/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, April 4, 2012

UPTET : Tomorrow TET Passed Candidates will meet to Chief Minister


टीईटी उत्तीर्ण कल मिलेंगे मुख्यमंत्री से
(UPTET : Tomorrow TET Passed Candidates will meet to Chief Minister)

लखनऊ, 3 अप्रैल (जासं) : अध्यापक पात्रता परीक्षा को निरस्त न कराने की मांग को लेकर अभ्यर्थी गुरुवार को मुख्यमंत्री अखिलेश यादव से मिलेंगे। यूपी टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के नितिन मेहता ने बताया कि पांच सदस्यीय प्रतिनिधि मंडल को वार्ता के लिए बुलाया गया है। मुख्यमंत्री से वार्ता कर अनुरोध किया जाएगा कि अभ्यर्थियों संग न्याय किया जाए। उल्लेखनीय है कि टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी परीक्षा निरस्त न किए जाने की मांग को लेकर पिछले कई दिनों से आंदोलनरत हैं। अभ्यर्थियों ने विधानभवन के सामने आमरण अनशन भी किया। जिला प्रशासन ने मुख्यमंत्री से वार्ता करने का आश्वासन दिलाकर अनशन खत्म कराया। मुख्यमंत्री से वार्ता के लिए पांच अप्रैल की तिथि निर्धारित की गई है। प्रदेश भर के टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों की आखिरी उम्मीदें इस वार्ता पर ही टिकी हुई हैं। हालांकि प्रतिनिधि मंडल आश्वस्त है कि मुख्यमंत्री से वार्ता कर मसले का हल निकाल लिया जाएगा।


News : Jagran (4.4.12)
*************************************

I felt TET Candidates should make a consent note (Aapsee Sehmati Patra) of demands in writing.
This is the best way to act yourself as your own leader , so that your leader will not deviate from your demands.
And NOT forgot to raise your points. TET candidates have a lot of faith on their leader and hope for positive decision.

21 comments:

  1. If we get negative response from CM,we will oppose SP in NIKAY CHUNAV & LOK SABHA CHUNAV.

    ReplyDelete
  2. ADITYA FAIZABAD,BHAI NITIN MEHTA ji app jab C.M. se milene jaye,tab aap apne mango ko ek paper me jaroor likh le.ho sakta hai ke C.M. aap ke upper prasasnik dabav banaye.aur aap ko prasasan ka dar bhi dekhaye.iss liye bahut savdhnee ke jaroorat hai.

    ReplyDelete
  3. ADITYA FAIZABAD,BHAI NITIN MEHTA ji app jab C.M. se milene jaye,tab aap apne mango ko ek paper me jaroor likh le.ho sakta hai ke C.M. aap ke upper prasasnik dabav banaye.aur aap ko prasasan ka dar bhi dekhaye.iss liye bahut savdhnee ke jaroorat hai.

    ReplyDelete
  4. नितिन मेहता जी कृपया आप मुख्यमंत्री से मिले तो उनसे हमारे मानसिक, शारीरिक एंव आर्थिक रुप से हुये शोषण की चर्चा करेँ।
    अगर बात टीईटी मेरिट से न बने तो एकेडमिक+टीईटी की चर्चा करेँ ।
    ईश्वर ने चाहा तो हम जरुर कामयाब होँगे ।

    ReplyDelete
  5. YADI KAL KI WARTA POSITIVE NA RAHI TO-

    HUM 11APRIL TAK WAIT NAHIN KARNGE USSE PEHLE HI COURT ME CASE KARENGE

    STATE ME JABARDAST VIRODH PRADARSHAN , DHARNA, JAM LAGAYENGE.

    SADKON PAR BATH JAYENGE AUR TRAINS ROKENKE.

    VIDHAN SABHA KE AAGE VIRODH PRADARSHAN.

    RAJYA SARKAR NAKAL MAFIYA K DABAW MEN KAM KAR RAHI HAI.

    ISI LIYE TET RADD KAR ACADEMIC MERIT SE BHARTI KARNA CHAHTI HAI JISSE USKI SIKSHA KI DUKAN CHALTI RAHE.

    IS BAAT PAR SABHI EKMAT HO JAO KI TET NIRAST NAHIN HONE DENA HAI CHAHE JO BHI HO JAYE.

