/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, May 1, 2012

Advertisement may not cancel due to large volume of TET Candidates

Advertisement may not cancel due to large volume of TET Candidates

See News :

टीईटी परीक्षा
सकारात्मक रुख के साथ फैसला दो मई तक सुरक्षित
नियम विरुद्ध निकाले गए भर्ती विज्ञापन को किया था चैलेंज




बड़ौत, जागरण कार्यालय : प्राथमिक विद्यालयों में शिक्षकों की 72,825 पदों पर भर्ती से संबंधित केस में इलाहाबाद हाइकोर्ट ने सकारात्मक रुख अपनाया है। सोमवार को आधे घंटे की सुनवाई के बाद न्यायमूर्ति अरुण टंडन ने अपना फैसला दो मई तक के लिए सुरक्षित रख लिया है। कोर्ट के सकारात्मक रुख से जहां शिक्षक भर्ती के बहाल होने के उम्मीद जगी है, वहीं केस लड़ रहे टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों की बांछें खिल गई हैं।
अध्यापक सेवा नियमावली के विरुद्ध सक्षम अधिकारी द्वारा शिक्षक भर्ती का विज्ञापन जारी नहीं करने के मामले में हाइकोर्ट ने वादी-प्रतिवादी पक्ष को सुना। कोर्ट में मौजूद रहे टीईटी संघर्ष मोर्चा के जिला प्रभारी अनिल कुमार ने बताया कि न्यायमूर्ति अरुण टंडन ने वादी अधिवक्ता से पूछा कि उन्हें किस बात पर आपत्ति है। वादी अधिवक्ता ने बताया कि शिक्षक भर्ती का विज्ञापन सक्षम अधिकारी द्वारा जारी नहीं किया गया है, जो अध्यापक सेवा नियमावली (1961) के विरुद्ध है। इस पर कोर्ट ने वादी अधिवक्ता से पूछा कि क्या टीईटी के आधार पर बनाई जाने वाली मेरिट पर तो कोई ऐतराज नहीं है। वादी अधिवक्ता ने कहा कि टीईटी मेरिट को भर्ती का आधार बनाने पर कोई दिक्कत नहीं हैं। न्यायमूर्ति ने नियम के मुताबिक विज्ञापन जारी करने की बात कहते हुए अपना फैसला दो मई तक के लिए सुरक्षित रख लिया है। इधर, इस संबंध में सोमवार को मैनपुरी में जारी एक बयान में मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने कहा कि एक सप्ताह के अंदर टीईटी पर सरकार का रुख स्पष्ट कर दिया जाएगा। बहरहाल, हाई पावर कमेटी की जांच के बाद जहां टीईटी को निरस्त किए जाने की संस्तुति राज्य सरकार से की जा चुकी है, वहीं कोर्ट इतनी बड़ी तादाद में उत्तीर्ण अभ्यथिर्यों के प्रति सहानुभूति रुख अपनाते हुए इस भर्ती को रद करने के पक्ष में नहीं दिखाई दे रहा है।




----------------
As a blog writer, I persoanlly felt :-

Chyan ka aadhar sansodhit hone mein constitutional problem hai -
Matlab kisee ka paksh/hit sadhna, jabki game samapti par hai

-----------
Jabki vigapan ka mala doosra hai, ki vigapan kon jaree kare.

Aur ismen agar aage kee karyvahee BSA ka haath mein de dee jatee hai, to mala swat hal ho jayega

Abhee na to counsling huee hai/ na hee kisee ko niyukti patr deeye gaya hain.

Mehtvpoorn adhikaar baki hain.





38 comments:

  1. akilesh ji k byaan k mutaabik ek hfte k andar jin logo ne gadbadi ki h un logo ko bahar nikaal kr bharti chaalu ho jaayegi

    ReplyDelete
  2. kal post kar ke bataya gaya tha ki kapil ke wakil ko tet merit pe bhi aapatti thi. aur judge mahodaya ne use is mudde par balane se mana kar diya tha. kyon ki tet merit ka maamla pahale hi court sulajha chuka hai.

