/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, May 4, 2012

UPTET : अब एक लाख नए शिक्षकों की भर्ती होगी


UPTET : अब एक लाख नए शिक्षकों की भर्ती होगी


एक लाख शिक्षकों की होगी भर्ती
72 हजार शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया निरस्त करने की तैयारी


•सभी शिक्षा मित्रों को अब एक साथ प्रशिक्षण
•अधिकारियों के रिक्त पदों पर भी होगी भर्ती

• अमर उजाला ब्यूरो
लखनऊ (ब्यूरो)। प्रदेश सरकार एक लाख नए शिक्षकों की भर्ती करेगी। इसके बाद प्रत्येक वर्ष रिटायर होने वाले शिक्षकों की रिक्तियों के आधार पर भर्ती की जाएगी। इससे पहले उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा (अध्यापक) सेवा नियमावली को संशोधित किया जाएगा। इसमें शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) को अर्हता के स्थान पर पात्रता किया जाएगा

नई भर्ती प्रक्रिया शुरू करने से पहले बसपा सरकार द्वारा 72 हजार 825 शिक्षकों की भर्ती के लिए शुरू की गई प्रक्रिया निरस्त कर दी जाएगी। इसी तरह स्नातक पास 1.24 लाख शिक्षा मित्रों को 2015 तक प्रशिक्षण देने के कार्यक्रम में संशोधित किया जाएगा, अब 2014 तक सभी शिक्षा मित्रों को ट्रेनिंग दी जाएगी। यह निर्देश बेसिक शिक्षा मंत्री रामगोविंद चौधरी ने गुरुवार को अधिकारियों के साथ बैठक में दिए।

उन्होंने कहा कि शिक्षा विभाग में रिक्त अधिकारियों के पदों का ब्योरा तैयार किया जाए और इसकी भर्ती के लिए लोकसेवा आयोग को प्रस्ताव भेजा जाए। स्कूल भवन निर्माण के कार्यों से शिक्षकों को अलग रखने का भी निर्देश दिया है।

बेसिक शिक्षा निदेशालय में मंत्री ने दो चरणों में अधिकारियों के साथ बैठक की। उन्होंने पहले चरण में एडी बेसिक स्तर तक के तथा इसके बाद जिला शिक्षा एवं प्रशिक्षण संस्थान (डायट) प्राचार्यों के साथ बैठक की। बेसिक शिक्षा मंत्री ने अधिकारियों को निर्देश दिया कि विभागीय अधिकारियों के खिलाफ चल रही जांच को तीन माह के अंदर पूरा किया जाए। स्कूलों में अच्छी पढ़ाई कराई जाए, शिक्षकों से भवन निर्माण का काम न लिया जाए। स्नातक पास 1.24 लाख शिक्षा मित्रों को ट्रेनिंग दी जानी है। मौजूदा समय 60 हजार को प्रशिक्षण दिया जा रहा है, शेष बचे सभी शिक्षा मित्रों को जुलाई से प्रशिक्षण देने की प्रक्रिया शुरू कराई जाए।
उन्होंने स्कूल निर्माण की गुणवत्ता में सुधार लाने के निर्देश दिए। बेसिक शिक्षा अधिकारियों और खंड शिक्षा अधिकारियों की कार्यशैली पर सवालिया निशान लगाते हुए कहा कि इनको अपने आचरण में सुधार लाना चाहिए। इनकी लापरवाही से शिक्षकों पर नियंत्रण नहीं है। शिक्षकों को समय से स्कूल आना चाहिए और बच्चों को पढ़ाना चाहिए।
शिक्षकों के वेतन, पेंशन तथा जीपीएफ आदि की सूचनाएं कंप्यूटरीकृत की जाएं। स्कूलों के विद्युतीकरण का काम जहां पूरा नहीं हुआ है, वहां अभियान चलाकर इसे पूरा कराया जाए। सभी स्कूलों में अनिवार्य रूप से शौचालय की व्यवस्था कराई जाए। जहां अभी तक निर्माण नहीं हुआ है, वहां शौचालय बनवाए जाएं। प्राथमिक स्कूलों में साल में दो बार अभिभावकों को बुलाकर बच्चों के बारे में जानकारी दी जाए। मिड-डे-मील योजना में सुधार लाने के निर्देश दिए। डायट प्राचार्यों की बैठक में कहा कि ट्रेनिंग प्रशिक्षण और उनकी गुणवत्ता पर विशेष ध्यान दिया जाए।



Yesterday I was reading Mr. Shyam Dev Mishra ji' view in article regarding relaxation for B. Ed candidates after 1st Jan 2012 and TET Qualification -
" पर एक बात ध्यान जरुरी है कपिल जैसे अड़ंगेबाजों द्वारा को ध्यान में रखते हुए लग रहा है कि अब न्यायालय चाहे कोई भी फैसला दे, बी.एड. डिग्री-धारकों की प्राइमरी टीचरों के रूप में नियुक्ति तभी संभव है जब केंद्र सरकार राज्य सरकार के अनुरोध पर समयसीमा बढ़ा दे. हाईकोर्ट ने भी
बी.टी.सी.+टी.ई.टी. उत्तीर्ण आवेदकों पर पहले विचार करने यानि उनसे भर्ती पूरी करने की बात कही है तो उसका कारण एन.सी.टी.ई. द्वारा बी.एड. डिग्री-धारकों की प्राइमरी टीचर के तौर पे नियुक्ति के लिए दी गई समय सीमा, 01.01.2012 तक नियुक्ति न हो पाना हो सकता है. ऐसी स्थिति में भी
राज्य-सरकार सिर्फ बी.टी.सी.+टी.ई.टी. उत्तीर्ण आवेदकों के द्वारा भर्ती पूरी करने का कदम इसलिए नहीं उठा सकती क्यूंकि सबको पता है कि राज्य में शिक्षकों की आवश्यकता को पूरा करने के लिए पर्याप्त संख्या में ऐसे बी.टी.सी. उत्तीर्ण अभ्यर्थी हैं ही नहीं जिन्होंने टी.ई.टी. उत्तीर्ण किया हो. पर एन.सी.टी.ई. की ख़त्म हो चुकी समय सीमा के आधार पर एक मजबूत अडंगा लगाया जा सकता है.  "

(He wrote many good points, but I disagree on above point )
If B. Ed Holders are eligible upto 1st Jan 2012 for recruitment in Primary Teachers, then How Rajasthan, Bihar etc. are going to recruit B. Ed holders for PRT.
Actually State Govt. have powers to provide relaxations and time limit is not a big issue.
Additionally, In UP B. Ed holders applied for PRT jobs in due time frame (i.e. before 1st Jan 2012) and they are eligible for recruitment as per NCTE Guidelines / Central Govt. RTE Act / State Govt. Order, So Candidates need not worried about relaxations.