    WARNA IS BAR 8000000 CANDIDATES EXAM DENGE AUR KAM SE KAM 500000 PASS HONGE AUR MERIT AASMAN CHHUEGI YE TAY HAI.

    ReplyDelete
  6. ADITYA FAIZABAD,C.M. SE jo log milney jayenge unke ye naitik jimmedari hai ke wo tet pass candidate ke hitt ke he bat kare.aur C.M. se ye jaroor nevadan kare ke wo apne bato ko press ke samne aake bataye.

    ReplyDelete
  7. 1-Tet se merit2-vigyapti change na ho ye dono point hamare leaders ko rakhne honge barna bharti latakni hi hai.

    ReplyDelete
  8. 1-Tet se merit2-vigyapti change na ho ye dono point hamare leaders ko rakhne honge barna bharti latakni hi hai.

    ReplyDelete
  9. all tetians jab aap log cm se mile to apani mange ka ek statement bana le aur bana ke blog par post karvaye agar koi sansodhan ki jarurat ho to apane friends tetians se salah le.

    Thanks.

    ReplyDelete
  10. Merit kewl tet ki bnne ka prstav c.m. K samne rkhe iske alama tet+acd. Ka hone k liye 5 gudank wala farmula rkhe taki dono ko nyay mil ske iske alava koi prstav swikar n kre

    ReplyDelete
  11. Tet+acd ka %age wala farmula puri trh glt hoga 5 gudank tet merit n ho pane ki stithi m sbse behtr viklp hoga

    ReplyDelete
  12. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  13. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  14. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  15. ye nitin mehta ka no. hai... 9639885609

    sabhi logo se kahna chahta hun ki aap sabhi log nitin ji ye kahe ki agar tet merit se sarkar nahi manti hai to tet+acd. merit se barti kare lekin tet cancel nahi hona chahiye.... aur jald se jald bharti honi chahiye...

    kal nitin ji cm akhilesh yadav se mulakat karenge......

    ReplyDelete
  16. Hame sirf tet bachane aur tet merit ki baat karani chahie tabhi baat banegi. Nitin me hta ji se anurodh hai aap jo bhi pasch rakhe wo written me de & cm se bhi written me le

    ReplyDelete
  17. Chayan ka tarika bo tay karo jis se prakirya jaldi start ho.usi point par c.m. Se varta ki jaye.

    ReplyDelete
  18. Main baat to tet ko bachana hai. Phir tet merit ki baat karni hai.yadi tet merit par baat nahi banti hai to acd merit me 10 aur 12 ko shamil nahi karna hai. Aur tet ka 100% weitage milna chahiye. Yani 3 gurank par bat karni hai 50% gra+50% bed+100% tet ye formula sabhi ke liye sahi hai.is comment par apni rai degiye

    ReplyDelete
  19. SABSE PHLE TET KO BCHAO PHIR TET KI MARIT KI BAAT KRO AUR TET KI MARIT NA BNE TO TET+GRADUATION+B.ED KI SAHMATI BNAO AUR AGR ISSE B KAAM NA CHALE TO SIRF GRADUATION+B.ED KI MARIT BNAO....AISA PROPOSAL AAP LOG CM K SAMNE RAKHE BT SIRF ACD MARIT AUR WO B 4 GUNAK ME ....AISA NA HONE DE .....YA TO B.ED+GRADUATION YA FIR..TET+GRADUATION+B.ED...IS BAAT PE ADIG RAHE ISKA FAYDA SABHI KO HOGA...
    1-CBSE AUR UPBOARD KI FIGHT BACHEGI
    2-NAKAL MAFIA KA PRABHAV KAM HOGA
    3-TET KA B YOGDAN ISME RAHEGA
    AGR PROPOSAL THEEK HO TO PLSS COMMENT.....

    ReplyDelete
  20. 12 ke pahele 11 ko sarkar decision le legi ki TET ka kya hoga? Iska matlab samjh jayiyeea ki 12 ke case main sarkar ka haath hai na ki high court ka.

    So, friends TET bachana pahela udesya ho. Merit bad main bhi decied ho sakti hai.

    ReplyDelete
  21. TET ke kisee bhee decision ke leeye 12 se pehle approval namumkin hai. Haan Draft / Masoda jaroor tayyar ho sakta hai.

    Agar Sarkar hee Decision Le legee to Court ko Nirnay dene kee jaroorat hee nahin.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।