/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 15, 2012

UPTET : RTE implementation is Big Challenge


आरटीई लागू करना बड़ी चुनौती  
(UPTET : RTE implementation is Big Challenge )

देहात ही नहीं शहरी क्षेत्र के स्कूलों की दशा भी है खराब
बिजनौर।
सुप्रीम कोर्ट के आदेश के बाद राइट टू एजूकेशन को जहां निजी स्कूलों में लागू करने की चुनौती बनी हुई है वहीं सरकारी पाठशालाओं में भी इस पर अमल करना कठिन लग रहा है। आलम यह है कि देहात के स्कूलों में ही नहीं बल्कि शहरी क्षेत्रों के स्कूलों की दशा भी खराब है। यहां कई पाठशालाएं किराए के भवन में चल रही हैं तो कई भवनहीन हो गई है।
शिक्षा अधिकार अधिनियम को निजी स्कूलों में लागू करना तो चुनौती है ही ,लेकिन सरकारी पाठशालाओं में भी कम मुसीबत नहीं हैं। सरकारी स्कूलों में कहीं शिक्षक हैं तो कहीं छात्र नहीं। नगर के स्कूलों में खेल के मैदान तो दूर अपने भवन तक नहीं हैं। कई भवन जर्जर हाल पड़े हैं। ऐसे में आरटीई लागू करने में भारी समस्या होगी। प्राइमरी पाठशाला नई बस्ती दो व चार नंबर किराए के भवन में चल रही है जबकि रामलीला मैदान में भी किराए के भवन में स्कूल चलाया जा रहा है। बाजार शंभा प्राइमरी स्कूल एक व दो भवनहीन होने के कारण दूसरे स्कूलों में शिफ्ट कर दिए गए हैं। मुहल्ला अचारजान व प्राइमरी मुहल्ला जाटान का स्कूल भी भवनहीन हो गया है, जिन्हें दूसरे स्कूल में शिफ्ट किया गया है। उधर धामपुर के नगर क्षेत्र में प्राइमरी स्कूल बिना छत के खुले आसमान में चल रहे हैं। जबकि तिलक भवन में चार प्राइमरी स्कूल एक साथ संचालित किए जा रहे हैं। बेसिक शिक्षा विभाग की माने तो कई बार इन स्कूलों की स्थिति के बारे में शासन को लिखा गया है, लेकिन अभी तक दिशा निर्देश प्राप्त नहीं हुए हैं।

जिले में हैं शिक्षकों का टोटा -
बिजनौर। टीईटी परीक्षा विवाद में पड़ जाने से सरकारी स्कूलों में छात्रों के अनुपात में शिक्षकों की कमी बनी हुई है। शिक्षा सत्र 2011-12 की 20 मई को समाप्ति के बाद जिले में 30 जून को करीब 225 अध्यापक व अध्यापिकाएं सेवानिवृत्त हो रहे हैं जबकि नई शिक्षक भर्ती की कोई उम्मीद दिखाई नहीं दे रही। ऐसे में परिषदीय स्कूलों में शिक्षक ों की पूर्ति होना संभव नहीं है


News : Amar Ujala (15.4.12)

112 comments:

  1. Chal bhai naam fir badal leeya tune -
    "Blog Head Editor"

    Kahe ko dimag kharab karta hai

    ReplyDelete
  2. dosto,

    yadi sarkar ne bharti prakriya me fer badal kiya to iska effect lakhon tetions par padega jo ki already tanaw me hain.

    is vacancy se lakhon logon ki ummiden judi hain.

    kai log depressed hain tet radd hone se badi sankhya me suside case badhenge.

    jiski poori jimmedari sarkar ki hogi.

    ReplyDelete
  3. Abhi Mental case naye naam "Blog Head Editor" se comment kar raha
    ---
    Par mujhe aise comment "Spam " mein dalne padenge.

    ReplyDelete
  4. sucide kayar karate hain aur jo
    kayar hai wo bachho ko kaya sikhayega.

    ReplyDelete
  5. @kumar ji

    sarkar manmani kar rahi hai uski niyat tetions ko lekar achchhi nahin hai aise me tanaw badh raha hai isse kewal wahi khush hain jo ya to fail hain ya 83-90 no. hi la paye hain.

    ReplyDelete
  6. tet radd nahi hoga..
    kewal vigyapan radd hoga...

    aur phir nayi bharti....
    iss vigyapan ke bachane ke loi chance nahi hai....

    ReplyDelete
  7. "Blog Head Editor" jee aap

    sifire comments kee jaghe comments theek se likhen to koee problem nahin

    ReplyDelete
  8. @kumar ji,

    vigyapan me burai kya hai?

    tet base selection hi nispakshh selection hai tet selection me ekrupta hai.

    tet ka importance bhi bana rahega.

    nakalchi jugadu c.b.s.e. board wale gadhon par lagam kasegi.

    ReplyDelete
  9. ADITYA FAIZABAD,SARKAR apna profit dekh rahi hai ke kis cheez me usko jyda profit hai.jab tak sarkar ko majboor nahi kiya jyega tab tak bharti suru nahi hoge.

    ReplyDelete
  10. @Kumar
    Ypur statement - "ghabrao mat ye vigyapan to har hall me nirast hoga kayonki sarkar ko to adhikar hai lekin usne basic board ko aisa koi order diya hi nahi tha jisme use vigyapan nikalne ka adhikar diya gaya ho.. thoda kadwa hai lekin yehi sach hai........ phir 2015 tak bharti ka intezar bhais pani me ja chuki hai"
    ---------

    Jab vigyapan nikala tha, rule badle the tab kya sarkar so rahee thee,
    1. Usne turant karyvahee karte hue logo ko dandit kyon nahin keeya
    2. Is saare advt. ka khandan keeya jana tha agle din hee,

    Ye to hasyaspad hai - kee kya ho raha hai aur sarkar so rahee hai

    ----------

    ReplyDelete
  11. @sunil ji

    sarkar ne abhi koi nirnay nahi diya hai to phir aap kaise kah rahe hain ki manmani kar rahi hai..

    kaya sarkar ne tet ko radd kiya hi...

    sarkar iss prosess ko suru bhi nahi kar sakati hai kayonki jab court ne stay lagaya hai to wo use kaise suru kr sakati hai.....

    aap hi btaye ki sarkar iss process ko kaise suru kar sakati hai

    naukari pane ki bechani hum sabhi logo ko hai lekin iska matlab ye to nahi hai ki aap bina paristhitiyo ko samjhe mansik roop se awasad se grast ho jaye.
    kam se kam teacher ko to mansik roop se majboot hona chahiye..