Actually, Highcourt may suggested - BTC/VBTC candidates already takes training to become Primary Teacher, And therefore 6 months training with B. Ed candidates (Not VBTC) is not required for them.




In Haryana , A rule is made where TET qualification  is not compulsory for Guest Teachers.
(How it happened, And looks power of relaxation is applied here. But such matter can be challenged in Court)

****************
In UP previous advertisement matter is in court, And before that rule change / new advertisement for same jobs is NOT POSSIBLE.

121 comments:

  1. mujhe abhi samajh me nahi aa raha hai ki gov.kya krana chahti hai kabhi 1.5 lks ki baat karti hai kabhi 1 lks ki par jise pura hona chahiye use pura nahi kr rhi hai ,so confusion

    ReplyDelete
  2. lo ji ab apana vigyapan nirast karke siksha-mitron ki bharti ki jayegi.
    ab kya hoga?

    ReplyDelete
  3. Ab kya sare aandolan ko khatam samjha jaye.na tet neta dikhai de rahe hain na court me hamari third parti.
    aur yeh farman ki bharti prakriya nirast hogi.ab to mansik tention jhelne ke bajay samoohik aatm-hatya hi karni padegi kya

    ReplyDelete
  4. ab tk to maya ka pet bhra h hm logo n 5-7000 rs fee k rup m dekar. ab akhilesh b dubla-ptla h ise b to apna pet palna na.. kyuki bichare neta logo ki roji roti to berojgaro ki jan kha kr hi to chlti h..

    ReplyDelete
  5. TO, MUSKAN BHARAT G APNE WO .JPG YA .PDF POST KARNI CHAHIYE THI NA ,PLZ CONVERT PDF FILE TO JPG FORMAT IS SE SAB KO PURI JANKARI PAD NE KO MILEGI PLZ

    ReplyDelete
  6. kuchch nahi fir hum log jab kisi officer se milenge , to wo yahi kahega ki , humne abhi aisa socha bhi nahi hai,
    sab ander veer bal ki khichdi pak rahi hai,
    jab pak jayegi tab aap ko parosh dee jayegi,

    kyoki hum(TETIANS) to shikhandi hai
    humse to kuchch hoga nahi,
    hum aaps me sirf ladna jante hai,
    bcz sab ko neta banna hai ,
    job to kisi ko chahiye hi nahi,

    ab apne apne ghar me baitho , aur masti karo baki jab khichdi ban jayegi,
    to sabhi pratishth news paper ke madhyam se aapko suchit kar diya jayega,

    ReplyDelete
  7. Ab hume sakriye ho k apne netao se puch na padega ki aage ka khel kaise khela jayega, kya delhi jantar mantar pe dharna pardarshan karna hai ya fir se bhek maagni hai Akhlesh yadav g se, sare tet wale sathiyo ko bhukha piyasa or hazaro rupeye kharch karte hue waha dhup me baithte hai wo bhi sirf isliye ki neta aam logo ki taraha bhekh mane jaye cm k darbar me kyo?

    ReplyDelete
  8. मेरा सभी टीईटी पास अभ्यर्थियो से अनुरोध है कि आप लोग जान लें कि मुझे लगता है कि जब तक भर्ती विज्ञापन का मामला हाईकोर्ट में लम्बित है तब तक सरकार विज्ञापन को निरस्त नहीं कर सकती है । और यदि हाईकोर्ट ने विज्ञापन को सही करार दिया तो सरकार को विज्ञापन की पूरी शर्तो के साथ ही भर्ती हर हाल में ही करानी पडेगी इसलिए सरकार ऐसे प्रपंच रच रही है कि भर्ती विज्ञापन निरस्त हो जाए और दोबारा विज्ञापन निकाला जाए लेकिन ऐसा होना संभव नहीं है सरकार उसी विज्ञापन में संशोधन करके भर्तियों की संख्या तो बढा सकती है लेकिन टीईटी अर्हता को पात्रता नहीं कर सकती है अगर सरकार ने ऐसा किया भी तो क्या पिछली सरकार ने नुमाइंदो ने जो विज्ञापन जारी किया था तो क्या वे सभी मूर्ख थे इसलिए यदि सरकार अपनी गलत शक्तियों का इस्तेमाल करते हुए यदि विज्ञापन निरस्त भी करती है तो हम सुप्रीम कोर्ट में जरूर जाएंगे और हमें वहीं से सही न्याय मिलेगा

    ReplyDelete
  9. dear brother sikhamitro ko kaise recruit kiya jayega kyoki abhi to 60,000 ki training chal rahi hai aur unka to abhi abhi exam hua hai???

    ReplyDelete
  10. Netaon kahan ho koi to samne aao aur batao kya kiya aapne aur ab hone kya ja raha hai.

    ReplyDelete
  11. baar baar tet neta wa third party ko kyo kishte rehto ho ,
    kya job sirf tet neta aur third party walo ki hi milegi ,
    aap kyo nahi aage aate ho apne star se
    yahi kami hai humme ki , humne sirf 1 dusre ko kosha hai,


    are bhai aaj bhi jaa jao aur apne star se apne jilon me andolan karo , kisi ko kosho mat wo log bhi apna kary kar hi rahe hai,
    unko sochne do aur fir concert karo ki ab hume kya karna hai,
    sbse badiya apne jilo me bhayankar andolan karo,

    ReplyDelete
  12. Ab hume sakriye ho k apne netao se puch na padega ki aage ka khel kaise khela jayega, kya delhi jantar mantar pe dharna pardarshan karna hai ya fir se bhek maagni hai Akhlesh yadav g se, sare tet wale sathiyo ko bhukha piyasa or hazaro rupeye kharch karte hue waha dhup me baithte hai wo bhi sirf isliye ki neta aam logo ki taraha bhekh mane jaye cm k darbar me kyo?

    ReplyDelete
  13. Ab hume sakriye ho k apne netao se puch na padega ki aage ka khel kaise khela jayega, kya delhi jantar mantar pe dharna pardarshan karna hai ya fir se bhek maagni hai Akhlesh yadav g se, sare tet wale sathiyo ko bhukha piyasa or hazaro rupeye kharch karte hue waha dhup me baithte hai wo bhi sirf isliye ki neta aam logo ki taraha bhekh mane jaye cm k darbar me kyo?

    ReplyDelete
  14. Mujhe aisa lagta hai ki kuch netao pe sarkar ka pressure ya dhamki bhi ho sakti hai kyoki jo rajniti karta hai wo kuch bhi kar sakta hai is liye wo aage aa nhi aa pa rahe, to kya hua hum me se koi or team aage aye fir un pe presure to koi or team aage aye, to dosto socho hum sb ek hi to hai na-B.ED to Kya problem hai, this our unity. Plz plz plz samjho is bat ko or samne aao .....