    ReplyDelete
  3. agar advt cancel nahi hota hai to jahir hai chyan tet par hi hoga. agar advt cancel hota hai ya sanshodhit kar ke naya nikalata hai to selection ka base change ho jayega. mamala fir court me jayega aur abaki saalon/kai years lagenge.

    ReplyDelete
  4. Gr8 effort frm muskan ji for this news. Good

    ReplyDelete
  5. kin se umeed krte ho ye to khud nakal mafia hai isliye ye acd se hi bharti krenge

    ReplyDelete
  6. Jo marksheet/ OMR fluid dwara change kee gayee hai,
    Unko experts fluid remover ink dwara theek kar, manually bhee jaanch sakte hain,
    -------------
    Aur agar aise log pata pad gaye hain to dosheeyon ke virudd karyvahee kee janee chahiye.

    ReplyDelete
    Replies
    1. 27000 candidate ka matalab hai ki jarur gehun ke saath ghun bhi pis rahe hai.

      Delete
  7. Ab hamere judge ko bhi ehsas hai ki stay jaan bujhkar process rokne ke liye lagaya gaya .ab vigyapan rad ke chances kam hai agar kisi karanvas hota bhi hai to ham supreme court ka vikalp bhi khula rakhenge.

    ReplyDelete
  8. VIGYAPAN radd nahi hoga......

    haan Sansodhan ho sakta hei.......

    ReplyDelete
  9. Ye akhilesh australia ka pda h bdmashi kr rha pr nikay au lok sabha m pta chl jayega sb congress ki trh is ka v bura hal hoga agr tet merit n bni to

    ReplyDelete
  10. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  11. Ye akhilesh australia ka pda h bdmashi kr rha pr nikay au lok sabha m pta chl jayega sb congress ki trh is ka v bura hal hoga agr tet merit n bni to

    ReplyDelete
  12. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  13. koi to bataye mera to tet me 112 aur acd 242 hi upar se(obc) freedomfighter mera kya chance hi plz batao

    ReplyDelete
  14. 27000 ko bahr kro aur niyukti prakriya bahal kro....jaldi

    ReplyDelete
  15. Chyan ka aadhar sansodhit hone mein constitutional problem hai -
    Matlab kisee ka paksh/hit sadhna, jabki game samapti par hai

    -----------
    Jabki vigapan, jo takneeki / logical ground par fansa hua hai.

    Aur ismen agar aage kee karyvahee BSA ka haath mein de dee jatee hai, to mala swat hal ho jayega

    Abhee na to counsling huee hai/ na hee kisee ko niyukti patr deeye gaya hain

    ReplyDelete
  16. 97 numb. Par mera to nahi hoga main kya karu mujhko to samajh me nahi aa raha hai,

    ReplyDelete
  17. hamid ji ho jayga khai na khai dont worry ,,,,,

    ReplyDelete
  18. vgyapan me sanshodhan agar hoga to sirf is aashay ka jo kort ke samne hai, matlab sirf madhymik shiksha parishad sachiv ki jagah ye BSA ke taraf se, nyayayalay sanshodhan kane ko kahe to iska matlab ye to nahi ki kuchh bhi badal do, kewal "point in question" par discussion or decision hota hai, kal kort me jab kapil ke wakil ne "TET Vs Academik" ki bat uthai to judge ne use fatkartey hue kewal mudde par bahas karney ko kaha tha. Dont worry, sab thhek ho jayega, itna sabr kiya hai, ab 1 din aur sahi.

    ReplyDelete
  19. Muskan ji, please check your mail. I have sent some matter on the topic for publishing on blog. Thanks.

    ReplyDelete
  20. @blog editor - Muskan
    aap 2 type ki baat kyon karti hain ,upar likhe comment me ek jagah aapne likha hai ki game(chayan prakriya) samapti ki taraf hai
    aur doosri taraf (vikyapan sanshodhan) aap kah rahi hain ki abhi hua hi kya hai na to couseling shru hui aur na hi abhi niyukti patra mile hain

    aap logo ko misguide kar rahi hain

    ReplyDelete
  21. Mr Shyam Dev,
    I am cecking your details and shortly publish it.

    Thanks

    ReplyDelete
  22. @Meenu ji,
    Pariksha ho chukee, niyam ban chuke the,

    Ab TET merit holders eligible to ho chuke hain niyukti patr ke leeye, niyamanusaar.

