jail me dalane ki maang karni chahiye.

    ReplyDelete
  59. waise is blog par kuch likhana murkhata hai kyaki is blog ko kuch katar panthiyo ne apni jagir samajh rakha hai.aap ki janakari k liye bata du ki mai bhi aap logo ki tarah ek tet candidate hu.mera marks tet me 114 aur acd me252.27 hai.is liye kisi bhi base par mujhe koi problem nahi hai.kuch logo bar bar kahate hai ki jinake marks tet me jada hai wo jada yogya but unako sayad pata nahi hai ki ek saphal teacher banane ke liye objectivity aur subjectivity dono hi quality ka hona must hai.jab ki tet ka marks kewal objectivity ki quality show karta hai.subjectivity ki quality to acd hi show karata hai.ataha yadi jaisa aap log bar bar nainihalo k future ki baat karate hai aur aap unak future ko lekar sach me serious hai tois baat se inkar nahi kiya ja sakata ki yogya teacher tet+acd se hi mil sate hai.is tark ka support karega shaikshawid se lekar court bhi karega.is process se unlogo k paise k bal par paye mark ka total effect lagbhah zero ho jaega aur job bhi kewal unko hi milega jo wastaw me yogya hai nahi to kyoki jis tarah se sabhi ladake galat tarik se hi marks nahi gain kiye hai usi tarah sabhi acd holdar nakal se hi achchh marrks gain kiye hai kahana galat hai.atah jab aap log cm se mily tet+acd ki hi baat kare anytha is base par court jaya ja sakata hai aur result kya hoga aap anuman laga sakaate hai.jaha tak samanata ki baat hai B.A'/.+B.ED'/.+TET'/. par merit banai ja sakati hai. kuch log kewal b.ed theory'/.ki baat karate hai jo sahi nahi hai kyoki kuchh university me theory me jade marks milate hai to kuchh me pratical me atah b.ed ka total '/. hi right hai. thank you

    ReplyDelete
  60. kuch log nahi sudrainge we merit par hi ladgainge.

    Mujhe ab lagta hai ki sayad we log tet fail hai isliye tet merit ke liye lad rahain hai.

    Kuonki we jantain hai ki adanga lagane se tet cancel ho jayega

    Ek well wiser tet bachayega na ki merit bachyega

    ReplyDelete
  61. Letest news besic siksha adikari ko abhi abhi nilambit kar ddiya gaya hai

    ReplyDelete
  62. @meenu jab tujhe apne bare kuch nahi pata to mujhe faltu ki advice mat de.

    ReplyDelete
  63. Bhai b.s.a. To 75 distt. Me hai.ye kaun si news hui.

    ReplyDelete
  64. as our meeting with c.m. either sucessful or not we have first move to H.C. and according to decision the role of S.C. is open.but in meeting with c.m. our primary agenda is to save TET.And i see their is no ground that can cancil TET.If cancilation like possibility then any court will be in favour of TET only our valuable time is spoiled.so first TET. Plz comment.

    ReplyDelete
  65. hi friends advertisement is cancilation is a bleesing in disguise as we all know 80000 vacancies r still w8ing if new advertisement called with 72+80 thousand vacancies then either on tet merit or acedemic merit all candidate will be selected.
    so dont wory keep ur finger crossedf but if govt posses threat to tet exam take all measure to save tet exam

    ReplyDelete
  66. our reresentatives have to say strogly to c.m. that punish actual culprits who are related with TET scam.but one thing must in mind that c.m.is the son of NETA JEE whos any good or bad work only depends on political gain. plz comment.

    ReplyDelete
  67. 11 apr ko meeting hai lsliye 5 apr ko cm ye dekhma chahta hai ki ladko mai kitna dam hai aur inki aage ki kya planing hai. Isliye cm se do took kahna hai ki yadi tet nirast hota hai to hum s.c tak jayege aur apne haq ke liye har sambhav ladayi ke liye tagyar hai.isi ke aadhar par 11 apr ka faisla hoga

    ReplyDelete
  68. rockyjee what will happen if we are not eligibe for that 152000 vac.becoz this tet is only hope for us.

    ReplyDelete
  69. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  70. DOSTO KAL KYA BAT HONI HAI ISPAR PAHALE SE MANTHAN ho jani chahiye yad rahe hame tet merit ki bat karani hai na ki tet ki kyoki abhi meri yek advocate se bat hui hai jinhone bataya hai ki tet ko bachana assan hai aur waise bhi jo acd chilla rahe hai we khud hi kud padenge tet bachane ke liye kyoki unako pata hai ki yadi punah exam ho jaye to bhi unake liye dikkat ho jayegi hume tet bachane ki jarurat ab nahi hai ab hamko sirf tet merit ki hi bat karni hai.

