/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, May 6, 2012

मीरगंज के अरुण का आईएएस में चयन


मीरगंज के अरुण का आईएएस में चयन

•जनरल केटेगरी में आल इंडिया लेवल पर 304वीं रैंक, दूसरे ही प्रयास में मिली कामयाबी

मीरगंज। अटूट इरादे हों और लगातार मेहनत का जज्बा, तो इन दो सक्सेस मंत्रों की बदौलत हर कोई बड़ी से बड़ी चुनौती को आसानी से पार कर सकता है। यह साबित किया है विकास के मामले में बेहद फिसड्डी मीरगंज तहसील के दूरदराज के जौनेर गांव के युवक अरुण कुमार ने। दूसरे प्रयास में जनरल कैटेगरी में आल इंडिया लेवल पर 304वीं रैंक के साथ उन्होंने प्रतिष्ठापूर्ण आईएएस परीक्षा की कठिन चुनौती को आखिरकार पार कर लिया है।
सफलता के शिखर पर पहुंचे अरुण कुमार मूलत: जौनेर निवासी स्टेट बैंक आफ इंडिया बरेली की श्यामगंज शाखा में उप शाखा प्रबंधक भूपराम सागर के पुत्र हैं। इंटर तक की पढ़ाई बरेली के जयनारायण सरस्वती विद्या मंदिर इंटर कालेज से की। हाईस्कूल में 81 प्रतिशत और इंटर में 73 प्रतिशत अंक हासिल हुए। वर्ष 2007 में आईआईटी कानपुर से 70 प्रतिशत अंकों के साथ इलेक्ट्रिकल इंजीनियरिंग में बीटेक किया। दो साल तक टाटा स्टील लि. जमशेदपुर में मैनेजर की नौकरी की। बाद में आईएएस की तैयारी करने के वास्ते नौकरी छोड़ दी और दिल्ली आ गए। दिल्ली में आईएएस की कोचिंग शुरू की। वर्ष 2010 में पहले ही प्रयास में आईएएस की प्रारंभिक एवं मुख्य दोनों परीक्षाएं पास कर लीं लेकिन साक्षात्कार में अटक गए। अक्तूबर 2011 में दूसरे प्रयास में अरुण ने मुख्य परीक्षा और बाद में साक्षात्कार में भी सफलता हासिल कर 304वीं रैंक के साथ आईएएस अधिकारी बनने की आखिरी बाधा को भी पार कर लिया है।
बरेली में इज्जतनगर कोतवाली के पीछे राजीव कुंज कालोनी में रह रहे भूपराम की चार संतानों में तीन बेटियां और अरुण इकलौते बेटे हैं। सबसे बड़ी प्रतिभा टीचर, दूसरी निमिषा राजकीय कोषागार में एकाउंटेंट हैं। अरुण से छोटी तीसरी बहन कीर्ति एमएससी केमिस्ट्री, बीएड के साथ टीईटी भी क्वालिफाई कर चुकी हैं। अरुण बताते हैं कि आईएएस अफसर के रूप में इंजीनियर के मुकाबले ज्यादा चुनौतियां हैं और आम लोगों की भलाई के लिए काम करने के ज्यादा मौके भी। इसीलिए इस नौकरी को चुना। देहात से ताल्लुक रखते हैं लिहाजा आईएएस अधिकारी बनकर दूरदराज ग्रामीण क्षेत्र के गरीब, अनपढ़ लोगों को सरकारी नीतियों के प्रति जागरूक बनाना और पूरी ईमानदारी से इनका क्रियान्वयन कराकर पिछड़ापन, गरीबी दूर कराना उनका खास मकसद रहेगा। अरुण की कामयाबी से उनके घर में त्यौहार जैसा माहौल है। आज दिन भर बधाइयां देने वालों का तांता लगा रहा। मम्मी, पापा और बहनें आगतुंकों का मुंह मीठा कराने में जुटे रहे।

News : Amar Ujala (6.5.12)

18 comments:

