/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, May 14, 2012

UPTET : टीईटी पर अंतिम निर्णय 10 दिनों में


UPTET : टीईटी पर अंतिम निर्णय 10 दिनों में

लखनऊ। राज्य सरकार शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) पर अंतिम निर्णय 10 दिनों में ले लेगी। मुख्य सचिव जावेद उस्मानी की अध्यक्षता में गठित हाई पावर कमेटी ने मुख्यमंत्री को रिपोर्ट सौंप दी है। इसका परीक्षण न्याय विभाग से कराया जा रहा है। जानकारों का कहना है कि टीईटी निरस्त न करने की संस्तुति की गई है। न्याय विभाग से राय मिलने के बाद इस संबंध में अंतिम निर्णय किया जाएगा

यूपी में 72 हजार 825 शिक्षकों की भर्ती के लिए माध्यमिक शिक्षा परिषद ने नवंबर 2011 में टीईटी आयोजित कराई थी। टीईटी में धांधली के आरोप में माध्यमिक शिक्षा परिषद के तत्कालीन निदेशक संजय मोहन को गिरफ्तार किया जा चुका है। मुख्यमंत्री अखिलेश यादव से टीईटी पास अभ्यर्थियों का एक प्रतिनिधिमंडल मिला था और इसे निरस्त न करने का अनुरोध किया था। ब्यूरो

मुख्यमंत्री ने इसके बाद मुख्य सचिव की अध्यक्षता में हाई पावर कमेटी बना दी थी। इसमें प्रमुख सचिव गृह आरएम श्रीवास्तव, प्रमुख सचिव न्याय, सचिव माध्यमिक शिक्षा और सचिव बेसिक शिक्षा सदस्य नामित किए गए। कमेटी को जांच कर रिपोर्ट मुख्यमंत्री को सौंप दी है।
मुख्य सचिव की अध्यक्षता में गठित कमेटी से मिली रिपोर्ट का न्याय विभाग से परीक्षण कराया जा रहा है। सरकारी प्रवक्ता ने कहा है कि टीईटी प्रकरण से संबंधित पहलुओं का शासन परीक्षण करा रहा है। इस संबंध में अंतिम निर्णय लेने में कम से कम 10 दिन का समय और लग जाएगा। प्रवक्ता ने यह भी कहा है कि टीईटी पास अभ्यर्थियों की समस्याओं का निराकरण करने के लिए यथोचित निर्णय किया जाएगा।

न्यूज़ साभार - Amar Ujala (14.5.12)

25 comments:

  1. sabado par dhayn de.kam se kam 10 din aur lag jayega.adhik se adhik kisi ko nhi pata

    ReplyDelete
  2. vidhik rai kis baat ki. shyad nakal mafia ke isaare par chayan ka aadhar acd kiya ja raha hai aur kanooni adchano par vichar kiya ja raha hai is sarkar par bharosa nahi kiya ja sakta

    ReplyDelete
  3. Dear All Wait for 15 may court hearing.
    hope we will get good news from there.

    ReplyDelete
  4. sarkar ke vakil ne abhi tak koi affidavit nahi diya hai isliye woh court se samay magne wala hai aur us din phir ek nayi date milne ki sambhavna hai kyounki sarkar ne abhi koi bhi decision nahi liya hai tet ke bare mein isliye vakeel apni taraf se thode hi koi affidavit de sakta hai court se jyad aasha mat rakho

    ReplyDelete
  5. I ASSURE WE WIN 100% THAT'S ALL... NO MORE QUESTION PLEASE...

    ReplyDelete
  6. sarkar ne abhi tak koi affidavit nahi diya hai uska vakeel us din ek nayi date ki mang karne wala hai

    ReplyDelete
  7. Intajar aur sahi....intjar aur sahi.....

    ReplyDelete
  8. Matlb samjh na chahiye ki dus me legally nirny liya jayega, bas us nirny me kaha jayega ki tet ki merit se bharti karna uchit nhi hoga,isliye acd pe bharti karna ek rasta nikala gaya hai jis se candidate ka nuksan na ho .ye sochi samjhi rup-rekha hai hume ye samjh na chahiye . Thanks dosto

    ReplyDelete
  9. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  10. ye sab bharati ko dealey karane ke liye kiya ja raha hai bahoot mahanga padega gov ko yuvavo se sidhe takarane ki kosish me hai jisaka padinam bahoot durgami hoga

    ReplyDelete
  11. Yaar aisa lagta hai ki sab berojgaron ko lutane main lage hain....pahle maya baad main baiya.