    ReplyDelete
  71. As i Am Right :

    Selection base will be cancelled 100%

    TET Cancelled 5%

    (Because ramabai nagar police ne apne chargesheet mein saaf saaf likha hai ki ''AGAR RAMABAI NAGAR POLICE SATARK NAHI HOTI TO TET MEIN BAHUT BADE PAIMANE PAR DHANDHAI HO JATI. AUR JIN 36 LADKO KO GAWAH BANAYA GAYA THA UNHONE KAHA HAI KI HAMNE PAISA TO DIYA THA LEKIN HAMARA KAAM NAHI HUA.''

    AISA MUJHE LKO MEIN HI PATA CHALA THA.

    THANKS ALOT

    ReplyDelete
  72. SABSE PHLE TET KO BCHAO PHIR TET KI MARIT KI BAAT KRO AUR TET KI MARIT NA BNE TO TET+GRADUATION+B.ED KI SAHMATI BNAO AUR AGR ISSE B KAAM NA CHALE TO SIRF GRADUATION+B.ED KI MARIT BNAO....AISA PROPOSAL AAP LOG CM K SAMNE RAKHE BT SIRF ACD MARIT AUR WO B 4 GUNAK ME ....AISA NA HONE DE .....YA TO B.ED+GRADUATION YA FIR..TET+GRADUATION+B.ED...IS BAAT PE ADIG RAHE ISKA FAYDA SABHI KO HOGA...
    1-CBSE AUR UPBOARD KI FIGHT BACHEGI
    2-NAKAL MAFIA KA PRABHAV KAM HOGA
    3-TET KA B YOGDAN ISME RAHEGA
    AGR PROPOSAL THEEK HO TO PLSS COMMENT.....

    ReplyDelete
  73. Kitne log tet merit ke paksh main hai dosto plz reply

    ReplyDelete
  74. logo ka kahana hai ki raj neta bato ko mod kar karte hai aur aapko majbur kar dete hai ane tarike se lekin aisa nahi hona chahiye hume kewal tet merit ki bat karni hai jaise yadi cm kahe ki hum aaplogo ke wajah se kafi paresan hai kosis karte hai tet ko bachane ki to bhi hume yah nahi samajhana hai ki cm hamari bat kar raha hai.humako spast shabdo me yahi kahna chahiye ki yadi bharti karni hai to tet merit par kare nahi to aage aapki marji tet cancle bhi kar sakate hai hume kewal tet ki merit ki bat karni hai anyetha hum court to jayenge hi waha se humko nyay mil jayega sure hai.

    ReplyDelete
  75. SABSE PHLE TET KO BCHAO PHIR TET KI MARIT KI BAAT KRO AUR TET KI MARIT NA BNE TO TET+GRADUATION+B.ED KI SAHMATI BNAO AUR AGR ISSE B KAAM NA CHALE TO SIRF GRADUATION+B.ED KI MARIT BNAO....AISA PROPOSAL AAP LOG CM K SAMNE RAKHE BT SIRF ACD MARIT AUR WO B 4 GUNAK ME ....AISA NA HONE DE .....YA TO B.ED+GRADUATION YA FIR..TET+GRADUATION+B.ED...IS BAAT PE ADIG RAHE ISKA FAYDA SABHI KO HOGA...
    1-CBSE AUR UPBOARD KI FIGHT BACHEGI
    2-NAKAL MAFIA KA PRABHAV KAM HOGA
    3-TET KA B YOGDAN ISME RAHEGA
    AGR PROPOSAL THEEK HO TO PLSS COMMENT.....

    ReplyDelete
  76. WE THANKFUL TO ALL WHO JOIN US ON DATED 20TH AND 30 MARCH TO 2 APRIL, AND VERY THANKFUL TO Mr.NITIN, VEVEKANAND AND Mr.PATHAK THEY ORGANISE ALL ACTIVITIES TRUELY.
    MEETING ON 5 APRIL WITH CM (U.P.) ON SAID ISSUE ,HERE WE ARE GRANT ONLY TWO POINT OTHERWISE NO ANY COMPROMISE ON THIS.
    1- SELECTION BASED ON ONLY TET MERIT AND IF ANY INVESTIGATION ON TET , C.B.I. INVESTIGATION OR LEGAL INVESTIGATION NOT STEERING COMMITTEE ACCEPTED(BECAUSE UNFAIRNESS IS POSSIBLE IN NEW GOVT.)
    2- IF EDUCATIONAL MERIT IS ALSO ENCLOSED ON THE SELECTION THEN ONLY AND ONLY B.Ed.MERIT IS ACCEPTED FOR EQUAL PLATEFORM FOR ALL(REASON-15-20 YEAR BACK INCLUDING 1992(14%RESULT) U.P. BOARD PERCENTILE AND CBSE,ICSE, ISC ,SANSKIRT BOARD PERCENTILE DIFFER A LOT.
    GENERAL CONDIDATE IN SAID BOARD 80-90 PERCENT COMPARE TO U.P.BOARD70-80 PERCENT IN 10TH & 12TH.
    AT GRADUATE LEVEL- B.Sc.(Ag)/B.Tech/BBA/BCA/UNIVESITY IN LOW GRADE/CHEATING/PRIVATE INSTITUTE/DISTANCE UNIVERSITY Etc. SCORE HIGH IN MARKS,SO GRADUATE IS NOT EQUAL PLATEFORM FOR ALL AND NOT ACCEPTED BY ALL)
    NOW IF GOVT. & CONDIDATE WANT JOB IN PROCESS THEN BOTH NEOGOCIATE ON SAID ISSUE UPTO THESE TWO POINT
    HERE LEADERSHIP IS NOT QUESTION,HERE QUESTION IS WHAT ISSUE SUPPORT.EDUCATIONAL MERIT NOT ACCEPTED BY ALL,SO DECIDE ONLY ON THESE TWO POINT OTHERWISE BACK TO FIGHT IN UPTO SUPREME COURT.
    ALL ARE WANT EQUAL PLATEFORM...
    SANJAY KUMAR PANDEY (NCR MOBIL NO.-09891118661,09312055422),(U.P. MOBILE NO.-08808117633)

