/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, April 6, 2012

UPTET : New Date for hearing : 19 April 2012 (Likely ) regarding Stay on PRT Teachers Selection in UP

UPTET : New Date for hearing : 19 April 2012 (Likely ) regarding Stay on PRT Teachers Selection in UP


  

Case Status - Allahabad
Pending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner:
YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent:
STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.):
ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.):
C.S.C.
Category:
Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing:
21/12/2011
Last Listed on:
22/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely):
19/04/2012

This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).



Source : http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011

78 comments:

  1. @Brajesh jee -
    "प्लीज यह कोई बताए कि एन सी टी ई ने समय सीमा बढ़ा दी है या नहीँ, अगर बढ़ाई है तो कितनी?
    By brajesh on UPTET Good News : TET Candidates Meeting with CM A... on 4/6/12"
    -------

    NCTE kee samay seema se koee prob nahin hai,
    Abhee Bihar, Rajasthan aur bahut saare rajyon mein teachers kee bhrtee hone jaa rahe hai
    -----
    Haryana etc. mein abhee shuruaat nahin huee hai

    To phir NCTE keee samay seema se itnee problem nahin hai.

    ReplyDelete
  2. sunvai hone se pahale phir date ....

    ye kya ho raha hai.....

    ReplyDelete
  3. is writ ko damini film declare kar dena chahiye ,ek bar phir tarik pe tarik ,bina hearing ke tarik badh rahi hai ye sab govt ki saajish hai,koi decision nahi aayega,tet par aswasan dena bhi ek rajneeti chaal hai,

    ReplyDelete
  4. Mananiya higcourt ko ye samajhana chahiye ki ye koi vyaktigat mamla nahi jo delay par delay ho raha balki yah karodo baccho avam teacher ke future ki baat hai. Highcourt ko is par jald se jald nirnay dena chahiye.

    ReplyDelete
  5. kuchch nahi hone vala....ghanta hilao tum log.....2014 tak tarik chalti rahegi......

    yadav gi jaldi samasya ka samadhan karege...........dekho kitani jaldi ho rahi hai....19 april ko bhi date hi milegi.........garanti hai...,,

    kuch nahi hone vala.....

    ReplyDelete
  6. HAME SUPREME COURT ME PIL KARNI PADEGI

    ReplyDelete
  7. sarkari lawyer(sp government ka laywer) vs kapildev yadav(sp party ka karyakarta). Matlab game par game.

    ReplyDelete
  8. A good news of all tetians by Rajesh row allahabad.special bench n diya single bench ko order k chatr hit ko dekhte hue 9 apr ko de faisla

    ReplyDelete
  9. Ab B. Ed Holders , TET / CTET (PRT) ke leeye exam nahin de sakte.

    See this link -
    http://aptet.cgg.gov.in/Documents/APTET_INFORMATIONBULLITEN.pdf

    5.1 Minimum Qualifications for Classes I-V: for candidates already in possession of Respective Teacher Education Certificates or pursuing final year of respective Teacher Education Course during 2011-2012 or earlier:

    Intermediate / Senior Secondary (or its equivalent) with at least 45% marks and pass in or pursuing final year of 2 - year Diploma in Elementary Education

    OR

    Intermediate /Senior Secondary (or its equivalent) with at least 50% marks and pass in or pursuing final year of 4-year Bachelor of Elementary Education
    (B.El.Ed.)

    OR

    Intermediate /Senior Secondary (or its equivalent) with at least 50% marks and pass in or pursuing final year of 2 - year Diploma in Education (Special
    Education)*

    *Note: 1 Relaxation of 5% or such percentage as permitted by Govt. at the time of admission to Teacher Education Course concerned in minimum qualifying marks at Intermediate / Senior Secondary level is admissible for SC/ST/ Differently abled Candidates.
    *************

    Aur aane vale samay mein lagabhag 80000(Eighty Thousand ) vacancies ya issse kahin jyada vacancies aane valee hain

    ------------

    I hope all of you B. Ed holders (TET for PRT ) get a job.

