/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, July 3, 2012

UPSESSB / UPMSSCB : टीजीटी-पीजीटी की चयन प्रक्रिया पर लगा विराम


UPSESSB / UPMSSCB  : टीजीटी-पीजीटी की चयन प्रक्रिया पर लगा विराम

इलाहाबाद। माध्यमिक शिक्षा सेवा चयन बोर्ड के अध्यक्ष के काम काज पर रोक लगने के साथ ही माध्यमिक विद्यालयों में खाली पड़े शिक्षकों पदों के चयन पर विराम लग गया है। अध्यक्ष केकाम काज पर रोक के कारण चयन बोर्ड में प्रधानाचार्य पदों की चयन प्रक्रिया भी अटक गई है। इन पदों पर चयन की प्रक्रिया ठप होने से नए शैक्षिक सत्र में माध्यमिक विद्यालयों में शिक्षकों की भारी कमी होगी और साइंस, मैथ्स, अंग्रेजी समेत कई विषयों की पढ़ाई प्रभावित होगी

विवादों में अध्यक्ष -
चयन बोर्ड में अनियमितता का मामला पहली बार ‘अमर उजाला’ ने प्रमुखता से उठाया था। टीजीटी-पीजीटी में घोटाले का पर्दाफाश होने पर तत्कालीन माध्यमिक शिक्षा मंत्री ने जांच बैठा दी थी। जांच में फर्जी नियुक्ति के मामले पकड़े गए। सचिव माध्यमिक शिक्षा ने दस साल की भर्तियों पर जांच बैठा दी। जांच के कारण दो हजार चयनित शिक्षकों को ज्वाइनिंग नहीं मिली। इससे भी बड़ा विवाद टीजीटी-पीजीटी में अध्यक्ष और एक सदस्य के रिश्तेदारों के चयन पर हुआ। विवाद से दोनों का चयन निरस्त कर दिया गया और अध्यक्ष डॉ.आरपी वर्मा के खिलाफ जांच बैठा दी गई। दो दिन पहले शासन ने अध्यक्ष का कामकाज पर ही रोक लगा दी जिससे सारी भर्तियां प्रभावित हो गई हैं

माध्यमिक शिक्षा सेवा चयन बोर्ड के अध्यक्ष के काम काज पर रोक लगने से संकट बढ़ा
दस में छह सदस्यों के पद खाली
चयन बोर्ड में पहले से ही 10 में से छह सदस्यों के पद खाली चल रहे हैं। एक सदस्य के काम पर रोक है। वर्तमान में तीन सदस्यों के जिम्मे चयन की जिम्मेदारी है। पद खाली होने और अध्यक्ष के खिलाफ जांच लंबित होने के बाद अब पूरी प्रक्रिया ठप पड़ गई है। विशेषज्ञों की मानें तो कोरम के अभाव में अब चयन बोर्ड कोई भी चयन नहीं कर सकता।
ढाई लाख का चयन टला
•टीजीटी-पीजीटी में 2.50 लाख अभ्यर्थियों का चयन टला
•टीजीटी के लिए आवेदन करने वालों में लगभग 1.60 लाख अभ्यर्थी शामिल
•पीजीटी के लिए आवेदन करने वालों में लगभग 90 हजार अभ्यर्थी शामिल
•प्रदेश में इस समय लगभग साढ़े नौ हजार पद खाली
•लगभग 2200 शिक्षकों का प्लेसमेंट का मामला लटका
•टीजीटी के 1500 और पीजीटी के लगभग 700 चयनित शिक्षकों को नहीं मिली ज्वाइनिंग


Source : http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120703a_002174005&ileft=129&itop=357&zoomRatio=130&AN=20120703a_002174005 / Amar Ujala (3.7.12)
******************************
In these days CORRUPTION is very very high and ONLY Culprits should be punished if they found guilty in investigation. Best way of selection is multilevel written examination through different bodies, Human interviewers weightage should be made to be with negligible effect.
After selection , If it is found candidates have shortcoming then necessary action can be taken & once again written examination should be conducted.

171 comments:

  1. bharat ke court ko jo aaj saddbuddhi de aise kis devta ki upasna karoon main abhi dekar

    ReplyDelete
  2. Har daal par ulloo baitha hai. Saare jahaan se gandaa desh humaara.