    ReplyDelete
  77. please support, not call with u by phone or not take any information only phone join lucknow only...

    ReplyDelete
  78. @Admin,
    Meree rai mein ek hee BLOG sahee hai , Jahan par sab log apnee baat ko share kar saken.

    Tum usee content ko kahin aur chhap ke kya batana chahte ho.

    Muskan jee, please aise sabhee content ko delete karen, Ye isse is BLOG kee lokpriyeta bhee kam hotee hai aur kuch ghatia log apna swarth poora karne ke leeye iska upyog karte hain.

    ReplyDelete
  79. yr tet to ni cancle hona chayei cahe base hi change na ho
    koi tet agar cancle hua to saalo tak lag jayega

    tet bachao

    aur jaldi bharti karo

    ReplyDelete
  80. सरकार को हुआ काबिल शिक्षकों की कमी का एहसास


    राजकेश्वर सिंह, नई दिल्ली शिक्षा में सुधारों के मामले में कई मोर्चो पर असफल रही सरकार अब गुणवत्तापूर्ण शिक्षा पर खास तवज्जो देगी। देर बहुत लगी, लेकिन अब उसकी भी समझ में आ गया है कि स्कूल से लेकर उच्चतर व तकनीकी शिक्षा तक में काबिल शिक्षकों की चुनौतीसे निपटे बिना उसकी सारी कोशिशों पर पानी फिर सकता है। लिहाजा शिक्षकों की शिक्षा व प्रशिक्षण के पुराने ढर्रे से अलग निकल नई नीतियों व कार्यक्रमोंके साथ वह राष्ट्रीय स्तर पर एक मिशन शुरू करने जा रही है। सरकार ने स्कूली, उच्चतर और तकनीकी शिक्षा के क्षेत्र में योग्य शिक्षकों की भर्ती, प्रशिक्षण और प्रतिभाशाली छात्रों को इस तरफ आकर्षित करने की बाबत खाका तैयार कर लिया है। मानव संसाधन विकास मंत्रालय की ओर से तैयार मसौदे के मुताबिक, मिशन केतहत शिक्षकों की शिक्षा व उनके प्रशिक्षण के लिए नीतिगत बदलाव तो होगा ही, साथ में विभिन्न कार्यक्रमों व परियोजनाओं के जरिए भी इसमें दखल दिया जाएगा। उसी क्रम में शिक्षकों के चयन व नियुक्ति, उनकी शिक्षा के लिए पाठ्यक्रम, शिक्षक बनने से पूर्व और नौकरी के दौरान भी प्रशिक्षण कार्यक्रम, प्रशिक्षण में सूचना संचार प्रौद्योगिकी के समुचित उपयोग, गणित, विज्ञान, भाषा, सामाजिक विज्ञान, इंजीनियरिंग और व्यावसायिक शिक्षा के पाठ्यक्रमों के शिक्षकों पर खास जोर दिया जाएगा। सरकार को एहसास है कि जरूरत के मुताबिक हर साल योग्य शिक्षकों की शिक्षाव प्रशिक्षण के लिए शिक्षा संस्थानों की बेहदकमी है। आलम यह है कि अभी देश में लगभग 29 हजार शिक्षक प्रशिक्षक हैं, जबकि जरूरत इसे बढ़ाकर 40हजार तक करने की है। इस मामले में उत्तर प्रदेश, बिहार, झारखंड, पश्चिम बंगाल और झारखंड जैसे बड़े राज्यों की स्थिति ज्यादा खराब है। बड़ी बात यह है कि प्राथमिक और माध्यमिक स्तर पर यह समस्या ज्यादा जटिल है। लिहाजा कुछ चुनिंदा केंद्रीय व राज्य विश्वविद्यालयों में शिक्षक शिक्षा के लिए अलग से स्कूल खोले जाने की योजना है। जबकि प्राइमरी शिक्षक, नर्सरी और माध्यमिक शिक्षकों के लिएअलग-अलग प्रशिक्षण दिलानेकी योजना है। इसके अलावा जिला शैक्षिक एवं प्रशिक्षण संस्थान (डायट)और राज्य शैक्षिक अनुसंधान एवं प्रशिक्षण परिषद (एससीईआरटी) जैसे संस्थानों के प्रमुखों कोभी प्रबंधन के गुर सिखाने के लिए शिक्षा प्रबंधन में पोस्ट ग्रेजुएट डिप्लोमा शुरु किया जाना है। इसके लिए अलग-अलग भारतीय प्रबंध संस्थानों (आइआइएम) में चार क्षेत्रीय शिक्षा प्रबंधन केंद्र खोलने की योजना है। इस सब पर अमल केपहले सरकार आगामी 13 अप्रैल को राज्यों के उच्च व तकनीकी शिक्षा मंत्रियों के साथ मशविरा भी करेगी।