    ReplyDelete
  10. Hum logon ko supreme court me pil dalni hi chahiye. Akhir ye public interest ka mamla hai. Kya gauranti hai ki 19 april ko nayi date nahi milegi. Ab tak shayad 10 se upar nayi date mil chuki hai.

    ReplyDelete
  11. Aap log dheriye rkhiye humara pakch majboot hai case hum he jitenge.so dua kariye 9 apr k liye.Rajesh Row allahabad

    ReplyDelete
    Replies
    1. Vinay ji jab tak hum log iss case me involve nahi the tab tak manmani hoti rahi. Ab aaya uunt pahad ke neeche jaise ki high court ne large interest ko dhyan me rakhte hue 19 april ke bajay 9 april ko date di hai. Thanx vinay ji for such good information.

      Delete
  12. Hello! Friends

    Aaj phir High Court ne agli DATE de di hai. Doston! Yeh next hearing date nahi balki next "Teasing Date" hai kyoki Honourable High Court keval UPTETains ko chidhane ka kaam kar raha hai.

    OH! God, Help our High Court and help your childrens.

    ReplyDelete
  13. kapilyadav apni writ vapas le aur bharti shuru hone de nahi to sabhi tet pass tumahre ghar me ghus kar tumhe marege taki tumahare ghar walo ko bhi pata chale ki kaisi nalayak santan paida ki

    ReplyDelete
  14. Hello! Dear Vinay Ji

    High Court ne next hearing date 19/04/12 di hai toh aap 9/04/12 ki baat kaise kar rahe hain...

    Plz...Reply Soon, We are waiting.

    ReplyDelete
  15. Hello! Sudhir Tiwari Ji

    What you mean by Nautanki?
    Plz...aisi baatein na karen.
    Give us your feedback about Nautanki.
    Thanks!

    ReplyDelete
  16. koi is kapil yadav ka tet 1 paper ka rollno bataye

    ReplyDelete
  17. Friends God bhee hamare sath hai aaj Special Appleal 280/2012 ki sunwai me double bench judge ne order kiya ki 1 persen ki wajah se 72825 log aur unki family suffer kar rahi hai. magar single bench me case running hai isliye double bench ne single bench ko aadeshith kiya hai ki 9 april ko final bahas ki jai jisse hazaro applicant ka hit na prabavit ho. aur friends hume poore ummid hai ki aane wala 9 april hum sab ke liye new kiran layega

    ReplyDelete
  18. vivekanand ji kya ye report sahi hai ab hearing 9/4/12 ko hogi

    ReplyDelete
  19. tomar ji ,,,,m,nagar,se
    bt meerut mai hu
    or ap

    ReplyDelete
  20. amar ujala paper ko akhilesh se tetions ki warta chhapne me sharm a rahi hai isi liye ye news nahi chhapi.

    rajniti aur media dono se logon bharosa akhir kyon kayam rahe?

    ReplyDelete
  21. माननीय cj कोर्ट ने आज स्पेशल अपील संख्या २८० ललित मोहन सिंह बनाम राज्य सरकार पर सुनवाई करते हुए . यादव कपिलदेव लाल बहादुर की रिट संख्या ७६०३९ को सोमवार को एकल बेंच को खारिज करने का निर्देश दे दिया है.

    ReplyDelete
  22. s.baliyan meerut me kya kar rahe ho

    ReplyDelete
  23. Special appeal 280/2012 Lalit mohan singh and Ranjeet singh yadav ki name se file karai gai thee jisme Sr. Advocate Ashok khare hamare wakil hai aur isme lagbhag 30 minit tak bahas hue aur judge mahoday hamara pakash sunte hua single bench ko direction diya hai ki is case ko jald se jald final 9 april ko kiya jai. And Friends this special appeal ko file karne me kise se koi paise nahi liye gage the aur is case ke name pe bina mujhe aur Ranjeet singh yadav ko call kiye kise ko koi paise na diya jai nahi to iski jimmedari aap ki hogi becase bahut log case ke name par paise wasooli karte hai agar aap koi sahyog karna chahte hai to please contact-8081934675 and Ranjeet yadav-8687508667

    ReplyDelete
  24. sunil ji meerut amar ujala ne to publish.. tet janch comity or tet phrtinidhi dal ki meeting ki bat publish h

    ReplyDelete
  25. Vivekanand Ji,

    Thank you for dedication shown by you and your team members.