  1. Dosto ye post mai hospital se kar rha hun...kal se mai admit hun...
    Dr ka kahana hai ki pressure aur mental stress ke karan mera BP low ho gaya hai...
    Pata nahi jinda bachunga ki nahi...sach bolu toh jine ka mann bhi nahi kar rha hai...
    Bas koi ye bataye ki meri galti kya hai ki mujhe ye din dekhna pad rha hai...sirf ek galti ki mai India jaise desh me paida hua...sharm aati hai khud ko india kahane me...aur wun khokhle jhuthe logo se b mera anurodh hai ki wo sach ko accept kare...sarkar aur nyaypalika dheere dheere ek ek kar ke ham sabhi ka jaan le rhi hai...AGAR MUJHE KUCH BHI HOTA HAI TOH ISKE JIMMEDAR SIRF YE AKHILESH YADAV KI SARKAR AUR HIGH COURT HOGA....
    Mai ek khush rahne wala dosto ke sath masti karne wala ladka tha...padhne me bhi thik hi tha...sab kuch achcha. Chal rha tha...mai ek job bhi kar rha tha...jaha achchi salory mil rahi thi...jab ye pata chala ki TET ke adhar par teacher bhart ki jayegi toh maine socha ki achche se mehnat kar ke achche marks lete aawu..maine job se resign kar diya..aur din raat padhai kar ke TET ka exam diya..bhagwan ki daya se 128marks bhi mujhe mile...ek midl class family ke liye isse badh kar kya khushi ho sakti thi ki wus ghar k ladke ko gov job milne jarhi hai...
    Fir sabhi bahut khush thhe...mehnat kar k pass hua tha khush hone par mera haq banta hai..jo log pass nahi ho paye jinke marks kam aye unhone ne kyu aisa kiya ki hamlogo ki khushiya marne par agaye...aur hamari adalat hamari sarkar bhi unhika galat ka sath kyu dene lagi...
    Baat ab sirf TET merit ya acdmic ka nahi hai baat ye hai ki hamlogo ne wusko dhyan me rakh k padhai ki sab kuch chhod ke TET pe dhyan dene lage...
    Mai puchna chahta hun ki mehnat kar ke achche marks laane ka kya yahi natija milega? Ki aj mujhe hospital me admit hona pada...aj mujhe kuch ho gaya toh kaun jimmedari lega mere ghar pariwar ki..mai apne ghar me sabse bada hun. 27yrs ki age me akar aisa din dekhna pad rha hai...
    Ap log yahi kahoge ki ek naukari nahi mili tohkya dusri milegi...mai puchhna chahta hun ye baat yaha kyu lagoo hogi...mai fail hua hota ya mujhse koi galti huyi hoti to ye baat kah k mai khud ko santvna de sakta hun...jab meri koi galti nahi hai toh hame kis baat ki saja mil rahi hai...
    Dosto mujhe kuch ho jaye toh meri lash ko CM ke ghar pe ya heigh court ke judge ke samne fek dena kah dena ki ye hai tum logo ka atyachar...pata nahi abhi kitne aur lashe dekhne ko milegi...
    Ye sab jo kuc ho rha hai jitna halke me liya jarha hai utna hai nahi...hamare jaise hazaro log bahut mushkil se ek ek din bita rahe hai...
    Mai puchhna chahta hun hamre tathakathit TET netawo se kya soch k wo aage aye thhe..usnhone jab bulaya tab mai lko gaya..laathi khayi danda khya...last time unhone lko bula ke ham logo ka majak bana diya...janta darbar me jana tha toh tabhi hamlogo ko bula liye hote..shayad janta darbar me 30000 ki bheed pahuchti toh ham jyda dabav bana sakte thhe..vastav me hamare TET netawo me durdarshita ki kami hai...2 3 din meeting kar k kya unhone janta darbar me jane ka faisla kiya tha?
    Agar wo thik se ran niti banaye toh hmare jaise bahut se student hai jo kuch b karne Ko tayar hai..jaise aj mai hospital me admit hun shayd kuch kar k marta toh hazaro logo ka bhal ho jata...
    Mujhe ab apni zindagi se koi pyar nahi rah gaya hai...sab kuch aisa lagta hai khatm ho gaya...sarkari vyavstha aur rajnitik dushmni sath me nyaypalika ka lachar nyay vyavstha inn sab ne mil kar hamre jaise pata nahi kitne logo ki zindagi barbad kar ke rakh di...
    Sirf ghar pe baithe rahne ke siwaye kuch nahi bacha hai...
    Good bye dosto pata nahi fir kabhi mai yaha blog pe kuch likhne k liye jinda b rahu ya na rahun...

    ReplyDelete
  2. tum to bahi bauth hi sentimemtal ho gayaee........hume dekho humne sarkar ki galti ke karan 1 saal ki b.ed ko 4 saal mein kiya...........tab hum ne bhi bauth aandolan kiye ....par mayawati ke samne ek na chali.....hua bahi jo sarkar ne chaha.......tab se soch liya ki sarkar jo chati hai wo kar hi leti hai .......
    moral...sarkar jo chahe karne do aur uska saath do tabi balahi hum sabi ki
    bakhi aap logo ki iccha........
    according to my opinon ....sarkar chati hai ki dubara TET karba kar 1lakh teachers ki bharti wo kudh kare aur is ka sara credit 2014 ke election mein wo le.........
    Jai Hind Jai Bhart

    ReplyDelete
  3. anil ji your statement "sarkar jaise bhi bharti karna chahti hai karne de aur sarkar ka sahyog de"is very good.thanks

    ReplyDelete
  4. aaj kanpur me saket park me siksha mantri ka putla phooka gaya kafi log meeting me shamil the agla andolan jald hi lucknow me saare jila adhaksho se rai lekar date fix ki ja rahi hai (is baar andolan ugra hoga)so antim aur niryak aandolan ke liye kamar kas le

    ReplyDelete
  5. Bahut acha h bhai, me tn man dhan se aapke sath hu

    ReplyDelete
  6. TET me Graduation and bed ki merrit banani chahiye kyonki pahle high school & inter ki merrit nahi banti thi

    ReplyDelete
  7. Dosto hamne koi gunah nahi kiya hai so ummid rakhiye humlog hi kamyab honge...waqt lag sakta hai per jeet hamari hi hogi...