    ReplyDelete
  15. V.K Yadav ji Hariyana me kya ho raha hai dekh rahe hain aap usi tarj par U.P me bhi primary ki bharti ab siksha mitron se hi hogi dekhna kyonki sarkar chunavi vadon ko hi poora karne par dhyan de rahi hai.c.m ne kaha tha 2 year me sabhi siksha-mitron ko adhyapak bana degi.
    ab karna use kucha bhi pade sarkar karegi kyonki power hai uske paas.
    Lakin ab hum sab to be-maut hi mare ja rahe hain.

    ReplyDelete
  16. dosto yaha comment dena easy hai ,
    but lkw aane ki kisi ki himmat nahi hoti,

    ReplyDelete
  17. Jab tak matter court mein hai,
    Ghabrane kee baat nahin hai,

    ReplyDelete
  18. 5 may ko rampur distt ke sabhi tet pass log janab mohd azam khan sb se janta darbar mai mil ne ja sakte hai

    ReplyDelete
  19. Ap sab dosto se request hai ki apne netao ko galat na samjhe unk thak jane pe gaadi ko naye sathi chalaye apne varisth netao k margdarshan me , jeet hogi humhari or ab to sarkar ne btc walo ko bhi humhare sath kar diya hai .. Ek or ek gyarah

    ReplyDelete
  20. Haryana mein Guest Teachers ko TET pass karna jarooree nahin

    ReplyDelete
  21. tension mat lo hamare leader humse jyada sakriy hai,
    lekin aap log apne dist. Me to kuchch ker hi sakte ho,

    ReplyDelete
  22. Ye sarkar bahut chalak hai isne hamare adv. Se badi hosiyari se btc/vbtc ko bacha liya aur ab ye aage adv. Ko radd kar degi. SP aur BSP me makkari khoon me hai.hame hamesha in regional partio se bachna chahiye kyonki ye hamesha aisa hi karti hai.baki nyaypalika(sc ko chhodkar) in rajya sarkaro ki gulami karti hai. Hum logo ko ghabrana nhi chahiye hame nyay jaroor milega lekin samay lagega

    ReplyDelete
  23. Kya hume is case me third party nhi hona chahiye case se jude binduo ko samjhane k liye???????

    ReplyDelete
  24. Haryana mein Guest Teachers ko TET pass karna jarooree nahin

    To
    kya U.P me sarkar ko der lagegi yeh niyam banane me ki U.P me siksha-mitron ko TET pass karna jarooree nahin

    ReplyDelete
  25. Aaj ke Danik jagran ki jo news hai jisme kisi ko 17 lac se bhare bag ke sath pakragaya hai. Wo sirf bhramak news hai. Govt. Nahi janti ki janta andhi nahi hai. Kya samajhta hai UP Govt. Are Govt humse Janta se banti hai Govt. se Janta nahi banti.


    Sabhi TET Bhaiyo Jago aur apne haq ki larai ke liye 7 ko adhik se adhik sankhya me Lucknow pahucho.

    Aur sun le sabhi adhikari jo TET merrit me khel kr rahe hai wo ye samajh le wo bhi Insan hai aur kisi ke pet me lat mara jata hai to kuch bhi kr sakta hai. Chaudhari aur Yadav Ji Aaa bhi dhyan se sun le aur samajh le. Hum bhikh nahi apna Haq Mang rahe hai.

    ReplyDelete
  26. @saif ji
    bilkul sahi kaha apne.. ek wahi hain jo sp me sabse jyada rasookh rakhte hain, agar wo maan jaye to koi nhi badal sakta unka faisla

    ReplyDelete
  27. Friends aisa bhi to ho sakta hai ki sikshamitro ko rakh liya jaay aur bed walo ki bharti alag se 31 march 2015 tak ki jaay kyoki cm ne khud pm se 31 march 2015 ka time manga hai.kul mila julakar ab to bas hope hi kiya ja sakta hai ki bed walo ki bharti hogi pahle bsp ne aankh phodi aur ab sp tang todana chahti hai sarvnash ho en partiyo ka saalo ko aise kide pade ki en salo ko koi kandha bhi dene me katraye.

    ReplyDelete
  28. Right brother but aap log yadi Mohd. Azam khan. ke pass ja rahe hai to koi baat nahi lekin aaplog bhulkar bhi Shivpal ke pass mat jana nahi to aap jante hi hai ki kya hoga.....uppolice bharti to yaad hi hogi n............sab khatm ho jayega.

    ReplyDelete
  29. is link par 04.05.2012 ki denik jagran saharanpur page no 6 ki khabar dekhe.

    PARIKSHA KA ADHAR BADALNA TEDHI KHEER



    http://epaper.jagran.com/epaper/04-may-2012-32-meerut-edition-saharanpur-Page-6.html

    ReplyDelete
  30. mujhko khushi hai ki aajkal ke jaise patrkar pahle nahi the nahi to bharat kabhi bhi aazad na ho pata aur hum gulam hi bane rahte mai salute karta hoon ganesh shanker vidhyrthi aur narendra mohan gupta jaise patrkaron ka jo ab nahi milte

    ReplyDelete
  31. nikle the gule dastan me ek panah ke liye ,ajii panha to na mili ulta khud ka hi saya chhin gya........hey prabhu humne b.ed kyu kiya......?

    ReplyDelete
  32. abhi tak to kah rahe the court me hai kuchh nahi kar sakate.
    to ab cancel kaise kar sakate hai. kya sarakar aisa kar sakati hai. koi clear karo.

    ReplyDelete
  33. Yaro itna paresan mat ho kayoki jo sarkar chah rahi hai wahi hog.
    ab ACD WALO KI BARI HAI.agar app tet walo me itna dum hota to app bhi U P BOARD ME BHI APNA BACKGROUND BANA LETE.
    ACD JINDABAD
    THANK S

    ReplyDelete
  34. JAI TU YAHA SE CHALA JA,VERNA APNA PATA DE,PHIR DEKH ME KYA KARTA HU

    ReplyDelete
  35. Blog editor gi jagran ki news publish kar de please.

    ReplyDelete
  36. dosto fb par piyush chaturvedi ne post di hai, ranjeet singh ne galat tarike se logo se 2 lakh rupaye wasoole hai. Kya wo isiliye kal dhamki dene ka drama kar rahe the. Ya phir kaun sach bol raha hai? Agar wo doshi hai to un par f.i.r. Karke uski copy yaha post ki jaye. Agar ranjeet yaha aakar safai nahi dete to hum unhe doshi manaenge.

    ReplyDelete
  37. Sarkar ki mansha hai acd merit banane ki agar tetean aise kamjor padte jayenge to sarkar acd bana hi degi.Abhi samay hai hamare pass tet merit bachane ka ab ugra roop dharan karna hoga.