    ReplyDelete
  3. Desh ko kyo koste ho dost galti to hamare hai jo in netao ka her julm hum sehtein hain are kranti karo inke khilaf jese anya desho mein ho rahi hai

    ReplyDelete
  4. Ranjeet Singh Yadav Anubhav > Uptet
    Aaj gov ki taraf se court me prabhavi pairvi ke lie Allahabad Hicourt ke apar mahadhivakta C B Yadav apear honge .

    ReplyDelete
  5. up m ek bade andolan ki awashyakata hia jo ki ek hi samay par ek sath pradesh k sabhi jilo me ho esaki tapish etani ho k pura pradesh jalata najar aye hamare leader koi date fix kare (sangharsh nahi ab ran hnga......,) up tet jindabad

    ReplyDelete
  6. Mitro sarkar wahi kary kar rahi hai jiske liye chuni gayi hai lalchi logo ne berojgari bhatta ,AcD me nakal ki chhut, tab n laptop bhartio me jugad etc ke liye vote diye hai sarkar wahi kar rahi hai aur aap log sarkar ko galat kahte hai.
    Sadan me jeet usi ki hoti hai jiski mejorty hoti hai is baar sp ko logo ne dil se chuna to vo bhi dil se apka khayal rakh rahi hai.

    ReplyDelete
  7. Yadi andolan ki naubat aaye to 15 july k baad ki koi date rakhi jaye.

    ReplyDelete
  8. WRIT - A
    203. DF-PH 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
    RAJESH YADAV
    Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
    K.S. KUSHWAHA
    aaj apne case par koi sunwai nahin hogi.

    ReplyDelete
  9. WRIT - A
    203. DF-PH 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
    RAJESH YADAV
    Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
    K.S. KUSHWAHA
    aaj apne case par koi sunwai nahin hogi.

    ReplyDelete
  10. http://www.allahabadhighcourt.in/causelist/courtA.jsp
    check this link.

    ReplyDelete
  11. Kya aaj faisla ho jayege koi bhai bataye Kanhaiya Sharma Mumbai

    ReplyDelete
  12. Shakul Gupta > NAVAT
    9 Supplementary Fresh Cases hain
    74 Advance Cause hain jinme
    apna no. 2 hai

    ReplyDelete
  13. aaj to kisis halat main nahin haoga , hamara case lagbhag 2 sal bad sulag payega

    ReplyDelete
  14. Shakul Gupta > NAVAT
    aaj kewal 16 fresh cases hain..........inhi fresh cases ki vajah se pichali baar no. nahi aaya tha.

    ReplyDelete
  15. Jo hoga achcha hoga. Dosto preshan na ho.. Jai shri ram..

    ReplyDelete
  16. Tiwari ji u r right sarkar wakai H.C me pairvi karne ja rahi he kyonki-
    E.M. bhi is sambandh me ek sawal ke jawaw me apna bayan de chuka he ki sarkar pairvi karne ja rahi he
    aur sarkar ne bhi hamare matter ko ab tak kai angle se check kar liya he
    me yeh toh nahi kehta ki in sabke wabajood aaj hee koi faisla ho jayega itni jarur aasha karta hu ki faisla isi mahine hona he
    sarkar 99 parcent is faisle ko isi maah ke andar nipta degi
    bachi ek percent sambhava toh is
    1 percent sambhavna ke liye ham logon ko ek strong unity ki ka nirmaad karna hoga ek tetion 3 tetion ko andolan ke liye tayyar karein aur wo
    3 tetion apne saath
    3-3 tetion ko lene ki koshish karein
    aur sirf ek hee baat bolni he ki sabhi tetion ko job dilana is aandolan ka maksad he
    me allah se dua karta hu ke ab kisi andolan ki sambhavna hee na wane

    ReplyDelete
  17. Court No-7
    Case No-1
    Supplementary List of Fresh Cases
    Case Details -
    WRIA /29399/2012
    Title :DAYA PRAKASH MASHIH Vs.
    STATE OF U.P.THRU.IT'S SE-
    CY. AND OTHER
    Petitioner's Counsels -AMAR
    NATH TIWARI
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  18. friends supplementry cases aaj 9 hain jisme se abhi 1st case ki sunwai ho rahi hai.