    शिक्षकों की स्थिति पर एक नजर
    *कार्यरत कुल शिक्षकों में 7.74 लाख अप्रशिक्षित *प्राथमिक शिक्षा में ही 5.23 लाख शिक्षकों के पद खाली *शिक्षा का अधिकार कानून के अमल में 5 लाख अतिरिक्त शिक्षकों की जरूरत *राष्ट्रीय माध्यमिक शिक्षा अभियान के तहत 1.80 लाख और शिक्षकों की जरूरत उच्चतरशिक्षा 116 राज्यों में स्थित 24 केंद्रीय विश्वविद्यालयों में शिक्षकों के 35 प्रतिशत पद खाली 123 राज्यों के 77 राज्य विश्वविद्यालयों में से 19 में शिक्षकों के 50 प्रतिशत पद खाली, जबकि 24विश्वविद्यालयों में 40 प्रतिशत पद खाली *तकनीकी शिक्षण संस्थानों में भी शिक्षकों के लगभग एक लाख पद खाली हैं।
    http://in.jagran.yahoo.com/epaper/index.php?location=40&edition=2012-04-04&pageno=19#id=111737243171082400_40_2012-04-04

    ReplyDelete
  81. apni apni lagate raho ..........

    kam se kam time pass to hota hi rahata hai.......

    ReplyDelete
  82. SANJAY JI aap sahi hai maf kijiyega agar maine ispar yah comment kiya hai ki yahi hona chahiye to isaka karan aap logo ki bato ka khulasa nahi hona tha bilkul sahi bat hai hamko sp sarkar ke samane kewal apane mango ki bat hi rakhani hai baki jaisa hoga dekha jayega SANJAY JI humlog aapke sath hai aur tet merit walo ki sankhya bhi sabase jyade hai kewal kucch log kam ank pane ke karan samane nahi aarahe hai jabaki unakan acd aur bhi bura hai.

    ReplyDelete
  83. we should not wait for the meeting and decision we should immedialtely approach to supreme court with the tet morcha admistration concent

    ReplyDelete
  84. is khabar ke anusar 2013 tak Rte lagoo karne ke liye desh me 5.23+5.0 =10.23 lack Prt chahiye

    ReplyDelete
  85. there is no harm in talking but aimless talking is worth less

    ReplyDelete
  86. CM se vaarta k liye jaate samay hamare leaders high court k judgment ke print out jarur leker jaanye jisme court ne decesion TET merit k paksh me diya tha and ACD merit ki apeal ko khariz ker diya

    ReplyDelete
  87. @tej ji
    nirnayo ko sawdhani se padha kare
    court ne tet merit ke paksh me nahi balki sarkar ke decesion ke paksh me nirnay diya tha...

    ReplyDelete
  88. Mitro hum log kamyab honge kyunki humlogo ko ummeed hai ki ramabai police ki report normal hi hogi.

    ReplyDelete
  89. aisa lag raha hai ki ladai tet bachane ko leker nahi balki tet se merit banane ko lekar ho raha hai..

    are bhai abhi sarkar ne tet merit ko change nahi kiya hai...
    jab karegi tab ladana jaise abhi acd wale lad rahe hain court me

    ReplyDelete
  90. @ Kumar & Tej ye bhi dhyan rakhna ki sitaram Vs State Govt. mai court ne jo exmaple diya hais usse clear hota hai ki ek bar bharti prakiriya suru hone ke bad uska bharti ka tarika nahi change kiya ja sakta hai. court decision mai kuch example the jisme bharti prakriya suru hone ke bad bharti ka criteria change hua tha usko court ne rad kar diya tha