    ReplyDelete
  38. my dear tet qualified freinds dainik jagran saharanpur ke news kishi authentic officer ne nahi de hai vo kewl ap aur ham jaise logo ke dwara deye gaye vichar hai

    yadi naukari is session mai chahiye to vartman govt. ko bharti karne pura adhikar hai

    vo jish chayan se karna chahti hai
    usi chayan se karegee
    jab maya sarkar cavinate se pass karakar niyamavali mai sansodhan kar sakti hai to sp kyo nahi kar sakti


    sochiye jara

    ReplyDelete
  39. my dear tet qualified freinds dainik jagran saharanpur ke news kishi authentic officer ne nahi de hai vo kewl ap aur ham jaise logo ke dwara deye gaye vichar hai

    yadi naukari is session mai chahiye to vartman govt. ko bharti karne pura adhikar hai

    vo jish chayan se karna chahti hai
    usi chayan se karegee
    jab maya sarkar cavinate se pass karakar niyamavali mai sansodhan kar sakti hai to sp kyo nahi kar sakti


    sochiye jara

    ReplyDelete
  40. my dear tet qualified freinds dainik jagran saharanpur ke news kishi authentic officer ne nahi de hai vo kewl ap aur ham jaise logo ke dwara deye gaye vichar hai

    yadi naukari is session mai chahiye to vartman govt. ko bharti karne pura adhikar hai

    vo jish chayan se karna chahti hai
    usi chayan se karegee
    jab maya sarkar cavinate se pass karakar niyamavali mai sansodhan kar sakti hai to sp kyo nahi kar sakti


    sochiye jara

    ReplyDelete
  41. my dear tet qualified freinds dainik jagran saharanpur ke news kishi authentic officer ne nahi de hai vo kewl ap aur ham jaise logo ke dwara deye gaye vichar hai

    yadi naukari is session mai chahiye to vartman govt. ko bharti karne pura adhikar hai

    vo jish chayan se karna chahti hai
    usi chayan se karegee
    jab maya sarkar cavinate se pass karakar niyamavali mai sansodhan kar sakti hai to sp kyo nahi kar sakti


    sochiye jara

    ReplyDelete
  42. AGAR PIYUSHJI KI INN BAATON ME SACHCHAI HAI TO MAI SATHION K UPAR CHHODTA HUN--WO KYA KEHNGE RANJEET (JI) (JI ISSLIYE BRACKET ME HAI AGAR RANJEET SACHCHE HAI TOH) K BARE ME....
    .
    LIKE K SATH HI COMMENT ZROOR KREN.......
    .
    .
    Piyush Chaturvedi-----
    Friends,
    30126232765 ye S B I me Ranjeet singh yadav ka account no hai .
    Ranjeet ne es account me logo se Ashok khre ki fee ke name pe paise mange hain .
    Friends Ranjeet singh yadav ka hm logo ke case se koi mtlb nhi hai.
    Ranjeet singh yadav ne aaj tk case me 25 paise bhi nhi diye.
    Ranjeet singh yadav Siksha mitr hain aur wo aap sb se paisa lekr siksha mitro ka case ldte hain.
    Jis specail appeal ki baat bar bar krte hain usi special aapeal ki vjha se aaj kpil ke writ ke sath hi aur 8 writo ko jod kr suna ja rha hai.nhi to 2 ko faisla aa gya hota.
    Ye aadmi court aur case ke name pe bewkoofbnata rha hai.
    Abhi tk jo jankari mere pas hai Ranjeet singh yadav ne 20000 rupya alg alg logo se case ke name pe liya hai. Jisko mai nhi janta wo alg hai .
    Dosto aaj tk tet ke case ke liye s k kushwaha. Ashok khre aur R N singh ko 1.50 lakh ka bhugtan hua hai . Jisme 1 paisa bhi
    Ranjeet Singh ne nahi diya hai .
    Dosto jab tak praman n ho mai kuchh kahta nhi , ab prman mila hai hm sb es Ranjeet singh yadav ke khilaf froud ka mukdma dalne ki soch rhe hain.
    Dosto meri baat se kuchh logo ko dhkka lga hoga mai unse mafi mangta hoon .lekin jo tet walo ke hito ke khilaf hai hm use chhodenge nhi.
    Aap sb se request hai ki kisi bhi aadmi ko 1 paisa na de chahe wo mai hi kyo n hoon.
    Aap sb apna paisa apne pas rkhe paise ke abhav me aapka kam nhi rukega.

    ReplyDelete
  43. TET MERIT WALO KO KABHEE SAMAJH NAHI

    AYEGA KISI BHEE STATE OR CENTRAL MAI ONLY TET KE ADHAR BHARTI NAHI KE JARAHI HAI

    TO UP MAI KAISE KE JASAKTI HAI





    KVS में नियुक्तियाँ लिखित परीक्षा +CTET+INTERVIEW के आधार पर होगी

    LIST OF SELECTED PRT CANDIDATE FOR INTERVIEW in Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS)
    KVS में नियुक्तियाँ लिखित परीक्षा +CTET+INTERVIEW के आधार पर होगी


    Kendriya Vidyalaya Sangathan will be conducting interviews for the posts of Primary Teachers for the year 2011-2012. The interviews for the posts of Primary Teachers will be held from 17th March, 2012 to 26th March, 2012 (excluding 18th March & 25th March, 2012 i.e. SUNDAY). The candidates have been short-listed on the basis of their performance in the Preliminary written examination held on 12th February, 2011 and Central Teachers Eligibility Test (CTET) held on 26th June, 2011. The shortlisted candidates are requested to appear for an interview as per the interview schedule. The venue for the Interviews is “Kendriya Vidyalaya, J.N.U. Campus, Baba Gang Nath Marg, New Delhi-110067”. The interview letters for the post of Primary Teachers have been sent to the shortlisted candidates through Registered post. If any candidate does not receive the interview letter, he / she may report at the interview venue as per the interview schedule alongwith Educational original testimonials / certificates / Original Marksheet and Certificate of Central Teacher Eligibility Test (CTET) held on 26th June, 2011. The candidature of the candidates appearing for the interview is purely provisional, subject to verification of their eligibility and CTET mark sheet / Certificate at the time of interview.The candidates belonging to OBC category are required to bring latest OBC certificate issued by the compitent authority in the proforma prescribed by Govt. of India.

    List of selected candidate for INTERVIEW Click below link

    ReplyDelete
  44. Murkhon ka jangal hai tet morcha jiske ye tet neta bane per (tree)hai.

