/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, April 11, 2012

UPTET : New Date for hearing : 13 April 2012 (Likely ) regarding Stay on PRT Teachers Selection in UP

UPTET : New Date for hearing : 13 April 2012 (Likely ) regarding Stay on PRT Teachers Selection in UP


Case Status - Allahabad
Description: http://allahabadhighcourt.in/image/blueline.gif
Pending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner:
YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent:
STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.):
ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.):
C.S.C.
Category:
Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing:
21/12/2011
Last Listed on:
22/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely):
13/04/2012
This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).




123.       76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR      ALOK KUMAR YADAV         
                                                       RAJESH YADAV
                       Vs. STATE OF U.P. & OTHERS      C.S.C.                   
                                                       K.S. KUSHWAHA


http://allahabadhighcourt.in/causelist/courtA.jsp

http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011

************

टीईटी पर हाई पावर कमेटी की बैठक आज
लखनऊ । शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) पर निर्णय लेने के लिए मुख्य सचिव जावेद उस्मानी की अध्यक्षता में बुधवार को हाई पावर कमेटी की बैठक होगी। इसमें नवंबर 2011 में आयोजित कराई गई टीईटी में हुई गड़बड़ियों पर चर्चा की जाएगी।


**********

If advertisemen not cancelled amd any order like amenmend in old avertisement etc. suggested by court then it will be good decision in favour of selection through TET merit.

Earlier highcourt gave meny decision in favour of selection through TET merit, and praise the concept through selection through such type of competitive / teaching aptitude examination.

Now wait, What will happen for this case in court. As so many candidate wait for its decision from a long time.

61 comments:

  1. aaj 11 april ko rajya samiti ka faisala aana hai

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. ~Breaking news of 2060

    ~

    aaj court me sudhir tandon k padpote judge mahoday ne tet bhartistay mamle ki sunwai samayabhav k karan next date16.8.2060(likely) kar di. udhar anna hazare ke padpote munna hazare sarkar se lokpal bill lagu karne ki mang ko lekar ramleelamaidan me ansan par baith gaye hai.

    ReplyDelete
  5. ~Breaking news of 2060

    ~

    aaj court me sudhir tandon k padpote judge mahoday ne tet bhartistay mamle ki sunwai samayabhav k karan next date16.8.2060(likely) kar di. udhar anna hazare ke padpote munna hazare sarkar se lokpal bill lagu karne ki mang ko lekar ramleela maidan me ansan par baith gaye hai.

    ReplyDelete
  6. "DELAY IS A CRUEL JOKE AND THE DEADLIEST FORM OF DENIAL."

    ReplyDelete
  7. ADITYA FAIZABAD,ARPAN JI phir decission bhi sun lejeye.
    arpan ji ke parpotey ko naukari jald se jald de jaye.

    ReplyDelete
  8. ADITYA FAIZABAD,YE OPPOSITE vakeelo ke chaal hai ke case ko khoob lamba kheecho..............beta chahe jitna lamba khecho hum tet pass log frusted hone wale nahi hai.

    ReplyDelete
  9. Mnhoos, neech, dlal, corrupt, sarkar ki kathputli jo ye judge hai vo agli date 19 apr kr dega.

    ReplyDelete
  10. aaj bhut jroori meeting hai jisme standing commeti ko faisala karna hai ki tet merit se bharti ho ya accd base pr ya puri tet exam hi cancil kr diya jaye.hum logo ko prarthna karni chahiye ki niukti tet merit se hi ho.yadi kisi ko koyi jankari mile to turant post krna.

    ReplyDelete
  11. kapildev yadav ji dhyan rakhna bhagvan ke laathee me awaz nahi hote.etne logo ko paresan karne ka ful tujhe jaroor melega.

    ReplyDelete
  12. @aditya G joke bhi nhi samjhte ho kya?

    ReplyDelete
  13. bhai dekho tet me huye dhandhali ko dekhte huye hame v govment ka sath dene chahiye aur hame accedmik merit se hi bharti ki mang karni chahiye
    accedmik
    accedmik
    accedmik
    ;
    ;
    ;
    ;
    ;
    ;
    ;
    accedmik merit

    ReplyDelete
  14. mukhya sachiv ki aaj ki baithak mai aaj ky ahua.