    ReplyDelete
  91. @sapana ji
    use case ko dhayn se padhiye
    usme likha hai ki usme tab tak interfere nahi kiya ja sakata hai
    jab tak wo bhedbhaw.ekpakshiya etc
    na ho.........
    lekin samasya ye hai ki tet me gadbad
    ho gayi hai to phir ye condition hi
    isme interfere karane ko kahati hai...

    aur phir ye case tet dhandhali ujagar hone ke pahale ki hai

    ReplyDelete
  92. kumar saab court ne TET ki merit ko jayaj bataya and ACD merit k sambandh me farji degriyon ki pole bhi kholi he

    aap shayad khisiya rahe hain kumar saab ji

    ReplyDelete
  93. DOSTO SUB BATYE BHOL KER KEVEL DO BATYE YAD RAKHO TET NIRAST NAHI HONY CHAHIE OUR BHARTI PRAKIRYA JALD SE JALD SURU HONI CHAHIE ISKE ALAVA OUR KUCH NAHI

    ReplyDelete
  94. KAL JO BHI STUDENT AKHILESH SE MILNE WALE HAI WO YAHI DO MANGE RAKKHE JYADA MANG RAKHNE SE MUKHYA MANG KI VELU BHI KAM HOJATI HAI OUR BATH MAI DOM NAHI RAHATA

    ReplyDelete
  95. jahan tak police k report ki baaat hai to kuch din pehle tak usne sirf36 mem ka naam diya tha but yeh bhi bataya k unka marks nahi bada. ager yeh sahi hai to mere hisaab se gadbadi 1% k bhi nahi hai & jo 3 points hain cancel kerne k vo poore nahi hote.. ab yeh sab hamare leaders p bhi depend karega k vo kiya kaise sari baton ko represent kerte hainn...

    ReplyDelete
  96. Jo tet pratinidhimandal kal akhilesh se mile to shashan se sirf itni baat kahe ki bharti prakriya jald shuru karaye. Is ek line ki baat me poori kahani ho jati hai. Thanx

    ReplyDelete
  97. rakesh ji maange 3 honi chahiye TET Merit is must

    ReplyDelete
  98. tet pratinidhiyno ko cm se varta ke samay sirf v sirf tet merit ki bat rakhni vhahiye. un se yah bhi kha ja sakta he ki yadi gov. chahe to pratek candidate se sapth patra is ashay ka liya ja sakta he ki yasi bhavishya me uske virudh tet me farji marks lane ki bat pramanit hoti he to use barkhst karke recovri kar li jay.tath vah is sambndh me koi vad kisi nyayalay me nahi karega

    ReplyDelete
  99. tet pratinidhiyno ko cm se varta ke samay sirf v sirf tet merit ki bat rakhni vhahiye. un se yah bhi kha ja sakta he ki yadi gov. chahe to pratek candidate se sapth patra is ashay ka liya ja sakta he ki yasi bhavishya me uske virudh tet me farji marks lane ki bat pramanit hoti he to use barkhst karke recovri kar li jay.tath vah is sambndh me koi vad kisi nyayalay me nahi karega

    ReplyDelete
  100. @tej ji
    aap bade confidence lag rahe hain
    to fir ghabrayiye nahi tet merit se hi selection hoga

    ReplyDelete
  101. Ok kya lagta hai dosto tet ka kya hoga jivan dan milega ya bhirstachar main bali hog plz reply

    ReplyDelete
  102. swarth chhod ker niyamawli ke hisab se merit banne do
    baaki khisiyaani billi ko khamba nonchne do

    ReplyDelete
  103. Are bhai ek bhi candidate ka naam samne nahi aaya hai so don't worry sab pahle jaisa hi rahega. Aur achhe teacher padhane jayenge aur hum bharat ki majboot neev banayenge. Bharat anokha bharat banega.

    ReplyDelete
  104. yes mukesh..poori kahani discuss kerne k bajaye prakriya chaloo kerne k hi baat kerni hogi..

    ReplyDelete
  105. Maine Nitin ji ko ye msg kiya hai jise ye thik lage unhe dobara sms kar sakta hai jisase ye baaten unke dimaag me baith jaye phone karna thik nahi hai woh bahut busy honge



    Namaskar Nitin mehta sir ji
    Kal Yadi aap bhi CM meeting me hain to in baaton ka dhyan rakhen
    1. TET kisi kimat pe cancel na ho. CM se bole ki TET ki jaanch karayen aur dishiyon ko saja de
    2. Vigyapan k aadhar pe hi recruitment ho Aur niyukt logon ki OMR sheet dobara check karayen
    3. Yadi acd. ki baat hoti hai to 5 Gunank ka formula hai usake liye agree ho jisase up board k bachchhon ka nuksaan na ho
    4. Agar majboori ho to Graduation+B.ed+TET ki merit k liye agree ho
    5. 10th aur 12th k marks merit me nahi judne chahiye
    6. CM ki baaton me na aaye wo bol sakta hai ki hum vacancy badha denge abhi ye vigyapan canel hoga
    Aapka UP board ka bhai MONU hum aapke saath hain
    Best of Luck

    ReplyDelete
  106. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  107. Monu Ji What a Good Suggestion.
    Brilliant & Excellant.
    Thanks for this.