    ReplyDelete
  12. waise DIET SE YE SUCHNA mili hai ke DIET principle ke meeting me un logo se hone wali bharti ke taiyare ke sambandh me kai information mangee gai hai.

    ReplyDelete
  13. 1.
    vihyapan me badlaw ka koi thos adhar nahin hai.
    2.
    khel k niyam khel se pahle bante hain.
    3.
    vigyapan me koi galat niyam nahin hai.
    4.
    tet ko kewal patrta parixa banane se agli bar 500000 log tet berojgar ho jayenge.
    5.
    b.ed. test base hota hai.
    6.
    t.g.t. test base hota hai.
    7.
    pg.t. test base hota hai.
    to
    prt uprt test base kyon nahi??????????????????????

    ReplyDelete
  14. 1.
    vihyapan me badlaw ka koi thos adhar nahin hai.
    2.
    khel k niyam khel se pahle bante hain.
    3.
    vigyapan me koi galat niyam nahin hai.
    4.
    tet ko kewal patrta parixa banane se agli bar 500000 log tet berojgar ho jayenge.
    5.
    b.ed. test base hota hai.
    6.
    t.g.t. test base hota hai.
    7.
    pg.t. test base hota hai.
    to
    prt uprt test base kyon nahi??????????????????????

    ReplyDelete
  15. @blog editor ji

    mayawati sarkar ne kewal case ko khincha tha taki mamle ko chunav tak
    badhaya ja sake..
    yadi usne adhikario ke khilap action liya hota to ye baat saaf ho jati ki
    tet ka vigyan nirast hai aur tet candidate unke khilap ho jate...


    aap hi batayiye yadi wastaw me hi
    board ke pass aisa koi order tha to
    wo court ke samne pahale 2 sunwayiyo me kayo nahi prastut kar saka...

    aap iss case ki pahale ki do date ke order ko dhayan se padhengi to aapko mamla clear ho jayega....

    aisa kaise possioble tha ki mayawati ke chunav ke time ke mahatpurn recruitment ko uski hi sarkar ke samay ke uske hi chahete
    adhikari aisa koi order nahi cort ko prastut kar sake jo ye dikhata ki sarkar ne apne adhikaro ka prayog karke board ko ye order diya tha ki wo vigyapan jari kare..

    anil sant ne court me jo cabinate ka order dikhaya tha usme board ko
    niyukti karane ke liye kaha tha lekin usme niyukti pradhikari ki bajaye board ko vigyapan ka koi order nahi diya tha...

    to phir akhir hum kis addhar par asah kare ki ye vigyapan nirast nahi hoga..

    yadi aapko koi sandeh hai to iss
    link par jake stay order aur
    uske agli sunwai ka order padhe
    apko sara mamla clear ho jayega


    http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/StartWebSearch.do

    mai bhi ek candidate hoon aur mujhe
    is vigyapan ke radd hone se koi fayada nahi hoga....
    lekin mai jhooti asha ki bajaye
    sarkar ke agle kadam ki pratiksha kar raha hoon...


    mai thoda kadawa comment deta hoon lekin adharheen nahi.

    kripaya comment dene se pahale iss case ke pahale do order padhiye
    phir agar maine koi adharheen baat likhi ho to jarror batayiye...

    ReplyDelete
  16. ye vigapan ki vaidhata ka mamla
    circuit board ke use darar ki tarah tha jo dikhata to nahi lekin circuit
    on karane par samajh me aata hai..

    boatd ne vigyapan jari kiya .candidate ne bharana suru kiya kisi ka dhayan vigyapn ko leker nahi tha ye mamla un logo ko dikha jinhe ye bharti hi cancle karwani thi..

    mamala baut hi barik hai lekin
    isne bharti prakriya ke switch board ki bekar kar diya hai.
    aur is fault ke repaire hone ke chances bahut kam hain 1% se bhi kam.

    ReplyDelete
  17. Pehle bhee politics thee,

    Kyonkee mayawati jee - TET candidates a favor kar samast logo (TET Fail , etc.) keee narajgee election mein mol lena chahtee thee.
    ------
    Yahee haal SP Party ka bhee hai -
    Vo seedha statement dene se bach rahe hain
    -----

    Mamla saaf hai -
    Sab kuch sarkar aur court ke haath mein hai.

    Chote mote niyam sirf bevkoof banane ke leeye hote hain.

    Mene is masle par khulee tippani nahin karan chahtee
    -----
    Koee Junior Officer apnee manmanee nahin kar sakta,
    Sr. officers have right in technical terms
    -----
    Court chahe to mamle kee gambhherta dekte hue corrigendum / sansodhan in advt. bhee issue karwa saktee hai, jaise result correction ke fatafat aa gaya tha

    Is prkar advt. bina cancel hue, sab theek ho jayega
    ----
    Aur sarkar bhee apne adhikario se advt, masle par aapas mein samadhan kara saktee hai
    ----
    Aur agar mamla isee tareh chalta rahe, 4-5 saal, aur aap kahen kee mamla pecheeda hai to main kya keh saktee hoon.
    ----
    Ab mamla kuch aur hai, and may be clear in next 3-4 months to you.

    ReplyDelete
  18. 1.
    Kaee baar court kehtee ki aapas mein mamla suljha lo
    (Jab Mian Biwi Raji to Kya kare Kaji)

    Sarkar apne adhikario ke beech hee mamla sujha saktee hai
    Ismein aise kon se badee baat hai,
    kisee ke adhikaro ka hana ho raha hai/ ya koee museebat aa jayegee
    -------
    2.
    Court seedha nirdesh de kar vigyapan mein Sansodhan (Jis adhikaree ke dwara nikala jana hai)/amendment/corrigendum
    karwa saktee hai
    --

    Result ke sansodhan ke mamle fatafat aa gaye, to ab iska decision bhee fatafat aa jaega

    ReplyDelete
  19. Sabhee ko maloom hai kee mamla kya hai / asleeyat kya hai

    ReplyDelete
  20. @blog editor

    koe junior officer apni manmani nahi kar sakata hai wo wahi kar sakata jiska use adhikar hai..

    junior officer ke kisi bhi adhikar ka atikraman senior nahi kar sakata hai.
    jabtak ki niyam use aisa karane ka adhikar na de...

    samwidhan ne yahi kannon banaya hai.
    central govt bina sansad me niyam banaye uske adhikaro ka prayog
    nahi kar sakati hai.
    halanki wo chahe to imergency lagakar unke adhikaro ko apne haath me le sakati hai lekin ye niyam bhi samwidhan ne hi banaya hai.

