/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, May 14, 2012

UPTET : शासन के निर्णय के पहले तनातनी , टीईटी अभ्यर्थियों की नियुक्ति में शैक्षिक मेरिट की मांग


UPTET : शासन के निर्णय के पहले तनातनी , टीईटी अभ्यर्थियों की नियुक्ति में शैक्षिक मेरिट की मांग 


• अमर उजाला ब्यूरो
प्रतापगढ़। टीईटी अभ्यर्थियों को लेकर शासन अभी तक कोई भी फैसला नहीं कर सका है। लेकिन बेल्हा में अभ्यर्थियों के दो गुटों में तनातनी हो गई है। रविवार को दोनों गुटों ने शक्ति प्रदर्शन कर अलग-अलग मांगें रखीं।
प्राइमरी स्कूलों में 72,825 शिक्षकों की नियुक्ति के लिए प्रदेश स्तर पर शिक्षक पात्रता परीक्षा का आयोजन किया गया। बसपा कार्यकाल में हुई परीक्षा पर सवाल उठने के बाद शासन नए सिरे से जांच करा रहा है। लेकिन बेल्हा के अभ्यर्थी दो गुटों में विभक्त हो गए हैं। एक गुट शिक्षक पात्रता परीक्षा को मेरिट के आधार पर जबकि दूसरा गुट शैक्षिक मेरिट के आधार पर चयन की मांग कर रहा है। सोमवार को दोनों गुटों ने शक्ति प्रदर्शन कर अपनी मांगें रखीं।
यूपी टीईटी संघर्ष मोर्चा के अध्यक्ष विवेक सिंह की अध्यक्षता में कचहरी में हुई बैठक में शिक्षक पात्रता परीक्षा को ही चयन का आधार बनाने की मांग की गई। इस मौके पर राघवेंद्र सिंह, आशीष सिंह, सुनील कुमार, राज कुमार, सुजीत, सुनील, फूलचंद्र, हरिकेश, चंद्र प्रकाश, संदीप, आशीष आदि थे। दूसरी बैठक कचहरी में विशिष्ट बीटीसी संघर्ष मोर्चा के बैनर तले हुई। इसमें अध्यक्ष अभिषेक मिश्र ने भर्ती प्रक्रिया शैक्षिक मेरिट के आधार पर करने की मांग की। इस मौके पर विनीत सिंह, शिव प्रताप सिंह, हिमांशु, शिव प्रसाद सिंह, विक्रम, सुनील आदि थे।

न्यूज़ साभार - Amar Ujala (14.5.12)
******************
If selection process changed then matter can go again in court / supreme court, And candidates may face one more stay.
Lakhs of Candidates passed TET exam and if anyone challenged change in process then candidates can face stay again as it happened earlier.

22 comments:

  1. Bhaio jb aps me hi ldoge to govt kaise nirny legi .plz it is not fair.

    ReplyDelete
  2. Bhaio jb aps me hi ldoge to govt kaise nirny legi .plz it is not fair.

    ReplyDelete
    Replies
    1. ab to bhrti acd+tet se hi hogi up ke har jile me iss baat ki dahmti hai kiuki tet +acd jada snkhya me hai

      Delete
  3. uttarakhand ki tqrha up me bhi acd+tet ki merit bani chahiye

    ReplyDelete
  4. Academic merit karne par yah mamla court me legally challenge ho jayega aur sp government yahi chahti hai ki prakriya adhar me latki rahe

    ReplyDelete
    Replies
    1. kaise jaye ga court me dear kiu ki uttarakhand me bhi acd+tet ko hi chayan ka adhr mana gaya hai

      Delete
    2. Sonu dear don't waste your time , chalo uttrakhand hi chalte hai kyoki yaha ki niyamawali alag hai

      Delete
  5. bhaiyo kyon aapas me ladkar apne pairo par khud kulhadi maar rahe ho main tet k paksh me hun bt agar tet+accd ki merit bhi banti hai tou bhi koi prob nai hai coz aapas me ladne se achha hoga k koi beech ka rasta nikala jaye agar hm aapas me ldte rahe tou kisi ko koi labh nai hoga aur hm sabhi ki mehnat paani me chali jaegi

    ReplyDelete
    Replies
    1. very good alka ji yahi to mai bhi kah raga hu beech ja rasta nikalo acd+tet is se adhik bhuyio ko laabh mile ga