    ReplyDelete
  45. CRICKET match(72825 prt bharti) ka analysis
    ------------------
    team A--TET MERIT SUPPORTER
    team B--ACD SUPPORTER

    PAHALE KHELATE HUE TEAM A NE TEAM B KE LIYE EK ASAMBHAW SA LAKSHYA RAKHA..
    TEAM B NE MAIDAN(COURT) PAR UTARKAR TABADTOD BALLEBAJI KARNE KI KOSIS KI LEKIN USKE SABHI 9 WICKET SURUAATI OVERO ME HI DHARASHAYI HO GAYE .ANT ME UTARE BALLEBAJ (kapil) NE EK AISI DEWAAR
    KHADI KAR DI JISE VIPAKSHI TEAM BHED PANE ME ABHI TAK KAMYYAB NAHI HO PAYI AUR USKE THAKANE KA INTAJAR KAR RAHI THI LEKIN TAB TAK
    MATCH KA RUKH PALAT CHUKA THA..AUR TABHI GHANGHOR BARIS(VOTING RESULT)
    SURU HO GAYI AUR MATCH KO SURUAATI AADHE OVERO ME HI ROKANA PADA.. AUR JAB FIR SE MATCH SURU HONE KI UMMED HUI TO THIRD UMPIRE(SARKAR) NE PITCH KA NIRIKSHAN KARANE KE BAAD MATCH NIRAST KAR DIYA HAI...

    IS PRAKAR SE BARIS(CHUNAV) KE KARAN
    TEAM A(TET MERIT) SUPPORTER KO JEETA HUA MATCH KHONA PADA...


    AB DEKHATE HAIN KI DUSARE MATCH(1 LACK PRT KI BHARTI ) KA KYA RESULT NIKALATA HAI...

    ReplyDelete
  46. Yogesh Kumar, Jaankaari rakha kijiye. Andhra Pradesh me only TET Merit se Bharti hui hai. aisa isi blog me pada tha kareeb 2 month pahle.

    Aur doosari baat Niyamavali me change karke naya vigyapan nikalne se bhi is bharti par koi fark nahi padega kyonki aisa Bihar me ho chuka hai vaha pahle vigyapan kar court me case chal raha tha tab Govt. ne doosara vigyapan nikal kar bharti prakriya start kar di thi. Tab Court ne order diya tha ki pahle bharti pahle vigyapan se hogi tab doosare vigyapan se aur aisa hi hua tha.

    TET ya Vigyapan Cancel ka koi bhi G.O. nahi aaya hai. ye sabh Paper Vaazi hai. in par dhyan na do. aaj hi Amar Ujala and Dainik Jagran ki khabar opposite hain, Kyon? Kya dono ke liye UP Govt alag-2 hai.

    Bas yaad rakho apna vigyapan Cancel nahi hona chahiye.

    Tab 100% bharti TET se hogi.

    Arun, Mathura

    ReplyDelete
  47. Blog Editor (Muskan Ji), mere pass Ranjeet Singh Yadav ke A/c me cash Deposit ki Slip hai vo aap tak kaise send ki jaa sakti hai. jisse use Blog par upload ki ja sake.

    Arun, Mathura

    ReplyDelete
  48. nitin and shiv pathak blog per state memt de.

    ReplyDelete
  49. Bhaiyo sab chor hai
    Inhone ghoos khaya hai
    Ye jawab kyo nahi dete
    Ye 2 lakh rupayo ka Kya kiye

    ReplyDelete
  50. Blog editor ji comment delete karne se
    Kya milta hai Aapko
    Hum Apne mahan netawo se jaanana
    Chahte hai ki wo Kya kar rahe Hai
    2 lakh rupayo ka Kya hua

    ReplyDelete
  51. UPTET se jude Sabhi news ekdam free apke mobile par pane k liye type kare JOIN JUST4YOUTH aur bheje 9219592195 pe.

    ReplyDelete
  52. ARUN SAHAB APKE TO TET LEADER HE CHOR HAI

    ReplyDelete
  53. Ranjeet Singh YADAV ji Aap
    jawab dijiye Aap chup kyo hai
    Hume jaanane ka haq hai

    ReplyDelete
  54. humare mehnat ke paiso ka Kya hua
    Bhaiyo ab hume koi Achcha Neta chunana
    Padega jo chor na ho

    ReplyDelete
  55. Naukri chahiye to haathon
    Me pathal aur dande lelo
    Kuch adhikariyon ke sir Phod
    Diya jaayega

    ReplyDelete
  56. Pata nahi ye Neta Kya kar rahe Hai

    ReplyDelete
  57. @arun ji muskan ki id hai.
    muskan24by7@gmail.com par send kare.

    ReplyDelete
  58. lagta hai tet netaon ko tgt me naukri ka lalach dekar sant kara diya gaya hai,
    na koi phone uthata hai na samne aata hai.

    ReplyDelete
  59. Sathiyo ghabrane ki baat nahi hai ye bharti hokar hi rahegi .ncte ki samey seema se iska koi matlab nahi hai. Kyuki ye pirkirya 1 jan 2012 se pehle ki hai agar koi is pe rok lagata hai to hum hc se aadesh kara lenge.kyoki hc ki vajeh se hi ye late hui hai

    ReplyDelete
  60. Sp sarkar koi bhi sanshodhan nahi kar sakti ye to nikay chunav me vote lene ki ek chal hai na hi shiksha mitro ka koi pirshikshan shuru hoga aur yadi ho bhi gaya to uske baad unko tet karna hoga

    ReplyDelete
  61. Sab vote bank banane ki chal hai. Jaise ki pehle berozgari bhatta ka wada kiya tha.magar ab usmd sekro sharte laga di hai

    ReplyDelete
  62. I m tet supp 4m farrukhabad. ek dharna karo last jo jb tk chale jb tak gov newspaper me bharti suru karne ka g.o na nikal de. main galat to nh kahe rha hu dosto btao mje. yaar hum logo ne kitni mehanat ki aise he pani phera jaskata humari mehanat par . ek last andolan kare hum sab jo anichit kalin tak ho.

    ReplyDelete
  63. Main tet ya acd kisi ka virod nh karta hu par vacancy kisi ko to mile chahe tet se ya acd se .par mile yaar.

    ReplyDelete
  64. @ anil ji,
    Ranjeet ji apne upar lage aarop ka jawab de diya hai, jaha tak main Ranjeet ko samjh paya hu, uske anusar un par koi bhi aarop galat hai, main simit samay ke karan unke jawab ko Yaha par post nahi kar pa raha hu....

    ReplyDelete
  65. yeh wahi chaudhary jisne kuch time pahle mainpuri me kha tha ki tet walo ko job di jayegi

    ReplyDelete
  66. Mr. Zubair Ahmad,

    I tried a lot to have conversation with you but failed. Perhaps your contact number is changed.

    Please provide your updated contact number.

    I will in ND on sunday i.e. on 6/5 and like to have meeting with you.

    In ND my contact number will be 09039125649.