    ReplyDelete
  108. 5 gunak fornula hi best he... Agar total merit ki baat kare to cbse/icse/sapurnanand /vyvsaaik course walo ke upar up board ko variyata de sath me jo log purane 2000se pehle ke pade ho unko atirikt varityta de jisse sara jhamela khatam ho jaae..

    ReplyDelete
  109. Agar pratinidhi mandal ko koi decision karna majbori ho to unhe sirf b.ed and tet merit par hi apni sehmati de. Is tarah govt. Ki baat bhi reh jayegi, aur hamari va acd. Merit chahne walo ki bhi. b.ed+tet is best option
    Kyuki grad. Me b.tec and other digree wale bhi aakar hamara nuksan karenge.

    ReplyDelete
  110. dosto kucch log yaha aise bhi hai jo acd ki bat karate hai asal me uname se kai fail hai aur logo ko bhadakane ka kam kar rahe hai unako yah nahi pata hai ki yaha likhana aur bat hai kucch karana aur jinko kucch karana hai we lko me hai aur manthan kar rahe hai kya aur kaise karana hai.yaha na hi lada jaye to accha hai.

    ReplyDelete
  111. baruta ji kabhi aap tet ki aur kabhi acd ki bat karate hai aakhir mamla kya hai?aap badi berahmi se kucch bhi kah dete hai.jo logo ko bahoot hurt karata hai lekin kucch bhi ho aadami to accha hi lagata hai sayad time pass karne ke irade se to nahi,...

    ReplyDelete
  112. sorry baruta nahi baruta ka atma koi aur hai kya?

    ReplyDelete
  113. do not worry believe in god all tet passed candidate

    ReplyDelete
  114. DOSTO KOI TET MERIT COI ECD.KI BAT KARTA YE SWARTH MAI ITNE ANDHE HO GAYE HAI KI UNHE SACHAI DIKHAI NAHI DERAHI

    ReplyDelete
  115. AJ SP NE MAYAWATI KE SARE KAMO KO PALAT DIYA HAI JESE PRT TRANSFER NIYAM UP BASO SE NILA RANG HATANA PRVT.COLLEGE KA 15 COTA BAHAL KER DIYA HAI

    ReplyDelete
  116. OUR SC JATIO KA METER ADI INKHABRO SE AJ KA PAPER BHRA PARA HAI TO AP HI SOCHIYE KI VAH TET KI MERIT KAISE BANA SAKTA HAI AGER VO TET CANCEL NA KARE YE HAMARE LIYE BAHUT BARI BAT HORAHI HAI USE DHANDALI SE DIKAT NAHI HAI USE MAYAWATI SE DIKAT HAI

    ReplyDelete
  117. Aaj amar ujala k accourding bhukiu adyaksh choudhary naresh tikeat n cm ko ek patr likha hai jisme unhone tet pass ko nokari dene ki mang ki hai.

    ReplyDelete
  118. LEKIN AAP SAMJTE NAHI YE USKI POLITICAL MAJBORI HAI JISE AP SAMAJNE KI KOSHIS KARE

    ReplyDelete
  119. WO TET KI MERIT NAHI BANA SAKTA KIYO KI YE NIYAM MAYAWATI NE BANAYA THA DIKAT DHANDHLI NAHI MAYAWATI HAI

    ReplyDelete
  120. DOSTO JAHA TAK AAP KE COURT JANE KA SAWAL KEWAL EK KES HI AAP KE FEWER MAI JASAKTA HAI YADI TET CENCEL HOTI HAI TO YEH KESH HUM JEET SAKTE HAI

    ReplyDelete
  121. DOSTO TET MERIT KE LIYE KAS MAI KOI JAAN NAHI HOGI KIYOKI 12 KO VIGYAPN RAD USKE BAD NIYAMAWALI CHENG PHIR NIYAM KE HISAB SE TET MERIT KA KES RAD

    ReplyDelete
  122. Rakesh U are absolutly right. TET is not a problem , actual problem is kumari mayavati.

    ReplyDelete
  123. Hello! Friends

    Hum sabhi UPTET merit supporters ko bilkul bhi ghabrane ki jaroorat nahi hai jiske favour me mai yahan par 3 points bata raha hoon.