    Process is ending and in last phase.

    Mujhe koee aapatti ya dusmani nahin Acadmic valon se, par agar rule nayee process ke leeye badle jaate to chances hain kee bhartee nahin atkegee

    ReplyDelete
  23. @muskaan ji
    aapki jaankari ke liye bata doon ki
    agar game me cheating hoti hai to game ko cancel ya dobara se shuru kiya jata hai "jabki aap ka kahna hai ki game/process start hone ke baad usme koi change nahi kiya ja sakta"
    so pls improve ur common sense

    ReplyDelete
  24. Agar gaim me cheating hui hai to game dubahra se to ho sakta hai lekin game ke niyam nahi badal sakte .memu aap bhi apna comman sense improve kijiye

    ReplyDelete
  25. @Meenu Ji, Aap do cheejon ko bina-vajah (pata nahi jaan-bujhkar ya anjane me) mix kar rahi/rahe hain. Agar Cheating ka koi tathakathit aarop hai bhi to TET par aur wo ek alag vishay hai. Is aarop ke sahi-galat paye jane par niyamanusar nirnay hoga. Yahan baat bhartee-prakriya ki process shuru hone ki ho rahi hai jiske shuru hone se pahle niyam ban gaye. Isme matra vigyapan ke BSA ke sthan par Madhyamik shiksha Parishad dwara nikale jane par aapatti ki gai hai na ki TET me hui tathakathit cheating ke adhar par bhrtee rokne ki yachika dayar ki gayi hai. Aap ise aur spasht roop se samajhna chahen to dhayn den ki TET is prakriya tak seemit nahi hai. Ye aapko ek arhata pradan karti hai jiske aadhar par aane wale 5 years tak teachers ke taur pe bhartee ke liye avedan kar saktey/sakti hain. TET-prakriya and Bhartee-prakriya alag-alag hain.Atah aap na jane kis adhar par TET par lage aaropon ko bhartee-prakriya se jod rahe/rahi hain? Atah yahan Muskan ji nahi, aap khud apne-aap ko misguide kar rahe/rahi hain. Ha, ye bhartee-prakriya radd ho saktee hai agar govt. pahle TET ko gadbadiyon ke aadhar par radd kare (jiske khilaf abhyarthiyon ko kort se nishchit raahat di jayegi) aur fir bhartee-prakriya me ek bhi aavedan vaidh TET-paased ka na ane ke karan bhartee nirast kare. Waise maine ye comment aapke liye kam, aapki bat se misguide aur confuse ho sakne wale friends ke liye likh raha hu kyunki aapko sahi-galat se nahi matlab nahi, aapko khud ko achchhi lagne wali bat ko jor se (bol letter me)kahna hai aur samney wale ko neecha dikhana hai.Meri bat kitni sahi hai kitni galat, iska fasla main sirf aap par nahi, apne baki mitro par chhodta hu, waise bhi ye purntaya mere niji vichar hai jise aapko apne vivekanusar dekhna hai. Dhanyavad!!!

    ReplyDelete
  26. WAH SHYAM DEV MISHRA JE

    KITNE ASANI SE KAH DIYA TET KA ADHAR ( NCTE KE NIYMO KE ANUSAR HAI )

    MERE SAWAL

    1 KYA TET KA FORM BHARTE SAMAY ISKO AHRTA MANA GAYA THA

    NAHI KEWAL EXAM SE 4 DIN PAHLE
    TET KO ADHAR BANAYA GAYA THA ( KYA YE NIYAM VIRUDH NAHI THA )

    2 ONLY STATE NOT CENTRAL ( KAHI NHEE ISKO 100% WEIGHTAGE NAHI DIYA GAYA ) KYO JAWAB DO

    RAJASTHAN
    HARYANA
    UTTRAKHAND
    GUJRAT
    ASSAM
    PUNJAB


    3 JO HC NE TET KE FAVOUR MAI NIRNAY DIYE HAI VO SABHEE 8.02.12 YANI SANJAY MOHAN KE ARREST HONE SE PAHLE DIYE HAI )

    4. LUCKNOW DUOBLE BENCH MAI ( PIL) YACHIKA ABHEE PENDING HAI JO TET MERIT KE KHILAF HAI SEE THIS CASE

    टीईटी के आधार पर भर्ती मामले में जवाब तलब
    (UPTET : Allahabad Highcourt : Seeking Clarification for Recruitment of PRT on the Basis of TET Exam)