    ReplyDelete
  67. yar dheer bhai

    tu itna kayo paresan hai. jo karna hai sarkar karegi na tere chahne se kuch hoga na mere.
    to tu mat paresan ho sayad tu bhul gaya hai ki jab MAYA JI THI TAB 3 DIN PAHLE AADHAR BADALA THA PAR AB TO S P KI SARKAR HAI WO BHI PURI BAHUMAT ME AB YE JO CHAHEGE WAHI HOGA.
    BUT ONE Q -WHO R U TO SAY KI MAI CHALA JAU
    ACD JINDABAD
    THANKS TO DHEER BHAIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIII

    ReplyDelete
  68. bujhe dukh hai ki kuchh log B.Ed+tet dhariyo log bhramit kar rahe hai ..
    aap ghabaraye nahi apako duniya ki koi hasti teacher banane se nahi rok sakata bas andolan/sahas kamjor na hone paye apane morche ke logo ke sath sath kandh se kandh mila kar chale......
    insa allah jit hamari hogo.....

    ratnesh tripathi(robertsganj)

    ReplyDelete
  69. Tet bhaiyo abhi pata chala akhlesh ek hafte mein koi faisla nahin aane wala aur na hi 15 may ko court aur c m mile huye hamare tet netao se appeal hai ki yeh ladai jaari rakhni chahiye aur aane wale chunao c m ki aur parti s p ki khajele kutte jaisi halat ho jayengi.

    ReplyDelete
  70. 15 may ko koi result nahi aayega june me court of ho jayega july me nikay chunav hai ab august me kuchh vichar hoga isse achchha hai ugra aandolan karo ya sc jao nahi to naukri aise logo ko milegi jo gai aur bhaise charate hai.jaise cm

    ReplyDelete
  71. Andolan suru karo mere bhaiyao..........

    ReplyDelete
  72. Andolan suru karo mere bhaiyao..........

    ReplyDelete
  73. Andolan suru karo mere bhaiyao..........

    ReplyDelete
  74. Andolan suru karo mere bhaiyao..........

    ReplyDelete
  75. Andolan suru karo mere bhaiyao..........

    ReplyDelete
  76. Andolan suru karo mere bhaiyao..........

    ReplyDelete
  77. Andolan suru karo mere bhaiyao..........

    ReplyDelete
  78. nyay palika ka istemal kiya ja raha hai. cm court ki let-latifi ka pura fayada utha rahe hai. court ko dhal bana liya gaya hai.

    ReplyDelete
  79. Tet netao kaha gaye kuchh bol hi nai rahe come on guy ;himmat na haro hum tumhare sath hai . Pure Etawah wale tumhare sath hai.

    ReplyDelete
  80. Ye narazgi ka time nahi hai sab logo ek jut hokar rehna hai kuch log apne swarth ke liye hum logo me phoot dalna chahrahe hai ab hume dimag se kam lena hai ghabrao nahi himmate marda maddate khuda

    ReplyDelete
  81. kahi humare tet netao ka naam bi to sanjay mohan ki list me samil nahi hai,jo govt.ne unko dika kar dara k sant kar diya hai.
    ab samajh aane laga hai mamla

    ReplyDelete
  82. You give your expert comment whatever you want but hundred times i have requested dont abuse and curse your leaders working at high level. Whether you see that they are doing some thing or sitting aimless?.by curseing them you hammer over their goodwill and your as well. Keep patience.work is being done. GYANESH ALLAHABAD

    ReplyDelete
  83. cm ne phle 3 hfte ka waqt liya
    phir 1 hfte ka waqt liya or abhi tk uska result zero hi h,upr se roz newspapr m tet ko lekr ek nyi khbr rhti h
    aakhir hmare cm ko y pura case smjh kyu nhi aa jata.

    ReplyDelete
  84. I am saying about the tet leaders .dont think about politicians.politicians are rascals enough.they have made us fool.

    ReplyDelete
  85. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  86. manoj dubey ji
    aap ne abhi tak ye nahi bataya ki kin mazbooriyon ke chalte hamare tet leaders ne 2 april vale case me third party hire nahi kiya aur ranjeet ji ne safai kahan di hai aur aage in tet leaders ki kya planing hai

    ReplyDelete
  87. Tet netao se mera nivedan hai ki sc me pil dal deni chahiye kyunki 6 mahine se hum kuchh nahi kar paye aage aur kitna samay lag jaye isse achchha to sc chahe jitna samay lagaye lekin faisla to apne paksh me aayega aur paisa dene ko hum sab taiyyar hai kisi neta ke tel lagane se koi fayda nahi inhe to nikay chunav aur lok chunav me samjhenge tab inki samjh me aayega.

    ReplyDelete
  88. Tet netao se mera nivedan hai ki sc me pil dal deni chahiye kyunki 6 mahine se hum kuchh nahi kar paye aage aur kitna samay lag jaye isse achchha to sc chahe jitna samay lagaye lekin faisla to apne paksh me aayega aur paisa dene ko hum sab taiyyar hai kisi neta ke tel lagane se koi fayda nahi inhe to nikay chunav aur lok chunav me samjhenge tab inki samjh me aayega.

    ReplyDelete
  89. baithe rahane se agar naukari mil jati hai to baitho sb chupchap hokar ab kisi k muh se koi awaj nh nikal rh hai andolan aur dharna k lye jb jarorat hai iski .

    ReplyDelete
  90. baithe rahane se agar naukari mil jati hai to baitho sb chupchap hokar ab kisi k muh se koi awaj nh nikal rh hai andolan aur dharna k lye jb jarorat hai iski .