    ReplyDelete
  19. mahesh saadi kar lo nahi to is tet ke chakkar mein budhe ho jaoge iska kuch nahi hone wala aaj koi hearing nahi hogi case 203 par hai new date 3/8/12

    ReplyDelete
  20. mahesh saadi kar lo nahi to tet ke chakkar mein budhe ho jaoge ,is tet ka kuch nahi hoga aab school qualified s,mitr chalayege ,aaj case 203 par hai next hearing 3/8/12

    ReplyDelete
  21. supplementry cases ke baad advance cause list me jo case hai sune jayenge jinki sankhya 74 aur unme hamare case ka no 2 hai.

    ReplyDelete
  22. *Preshan dosto ke liye ek jroori suchna* Frndz sarkar ke pass 31.sep.12 tk ka time hai.. Kyuki 31.mar.13 tk sarkar ko ncte k manak k hisab se school maintain krne hai aur 6 mahine to hmari training me lgenge.. Shiksha mitra to tet k bina ab regular ho nahi skte yh to htet k case se clear ho gya hai.. Bache hm sb tet wale to suno itni vacancy hai ki sb aajayenge bs koi preshan na ho aur sb aapsi dwesh bhav bhool kr sath de..%d%aSarkar ki hme recruit krne ki last date 31.sep.12 hai. Hme us pr dwab bna kr yh kaam jldi krana hai..

    ReplyDelete
  23. Ganesh Dixit > Uptet
    basic education secretary sunil
    kumar has also come in court.

    ReplyDelete
  24. *Preshan dosto ke liye ek jroori suchna*%d%aFrndz sarkar ke pass 31.sep.12 tk ka time hai.. Kyuki 31.mar.13 tk sarkar ko ncte k manak k hisab se school maintain krne hai aur 6 mahine to hmari training me lgenge.. Shiksha mitra to tet k bina ab regular ho nahi skte yh to htet k case se clear ho gya hai.. Bache hm sb tet wale to suno itni vacancy hai ki sb aajayenge bs koi preshan na ho aur sb aapsi dwesh bhav bhool kr sath de..%d%aSarkar ki hme recruit krne ki last date 31.sep.12 hai. Hme us pr dwab bna kr yh kaam jldi krana hai..

    ReplyDelete
  25. Ganes dixit
    >friends fresh cases are already finished supplementary cases are taken up and last supplementary case hearing is going on after than two unlisted case and after than our case will take up so pray to god.

    ReplyDelete
  26. bhai please koi bataye court me kya chal rha hai....

    ReplyDelete
  27. basic education seceratory court me kyo aaya hai.
    dixit ji

    ReplyDelete
  28. hamari case ki sunwayi kis samay tak hogi

    ReplyDelete
  29. BHAGWAN JI PLEASE AAJ TO HAMARE CASE KI SAHI TARAH SE SUNWAI KARA DO

    ReplyDelete
  30. Is samay tet ka bagban yadav hai chahe vo kapil ho ya akhilesh.

    ReplyDelete
  31. This is situation-
    court no7-
    no-31 Daily Cause List Case Details - TACL /438/2011
    Title :SMT. URMILESH SHARMA Vs. SHARAT CHANDRA SHARMA
    Petitioner's Counsels -DEVASHISHMITRA
    Respondent's Counsel -

    ReplyDelete
  32. This is situation-
    court no7-
    no-31 Daily Cause List Case Details - TACL /438/2011
    Title :SMT. URMILESH SHARMA Vs. SHARAT CHANDRA SHARMA
    Petitioner's Counsels -DEVASHISHMITRA
    Respondent's Counsel -

    ReplyDelete
  33. Kya aaj high court m case ki sunwahi chal rahi h ki nahi.abhi tak kya ho raha h ,please kuch to publish kariye.

    ReplyDelete
  34. Kya aaj high court m case ki sunwahi chal rahi h ki nahi.abhi tak kya ho raha h ,please kuch to publish kariye.

    ReplyDelete
  35. Ye to bhaut accha hua jo pgt aur tgt par rok lag gayi.iske liye govt.ko.thankx.