    ReplyDelete
  15. @pareekshit singh
    accedmik - accedmik isi liye chilaate ho nakalchi bandar.
    Pahale academic likhana sikh lo fir PRT ka khwab dekhana.

    ReplyDelete
  16. Aj chahe jo faisala ho bt court hamare favour me hi faisla dega "SATYAMEV JAYATE"...

    ReplyDelete
  17. Academic merit se bharti lagbhag sabhi states me khatm ho chuki h, fir U.P. me hi kyu..

    ReplyDelete
  18. jai prakash ji ap ko pata nahi hai mai v kuchh english janta hu .agar mai english nhi janta to MBA pass nhi hota ok,,,,,,

    Pareekshit kumar singh maurya ,
    MBA(Marketing & finance)
    Dist-chandauli
    uttar pradesh


    mughe pata hai ki ap videsh se padhe huye honge tavi apne mere kamiyo ko pakde hai

    lekin mughe pata nahi hai ki mai kavi v nakal kiya hu ,lekin mughe pata hai ki ap nakal se hi pass hote rahe hai ,kyoki nakal se aadmi keval pass hota hai.na ki achchha merit lata hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. haan nakal se hi hum logo ka number 125 above h,

      Delete
  19. MAYA KI WAJAH SE EXAM OMR PAR KARAYA GAYA JISHSE USHE KABHI BHI MATCH KIYA JA SAKTA HAI .AGAR OMR SE EXAM NAHI HOTA TO KAISE CHECK KARTE SIWAY CANCEL HONE KE AUR KOI CHARA NAHI BACHTA UNKI OMR TRICK KE KARAN KOI ISHE CANCEL NAHI KAR SAKTA NAHI TO CANCEL KAR DETE SAMJHE BANDHU.ISHME KAM SAMAY MAIN RECHECK KA OPTION HAMESHA REHTA HAI

    ReplyDelete
  20. @pareeksheet
    M.B.A. from a Mushroom type institute thats why wondering to be a "accedmik" PRT.
    JP Maurya
    CTET Qualified both times.
    UPTET 130

    ReplyDelete
  21. @pareekshit
    Yaar teri MBA ki degree tujhe door to door salesman to pakka hi bana degi. Kahen tet ,prt, "accedmik" ke pachade me pade ho. Jao toilet cleaner becho. Khush rahoge. Is tension se dur ho jao, jao.

    ReplyDelete
    Replies
    1. jai prakash ji, u r right, pata nahi kaha se chale aate hai is blog par, jhooth bol k m.b.a. ki bezzati karate hai..

      Delete
  22. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  23. BLOG EDITOR JI PLEASE BATAYIYE KI AAJ STATE OFFICIALS KI MEETING SE KYA KOI OUTCOME AAYA HAI, PLEASE TELL ME AS SOON AS POSSIBLE IF YOU CAN...

    ReplyDelete
  24. aaj ki meeting bahutt hi sauhard purn vatavaran me hui jisme liye gaye dicision nimn hain-

    1. TET KO RADD NAHI KIYA JAYEGA.
    2. TET KI MERIT KI JAGAH ACADEMIC
    MERIT BANAYI JAYE.
    3. PURANE ADVERTISEMENT KO RADD KAR
    DIYA JAYE JISSE COURT ME CHAL
    RAHA ADVERTISEMENT KA VIVAD
    SWATAH HI SAMAPT HO JAYE.
    4. VACANCY KI SANKHYA 72825 KE
    JAGAH 152825 KAR DI JAYE.
    5. IN SABHI KI SANSUTI CM SE JALD
    SE JALD LE LI JAYE.
    6. NIYUKTIYAN JULY TAK KARA DI
    JAAYE

    ReplyDelete
  25. aaj ki meeting bahutt hi sauhard purn vatavaran me hui jisme liye gaye dicision nimn hain-