    1- UPTET-2011 ke Form me yeh clear diya gaya tha ki UPTET Pass score primary teacher ke recruitment ke liye sabhi other qualifications ke sath sath compulsory required qualification hogi.
    2- Primary and Upper Primary Teachers ka recruitment "U.P. Teachers Recruitment Rules 1981" ke Present/Changable Rules ke anusar hogi aur isme 9 Nov 2011 ko Former CM Mayawati ne UPTET ki Merit par selection karne ka provision kar diya tha chahe yeh change exam se 4 Din pehle hi kyon nahi kiya gaya ho lekin Present Rules ke according hi govt ko yeh bharti karni hi hogi.
    3- UPTET Exam me hue curruption ke liye pass candidates ki koi galti hi nahi hai jise hamara honourable High Court samajhta hai aur sath hi abhi tak isme kisi tarah ka curruption saabit hi nahi ho paya hai.

    Doston! Plz...Comment on that.

    Be Unit People of U.P.
    Go Lucknow for your Better Luck. Thanks!

    ReplyDelete
  124. Amit ji,
    agar u.p.government ne 12 apr.ko high court mein apna paksh nahi rakha to high court apne aap vigyapan radd kar dega.
    jab vigyapan hi radd ho jayega tub bharti ki prakriya naye sire se prarambh hogi. jo ki new goverment chah rahi hai.

    vaise 95% chance hai ki TET Radd nahi hogi.

    Thanks.

    ReplyDelete
  125. milgaya milgaya formula mil gaya tet ko bachane ka aur sabako ek manch par lane ka best formula mil gaya dosto '/.B.A+'/.B.ED+'/.TET tet ko bachane aur sabhi ko ek manch par lane me ka best formula ban sakata hai kyoki jo log tet me anuchit tarike se marks gain kiye hai nischit he acd me unake marks achchha nahi ho sakata kyoki pure acd life me aise log padane par dhyan nahi dete hai(kewal nakal karke koi bhi achchha marks gain nahi kar sakata jabtak usme quality na ho)ye log tet marks ko selection ka base ban jane par jugad khojane lage hoge kyoki inka manana raha hoga ki yadi tet me achchhe marks ban gaye to unko select hone se koi rok nahi sakata wahi jin logo k acd me nakal se achchha marks gain kiye hai wo tet me achchha marks nahi gain kar sakate(because they have no quality for solving tet paper in limited time) is prakar inke tet+acd ka marks un logo k tet+acd se sada kam hi rahega jo log acd life me mehanat se pade haoge kyoki unke marks dono me achchhe hoge (kuch apawado ko chhodkar)atah is formule se saap bhi mar jayega aur lathi bhi nahi tutega mane tet bhi bach jayega aur anuch tarikka labh lene wale bhi select nahi ho payege. yadi formule me jaan hai to is par ek mat ho pls apane vichar jarur de aur kal cm ke samane isko hi vikalp k roop me rakhe.kuchh hi der me jin logo ne ya to by luck tet me marks gain kiya hai ya jinako apane upar viswash nahi ya anuchit tarike se tet me marks gain kiye hai aur mauke ka laabh lena chahate hai aur blog se jude rahate hai wo sabhi k samane hoge.

    ReplyDelete
  126. sunil ji aap sahi kah rahe hai

    tet cancle nahi hoga

    only chayan ka adhar badlega
    new advertisement niklega

    ReplyDelete
  127. SUNIL BHAT JI MUJE LAGTA HAI AAP MERE VICHARO SE SAHAMAT HAI JISKI JALAK AAP KE COM.MAI DIKHAE DE RAHI HAI

    ReplyDelete
  128. sp govt mayawati govt ke sare niyam badal sakti hai

    lakin ncte ke niyam nahi
    badal sakti

    ReplyDelete
  129. dekho kal tet cancle na ho

    hum tet+acd(graud+b.ed) par tayar hai

    koi cm bhi yahi cahte hai

    ReplyDelete
  130. Hello! Friends

    Meri apni personal thinking yeh hai ki agar UG+B.ED.(Only Theory)+UPTET Score par bhi sehmati banti hai toh sabhi 100+ UPTET Marks wale candidates ka selection jaroor ho jayega.

    What is your opinion? Plz...Comment.
    Thanks!

    ReplyDelete
  131. TET KO BACHAO

    BAR CANCLE NA HO TET

    ReplyDelete
  132. Bhaiyo agar UPTET-2011 ko thoda sa bhi nuksan pahuchta hai to usme sara roll AMAR UJALA etc. ka hoga. Kyoki pata nahi ye log kaun si dusmani nikal rahe hain. kabhi bhi TET ke favour mein kuch bhi nahi likhe.

    thanks

    ReplyDelete
  133. Ye blog editer ke naam se kiski comm hai

    ReplyDelete
  134. Ye "Blog Editor" ke naam se kabhee comment karta hai to kabhee "Baruta" ke naam se.

    Pata nahin kya mansikta hai, are jo bhee bolna hai , Chip kar ke kyon bolte ho, Apne vicharon ko rakho kya problem hai, kya points hai jin par aap apnee baaten keh rahe ho etc.


    Morning mein mene galtee se "Kumar jee " ka naam leeya. Sorry for this.