    ReplyDelete
  21. Aap ko office rules nahin pata :

    Senior have always power,
    to act.
    Varna system fail ho jayega.
    -----

    ReplyDelete
  22. iss case me ek hi mamala hai ki
    kaya borad ko sarkar ne vigyapn ko
    nikalane ka adhikar diya tha. yadi
    aisa order board ke pass hai to
    vigyapan nirast nahi hoga...
    aur nahi hai to phir sc bhi ise nirast hone se nahi rok sakata hai.

    nayapalika sirf samwidhan ke tahat
    karya karati hai apni taraf se koi order nahi de sakati hai...


    ye wahi baat hogi ki BLOG editor
    us vigyapan ko nikal deti.lekin
    court usme janhit ko dekhate hue
    isse sahi maan leti..

    ReplyDelete
  23. aapke vakvya ke anusaar to State Govt. kaam hee nahin kar apyegee.
    -----
    Khair chodiye is mamle ko , mene kuch aur bhee likha hai use padiye ki mamla kaise sulajh sakta hai

    Par kyun nahin sulajh raha hai, ham aur aap log jante hain

    ReplyDelete
  24. @blog edtor ji
    sarkar koi private limited company nahi hoti hai ki jo senior kahe wahi
    sahi..yaha jo niyam kahate hain wahi
    hota hai

    ReplyDelete
  25. @Kumar ji,

    Ab aap hee mamle ko suljha leejie -

    Advt. change karakar,

    Aaap buddhimaan hain.

    Constitution kee gehree knoweldge hai, mein itnee expert nahin hoo

    ReplyDelete
  26. @state govt ko bhi niyamo ke hisab
    se hi karya karna padta hai..

    mayawati ko bhi tet merit se niyukti
    karane se pahale niyamawali me sansodhan karana pada tha..
    bina niyam banaye wo aisa kar hi nahi sakati thi..

    bhale hi use bharti karane ka adhikar tah....

    ReplyDelete
  27. @ KUMAR G & MUSKI DIDI

    STAY CASE ERROR/CORRECTION IN ERROR

    agar kisi ERROR ko IDENTIFY karne k 100 tarike hain to us ERROR ko CORRECT karne k 101 tarike hote hain.

    DIfference sirf itna h ki 100 tarike ERROR ko IDENTIFY karne k, 1000 log jante hain aur ERROR ko CORRECT karne k 101 tarike sirf 10 log jante hain.


    ROLE OF COURT WITH GOV:agar adv galat h to cancle karne main 7 HEARING including 115 DAYS nhi lagte, COURT(judge) IS UNDER PRESSURE OF STATE GOV.

    SOLUTION OF ERROR: BSA ke adhikaro ka hanan hua h, agar BSA (of all districts-75) k behalf pe NOC h to CASE IS DISMISSED IN LACK OF MERIT WITH NO CASTS AT ALL.

    Eg: HATHIO ko cover karne k sambhandhit ek PIL court mein pari thi, par jab BSP ne ye socha ki hamara CHUNAV CHINH bhi is PIL se jabt ho sakta h to usne THIRD PARTY BAKE NOC dakhil kar di aur casr DISMISS ho gaya.


    REAL PROBLEM:
    Ex-GOV(BSP): TET-fail ko naraj nahi karna.
    CUR-GOV(SP): TET-12 mein bhari kamayi karna.

    ReplyDelete
  28. Sarkar koee Pvt. Ltd company nahin hai, yahee to mein keh rahee hoon
    ---
    Mere uncle govt. mein hai aur bahut Joint Director star par hai, par Director can take his power any time even he can sign on behalf of him.

    can propse his transfer and give his power to other JD or take directly all his functuon.

    Coz Director his sole incharge of his jurisdiction.
    -----
    Bahut se mamle alag bhee hote,
    mein jyada behas mein nahin padan chahtee

    ReplyDelete
  29. Abhee CM jee ne bahut saare vibag apne pass rakh leeye,

    to kya constitution mein likha hai kee ve aisa nahin kar sakte,

    jiske pass uttar daitv hota hai, vo apne neeche ke logo ko apne hisab se kaam sonp sakte hain.

    ReplyDelete
  30. Hamare samne ek hi rasta hai...
    court ke final nirnay ke intezar
    karane ka
    1.yadi vigyapn nirast nahi hota hai to thik hai...

    nahi to phir sarkar ke bharose hi rahana padega ki wo phir se nayi bharti shuru kare..

    to court ke nirnay tak bye-bye.

    ReplyDelete
  31. @blog editor ji

    ye kisi bhi samanya addhyan ki book me padh lo ki cm apne karyo me sahayata ke liye manrtiyo ko niyukt
    karata hai wo chahe jitne vibhag apne pass rakh sakata hai use iski koi
    manahi nahi hai...

    lekin wo aisa sirf samwidhan me banaye gaye niyanm ke tahat hi karata hai....

    hawa hawai nahi...

    ReplyDelete
  32. @blog editor ji appke uncle
    junior director hain aur unki anupasthiti me director sign karata hai kayonki use aisa karane ka adhikar hoga aur ye adhikar use kisi govt order se hi mila hoga ,yani use aisa karane ka niyam hoga..

    yaha bus yahi mamla hai ki kaya board ke pass aisa koi order hai jo use vigyapan nikalne ka adhikar deta hai.

    ReplyDelete
  33. @blog wisher ji

    yaha mamla bsa ke adhikaro ke hanan
    ka nahi balki uski vaidhanikta ka
    hai....
    kaya wahi vigyapn muskan nikal deti
    aur uske behalf par candidate bsa ko apply karate to court man leta ...
    kabhi nahi...

    lekin agar wahi cabinate ye order
    pass karati ki vigyapn ko muskan nikalegi to iss case me ye vigyapam sahi hota..

    solution ek hi hai ki saare yachika karta apne case wapas le le jisse case hi khatam ho jayega....