    ReplyDelete
  36. agali date may be 12 julay ho sakati he..

    ReplyDelete
  37. SUROJEET GUHA JI
    LAGTA HAI AAPKO NAUKRI KI JARRURAT NAHI HAI
    ISI WAJAH SE AISI BAAT KAR RHE HO

    ReplyDelete
  38. PHILHAAL CASE KI SUNWAI HO RHI HAI KYA..KOI BATAYE

    ReplyDelete
  39. UP GOVT KA FESLA------ vidhayk 20 lak tk ki GADI LE SKTE HAI VIDHAYK NIDHI SE WAH UP GOVT WAH LEKIN TET KA FESLA LENE ME ETNI DER KYUN ????????

    ReplyDelete
  40. kal mai jis school me padata houn unhoney pooncha ki kya aap 6 mehiney tak is school me teaching keringay app likhit roop me de mainay kaha mujhe pata nai hai k kub tuk ,unhonay kaha ki tho hum risk kyon le aap isthite spasta keray jub tuk hum apkoo appoint nahi ker saktay hai ab mai unhay kya spasta kero yadi serkaar juld hi nirnay nahi lati hai to mai to buri sthiti me phasa huon aur kuch ker bhi nahi sekta (kash juld he accha samachar milay

    ReplyDelete
  41. jane kyo log esi bat karate bhai its bad habbite.

    ReplyDelete
  42. apne sabhi case lunch ke baad hi kyun takeup hota hai aur mamla fir latak jata hai fir next date milti hai lunch ke baad wali mamla latkne ke liye

    ReplyDelete
  43. Friends,
    Shayad sunwai na ho,Sarkar ne halafnama to laga diya hai,par lagta hai date lambi milegi.

    ReplyDelete
  44. Alok bhai .. Halafnama lagane ka kya matlab hua ?

    ReplyDelete
  45. agar agali date hue to vah 12july hogi.

    ReplyDelete
  46. agr koi cort me ho to plz 9452488157 par cal stithi spasht kr de. plz

    ReplyDelete
  47. agr koi cort me ho to plz 9452488157 par cal karke koi stithi spasht kr de. plz

    ReplyDelete
  48. agr koi cort me ho to plz 9452488157 par cal karke koi stithi spasht kr de. plz

    ReplyDelete
  49. CSE 2.30 MINT PER LAGEGA ABHI KUCHH NAHI HAIN

    ReplyDelete
  50. Besic Education Secy. Court me hi hain,dekhna hai wo apne paksh ko kis tarah rakhte hain...just wait...

    ReplyDelete
  51. Please share your mobile no. here whoever in the court today so that the other guys can take the updates from you.

    ReplyDelete
  52. bhai log plz suchna dete rahiye. utsukta bahut badh rahi hai.

    ReplyDelete
  53. 167 case dekhe ja chuke hain,jyadatar me faisle bhi diye gaye hain,shayad hamare case ki sunwayi....

    ReplyDelete
  54. alok bhai kya waha par bsa aur sect. Bhi aye hai... Aur agar aye hai to why?

    ReplyDelete
  55. Arey bhaiya koi to news do case k bare me

    ReplyDelete
  56. kya case par sunwayi shuru ho chuki hai ?

    ReplyDelete
  57. Friend this is correct situation
    Final Hearing/Disposal" to betaken up on day to day basis till Friday
    7 193 Daily Cause List Case Details - WRIA /10628/1992
    Title :S.K. SINGH Vs. D.I.O.S.
    Petitioner's Counsels -A.K. SINGH
    Respondent's Counsel -S.C.

    ReplyDelete
  58. Friend this is correct situation
    Final Hearing/Disposal" to betaken up on day to day basis till Friday
    7 193 Daily Cause List Case Details - WRIA /10628/1992
    Title :S.K. SINGH Vs. D.I.O.S.
    Petitioner's Counsels -A.K. SINGH
    Respondent's Counsel -S.C.

    ReplyDelete
  59. koi ye bhee nahi bata sakta k court me kya chal raha he?