      Delete
  6. Acd wale samajh rahe hai ki loha garam hai hathora mar lo lekin ye kam akl ye nahi jante ki iske liye niyamawali aur bharti dono badal jayegi. Nayi nimawali me iska aadhar ban sakta hai lekin phir ye b.ed. Wale prt nahi bhar payenge, phir bajan baith kar jhunjhuna.
    mitro sarkar ko ab phaisla 19 may ko lene par majboor kar do, apni adhik se adhik sankhya me lko aaye aur santi purn tarike se pradrashan kiya jaye. mitro mera sujhao hai ki es baar thora adhik sayam dhikhaya jaye aur agar aap log taiyaar ho to ek- ek gulab ka phool cm ko diya jaye isse cm ko hamre favour me nirnaye lene me emotional pressure feel hoga. Lekin sath hi sath adhik se adhik sankhya me aane ke liye har sambhav prayas kariye kyoki ye lari ab climax par hai aur ham apni takat dikha gaye to hame jaldi good news mil jayega.

    ReplyDelete
  7. doston law point keval tab support karta jab ki chayan ho chuka hota. doston btc 2004 mein bhi to application exam ki liye mangi gayi thi lekin chayan merit par hua tha. abhi tet ke base par application mangi gayi hai keval sarkar isiliye adhar badalne ke liye vidhik rai le rahi nahi to khud socho ki vidhik rai ki kya jaroot thi aur yeh to government pahle se hi kah rahi hai ki woh tet par bharti nahi karegi nakal mafia ne kai karore rupey gov tak pahuncha diye hai kyounki jyada no. dene ki nam par hi unki college rupi dukane chalti hai hamein apne aandolan ko tet merit ke liye aur tej karna chaiye nahi to doston bahut der ho jayegi

    ReplyDelete
  8. ek baat mujhe bilkul samajh nai aati Akhilesh ji k pita mulayam singh ji hamesha se kahte the k agar main cm bna tou saare public school band karva dunga inhone shiksha ko dukan bna dia hai ab Akhilesh ji ko public school se itna pyar ho gya k vo accd k peeche pade hain..... khud ko kisano aur majduro ka dost btate hain Chaudhary Charan Singh ji k follower btate hain ...tou bhaiyo inse poochho k jo majdoor kisano k bachce up board me padhte hain unke sath ye anyay kyun??????kitne majdoor aur kisaan hain jo cbsc board me padhte hain..

    ReplyDelete
  9. 19 may ko ek nirnayak din bana diya jaye. Sabhi tet group apni apni ranniti tayaar kare aur ek sath pradrashan ki yojna banaye.
    Jai hind , jai TET

    ReplyDelete
  10. sabhi jante hain k accd k base par agar selection hota hai tou uskanuksan sirf aur sirf up board k bachco ko hoga apni hi state me humara koi mol nai .....ek taraf tou sarkar bachco ko gvt school me khichne k lie mid day meal dti hai aur dosri taraf un schoolo se padhe hue bachco ko job nai milti tou band kyon nai kar dete gvt school??????

    ReplyDelete
  11. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  12. sanjay ji kya aap mujhe bta sakte hain k aaj akhilesh ji k paas koi gya h kya unhone 14 ko milne k lie kaha tha na...

    ReplyDelete
  13. meri rai me ek primary teacher ki liye only TET yogyata ka paimana nahin hai....merit Graduation + B.Ed. + TET and seniorty ke base per hona chahiye.

    ReplyDelete
  14. meri rai se tet +ba+bed se bharti honi chaiye kyki sabhi pradesh me tet +acd merit se chain ho raha hai agar tet walo bharti hone dena chate ho to sarkar ka sath do warna tet exam nirast kar diya jayega

    ReplyDelete
  15. meri rai se tet +ba+bed se bharti honi chaiye kyki sabhi pradesh me tet +acd merit se chain ho raha hai agar tet walo bharti hone dena chate ho to sarkar ka sath do warna tet exam nirast kar diya jayega

    ReplyDelete
  16. tet exam chayan ka uchit tarika tha lekin dhadali ki wjash se ise patrata pariksha kiya jana uchit nirday hai isli tet walo sarkar ke phaesale ka swagat karo nahi to kuch hat nahi ayega 150000 ki bharti ho gi

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।