    ReplyDelete
  34. Pranay Mishra > Uptet
    may ke pehle hafte se
    shikshak bharti prakriya
    shuru hone ki
    sambhavna.sabhi DIET se
    prakriya ki progress report
    maangi gai. agar court
    nikay chunav adhisuchna ki
    date badhati hai to may
    me niyuktiya ho sakti hain.
    (DIET sutro ke hawale se
    khabar)

    ReplyDelete
  35. Ek baar ek student mandir me jakar bhagwan se kah raha tha ki india ki rajdhani lucknow bana dijiye. Es par waha ke pujari ne poocha ki yasa kyo kah rahe ho to bacche ka sidha sa jawab tha ki exam me maine india ki rajdhani lucknow likh diya hai. Bilkul yahi situation yaha dekhne ko milti hai jo tet me well score nahi kar paye hai wo bus yahi chahte hai ki bharti process change ho jaye

    ReplyDelete
  36. mitron jeet hamsab tet walon ki hi hogi sarkar kahi ki bapauti nahi hai ki jo chahe wo kar le , sarkaar hamse hai ham sarkaar se nahi. Yadi thori bhi samazdari sarkaar me hai to tet radd nahi hogi, yadi hogi to kranti hohi.
    Jai tet morcha
    jai hind

    ReplyDelete
  37. @ KUMAR G

    FIRST POINT:maine to SPRITE pee h, isliye SIDHI BAAT NO BAKWAAS, aap bhi thodi si SPRITE pijiye ,

    Agar aapke anusaar ya reality mein hi CASE itna straightforward h to VIGYAPAN radd karne mein court 7-hearing including 115 DAYS kyu le raha h.

    SECOND POINT: case ka kuch bhi ho ya na ho, NEXT MONTH(i.e MAY) k pehle ya doosre WEEK mein hi UPTET-12 ka NOTIFICATION aa jayega AS PER TET_RELATED_G.O. Aur is TET-12 mein bhi sabhi UPTET-2011(PASS/FAIL) k log apply karege bhale hi 72825 ka kuch bhi ho ya na ho thats the ULTIMATE MONEY EARNING PLANNING OF STATE GOV.


    http://scertup.org/TET_RELATED_GOVT_ORDERS.pdf

    ReplyDelete
  38. Muskan ji kripya black hole ke bare me bataye kahi ye duniya dec 2012 tak khatm to nahi ho jayegi?

    ReplyDelete

  39. @ Sanjay Rao jee, Good comment -

    "Ek baar ek student mandir me jakar bhagwan se kah raha tha ki india ki rajdhani lucknow bana dijiye.

    Es par waha ke pujari ne poocha ki yasa kyo kah rahe ho to

    bacche ka sidha sa jawab tha ki exam me maine india ki rajdhani lucknow likh diya hai.

    Bilkul yahi situation yaha dekhne ko milti hai jo tet me well score nahi kar paye hai wo bus yahi chahte hai ki bharti process change ho jaye

    ReplyDelete

  40. "chandra shikha mishra said...
    Muskan ji kripya black hole ke bare me bataye kahi ye duniya dec 2012 tak khatm to nahi ho jayegi?"
    -------------
    Ye to pata nahin par aap
    Michio Kaku / Parallel World ke baare mein padeeye :
    Ismein Scientis believe kar rahe hain, kee hamre anginat roop mojood hain,

    Kisee dunia mein ham mar chuke hain, kisee mein amar ho chuke hain,

    Aur scientist time machine bana kar ek dunia se doosree dunia mein jane kee planing kar rahe hain

    ReplyDelete
  41. sanjay ji you are right
    jo log jyada score nahi kar paye he wo acd chahte he jo fail he wo cancle chahte he
    me puchhna chahta hun agar kisi ka kam score he ya koi fail he to wo mujhe bataye k unhone jitna paper kiya tha usse kam marks mile he
    nahi na!
    Agar pareshani ho to unhe ho jo high merit he par unhe nahi he kyunki wo jante he k marks kisi k nahi badh paye he kisi k pass list ya paise milne se ye sabit nahi hota k dhandhli hui he agar hui he to uske samadhan k tarike he
    jahan tak meri raye me ye exam jitni pardarshita k sath hua he isse pehle kabhi nahi hua is exam me koi ye nahi keh sakta k uske marks kam aaye he jo bhi gadwadi hui hogi wo kewal sanshodhan k nam par hi hui hogi use dusri copy rechack karke dur kiya ja sakta he

    ReplyDelete

  42. @Kumar jee,

    Aap sahi keh rahe hain, Ab to CM bhee un padon par bhrtee bina BSA kee anumati sa nahin kar sakte.

    BSA jinabad, Ham logo kee bhrtee karo

    ReplyDelete
  43. @ CSM G(chandra sikha mishra)

    The ten top 2012 doomsday scenarios:

    10. Changes in the Sun's magnetic field will lead to powerful flares.

    9. The Earth's magnetic field will reverse.

    8. The Earth's rotation axis will tip.

    7. A grand alignment of Jupiter and Saturn will gravitationally perturb Earth.

    6. The Sun will align with the galactic equator on the winter solstice.

    5. The black hole in the galactic center will affect us.

    4. An asteroid will smash into Earth.

    3. The rogue planet Nibiru will swing by Earth.

    2. Supernovae or hypernovae will irradiate Earth.

    1. A cloud of negative energy engulfs the solar system.

    ReplyDelete
  44. @ MUSKI DIDI and SANJAY RAO G

    How many days it take to finish the study of a BOOK having 1000 pages

    TGT_aspirant:4 month
    SBI_aspirant:3 month
    PCS_aspirant:2 month
    IAS_aspirant:1 month
    .
    .
    BUT a UPTET_aspirant:
    "पहले ये बताओं की परीक्षा कब है रातोंरात निपटा देंगे।" fist tell about that on which date exam will be SCHEDULED, we will dealt in a NIGHT

    ReplyDelete
  45. @kumar ji,

    aap vigyapan nirast karne ko lekar itne utsahit kyon hain?

    kuchh aise hi log jo tet to nirast nahin hone dena chahte but vigyapan ko nirast karwana chahte hain.

    we log apne fayde ke liye delhi se capital ko badal kar lucknow karna chahte hain.

    lekin unhe sayad ye pata nahi ki 10000rupay sejyada

    hard labor

    4 month wait

    karne k bad

    tetions ko vigyapan me badlaw karne se kitna bada aghat pahunchega.

    tet merit me koi kami hoti to court iski ijajat hi nahin deta.

    kewal ek technical mudde (adv. authority) ko lekar yadi 270000 logon k sath dhokha karna kahan ka nyay hai.