    ReplyDelete
  60. current status
    Pending
    Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
    Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
    Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
    Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
    Counsel (Res.): C.S.C.
    Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
    Date of Filing: 21/12/2011
    Last Listed on: 31/05/2012 in Court No. 7
    Next Listing Date (Likely): 03/07/2012

    ReplyDelete
  61. Apna case no 203 hai current me 201 ki sunwai chal rahi hai......

    ReplyDelete
  62. Friends,
    Bahut jyada hopeful na ho. Besic Educ. Secy. Present to hain par kisi aor case k liye bhi ho sakte hain. Ho sakta hai wo TET ki dhandhli k sambandh me court ko kuch btana chahte ho. Khair ye sab sambhawnaye hain hakikat case ki sunwayi par pta chalega. Sarkar ne ye aplc. Diya hai ki yadi jald koi faisla nahi diya gaya to tamam vidyalay band ho jayenge,is.se spasht hai ki vigyapan aor process ko koi khatra sarkar ki taraf se nahi hai. Aor sarkar bhi ise jald se jald karne ki ichhuk hai. Maine kapildev par compansation ki writ k liye lawyer se baat kar li hai. Yadi vigyapan bacha to kapildev ka ghar tak neelam ho sakta hai....

    ReplyDelete
  63. Is kapil ko bikhari jarur banana bhai.

    ReplyDelete
  64. Dost kuch case se related news do

    ReplyDelete
  65. Friend correct situation-
    court no-7
    case no- 202 Daily Cause List Case Details - WRIA /30192/1993
    Title :DHIRENDRA SINGH Vs. D.I.O.S.& OTHERS
    Petitioner's Counsels -D.S.M. TRIPATHI
    Respondent's Counsel -S.C

    ReplyDelete
  66. Friend correct situation-
    court no-7
    case no- 202 Daily Cause List Case Details - WRIA /30192/1993
    Title :DHIRENDRA SINGH Vs. D.I.O.S.& OTHERS
    Petitioner's Counsels -D.S.M. TRIPATHI
    Respondent's Counsel -S.C

    ReplyDelete
  67. 7 203 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  68. 7 203 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  69. 7 203 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  70. ab to bato ki kya apna case chal rha hai

    ReplyDelete
  71. koi batao court mein kya chal raha hai

    ReplyDelete
  72. plz friend koi batao court mein kya ho raha hai

    ReplyDelete
  73. Hi!Friends,hamare case ki sunwai chal rahi hai.

    ReplyDelete
  74. 7 203 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  75. sunwai samapt sayad result nahi aya hai...

    ReplyDelete
  76. yadav ji plz tell me about the case status

    ReplyDelete
  77. Everyone cross your fingers and pray to god for the best

    ReplyDelete
  78. any one tell me what happened in hearing

    ReplyDelete
  79. any one tell me what happened in hearing

    ReplyDelete
  80. bahas main kuch decesion hua kya.. vigyapan accept kiya gaya ya sift date change hui hai.. pls tell me.

    ReplyDelete
  81. V k yadav g v r awaiting ur update.....

    ReplyDelete
  82. Dost result kya aya hai pls batao

    ReplyDelete
  83. Arpan ji please tell kya behas hui case m??man to karta h ki is govt. k ek mantri ko tadpa tadpa k maro??.

    ReplyDelete
  84. kaya dharchand jee
    abhee apnai hi to bataya hai
    syad 5 july date lagi he

    ReplyDelete
  85. Bahut galat bat hai yar kuch to bata do

    ReplyDelete
  86. 3 Jul 12, 03:38 PM
    hari: 5 JULY DATE MILI HAI GOV NE SABHI CASE ME APNA ADV. NAHI BHEJA HAI KUSHWAHHA K KAHNE PAR JUDGE NE KAHA KI TUM SHABHI CASE K ADV. NAHI HO JAOGE JUDGE NE YE BHI KAHA HAI HAZARO LADKO KI CHITHTHIYA HAMARE PAS AA CHUKI HAI IS LIYE KEWAL EK DIN KA TIME DIYA JATA HAI 5 KO SABHI PRESENT HO
    3 Jul 12, 03:38 PM