    ReplyDelete
  12. CM sahab ap to 7 din me faisla krne wale the.abi tak apke 7 din ni huye.ab kam se kam apko 10 aur chahiye,lekin abi tak apke 7 din hi pure ni ho paye to 10 kab pure ho payenge.ye btaoge hm tet students ko.
    Kisi ke sath achchha ni kr skte to bura to mat kro aap.

    ReplyDelete
  13. LAW POINT SUPPORT TET ONLY AS PER SC LAWYER TIME FRAM MUST BE COUNTED WHY DELAY IN ALL STEP...

    ReplyDelete
  14. NEW PLAN MADE AFTER 15TH COURT DECISION NOW WAIT...

    ReplyDelete
  15. doston law point keval tab support karta jab ki chayan ho chuka hota. doston btc 2004 mein bhi to application exam ki liye mangi gayi thi lekin chayan merit par hua tha. abhi tet ke base par application mangi gayi hai keval sarkar isiliye adhar badalne ke liye vidhik rai le rahi nahi to khud socho ki vidhik rai ki kya jaroot thi aur yeh to government pahle se hi kah rahi hai ki woh tet par bharti nahi karegi nakal mafia ne kai karore rupey gov tak pahuncha diye hai kyounki jyada no. dene ki nam par hi unki college rupi dukane chalti hai hamein apne aandolan ko tet merit ke liye aur tej karna chaiye nahi to doston bahut der ho jayegi

    ReplyDelete
  16. Dosto
    Kabhi kabhi hm is duniya ke khudgarz logo ko apna hitaishi samjh lete hai,aur jb aise log apna kuttapan dikhate hai to hme ahsas hota hai ki ki hmne galat insan ko chun liya ya galat insan ko apna smjh liya.aur yahi kam cm sahab kr rhe hai,
    CM sahab kyo preshan kr rhe hai ap hme.kyo preshaniyo ko badhate ja rhe hai.jyada mazaa aa rahaa hogaa apko tet student ko is tarah preshan krne me.

    ReplyDelete
  17. Dosto hm log ek kam krte hai ki ab hme AATMDAH krane chahiye.
    Ab is sarkar ko aur is court ko smjh me ayega.ye log bahre ho gye hai inko abi pyar ki bhasa smjh me ni aa rhi.

    ReplyDelete
  18. uttarakhand ki tarah yaha bhi acd+tet hona chahiye

    ReplyDelete
  19. sarkar nakal mafia ke dabav mein kam kar rahi hai . acd ko tet se behtar bata rahi hai.

    ReplyDelete
  20. doston law point keval tab support karta jab ki chayan ho chuka hota. doston btc 2004 mein bhi to application exam ki liye mangi gayi thi lekin chayan merit par hua tha. abhi tet ke base par application mangi gayi hai keval sarkar isiliye adhar badalne ke liye vidhik rai le rahi nahi to khud socho ki vidhik rai ki kya jaroot thi aur yeh to government pahle se hi kah rahi hai ki woh tet par bharti nahi karegi nakal mafia ne kai karore rupey gov tak pahuncha diye hai kyounki jyada no. dene ki nam par hi unki college rupi dukane chalti hai hamein apne aandolan ko tet merit ke liye aur tej karna chaiye nahi to doston bahut der ho jayegi

    ReplyDelete
  21. sarkar tet walo k bhavishya k sath khilwad kr rhi hai.. Agr niyukti krni hoti to kai din pahle nirnay le leti...
    Ab styagrah se kuch ni hona.. Kuch thos qadan uthane honge... Sbko milke...

    ReplyDelete
  22. kuch bhi karo lekin job do yar bahut natak hua ab aur patience raha hi nahi Jo kuch change karna hai karo kuch din vrodh hoga fir sb normal ho jayega

    ReplyDelete
  23. ye sirf bewkoof banakar time khichana hai jisse nikay chunao ki aachar sanhita lag jaye aur gov. ko 2 month aur mil jaye.
    MANISH TRIPATHI

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।