    1. TET KO RADD NAHI KIYA JAYEGA.
    2. TET KI MERIT KI JAGAH ACADEMIC
    MERIT BANAYI JAYE.
    3. PURANE ADVERTISEMENT KO RADD KAR
    DIYA JAYE JISSE COURT ME CHAL
    RAHA ADVERTISEMENT KA VIVAD
    SWATAH HI SAMAPT HO JAYE.
    4. VACANCY KI SANKHYA 72825 KE
    JAGAH 152825 KAR DI JAYE.
    5. IN SABHI KI SANSUTI CM SE JALD
    SE JALD LE LI JAYE.
    6. NIYUKTIYAN JULY TAK KARA DI
    JAAYE

    ReplyDelete
  26. aaj ki meeting bahutt hi sauhard purn vatavaran me hui jisme liye gaye dicision nimn hain-

    1. TET KO RADD NAHI KIYA JAYEGA.

    2. TET KI MERIT KI JAGAH ACADEMIC
    MERIT BANAYI JAYE.

    3. PURANE ADVERTISEMENT KO RADD KAR
    DIYA JAYE JISSE COURT ME CHAL
    RAHA ADVERTISEMENT KA VIVAD
    SWATAH HI SAMAPT HO JAYE.

    4. VACANCY KI SANKHYA 72825 KE
    JAGAH 152825 KAR DI JAYE.

    5. IN SABHI KI SANSUTI CM SE JALD
    SE JALD LE LI JAYE.

    6. NIYUKTIYAN JULY TAK KARA DI
    JAAYE

    ReplyDelete
  27. Mtlb nakal se pass hone walo ki balle-balle, he bhagwan in shikshako se bachana...

    ReplyDelete
  28. meenu ji can you tell me about the source of news given by you ? please...

    ReplyDelete
  29. @shiv

    Rastriya Sahara(11-4-2012) E paper Lucknow

    ReplyDelete
  30. Ye meenu jhuth bol rahi hai aur ek baat ye meenu aur baruta ek hi insan hai maine chek kiya hai inki id ka code same ahi ye ek hi mobile ya pc ka use ho rha hai.
    Isliye dosto sawdhan raho aur afwao pe dhyan mat do.aur kisi se personal baat karne ki jarurat nahi hai..ye sirf yaha maje lete hai.hame chidhane me maja aat hai inhe.aur ap log inke comment ka reply kar k inka mann aur badhate ho.

    ReplyDelete
  31. Kuch log toh yaha sirf kisi ladki ki id dekh k sab kuch bhul jaate hai.bas usse chating karne lagte hai.ye blog chating karne k liye nahi hai chating k liye facebook orkut hai yahoo hai.yaha ham infomation chek karne aate hai aur yaha faltu ki bakwas jyda kuch log karte hai.muskan ji ne jo soch k ye blog banaya tha wo starting me bilkul thik chal rha tha lekin kuch logo ne yaha bahut gandagi kar k rakh diya.sabse badi baat hai jyda tar id ek hi insan use karta hai.
    Sabse badi galti wun logo ki hai jo unse faltu ka ulajhte hai aur khud ka b mind divart karte hai.

    ReplyDelete
  32. hi Ashish, actually I am new at this blog so I can'nt differentiate this sort of people from normal visitors, so that is why I have given response to that person, if your point is correct then in future I will be aware...okkay

    ReplyDelete
  33. Agar ye log fake information de rahe hai to inhe block kar dena chahiye, ham pehle se hi bahut pareshan hai ab aur hamari feelings ka majak mat udao pls...

    ReplyDelete
  34. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  35. Shiv mai ye baat sirf apke liye nahi kah rahe hai..yaha bahit se aise log hai jo ladkiyo se baat karne k liye yaha aate hai jabki unhe pata hi nahi hota ki wo ladki hai ya koi ladka hai.ap ne toh kuch b aisa nahi kaha agar meri baato se ap hurt huye hai toh I m really sorry....
    Mai daily visit karta hu yaha blog pe pahale likhta b tha lekin ab likna band kar diya..lekin yaha ab kuch log hame galat news dekar sirf maje lete hai.hame nahi pata unki mansik halat kya hai wo aisa kyu karte hai..aur personal life me b kya ye aise hi hai pata nahi...yaha ham sabhi sach ki ladayi lad rahe hai...laathi khaate hai dande khate hai anshan par baithte hai aur ye yaha akar hame maa bahan ki gaaliya dete hai.academic academic chillate hai arey academic hoya TET isse fark nahi padta lekin iss tarah ki language ka use kar k khud sabit karte hai ki academic ka demand karen walo ka naitik acharan kaisa hai.baruta jaise log ne sach me. Fark dikha diya ki academic aur TET ki demand karne walo me kya fark hai.