    ReplyDelete

  46. To All ,

    1. Agar BSA apna anapatii praman patr (NOC) de chuke hain matalab advt. nikalne par unhe koee objection nahin

    to mamla vaise hee sulajh chuka hai

    Jab Mina Biwi Raji to kya kare kaji

    2. Court vigyapan nirast na karte hue sansodhan /corrigendum issue ke leeye keh sakta hai

    Itne saare candidates ne mehanat va paise kharch keeye to ye mamla bahut bada hai advt. issue se.
    ----------

    Par ek baat samajh nahin aa rahee kee ye sab ante hue bhee vibag ne draft ke paise BSA ke naam se kaise le leeye,

    Matlab BSA ko jab bhartee karnee he nahin thee ya usko objection tha
    to usne candidates ka paise kaise le leeye, draft vapas kyon nahin lotaye

    ReplyDelete

  47. To All ,

    1. Agar BSA apna anapatii praman patr (NOC) de chuke hain matalab advt. nikalne par unhe koee objection nahin

    to mamla vaise hee sulajh chuka hai

    Jab Mina Biwi Raji to kya kare kaji

    2. Court vigyapan nirast na karte hue sansodhan /corrigendum issue ke leeye keh sakta hai

    Itne saare candidates ne mehanat va paise kharch keeye to ye mamla bahut bada hai advt. issue se.
    ----------

    Par ek baat samajh nahin aa rahee kee ye sab jante hue bhee vibag ne draft ke paise BSA ke naam se kaise le leeye,

    Matlab BSA ko jab bhartee karnee he nahin thee ya usko objection tha
    to usne candidates ka paise kaise le leeye, draft vapas kyon nahin lotaye

    ReplyDelete
  48. @sunil ji

    baat yahan par case se related kuch
    points par hai....
    kripya apekhit hai ki wayaktigat aaropo
    ki bajaye mere points par
    koi pratikriya de.

    points par denge to sabhi ko pata chalega ki ess case me kaya ho sakata hai...

    tet acd/merit ka mudda alag hai..

    ReplyDelete
  49. @ MUSKI DIDI

    u r right but DRAFT BSA k naam par nhi PRINCIPAL DIET.. k behalf par hai, jo ki kuch jagah IN-CASH bhi ho chuke h.

    ReplyDelete
  50. agar bsa ki noc se board ko vigyapan nikalne ka adhikar milta hai to
    phi iss case me koi dum nahi hai aur ye khariz ho jayega....


    lekin board ke pass vigyapan jari karane ka koi order nahi hai so usne
    bsa ki taraf se noc lagwai hai
    aur yadi aisa niyamo ke tahat sahi hai to phir ye case jaroor khariz hoga...

    ReplyDelete

  51. Sorry, Mera kehna hai kee jab aapati thee to paise kyon leeya gaye. BSA ne iska virodh kyon nahin keeya. Agar keeya to uske prman bhee honge

    ReplyDelete

  52. Itne logo ke paise le leeye,
    Mujhe to lagta hai,

    Vigyapan mein sansodhan karen ka order aa sakta hai,

    vo bhee ek mamoolee sa
    kee poorv mein nikale gaye vigyapan par BSA ko koee aapatti nahin hai etc. etc.
    news paper mein dobara se ref. no. chhap kar

    ReplyDelete
  53. jab bsa ne vigyapan nikala hi nahi to
    usne paise kaha se liye...

    paise board ki taraf se diet principle ko dene ke liye kaha gaya tha aur bank draft ke paise diet principle ke khate me ja rahe hain.

    ReplyDelete
  54. ek jara se mudde ko kheench tan kar bada banaya ja raha hai.

    isme kapil yadav nahin sarkar samil hai.

    ReplyDelete
  55. Paisa fir bhee bhrtee ke naam par hee liya gaya hai,

    Tab BSA ne koee objection / aapatti darj karayee kee nahin
    -------

    Aur yadi nahin to phir isko sehmati ke tur par bhee dekha ja sakta hai

    ReplyDelete
  56. @Kumar jee,

    1.BSA ne bhrtee/advt. ke againts par objection keeya kee nahin

    2. Chalo Principal DIET ke naam se training ke naam par paise leeye gaye,

    To training to start honee chahiye,

    Bhartee 6 mahin baad dekhhee jaye (jab tak court mein mamla chal raha hai)

    ReplyDelete
  57. objection iss recritment me shamil
    candidate ne kiya hai aur we prakriya ki vadhanikata janane ke patra hain.

    BSA ke noc se kuch nahi hota hai
    yaha kewal board ne samachar patro
    me jo vigyapan chapa tha wo legal tha ki nahi court yehi decide karegi...
    aur sabse badi baat BSA ki noc recruitment ke pahle ki nahi court me case suru hone ke baad ki date ki hai...

    ReplyDelete
  58. नगर के स्कूलों में खेल के मैदान तो दूर अपने भवन तक नहीं हैं। कई भवन जर्जर हाल पड़े हैं। ऐसे में आरटीई लागू करने में भारी समस्या होगी। प्राइमरी पाठशाला नई बस्ती दो व चार नंबर किराए के भवन में चल रही है जबकि रामलीला मैदान में भी किराए के भवन में स्कूल चलाया जा रहा है। बाजार शंभा प्राइमरी स्कूल एक व दो भवनहीन होने के कारण दूसरे स्कूलों में शिफ्ट कर दिए गए हैं। मुहल्ला अचारजान व प्राइमरी मुहल्ला जाटान का स्कूल भी भवनहीन हो गया है, जिन्हें दूसरे स्कूल में शिफ्ट किया गया है। उधर धामपुर के नगर क्षेत्र में प्राइमरी स्कूल बिना छत के खुले आसमान में चल रहे हैं। जबकि तिलक भवन में चार प्राइमरी स्कूल एक साथ संचालित किए जा रहे हैं। बेसिक शिक्षा विभाग की माने तो कई बार इन स्कूलों की स्थिति के बारे में शासन को लिखा गया है, लेकिन अभी तक दिशा निर्देश प्राप्त नहीं हुए हैं।

    ReplyDelete
  59. SAB MAKKAR HAI,, CHAHE GOVT HO, NETA HO YA OFFICER.. SABNE ZARA SE MATTER KO KHICH KE BADA KER DIYA HAI.. AB TAK JOB MILTI TO >80000 A JATE ACCOUNT ME .. AUR AGER MAIN APNA DEKHTA TO BTC 2004 KE HISAAB SE >15LACS HO JATE.. WAH RE KISMAT..................