    लखनऊ : इलाहाबाद उच्च न्यायालय में शिक्षक पात्रता परीक्षा टीईटी के आधार पर शिक्षकों की भर्ती किए जाने संबंधी राज्य सरकार के शासनादेश को चुनौती देने वाली जनहित याचिका पर राज्य सरकार से जवाब तलब किया है। अगली सुनवाई नौ जनवरी को होगी। यह आदेश न्यायमूर्ति प्रदीपकांत व न्यायमूर्ति रितुराज अवस्थी की खंडपीठ ने याची कुलदीप श्रीवास्तव की ओर से दायर जनहित याचिका पर दिए हैं। जनहित याचिका में कहा गया कि राज्य सरकार द्वारा जारी शासनादेश विधि विरुद्ध हैं। इसे रद किया जाए। कहा गया शिक्षकों की भर्ती उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षक अध्यापक सेवा नियमावली के तहत की जानी चाहिए। याचिका में तर्क दिया गया है कि टीईटी केवल अध्यापकों की पात्रता तय करने के लिए है
    News : Jagran (05.1.12)
    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD, LUCKNOW BENCH ?Court No. - 1

    Case :- MISC. BENCH No. - 25 of 2012

    Petitioner :- Kuldeep Srivastava [P.I.L.] Civil
    Respondent :- State Of U.P. Through Prin. Secy. Deptt. Of Basic Edu. Lko. Petitioner Counsel :- In Person
    Respondent Counsel :- C.S.C.

    Hon'ble Pradeep Kant,J.
    Hon'ble Ritu Raj Awasthi,J.
    As prayed, list on Monday i.e. 9.1.2012, as fresh.
    Order Date :- 4.1.2012 MFA
    ****************

    3.SELECTION on TET or TET+ACD


    Misc. Bench : 25 of 2012 [Lucknow]
    Petitioner: KULDEEP SRIVASTAVA [P.I.L.] CIVIL
    Respondent: STATE OF U.P. THROUGH PRIN. SECY. DEPTT. OF BASIC EDU. LKO.
    Counsel (Pet.): IN PERSON
    Counsel (Res.): C.S.C.
    Category: Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book-Any Other Writ Petition Not Mentioned In The Code Book
    Date of Filing: 02/01/2012
    Last Listed on: 22/02/2012 in CJ Court
    Next Listing Date (Likely):-----


    TUM LOGO KEWAL KISI TARAH SE EK BAAR SAHI MARKS LE AAYE
    TO TGT PGT KYO NAHI NIKALTE
    IAS PCS KYO NAHI NIKALTE

    ABHEE APKA WELCOME

    LUCKNOW DUOBLE BENCH MAI HOGA ( JANHIT YACHIKA KE ADHAR PAR )

    ReplyDelete
  27. Tet k aadhar par niyukti ho to merit kitni low ho skti hai? 100 num se uper kitne log hain?

    ReplyDelete
  28. kabhee up se bahar bhee dekho

    kya sabhee state walo ne
    only state not central


    isko 100% weightage diya
    kua ke madak mat bano

    sachai ko kabool karo
    sabhee state ne only patrta mana hai

    rajasthan
    uttranchal
    assam
    punjab
    haryana
    guzrat

    kyo na aap ek aur exam karane ke liye govt. par dabav dalte
    tet tet ke rat laga rakhee hai

    pata badi muskil se good marks aye hai

    pata nahi dubara ayenge bhee ki nahi

    dum hai to dubara exam karane ke lie andolan karo

    tab to manta hoon ke wakai tet topar sahi hai


    badi muskil hai bhai '

    man ko sanjhana badi muskil hai

    kahi dubara fail na ho jai

    ReplyDelete
  29. yogesh ji apko kitna support mil raha hai iss ..blog par...usse dekhte hue bhi sharam nahi aati aapko..mazak ban diya TET ko aap jaise logo ne..ab to apnr kutarko ko band karo bhai..

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।