    Thank you again for such important news.

    Regards,
    Sudhir Tiwari

    ReplyDelete
  26. Double batch ka fesla aa gaya.ab kapil wale case ki sunvai 9 april ko hogi.we bound to win.

    ReplyDelete
  27. Sathio Allahabad Hicout ki
    double bench ne single
    bench ko adhesh kia hai ki
    Monday ko Kapil ki writ ko
    kharich kar de kyo ki ek
    person ki wajah se large
    numbers of candidate ke
    sath annay nahi kar sakte ,

    ReplyDelete
  28. Sudir tiwari ji m kabhi wo news past nh krta jime m khud sure nh ho.or rh meri news ki baat to vivekanand ji ne use espast kr he diya.so plz accha socho accha he hoga

    ReplyDelete
  29. ye sahi news hai ki final sunwai 9 april ko hi hai abhi bhe mai aur rajesh row, ranjeet yadav and bahut se log court me he hai

    ReplyDelete
  30. Vry gud nws kapil ki aatma ko shanti mile..

    ReplyDelete
  31. Thanx , vivekanand ji for this news

    ReplyDelete
  32. tomar bhai ,,,,,,looking for job ,,,,actuly i was ruuning an institution for 4 years ,,, as me and my wife clerd tet ,,,,i sold it out in decmbr ,,,as we were hoping sure job till 31 dec 11,,,bt age tum jante ho ,,,,,,nw i cm to meerut loooking for jobs ,,,,,or aap kya kr re ho

    ReplyDelete
  33. Friends hum sab abhi court me hai aur hamare paksh me judge ne quick action nahi lege hue ye daleel diya hai ki single bench me rejoinder affidavit and counter affidavit have been excnanged so this case was listed on 09.04.2012 week commincing so directed the several thousand applicant was effected this order so directed 9 april final hearing.

    ReplyDelete
  34. @VIVAKANAND& RAJESHRAW JI ----THANKS FORM TALKING WITH ME........DHEERENDRA CHAUHAN,MEERUT

    ReplyDelete
  35. Sathio Allahabad Hicout ki
    double bench ne single
    bench ko adhesh kia hai ki
    Monday ko Kapil ki writ ko
    kharich kar de kyo ki ek
    person ki wajah se large
    numbers of candidate ke
    sath annay nahi kar sakte ,
    By Ranjeet Yadav on facebook

    ReplyDelete
  36. dekho 12 ki 19 ko ho gaya yehi court hai court bi sarker ki hi hai to 19 ka may me

    CM jaan ke hume roke rakhna chate hai aur bharti rule change kar denge

    SC ja kar kya hoga vo bi date par date
    yaro cm ne tet ko bachne ka vada kiya hai yahi good news hai

    ab hume gradut+b.de+tet ki baat karni chayei
    CM jaur maan jayenge aur bharti jald hogi ni to court me to 4 month se date pe date

    aur media bi sarker ki hi baat mangi

    ReplyDelete
  37. ye sali yadavo ke chal hai ye nahi chahte ki kisi ko naukri mila

    ReplyDelete
  38. HUM LOG 72 HOURS KE BAD VIJYI HO JAYENGE...............GREAT NEWS

    ReplyDelete
  39. sunil ji aisa nahi hai amarujala ke mainpuri ,lucknow edition me khabar chapi hai.....cm ki jo tet holders ke sat varta hui hai.....

    ReplyDelete
  40. it s good sign ,,,,,,,lets think + n pray to god for + result,,,

    ReplyDelete
  41. TETIONS 13NOV SE EK-EK PAL KITNE KAST SE KAT RAHE HAIN YE TO GOD HI JANTA HOGA.