    ReplyDelete
  91. परीक्षा का आधार बदलना टेढ़ी खीर
    सहारनपुर : टीइटी से प्राथमिक स्कूलों में नियुक्ति का आधार बदलने या उसे रद करने की कोशिश सरकार को भारी पड़ेगी। बसपा सरकार ने टीइटी के पात्रता परीक्षा के आधार को बदलकर मेरिट की श्रेणी में शामिल किया था। अब सपा सरकार परीक्षा के आधार को दोबारा पात्रता परीक्षा करने की कसरत में जुटी है। पूरे मामले में कानूनी राय अहम होगी और इसे नजरअंदाज करना सरकार के गले की फांस बन सकता है। इन दिनों टीइटी से प्राथमिक शिक्षकों की भर्त्ती पर परीक्षा में उत्तीर्ण रहे 2.70 लाख अभ्यर्थियों की निगाहें लगी हैं। स्कूलों में नियुक्ति मिलेगी या फिर कानूनी जंग लड़नी होगी? मामले को लेकर मुख्यमंत्री अखिलेश यादव को ज्ञापन भेजने व विभिन्न जिलों में धरना-प्रदर्शन का क्रम जारी है। प्रदेश सरकार भी टीइटी को लेकर खासी चुस्त नजर आ रही है। मामले में पहले गठित बेसिक शिक्षा विभाग की एक कमेटी ने टीइटी को रद करने की सिफारिश की थी। बाद में मुख्य सचिव की अध्यक्षता वाली कमेटी द्वारा टीइटी को रद्द न करने की बात कही थी। कमेटी ने मेरिट के आधार को बदलकर टीइटी को केवल पात्रता परीक्षा बनाने पर सहमति दी है। हालांकि इस बारे में अभी कोई अंतिम निर्णय नही हुआ है। जाल का नहीं कोई तोड़बेसिक शिक्षा विभाग के उच्च पदस्थ सूत्रों का दावा है कि टीइटी परीक्षा की गाइडलाइन का कोई तोड़ नहीं है। उनका दावा है कि बसपा सरकार ने टीइटी को पात्रता की श्रेणी से हटाकर मेरिट के आधार में बदलने का जो निर्णय लिया था वह मंत्रिमंडल का सामूहिक निर्णय था। उनका तर्क है कि एक मामले में पूर्व में हुआ निर्णय इसमें भी मील का पत्थर साबित हो सकता है। इसके मुताबिक परीक्षा से एक दिन पूर्व तक ही सरकार परीक्षा/नियुक्ति को बनाए नियमों में बदलाव कर सकती है। बाद में किसी भी प्रकार का बदलाव नियुक्ति के आधार के संबंध में नहीं किया जा सकता। टीइटी प्रक्रिया में कानूनी जंग से बचने के लिए प्रदेश सरकार के लिए कानूनी राय अहम होगी। शिक्षा-मित्रों का 6 को जिला मुख्यालय पर प्रदर्शनबेहट : संयुक्त शिक्षा-

    ReplyDelete
  92. agar chup rahe to 2015 me be ye cm bharti nh karga fkh lena main agar galat bolta hu.

    ReplyDelete
  93. परीक्षा का आधार बदलना टेढ़ी खीर
    सहारनपुर : टीइटी से प्राथमिक स्कूलों में नियुक्ति का आधार बदलने या उसे रद करने की कोशिश सरकार को भारी पड़ेगी। बसपा सरकार ने टीइटी के पात्रता परीक्षा के आधार को बदलकर मेरिट की श्रेणी में शामिल किया था। अब सपा सरकार परीक्षा के आधार को दोबारा पात्रता परीक्षा करने की कसरत में जुटी है। पूरे मामले में कानूनी राय अहम होगी और इसे नजरअंदाज करना सरकार के गले की फांस बन सकता है। इन दिनों टीइटी से प्राथमिक शिक्षकों की भर्त्ती पर परीक्षा में उत्तीर्ण रहे 2.70 लाख अभ्यर्थियों की निगाहें लगी हैं। स्कूलों में नियुक्ति मिलेगी या फिर कानूनी जंग लड़नी होगी? मामले को लेकर मुख्यमंत्री अखिलेश यादव को ज्ञापन भेजने व विभिन्न जिलों में धरना-प्रदर्शन का क्रम जारी है। प्रदेश सरकार भी टीइटी को लेकर खासी चुस्त नजर आ रही है। मामले में पहले गठित बेसिक शिक्षा विभाग की एक कमेटी ने टीइटी को रद करने की सिफारिश की थी। बाद में मुख्य सचिव की अध्यक्षता वाली कमेटी द्वारा टीइटी को रद्द न करने की बात कही थी। कमेटी ने मेरिट के आधार को बदलकर टीइटी को केवल पात्रता परीक्षा बनाने पर सहमति दी है। हालांकि इस बारे में अभी कोई अंतिम निर्णय नही हुआ है। जाल का नहीं कोई तोड़बेसिक शिक्षा विभाग के उच्च पदस्थ सूत्रों का दावा है कि टीइटी परीक्षा की गाइडलाइन का कोई तोड़ नहीं है। उनका दावा है कि बसपा सरकार ने टीइटी को पात्रता की श्रेणी से हटाकर मेरिट के आधार में बदलने का जो निर्णय लिया था वह मंत्रिमंडल का सामूहिक निर्णय था। उनका तर्क है कि एक मामले में पूर्व में हुआ निर्णय इसमें भी मील का पत्थर साबित हो सकता है। इसके मुताबिक परीक्षा से एक दिन पूर्व तक ही सरकार परीक्षा/नियुक्ति को बनाए नियमों में बदलाव कर सकती है। बाद में किसी भी प्रकार का बदलाव नियुक्ति के आधार के संबंध में नहीं किया जा सकता। टीइटी प्रक्रिया में कानूनी जंग से बचने के लिए प्रदेश सरकार के लिए कानूनी राय अहम होगी। शिक्षा-मित्रों का 6 को जिला मुख्यालय पर प्रदर्शनबेहट : संयुक्त शिक्षा-

    ReplyDelete
  94. Mai apne upar lage aropo se behad vyathit hu . Special appieal se pahle matr chanchi mandal se hamare behad nikat ke sathi saurabh ji ne diya the 3000 rs diye the bad me hamare lakh mana karne par bhi kuch sathio ne sahanubhooti me kuch paise die hai jiska vivran nimn hai .
    Ranjan dewaria 2500 rs. Vikash ji meruth . 2000 . Ke atirikt hame kisi ne koi paisa nahi dia hai .mai pichle ek mahine ka statement apne wall per dalen dunga. N mai btc ki training kar raha hu aur n hi btcki mere pass ek matr Sahara tet base hai,

    ReplyDelete
  95. bhaiyon main aap se nivedan karna chahata hoon ki ranjeet singh yadav g ke baare main koi bhi bhramak khabar nahin lkhen.koi bhi galat commint na kare main unko acchi tahah se jaanta hoo bahut hi imaandaar or seede aadmi hai.unhone kisi ka bhi paisa nahin khaya hai.aapas main phoot mat daliye .main ye nahin kaha raha hoon ki unko paise bhejiye lekin koi ilzaam nahin lagaiye please.

    ReplyDelete
  96. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  97. Muche kisi ne koi dhamki nahi Di mai bhi apke is jung me chota sa sipahi hu.

    ReplyDelete
  98. ranjeet singh ji aap ke bare me ARUN JI kya kah rahe hai

    ReplyDelete
  99. Special appieal file karne ki kimat chuka ra hu bhaya ji

    ReplyDelete
  100. @Ranjeet jab apko kisi ne koi dhamki nahi di to aap ne apni wall pe kyu likha tha?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Vivad talie positive think ke sath aage ki sochiye . Gada murda mat ukhaden .