    ReplyDelete
  8. sab apne apne bare me soch rahe hai ............koi tet merit to koi acd merit .......... aise to kuch bhi nahi hoga ... kahna hai to ye kaho ki kai se bhi karo bas ek hi baat ki bharti ho ...tbhi kuch baat bane gi or sre tet pass ek sath aye ge ....

    ReplyDelete
  9. Kisi ki bhi merit lage par chayan hona chahiye.

    ReplyDelete
  10. Koi merit nahi bana rahe hai bus sab milkar hame pagal bana rahe hi
    To ab inko pagalpan bhe dikhana hoga
    Aur hamare ye tet neta log gandhiji ban gaye hai satya aur aahinsa ki siksha de rahe hi kahte hi shan't raho aur addd radd hone tak intjar karo tab appeal karege
    Are tab tak ye josh he mar gaya tetians ka to kar loge aandolan
    2 may se sun raha ho neta vakilo se baat kar rahe hi par aaj bhe poora matter samjh se pare hi
    Mai bhagat sing apna garm dal banana chahta ho
    Pls mera sath de taki aap apni najaro me na gire

    ReplyDelete
  11. are saari paresaani saari dukh takleef khud hi uthaoge kya?? Sarkar ko bhi to kuchh milna chahiye! Hai ki nahi? Jara socho na is per!!

    ReplyDelete
  12. aaj sarkar ki wajh se mera reshta tut gya...aaj ladki dekhne gya ....bs "tet pass kiya h " ye bola hi tha ki ladki ne apne future ko dekte hue muje rejact kr diya...sp gov. Murdabad

    ReplyDelete
  13. DOSTO
    AAJ 6.5.12 LUCKNOW ME TET KI MEETING JIS ME YEH FAISLA KIYA GAYA KI AB AANDOLAN BAHUT GARAM TARAHA SE KIYA JAYEGA JIS ME KI 9.5.12 KO APNE JILE ME CHAKKA JAM, 13.5.12 KO APNE MANDAL ME RAIL ROKO ANDOLAN OR FIR AAKHIR ME 19.5.12 KO CHALO LUCKNOW WO BHI TAB TAK JAB TAK KI HUM JOB NA PAA LE....
    TO GHABRANA NAHI JEET K AANA HAI IS BAR.......
    RAJESH PANDEY
    09889294402
    ALLAHABAD

    ReplyDelete
  14. Dear tet qualified freinds

    tet ka form bharne tak ham sabhee ek the sabhee bade khush the lakin

    maya wati ke chamcho ne hmai ek ese more par khada kar diya
    jaha ham ek dusre ke jaan ke dusman ban gaye

    ek dusre par arop lagane lage
    yadi niyam sahi bane hote to ajj ye naubat nahi aati

    ham sabhee mante hai ki 10th & 12th mai nakal hoti hai

    tet mai gadbadi hui hai

    to aap sabhee kewal apne swarth ko chodkar sabhee ko sath lekar chalo

    jinke acad good hai
    jinke tet good hai

    dono ko jadkar good banwao

    sabka hit ise mai hai
    acad+tet jodkar banaya jai

    mera app sabhee se yahi nivadan hai

    aage aap logo ke marzi

    good + good jodo
    double good banwao

    ReplyDelete
  15. Dear tet qualified freinds

    tet ka form bharne tak ham sabhee ek the sabhee bade khush the lakin

    maya wati ke chamcho ne hmai ek ese more par khada kar diya
    jaha ham ek dusre ke jaan ke dusman ban gaye

    ek dusre par arop lagane lage
    yadi niyam sahi bane hote to ajj ye naubat nahi aati

    ham sabhee mante hai ki 10th & 12th mai nakal hoti hai

    tet mai gadbadi hui hai

    to aap sabhee kewal apne swarth ko chodkar sabhee ko sath lekar chalo

    jinke acad good hai
    jinke tet good hai

    dono ko jadkar good banwao

    sabka hit ise mai hai
    acad+tet jodkar banaya jai

    mera app sabhee se yahi nivadan hai

    aage aap logo ke marzi

    good + good jodo
    double good banwao

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।