    LEKIN JEET KI SUGANDH AANE LAGI HAI.

    MAINE HI SABSE PAHLE YE NARA DIYA THA AUR JEET HONE KE BAAD TAK YAHI KAHTA RAHUNGA

    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    ALL THE BEST.

    ReplyDelete
  42. Hum sab ko suprim cort hi jana padega bhaiyo...........

    ReplyDelete
  43. sachin ji main aur meri wife dono ne tet clear kar rakha hai ,but main five year se job kar raha hu ,

    ReplyDelete
  44. it is realy very good nrws.
    9 april ko vijai hamari hi hogi.
    merit tet base par hi banegi.
    aap sabhi log dhiraj rakhe.
    nakal mafiyao ke muh par tamacha 9 april ko lagne wala hai

    ReplyDelete
  45. Teachers ke chayan ka aadhar TET merit banaye jaane se Nakal ki mansikta par bhi rok lagegi.

    Lekin afsos ye hai ki ahikarigan aur shiksha maafia ye nahi chahte. Inko apni dukaan bandh hone ka darr hai.

    ReplyDelete
  46. dosto usse kuch ni hota hai
    ye sab sarker ke upar hai ki kab bharti kargi ni tet cancle ni karegi
    btc 2004 ka yahi haal hai
    are dosto jab unvirsty bed ki paper ni karti to ye to sarkr hai

    dekho tet agar cancle ni hota tab hum safe hai

    ReplyDelete
  47. yr sudhir
    iska matlab ye ki 10 se aue b.ed tak ki valu khatm
    ye sarker kabi ni chati
    koi money is power

    kya is baar koi bed vala paisa dega pratical me ni

    to dosto merid to musikl hi
    ha acd+tet socho

    ReplyDelete
  48. Sabhi tetbhaiyo ko namaskar ye news ham sabhi ke liye bahut acchi he ki high court me ab next hearing 09/04/12 lagi he me un dosto ko naman karta hu jinhone 04/04/12 ko tet ke against special appeel dali ye sab usi ka natija he ki ab hamko nine aprel ko nyay mil jayega thanks all of you

    ReplyDelete
  49. KASTI BHAWAR ME FANSH SAKATI HAI

    SHAMA BHUJH JAAYE PAR JAL SAKATI

    UDAAS NA HO YAARON

    SHIKCHHA EK DIN HAMARI KISMAT BADAL

    SAKATI HAI


    JAI MAA

    ReplyDelete
  50. Ye case humko de de kapil kameene.

    ReplyDelete
  51. S ji,

    Pichhale kai saalon se teachers ke chayan ka aadhar ACD Merit banaye jaane ka hi parinaam hai ki U P Board mein nakal ka dhandha khoob fal fool raha hai, khoob chal rahi hai.

    Hamare samay mein jahan nakal karna ek buraee maani jaati thi, vahin aaj har parents chahta hai ki unke wards dher saare percentage se pass hon, chahe jaise bhi. Parents bhee khud sehyog kar rahe hain nakal karane mein. Ab ye samajik buraee nahi rahee.

    Isiliye main UPTET ke pachh mein hoon jisase shiksha ka uddeshya matra percentage naa ho.

    ReplyDelete
  52. todays news a very very good news to all tetians

    ReplyDelete
  53. Hello! Dear Sudhir Ji

    Aap se maine ek sawal kiya tha lekin aapne koi jawab nahi diya.

    Main janna chahata hoon ki "Nautanki" se aap ka kya matlab hai?

    Plz...Express Sir.
    Thanks!

    ReplyDelete
  54. Amit Kumar Ji,

    Nautanki se mera matlab tha unnecessary drama by honourable high court.

    Waise agar aapko buraa lagaa ho to I would like to say you SORRY.

    ReplyDelete
  55. Hello! Dear Sudhir Tiwari Ji

    You are a respected blog visitor according to me and I have some doubt about your last comment. So I want to clear it...