    ReplyDelete
  135. 12 ke pahele 11 ko sarkar decision le legi ki TET ka kya hoga? Iska matlab samjh jayiyeea ki 12 ke case main sarkar ka haath hai na ki high court ka.

    So, friends TET bachana pahela udesya ho. Merit bad main bhi decied ho sakti hai.

    ReplyDelete
  136. Friends miliye Bharat ke agle rastrapati/president se
    Mr.SAM PITRODA

    http://sampitroda.com/index.php?lang=en

    Ye janab soniya ke chamcha no.1 hai,aur soniya ne inhe president banane ke liye chuna hai
    present time me ye hamare Prime minister ke salahkar hai,aur yojna aayog ke bhi salahkar hai,aam garib aadmi ke ek din ka kharch 22 rupye nikalne me inka bhi yogdan hai,
    ye kai industries ke malik bhi hai,aur jankari inkari website se aapko mil jayegi

    http://sampitroda.com/index.php?lang=en

    wah re 'Soniya' tujhe puri india me ek yahi mila....

    ReplyDelete
  137. A ath sutri mang jo hamare pratinidhi cm akhiles se mage ge o kaun 2 se hai plz tell me any one .,

    ReplyDelete
  138. yr to kya 12 bar sansodhan ka kya matlab tha

    aur jo tet me acha no paya hai vo kya acd me so raha tha
    me bi up kyalyan singh ke same ka hu padha aur no aye

    tumhe pata hai 2014 me vote hai to ab 2014 tak intajar karo


    kahne se ni ja kar sc me case kyo ni karte 1500 log lko me kya kar rahe the

    ReplyDelete
  139. agar tet merid ki baat SP ne maan liya to iska ye matlab hoga ki maya thk thi aur akhilesh galat

    jo kabi ni hoga

    ReplyDelete
  140. isliye merid acd band karo

    bharti ki baat karo ni to 2014 tak nacho

    jo maya ne kiya na ghar ke na kahe ke

    ReplyDelete
  141. isliye merid acd band karo

    bharti ki baat karo ni to 2014 tak nacho

    jo maya ne kiya na ghar ke na kahe ke

    ReplyDelete
  142. ramaby police ne jo 168 candidate ki list sasn ko bheji h to sasn ko ek ber unki jach krni chaiye ,,,,pta chal jayega ki tet me dhoka dhadi hui h ,,,vaise vibhag ne y kaam kr liya hoga ,,,

    ReplyDelete
  143. @s jb aap apna nam nhi likh sakte to kya kahe. Ye bat mai bhi keh sakta hu jb acd. Me number le aye the to tet me exam k samay kya so rahe the.isliye pehle apne gireban me jhako.

    ReplyDelete
  144. yro kisi bi kimat par tet cancle na ho

    aur gonda me 128 last gen art hai

    kon kahta ki frade ni hua hai

    ReplyDelete
  145. Court k adesh par sansodhan kiye gaye,to galat kya hai. Ssc , pcs me bhi hota hai,even ias me bhi hua hai, to exam cancel kr de.

    ReplyDelete
  146. so gaye kya

    kal tet bachao kisi bi kimat par

    ReplyDelete
  147. Kahi bhi merit 1st list me upar to ja sakti hai, par uska neeche ana tay hai. Kyoki sabhi high merit wale ek hi distt. Nahi chunenge.

    ReplyDelete
  148. Accademic balo aap log accadmc main brilliant the to aapki briliancy ko tet main kya ho jata hai? kyon aap tet main achcha score nahin kar paye? Jahan tak tet cancel hone ki baat hai use koi state government cancel nahin kar sakti. Jo log aisa bol rahe hain unhain RTE ki jaankari hi nahin hai. As per RTE agar teacher banana hai to TET pass to karna hi padega. Ab aapne kab or kaise accademic paas kiya ye to TET baba hi bataenge. So go and prepare for next TET.

    ReplyDelete
  149. arpan bhai mera naam sanjay hai aur tet me mera 115 sci acd me 252.11 hai

    ek baat batao 10 qus me 12 sansodhan ka kya matlab

    aur maya ne kon sa jab de diya usne to barbad kar diya

    ReplyDelete
  150. yr agar tet vale itne hi birent hai to ias /pcs/ssc kyo ni niklte

    kitne cbse ke ladke b.ed karte hai
    me up bord ka aur mere sath 100 me 7 ladke hi bas cbse ke the

    ReplyDelete
  151. cm ne saaf bol diya ki acd se hoga

    bas tet bacho ni to 6 laks ki gaj 8 laks

    aur acd me kya aap log so rahe the 8 saal

    are gradu aur b.ed to thk hoga ki vo bi

    ReplyDelete
  152. i m also up board

    bas yaro tet bacho ni to 2014 tak nacho

    ReplyDelete
  153. NCR Jobs is the Free Job Posting Site. We offers you multiple options of Companies according to your profile.

    Free Job Posting Site

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।