    ReplyDelete
  60. LAST DATE K 4 DIN PEHLE KEWAL VIGYPAN KO LEKAR VACANCY PAR ROK LAGNA AUR FIR VACANCY RADD KAR K NAYA BADLA HUA VIGYAPAN NIKALNA.

    YADI AISA HOTA HAI TO MERA HI NAHIN LAKHON LOGON KA LOKTANTR AUR INDIAN NYAY PRDALI SE BHAROSA UTH JAYEGA.

    ReplyDelete
  61. ye sara kiya dhara un nirankush
    naukarshao ka hai jinhone mayawati
    ke samay par pure system par kabja kar rakha tha...
    apni marzi se order nikal diya karate hai...
    tet ke case aise kuch example hain..

    1.NCTE ke spast nirdesho ke bawjude
    b ed(appearing walo ko shamil nahi karana)
    issse pahale ki ispe court me harate b ed appeaaring walo ko shamil kiya..

    2.niyukti jila level ki thi lekin
    5 jilo ka order nikal
    natiza court me har gaye...

    3.itni jaldi machi thi ki vigyapa
    board ne hi nikal diya..
    natiza samane dikah raha hai..
    prakriya hi latak gayi hai.

    ReplyDelete
  62. You can see advt. details here - http://naukri-recruitment-result.blogspot.in/2011/11/uttar-pradesh-basic-education.html

    ReplyDelete
  63. @kumar ji
    aapko law ki achchi knowledge hai,apke sabhi points tarksangat hai....
    Man lijiye vigyapan nirast ho jata hai to uske baad ki paristhitiyan kya hongi...?kya hame fir se aavedan karna hoga ya pichali baar(kewal 5 jilo me avedan ) ki tarah hi naya vigyapan nikalega par naye aavedan karne ki jarurat nahi hogi....

    ReplyDelete
  64. mayavati ne apne sasan me 66000+28000+72825 vacancy nikali

    jaldi usne kewal is liye ki kyon ki n.c.t.e. ne 1jan ki deadline di thi.

    ReplyDelete
  65. @ KUMAR G

    gud analysis, but the ULTIMATE CULPRIT IS GOV(MYWT n AKY) bcoz agar KAPIL nahi hota TO koi aur hota ya GOV koi naya REASON nikaal leti STAY k liye.

    ReplyDelete
  66. Official link : http://www.upbasiceducationboard.in/(S(hz3s5buu2l0sagudxnkk0myo))/tet2.pdf

    ReplyDelete
  67. n c t e ki dead line 2 saal se thi
    use ye niukti 1 january se pahale nahi balki chunaw ke itne samay pahale
    yani december me suru karwakar
    chunaw ke time bhi in process me rakhana tha taki loge isme busy rahate aur use support karate...

    tet pichale 2 saal me kayo nahi karwaya gaya......

    ReplyDelete
  68. Seedhi baat hai -
    Mamla bada nahin hai, par use bada banaya ja raha hai,

    Jab mayavati jee ke govt. thee to court ne result sansodhan ke fasle jald de deeye.

    To advt. ke sansodhan ke leeye bhee kuch na kuch fesla aana chahiye

    BSA kee aapaatiyan kya hain,( Kapil Dev to sirf mamla latkane kee kosish karega )

    Agar aaapatti nahin hai to mamla kharij hone mein jyada vakt nahin hona chahiye.

    Hamare desh mein mamle doonde jayen to har kshan ek naya case hai,

    kisee ko form nahin pahuncha to saaree prkriya usko bhee rukwanee chahiye

    ReplyDelete
  69. aisa kuch nahi hai ki sarkar stay
    lagwa deti,...
    70% paisa center deta hai isme sarkar
    ko kaya problem hogi

    agar 29 nov ka vigyapn alag alag jilo ke bsa ne nikala hota to hamri bharti ab tak ho chuki hoti...

    ReplyDelete
  70. @ SUNIL KUMAR G

    No doubt that MAYAWATI G ne vacancy nikali but TET time se na kara kar hamara aur adhik SOSHAN kiya, warna ham koi aur JOB karte(SBI, hum BTC/APPRENTICE TEACHER(prashikchu-adhyapak) kyu bante.

    ReplyDelete
  71. Ab koee keh sakta hai kee vigyapan mein :

    http://www.upbasiceducationboard.in/(S(hz3s5buu2l0sagudxnkk0myo))/tet2.pdf

    2 last date dee gayee hai -
    19-12-2011 aur 9-1-2012

    Ham to confuse ho gaye aur form nahin dala etc etc.
    -----
    Case ka latakana va hal karna sab ichha shakti par hai

    ReplyDelete
  72. @ KUMAR G

    STATE gov k paas dene k liye 35% paisa bhi nhi h, mere jo FRIENDS 2004-1st batch k h, unki JANUARY se salary nhi mili, yakeen na aaye to BSA office of your DISTRICT se confirm kar lijiye

    ReplyDelete
  73. @Well Wisher jee,

    Fir berjgari Bhatta aur bhatto ka bhatta ke leeye paisa kaha se aayegam,

    ReplyDelete
  74. @BLOG EDITOR JI YE PAHANE WALE KI PROBLEM HAI USE YADI CONFUSION THA TO
    USE DONO ME SE KISI EK DATE KE ANUSAR
    TO DALANA HI THA...
    AB USNE FORM HI NAHI DALA TO ISME COURT YA SARKAR KAYA KAR SAKTI HAI

    ISILIYE AKSAR AAVEDAN BHEJANE SE PAHALE VIGYAPAN KO DHAYN SE PADHANE KI SALAH DI JAATI HAI..

    ReplyDelete
  75. @well wisher ji
    mere ghar me 3 prt teacher hain unhe to
    january ki mil chuki hai...
    waise bhi basic teacher ko 3-4 mahine me salary ka milana laga rahata hai
    .