    ReplyDelete
  36. Ajeet sir you are absolutely correct, but inko identify karna mushkil hai...

    ReplyDelete
  37. Shiv maine tumhara kahi b naame nahi liya tha...agar tumhe aisa lagta hai mere pravachan tumhare liye thhe toh tum suno...mai jo kaheta hun bahutsoch samjh k kahata hun..aur mirch bhi ussi ko lagti hai jiske mann me chor baitha hota hai.isliye pahale khud ki language sudhao fir teacher banane ki sochna.

    ReplyDelete
  38. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  39. Its okey shiv..me too sorry if my any word hurted u..
    I m really sorry

    ReplyDelete
  40. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  41. Shive ji ab ham kuch nahi bolenge kyuki kisi ek ko shant hona hoga.
    Thanks ap ne mujhe jo advice diya..
    And again sorry

    ReplyDelete
  42. Chaliye ab ye bataiye ki aaj ki hi level meeting se kya nikla ? asking for my brother.

    ReplyDelete
  43. Meeting abhi chal rahi hai aur waha jo mere friends hai unse pata chal rha hai ki lgbhag TET par bharti ki sahamti ban gayi hai.lekin mai ye confirm nahi kah rha hun.news ka wait kijiye...ye bhi ho sakta hai ek meeting aur hogi tab faisla hoga.abhi kuch b kahana bahut jalbaji hogi.

    ReplyDelete
  44. Shiv ji maine yaha personal chat k liye mana kiya aur khud karne laga ap hamse mere email id pe contact kare plz
    ashish.ashu.srivastava@gmail.com
    Ap mujhe add kar sakte hai aur email kar sakte hai
    And thanks mujhe bro kahene k liye

    ReplyDelete
  45. Thanks for giving precious information Ashish, I will surely join you at your e-mail, and please forget you about all what I have said unpleasent...aur haan please agar koi authentic information (regarding TET) mile to atonce share karna...bye...

    ReplyDelete
  46. Blog Editor please batayen ki aaj ki state beurocrates ki meeting me kya koi TET par result aaya hai...

    ReplyDelete
  47. MEENU JI.............................
    aaj ki meeting mere khayal se AAAAap ke Baaap ne ki thi, isiliye wo meeting ka poora biodata Baruta aur Meenu naam k apne dono Naaalayek aur nakalchi bacchon ko de dete hain,

    ReplyDelete
  48. MEEENU JI............................
    TET k exam k time kya aap academic wale apne jaise doosre nakalchiyon k saath agar raaton me yun Ayiyaashi na ki hoti to shayad TET k support me aaap jaisa damdaar person mil jata kyo ki aap ki identificatiion me abhi tak hm log ye confuse hain ki aap koi LADKA ho,LADKI ho ya koi................................................................................... HIJDAAAAAAAAAAAAA

    ReplyDelete
  49. Ashish shrivastav@ ye meenu ya baruta hai kaun.

    ReplyDelete
  50. मित्रोँ । मैँ इस वक्त जयपुर मेँ हूँ, बारिश के बाद मौसम काफी सुहाना हो गया है. इस सुहाने मौसम मेँ कोई अच्छी खबर हो तो जरुर बताना ।

    ReplyDelete
  51. shiv g meeting ka kya huwa. koi positive response aaya ki nahi. plz batayen

    ReplyDelete
  52. phhir wahi nirasha. court judgement is as below
    Court No. - 33
    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
    Hon'ble Arun Tandon,J.
    In view of the order of the Division Bench of this Court dated
    06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all
    these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading
    of case for hearing on 30th April, 2012.
    Interim order, if any, to continue till the next date of listing.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।