      Delete
  101. Nirbhai Singh > Uptet
    agla andolan lucknow me
    karna better hoga ya
    allahabad me ? aur date
    kya rakhi jani chahiye. yadi
    allahabad me ho to uske
    kya fayde ya nuksan hai.
    AMIT JI , DEEPAK JI AUR
    AVANTIKA JI PLS AAP LOG IS
    PER APNE COMMENTS JARUR
    DE.
    27 minutes ago · Like
    View previous comments
    Vineet Sharma
    In every mandl on same
    day......
    20 minutes ago · Like
    Anil Sahu
    allahabad m uske baad luk
    m
    19 minutes ago · Like · 2
    Nirbhai Singh
    mera sochna to yahi hai ki
    allahabad better rahega
    17 minutes ago · Like
    Neel Mani
    Nirbhai ji padhe likho ho
    court mai ghero
    15 minutes ago · Like · 1
    Joy Joshi
    At jantar mantar in new
    delhi
    11 minutes ago · Like
    Ashish Trivedi
    Lucknow me hi aandolan
    karna uchit hai. Bharti ka
    dabav u.p. Govt pe banana
    hai.
    Court me hum achche tarko
    se hi jeet sakte hai
    10 minutes ago · Like
    Vineet Sharma
    Mere khyaal me mulayam
    ke ghar ke bahar krna best
    hai.......
    8 minutes ago · Like
    Sachin Sharma
    Agar ek dharne mein 5-7
    hazar log aate hein to har
    banda lagbhag 500 Rs to
    kharch karta hei......
    Yaani
    5000 x 500 = 25,00000 Rs
    aap itne paise mein se agar
    1/4 ka istemal case mein
    karenge to JEET PAKKI hei...
    THINK PLEASE........
    6 minutes ago · Like · 2
    Nirbhai Singh
    allahabad me karne ka ek
    fayda ye hoga ki yadi
    humare sath koi apriya
    ghatna hoti hai to baba
    ramdev ki tarah court khud
    bhi ise apne sangyan me le
    sakta hai
    4 minutes ago · Like
    Rajesh Chaudhary
    KANHI BHI HO BUT
    ANDOLAN KA SHORT TERM
    AUR LONG TERM AIM PRE-
    DECIDED HONA CHAHIYE
    4 minutes ago · Like · 2

    ReplyDelete
  102. @Ranjeet g piyush chaturvedi apke khilaf dusprachar kar logo ko bhadka rahe hai. Mujhe personally ye lagta hai special appeal dalne me koi burai nahi thi, aur jise jara bhi law ka gyan hai wo meri baat se sehmat hoga. Lekin piyush jaise pade likhe log iske bare me bhramak prachar kar rahe hai.

    ReplyDelete
  103. Sanjay mohan ke sambandhi ke pakade jane ki news jo etv par dikhai gayi ke bare me jankari ho to bataye please

    ReplyDelete
  104. The vacancy may be late because it is the matter of court but it is sure that it will be filled at last when be would win the case and it is the expert comment that the case in the favor tet applicants.please have patient.

    ReplyDelete
  105. Dear All tell me what will be happened of TET pass Students

    ReplyDelete
  106. mere khayal se hame ab hinsatmak rukh apnana hoga 5-10 roadways me aag laga do or kuch tod fod kar do. niyukti aasani se mil jayegi kinyki ye gundo ki sarkar hai sarafat ko kamjori samajh rahi hai.

    ReplyDelete
  107. Main 2 may ke decesion ke din se hi dekh rha hun ki hamare TET Leaders gayab se ho gaye hain.... aakhir unhe btana chahiye is Blog par ki CM ne kya kha tha aur aage ka plan kya hona chahiye.....?
    Ydi Unhone jimmedaari uthai hai to use nibhana bhi chahiye, sabko Visvwas me lete huye...

    ReplyDelete
  108. KYA AAPKO AB LAGTA HAI KI AMAR UJALA KO FAKE NEWS DENE KA AWRD DENA CHAHIYE ye paper hi hai jisko har news milti hai baki sabi paper wale sote hai.. basic siksha ki poori jimmevari keval amar ujala par hi hai BHAI AB TO AWARD DENA HI PADEGA BASIC EDUCATION MINISTER ki meeting ho aur keval amar ujala ko hi bulaya gaya tha

    ReplyDelete
  109. priya tet sathio josh ko banaye rakhe hum tet pass b.ed. degree dhari hai gov. aur hamare leader wakai mile hue hai hamare leader lkw mai tet walo ko bulake dharna padarshan karke janta darshan mai jane ka order mangte hai jabki janta darshan mai koi bhi ja sakta hai fariyad leke inko to apna lakshya hi nahi maloom ki hmai kya karna hai khair aap log chahe to mai rai de sakta hu ki aagai kya karna chahiae plz call me

    ReplyDelete
  110. dear tet leader jyada fyad nuksan na soch ke ek faisla le le ki abki dharna padarshan allhabad highcourt ke samne hoga tet walo ki raily ab hc ke samne hoga wo bhi 15 may ko alhabad varansi ke aaspas jitne tet pas bhai hai wo bade paimane pe hc ke samne dharna dene ke lia ek jut ho jai bajrangbali ka naam le aur kuch kare

    ReplyDelete
  111. priya tet sathio josh ko banaye rakhe hum tet pass b.ed. degree dhari hai gov. aur hamare leader wakai mile hue hai hamare leader lkw mai tet walo ko bulake dharna padarshan karke janta darshan mai jane ka order mangte hai jabki janta darshan mai koi bhi ja sakta hai fariyad leke inko to apna lakshya hi nahi maloom ki hmai kya karna hai khair aap log chahe to mai rai de sakta hu ki aagai kya karna chahiae plz call medear tet leader jyada fyad nuksan na soch ke ek faisla le le ki abki dharna padarshan allhabad highcourt ke samne hoga tet walo ki raily ab hc ke samne hoga wo bhi 15 may ko alhabad varansi ke aaspas jitne tet pas bhai hai wo bade paimane pe hc ke samne dharna dene ke lia ek jut ho jai bajrangbali ka naam le aur kuch kare

    ReplyDelete
  112. Amit agrahari aage ka kya programm banana hai.

    ReplyDelete
  113. don't panic tetian friends. jeet humari hogi. ekta banaye rakhen. agar kisi ne paison ki her fer ki b hai to use maaf kar de. abhi humari ekta jyada jaruri hai. isi ki wajah se hi cm humare tetians k hiton k against kuchh nahi kar pa rahe. ek baat yaad rakhen humara lakshya jyada important hai na ki aur kuchh. kisi par keechad na uchhalen. ho sakta hai k humare tet leaders se kuchh galtiyan hui ho; par unhe ek mauka aur de. aakhir unhi ki aguaai me hi to hum apni ladai yahaa tak le aa paaye hain. yaad rakhiye akela chana bhaad nahin phod sakta.

    ReplyDelete
  114. Bhai ji muche kisi ke praman ki jarurat nahi hai ki maine kya kia mere upar arop lagane wale se puncho ki unhone ne aaj tak kya kia 75 jilaa akdhykchon me se yadi koi ek vaikti e kahde ki Ranjeet ko hamne 1 rupies dai hai to mai apne uper lage aropo ko accept kar lunga .

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।