    ReplyDelete
  87. ALLLAHABAD HIGH NEXT HEARING DATE 5 JULY 2012 KAR DI HAI
    GOV NE SABHI CASE ME APNA ADV. NAHI BHEJA
    HAI
    KUSHWAHA G K KAHNE PAR JUDGE NE KAHA KI AAP SHABHI CASE K ADV. NAHI HO JAOGE
    JUDGE NE YE BHI KAHA HAI HAZARO LADKO KI CHITHTHIYA HAMARE PAS AA CHUKI HAI
    IS LIYE KEWAL EK DIN KA TIME DIYA JATA HAI
    5 KO SABHI PRESENT HO

    ReplyDelete
  88. 3 Jul 12, 03:38 PM
    hari: 5 JULY DATE MILI HAI GOV NE SABHI CASE ME APNA ADV. NAHI BHEJA HAI KUSHWAHHA K KAHNE PAR JUDGE NE KAHA KI TUM SHABHI CASE K ADV. NAHI HO JAOGE JUDGE NE YE BHI KAHA HAI HAZARO LADKO KI CHITHTHIYA HAMARE PAS AA CHUKI HAI IS LIYE KEWAL EK DIN KA TIME DIYA JATA HAI 5 KO SABHI PRESENT HO
    3 Jul 12, 03:38 PM

    ReplyDelete
  89. 3 Jul 12, 03:38 PM
    hari: 5 JULY DATE MILI HAI GOV NE SABHI CASE ME APNA ADV. NAHI BHEJA HAI KUSHWAHHA K KAHNE PAR JUDGE NE KAHA KI TUM SHABHI CASE K ADV. NAHI HO JAOGE JUDGE NE YE BHI KAHA HAI HAZARO LADKO KI CHITHTHIYA HAMARE PAS AA CHUKI HAI IS LIYE KEWAL EK DIN KA TIME DIYA JATA HAI 5 KO SABHI PRESENT HO
    3 Jul 12, 03:38 PM

    ReplyDelete
  90. yadav g thanks .your contribution to up tet is priceless .

    ReplyDelete
  91. Kya satisfaction hua batao to sahi

    ReplyDelete
  92. Replies
    1. Yadav ji kya 5 ko feshla aa jayega

      Delete
    2. thnx yadav g 4 the ur bst coopration wid us.

      Delete
  93. 5 jUKY KI DATE MILI HAI 5 JULY KO SHABH A RAT HAI ALLAH HME JEET DELIANKE AAMIN

    ReplyDelete
  94. 5 ko nayi date lagi hai ,court ne sarkar
    se 5 ko affidavit dene ko kaha hai btc
    wale mudde pe. hamari or se khare
    sahab ne behas ki.......judge sahab ne
    kaha mai to pareshan ho gaya
    hu......ladke mere ghar chitthi bhej rahe
    hain.......leki n aaj sarkari wakil court me
    upastitht nahin the.......court ne unhe 5
    ko upastitht hone ko aur affidavit dene
    ko kaha hai............ ..

    ReplyDelete
  95. 5 ko nayi date lagi hai ,court ne sarkar
    se 5 ko affidavit dene ko kaha hai btc
    wale mudde pe. hamari or se khare
    sahab ne behas ki.......judge sahab ne
    kaha mai to pareshan ho gaya
    hu......ladke mere ghar chitthi bhej rahe
    hain.......lekin aaj sarkari wakil court me
    upastitht nahin the.......court ne unhe 5
    ko upastitht hone ko aur affidavit dene
    ko kaha hai...............

    ReplyDelete
  96. Hearing detail kya h cn anybody tell?

    ReplyDelete
  97. kya 5 july ko judgement aa jayega.koi to batao mere bhai bahut tention ho rahi hai.

    ReplyDelete
  98. vivel tyagi ji next date 5 july hi hai. . aur ummide bhi kafi hai.

    ReplyDelete
  99. Hum logo ka letter bhejne ka prayojan safal hua. Thanx to muskan ji and sunil kumar yadav ji ka jinhone letter format aur address uplabdh karwaya. Mere sabhi tet sathiyo ka jordar abhinandan jinhone lertters post kiya.