    Many Many Congralulatins And Thanks!

    ReplyDelete
  56. Kisi ko galat mat bolo kapil ho ya lal bahadur
    hame naukari mil jaye ye hi sab kuchh hai

    ReplyDelete
  57. is comment ko jarur padhe...........................................tet morcha k representative .....aapko is saflta k liye bht bht badhai ....lekin abi kam pura ni hua hai .....main kam abi b baki hai aur wo hai purane add k according recruitment ....bhaiyo me fir se aapse aagrah karunga k tab tk sabr na kre jb tet ki marit na bne....aur y ladai hum sab ki hai ....hume isse prerna leni chahiye aur y insaf ki ladai tb tk barkarar rahegi jb tk appointment letter ni mil jata .....mein vivek sir aur nitin sir se aagrah krunga k sbi jan ek aawaj me ek baat kahe aur wo hai tet ki marit.....ek bar fir se anek anek dhanybad

    ReplyDelete

  58. As per information on facebook :
    Division bench ne sachiv basic dwara all bsa ke behaf me vighyapit vigyapti ko sahi mana hai .

    Aur kaha hai ki ek single person ki wajah se 72825 apprentice teachers ko trainee teachers ke training se rokna thik nahi hai unhone jari vighypan ko sikhchak ka vighypan nahi mana hai unka kahna tha ki last appointing body BSA hai aur abhi official appointment nahi ho raha hai steyy galat hai 9 April ko final decision single judge ko lene hai , baki authentic news order copy milne ke bad , apka Ranjeet

    ReplyDelete
  59. Blog Editor Ji,

    Thanks a lot, Ab bas hum jeetane hi waale hain. Bas ek kadam kee doori par hain jeet se.

    ReplyDelete
  60. vivekanand ji ,lalit mohan singh ji, ranjeet bhai aap sabhi ko bahu t-2 thanks

    ReplyDelete
  61. jab tak hamari appointment nahi ho jaati hai tab tak hum sabhi ko distt. level per meeting karni chahiye . aur sangathan ko strong rakhna chahiye...

    ReplyDelete
  62. HC ke judges ko jinhon ne hamari feeling ko, hum sabhi ke adhikaron ko samajha many2 thanks.............

    ReplyDelete
  63. yro 9 ko kuch ni hoga sc chalo

    je sarker 9 may ka intazr kar rahi hai

    yro akhilesh ko 5 saal rahna hai kya vo tamam nakal mafiya ki unsuni kar denge ni

    ReplyDelete
  64. mr blog editor i want to challenge to some of the pessimist to come front and i want to debate with them.these buggers are creating fuss all around....

    ReplyDelete
  65. sapa sarkaar ko chahiye ki tet qualified bachon k parivar k bhvishya ko dekhte hue 30 jan year 2011 k vigyapan par shighra vichar karke niyukti dene ki krapa karainge
    sapa ka bhavishya ujjaval kaamnna karata hoon avam tet ke niyukt paricharthi sadaive aabhari rahega.
    mujhe aasha he nahin purna vishvas hai ek navayuvak mukhyamantri navyuvak tet qualified bacchon ki aaradhan ko poora karainge
    dhanyavad jai sapa
    sandeep bhargava

    ReplyDelete
  66. humara kuch hoga bhi ya nhi plz jo kuch karna hai jaldi kare sarkar kyo pal pal mar rahi hai

    ReplyDelete
  67. plz koi news di jaye ki kya hua new action

    ReplyDelete
  68. mera naam yogesh hai mein bahut pareshan hn baar marne ka man karta hai kyunki mein uptet mein pass nhi ho paya hn, meri jindagi barbad si hoti dikhai de rhi hai.spa sarkar bhi kuch nhi kr rhi hai, meine suna hai ki jo sc candidate hain unhe 50% pr pass kiya ja rha hai agr aisa kuch ho plz mujhe meri site pr bta de plz................................... mobile no 9927786345

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।