    ReplyDelete
  76. kumar ji
    mana ki ye vigyapan bsa ne nahi nikala ye uske adhikaro ka ullanghan tha lekin ye bharti koi gupchup tarike se to ho nahi rahi thi ki bsa ko pata na ho . mana ki bsa ke paass draft nahi gaye lekin jab students draft per draft bhej rahe tee tab koi bhi ek bsa aage kyo nahi aaya apne adhikaro ke liye aur students ke rupye bachane ke liye aur jab ye prakirya lagbhag puri ho chiki thi tab ek students ne isper rok lagbayi. isliye ye vigyapan nirast ho hi nahi sakta agar highcourt radd karta hai tab bhi bharti ka aadhar tet merit hi rahegi ye supreme court hume jeet dilayega kyoki bsa ka kam kewal office me baithna hi nahi hai jab use apne adhikaro ke bare me nahi pata to veh kis aadhar per vigyapan radd karne ko sehmati de sakta hai . ye saari baat supreme court sunega

    ReplyDelete
  77. @ MUSKI DIDI and KUMAR G

    I early told that there are 100 reasons for STAY and 101 reasons for VACATING of STAY,

    "2 last date di gayi h"

    nice point to pick, few more.

    1. how can u made common MERIT of REGULAR TEACHERS(btc,vbtc) and APPRENTICE TEACHER(b.ed), it is unfair, unlaw.

    2.Why BTC/VBTC apply to many districts if they DO THEIR 2-year/6 months training under the SEATS ESTABLISHED before selection in selected districts.

    3. Why 12th amendment NOT occurs before issue of NOTIFICATION OF TET.

    4. Is there any rule of DIRECT RECRUITMENT for 6-8 under 12 mendment NO, then why TET for 6-8 organised.........

    many other reasons for STAY the process of RECRUITMENT

    ReplyDelete
  78. @raju ji

    ye mamala bsa ke adhikaro ka nahi..
    kuch candidate dwara utahye gaye
    prashno ka hai jinka ye kahana hai
    ki board ko vigyapan jari karane ka niyam nahi hai..unke iss prashan par
    court ne board se kaha hai ki wo bataye ki usne kis niyam ya order
    ke anusar vigyapan nikala hai..
    court yadi board ke jawab se santust hoga to wo ise nirast nahi karega..aur yadi yachikakartao ki baat sahi payega to phir unke paksh me order dega...

    ReplyDelete
  79. Yaaro abhi tak case ki date 16 hai main abhi check kiya hai

    Case Status - Allahabad


    Pending
    Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
    Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
    Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
    Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
    Counsel (Res.): C.S.C.
    Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
    Date of Filing: 21/12/2011

    To Be Listed on: 16/04/2012 in Court No. 33

    ReplyDelete
  80. @ MUSKI DIDI

    BEROJGARI bhatte ki haqeekat bhi dheere-2 sabko pata chal jayegi jab EMP OFFICE wale kisi work k liye bulayege tabhi BHATTA milega, aapne hi ek news post ki thi(DAINIK JOKERAN ki)

    Eg: agar koi comp ka elementary gyaan rakhta h to use adhoc-typist k liye bulaya jayega, woh pehle se hi kisi pvt company mein hoga aur mana kar dega, agar mana nhi karega sath hi sath typist ka kaam krega tabhi BHATTA as SAL milega, same example is applicable in various circumstances.

    ReplyDelete
  81. yaar kumar apki point tarkpurn hai ye alg baat hai ki MERIT acd/tet bainia

    ReplyDelete
  82. berojgari bhatta wastawik berojgaro ke liye hai pvt me kaam karane walo ke liye nahi aur yadi sarkar berojgari bhatta walo ko
    kam uplabdh karwati hai to isme aapati ki koi baat nahi lagati..

    ReplyDelete
  83. Kuch log RTI ke links kee jaankarre pooch rahe the, halanki unke email reply de deeye hain, phir bhee aap logo ke jaankaree ke leeye :

    -------

    http://madhyamikshiksha.up.nic.in/rti.htm
    http://madhyamikshiksha.up.nic.in/rti2.htm
    http://madhyamikshiksha.up.nic.in/Appellate_Authority.htm
    http://files.gnida.in/rti/rtfformhin.pdf

    Aap website par dekhhye / internet ka use kare / mere blog par RTI Halpline ka no. pada hai unse pooch sakte hain

    Phir bheee mene net par check keeya hai -

    http://www.upbasiceducationboard.in/(S(z2qrdz55itk1q045simmcnqe))/ContactUs.aspx
    The Public Information Officer
    BASIC EDUCATION
    LUCKNOW, UP, INDIA
    PH-: 0522-2780412
    ------------------
    http://getup4change.org/rti/10162/10162/
    BASIC SIKSHA ADHIKARI, SIKSHA BHAWAN,LUCKNOW,UTTAR PRADESH
    To,

    The Public Information Officer,

    Basic Siksha Parishad,

    Lucknow,Uttar Pradesh

    ReplyDelete
  84. dekho bhai vigyapan koun nikale ye mayene nahi rakhata

    Merit koun si lage ye mayaney nahi rakta.

    at lastly Mayene kewal bharti rakhti hai

    ReplyDelete
  85. @tulsi ji
    merit tet se bane ya acd se ise to sarkar par chod dena chahiye..

    hame sirf bharti chahiye kaise bhi ho lekin ho..

    ReplyDelete
  86. @ KUMAR G

    it is gud if GOV do this for real unemployed but the DIRTY VOTE SUCKING POLITICS on name of BEROJGARI BHATTA is not gud

    ReplyDelete
  87. kevak sarkar hi compromise karai ye jaruri nahi.

    Sabko thoda thoda compromise karna padega

    tabhi bharti puri hogi

    ReplyDelete
  88. acha bahi logo phir milat hu night
    me after 8 pm.....

    ReplyDelete
  89. Haan mene link bhee post keeya tha, aur kafee pehle sujhav bhee dale the -

    Kee sahee logo ko kaam karakar berojgaree bhatta deeya jaye jaise :
    Podha ropan etc.

    Logo ko office mein temp. sahayak aadi ke kam deeya jaen
    ----------
    Lagta hai sarkar ne meree sun lee
    Thanks
    ----------
    Mene aaj se bahut pehle LT Grade ke teachers kee info ke baare mein : Acad vs UP Board ke leeye likha tha

    Aur uske baad TET exam se mujhe lagta hai, kee sarkar ne usko bhee suna

    Thats gr8

    ReplyDelete
  90. jo actually bharti chatain hai we merit par nahi ladtain.

    Lad wahi raha hai jo bharti ko ruwana chaetain hai

    ReplyDelete
  91. Mere leeye to Acad. se bhrtee bhee achhee hai aur TET se bhee,

    ya dono se bhee
    ----
    Aur filhaal itnee mushkil nahin hai, par hometown mein job milta hai to soch saktee hoon.
    ---
    Par becahre bahut saare logo ka kya hoga,
    Aur Niyam ka beech mein badla jaana galat hai, When game already started.