    ReplyDelete
  100. evry candidate plz share ur fon no. plz plz plz

    ReplyDelete
  101. koi plan ho to tell me on . 9690529220

    ReplyDelete
  102. yadav g date is 5 jult is it confirm.your phone is busy . pls tell. koi muzhe 10 july bata raha ha . hamara ek dost high court ke bahar ha vo 10 kyo bata raha ha

    ReplyDelete
    Replies
    1. @Piyush ji mujhe jo jankari mili hai wah sahi hai filhal for more detail please visit the website-
      www.allahabad hc.in/case status
      just after 9PM.THANKS

      Delete
  103. kya 5 july ko fesla ho jayga plz tell me

    ReplyDelete
  104. dosto mujhe lag rha hai ki sarkar ko ap cout fatkar lagyega .

    ReplyDelete
  105. sarkari waqil ka court me na aana yahi darshata h ki sarkar ise aur taalna chahti h,so be careful

    ReplyDelete
  106. frnds jyada se jyada letters bhejna jari rakhe. Sabhi log ek-ek letter jarur bheje. Muskan ji letter wala format ek bar phir publish kare.

    ReplyDelete
  107. sarkari waqeel ne laparwahi dikhayi wo nindaniya hai. Kya govt. is case ki isi tarah prabhavi pairvi kar rahi hai. Jo ki usne vidan sabha me kaha tha, agar ye prabhavi pairvi hai ki waqeel court hi nahi aaya.

    ReplyDelete
  108. Ranjeet Singh Yadav Anubhav > Uptet
    Sarkar stey vacation ko lekar be serious
    hai mahadhivakta ne bhi sarkar ki traf
    se majboti ke sath mamle ki pairvi
    sambandhi sashan se mile instruction
    ki bat swikar ki hai . Aaj bhi Alok yadav
    petitioner counsel ne justice Tandan ji
    ko barglane ka prayash kia ki mode of
    selection chenge kia jay is par justice
    sahab ne kaha ki apne basic rule 12th
    amendment ko to challenge hi nahi kia
    hai aur e matter 30 April ko hi
    disposed ho gaya hai justice ne Alok ji
    se kaha hai ki aap written statement de
    n ki court ko gumrah kare. BTC mamle
    me sarkar 5 ko apni isthiti saf kardegi
    aur 100% disicion settlement ho jayega
    sath hi sath court ne tet ke favour me
    ab tak hue sabhi nirnayo ki copy collect
    karne ko kaha hai avm tetian ke prati
    porn sahanubhooti vaikt kia hai ek bat
    aur all related case ke petitioner aur
    respondent counsel ko 5 July me
    present rahne ke lie kaha hai best of
    luck .

    ReplyDelete
  109. Ranjeet Singh Yadav Anubhav > Uptet
    Sarkar stey vacation ko lekar be serious
    hai mahadhivakta ne bhi sarkar ki traf
    se majboti ke sath mamle ki pairvi
    sambandhi sashan se mile instruction
    ki bat swikar ki hai . Aaj bhi Alok yadav
    petitioner counsel ne justice Tandan ji
    ko barglane ka prayash kia ki mode of
    selection chenge kia jay is par justice
    sahab ne kaha ki apne basic rule 12th
    amendment ko to challenge hi nahi kia
    hai aur e matter 30 April ko hi
    disposed ho gaya hai justice ne Alok ji
    se kaha hai ki aap written statement de
    n ki court ko gumrah kare. BTC mamle
    me sarkar 5 ko apni isthiti saf kardegi
    aur 100% disicion settlement ho jayega
    sath hi sath court ne tet ke favour me
    ab tak hue sabhi nirnayo ki copy collect
    karne ko kaha hai avm tetian ke prati
    porn sahanubhooti vaikt kia hai ek bat
    aur all related case ke petitioner aur
    respondent counsel ko 5 July me
    present rahne ke lie kaha hai best of
    luck .

    ReplyDelete
  110. v k yadav ji ek bat or clear kare ki kya court me sarkar ki taraf se koi adhikari maujood tha ya nhi

    ReplyDelete
  111. evry tetion plz share ur fon numbr. plz

    ReplyDelete
  112. Hi I am Ashish Dixit kanpur My number is 7275923964

    ReplyDelete
  113. koi mujhko c.m. k ghar ka pata de de. . lettr bhejna hai

    ReplyDelete
  114. selection tet base par hi hoga. 5 jul. ko b.t.c walon ki esthiti saf ho jayegi. Iske bad tetiens ka sunahara samay ayega.