    It is unfair

    ReplyDelete
  92. Mere UPTET Ist Paper mein 84% marks hain

    ReplyDelete
  93. @ Blocg Editor ji mere dono main AVG hai

    ACD - 248
    TET - 104

    Bas bharti puri ho mera jayada chance to TET se hai

    Par bharti puri ho kaise bhi

    Mera ho ya no ho isse matlab nahi kuonki bharti start hone par next vigyapti main jaroor ho jayega

    ReplyDelete
  94. main kisi bhi Merit ka suppoter nahi hoon main keval bharti ka suppoter hoon

    ReplyDelete
  95. @ MUSKI DIDI, TULSI G, KUMAR G

    yes, the overall CONCLUSION of TODAYS discussion is BHARTI jaise bhi ho jaldi ho.

    THANKS 4 sharing ur thoughts


    THE BLOG (VISITOR-well wisher) ADJOURNED TILL IPL innings BREAK

    GUD BYE

    ReplyDelete
  96. @muskan ji

    main apse ek jankari prapt karna chahatu hoon ki vigyapti ke anusar jo 5 year ka niwasi ka praman patra chahiye. Uske antargat kya- kya ata hai.

    Rason Card ata hai kya

    Please reply me

    ReplyDelete
  97. bharti chahe tet merit pe ho ya acd pe laghbhag sabhi tet walo ka selection ho jayega kyoki tet ke hone se pratiyogi bhi to km hue h or b.ped wale to bahar h hi.esliye bharti shuru ho kaise bhi

    ReplyDelete
  98. Good afternoon to all tetians.
    dosto jesa ki aap sabhi logo ko jankari hei ki 30april ko hc me sunwai hei avom hamara case no. one par laga hei hame ummeed hei ki us din dicision hamare favour me hi aayega kyonki we all are true and honest lekin one pracent dicision ham logo ke disfavour me aata hei to ham log samay ko barbad na karte hue turant hi double banch me apna case dalenge agar hame yahan se nyay nahi milta hei to ham log fir sc jayenge vahan par ham 100percent jeetenge hi.
    TET SANGHARSH MORCHA HAPUR.
    JAI HIND JAI BHARAT

    ReplyDelete
  99. @ Mr Tulsi,
    Aap SDM office se jaankaree le sakte hain,

    Agar aapke pas passport, driving license, rashan card, PAN card etc. hai to aap supporting doc. lagakar nivas prman patr ke leeye aavedan kar sakte hain.

    ReplyDelete
  100. Dosto aaj ham logo ne tet ko lekar aage kya ranniti banani hei par meeting ki thi jesa ki mene kal un logo se vinamr nivedan kiya tha jo log hapur diet,modinagar,ghaziabad se hei vo log aaj ki meeting me nahi aaye is par majhe bahut hi dukh hua kyonki dosto ye ladai kisi ek ki na hokar ham sabhi ki hei so please coprate.

    ReplyDelete
  101. @ muskan ji

    mere pass nivas praman patra hai lekin wo 2009 ka bana hai, par rasan card 2006 ka ha, jo 5 year show karta hai

    ReplyDelete
  102. 2TET STUDENT KI HEART ATTEK SE 11-APL KO DEHANT HO GAYA , UNKI ATMA KI SANTI HETU CANDLEMARCH AJ 15-APL KO SSAM 6:00pm, GHANTAGHAR CHAUK MAINPURI PAR HOGA SABI TET CHATRA SAMIL HO. DEVENDR KUMAR & MAINPURI TET SANGARSH MORCHA ...MOB 9808760336

    ReplyDelete
  103. Plz koi batayega mai jab comment deta hoo.to mujhe 2 words comments se pahle type karne padte hai.aisa kyo ho raha hai.

    ReplyDelete
  104. Guys, just wait for the verdict of April 30 and have patience. If it is against us, we definitely will go to SC. Now the thing we need the most is to be united and we will Insha Allah.

    ReplyDelete
  105. @ Muskan Ji,

    Please reply my only one question.

    Possibility % Of U.P.TET- 2011 Cancilation

    Possibility % of U.P.TET - 2011 do not cancell



    Thanks Alot
    Please Reply.

    ReplyDelete
  106. Abi meri Mr Tiwari se bat hue h jinhone SC me writ dalne k liye drawt banaya tha jo blog me b post kia tha, MAMLE ki jaldi sunwaiye k liye wo kal kisi advocate se milne DELHI a rahe h, may be possible me b unke sath jaun. Delhi k jo b tetians is post ko padhe mujhese turant sampark karen.

    Zubair Ahmad 9990832796

    ReplyDelete
  107. "Vipin said...
    Plz koi batayega mai jab comment deta hoo.to mujhe 2 words comments se pahle type karne padte hai.aisa kyo ho raha hai."
    ---------

    Mr. Vipin aapko samjh aa gaya kyon comment dene se pehle word type karne padte hain.

    Mental case comment copy/paste karke chapta rehta hai.

    ReplyDelete
  108. @muskan ji kya aap itni kamjor hai ki us mental ki gandi bhasha se dar gayi.SURAJ PAR KEECHAD FAINKNE SE SURAJ GANDA NAHI HOTA. Aap ko gande comments dekar usne kya bigad liya.jo aadmi apni pahchan nahi rakhta kya aap use insan manti hai.lekin iski vajah se ham dusre pareshan hai.aapko galat likhkar usne sabit kar diya ki duniya me Ehsan faramosh log bhi hai.becoz you gave us such a nice blog to share our views."first they ignor you,then they laugh at you,then they fight with you.BUT THEN YOU WIN*M.K. Gandhi.YOU ARE A HERO FOR US .DON'T pay attention what humble persons say for you.

    ReplyDelete
  109. Mental Bhai,

    Comments copy/paste to karenge,
    par word to type karne padenge.

    Ab muje bus comment sirf All par tick, spam karna hai.

    Very simple.

    Ye faltu ke comments log ke imp comments ke beech aa kar problem kar rahe hain.

    ReplyDelete
  110. Chalo Mental Bhai,

    Typing kee practice karo-
    You said :
    "Muskanji ye bahot accha kiya apne ab to typing speed ki v practice ho rahi hai"

    ReplyDelete

  111. Wait for a Good Article by Manoj Kumar Singh urf Mayank
    will be published by 7.35 PM

    Very very good points covered.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।