    ReplyDelete
  115. दोस्तों,
    लगता है हमारा चिठ्ठी वाला फार्मूला हिट होता दिख रहा है निश्चय ही 5 जुलाई को फैसला आ जायेगा
    ईश्वर हमारा साथ दे

    ReplyDelete
  116. Allaha ka lakh-lakh shukra h aur hame kamyabi naseeb kare. Aameen.

    ReplyDelete
  117. jitni bhi writ connect hai is case k sath judge ne sabhi ke advocate ko 5 july ko affidevit k sath aane ko kaha. Aaj govt. K waqeel court me aaya hi nahi., ho sakta hai parinam kuch aur hota.

    ReplyDelete
  118. hi i am Bipin From azamgarh and my no. is 9455573535 Tet mark- 130 obc

    ReplyDelete
  119. GURU PURNIMA PAR SAMAST GURU JI(IN WAITING) KO BADHAI...

    ReplyDelete
  120. Hi i'm Aditya narayan shukla 'TET SUPPORTER' from Siddharth Nagar and mo no- 8957025744. Thanx

    ReplyDelete
  121. hello aap logo ko yah batana jaruri hai ki result 5 ko nahi aayega(sarkari vakil ki vajah se )abhi kam se kam 2 hearing hogi chal koi nahi

    lekin ye batana jaruri hai ki hnrble j. hamare sath hai result to hamare favour me hi aayega aaj nahi to nischit kal
    unki baton se aisa lagta hai ki yadi kanuni adachan na ho to vo kah de abhi se bharti prakriya chhalu
    be


    note..aap log keval blog na padhe tet cnddt ko aapne sangathan se jode jisse bhavishya me jordar punch sarkar ko lagaya ja sake (lucknow aake )jarurat padegi (aisa lagta hai )

    Posted just now by sandip shukla

    ReplyDelete
  122. hi dosto hum abhi vanhi hai janha pahle the. Main kab se kah raha hun ki humara focus gov. Ke khilaf nahi balki court hona chahiye. Hum is bharti ko kewal court ke madhayam se hi kara sakte hai chahe wo h.c. Ya s.c.

    ReplyDelete
  123. thnx aditya thnx bipin 4 gvng ur numbr

    ReplyDelete
  124. i rqst to mor frnds dat plz gv ur fon numbr. its nessosry 4 future planing thnx

    ReplyDelete
  125. Hi its atul kumar gangwar 'TET SUPPORTER' from pilibhit and mo no- 9410825962. Thanx

    ReplyDelete
  126. Priya Doston,
    First of all aap sabhi ko blog par post kiye gaye hamare letter format for justice & chief justices ko hazaron ki sankhya mein post karne ke liye koti-koti dhanyawad specially un bandhuon ko bhi jinhonen aage aakar blog & net ke madhyam se isko promote kiya. Aur muskaan mam ko bhi ise apne blog par post karne ke liye bahut-2 thanks. jaisa ki aap sabhi bhaiyon ko paata chal hi gaya hai ki aaj arun tandon ji ne swayam is baat ko kaha ki mere paas hazaron ki sankhya mein letters aa chuke hain. that's a great success in the way of tet abhiyaan. kyunki aakhir hum tandon ko tet ko special appearance dene mein kaphi had taq saphal ho gaye hain. Is lagan ko hamen aage bhi banaye rakhana hoga jab tak ki hamen STAY rupi DARINDE se chutti nahi mil jaati.
    Haan,iske liye blog par se letter aur address lekar ise justice ko post karne ka shubh kaam jari rakh saakte hain, bulki ise aab promote karne ke liye tandon ji se motivation bhi mil gaya hai. COME ON give big hands to those great warriors jinhonen netagiri chodd kar aage badh kar letters ko post kiya aur hum sabhi ke dard ko Hon'ble Tandon ji ko samjhane mein safal rahe aur mujhe aur hamari team ke chotey se prayas ko vishal roop de diya......Hope we will soon be posted as TET teachers in our schools. Dhanyawad....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।