/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, July 14, 2012

UPTET - Message by Mr. Shyam Dev Mishra

Message by Mr. Shyam Dev Mishra 

Blog visitors , I am sharing messages received on my email -

Bahut se candidate TET kee anischitta se pareshan the, Aur unhone ham sabhee ke leeye kafee pryas leeye.
Rajesh jee , ne HC kee news etc. aur sabhee tarh se TET ko bachane ke liye important information share kee.
Pata nahi kya hua lekin, agar unko kisee tarh kee madad / help kee jaroorat ho to samvedhan ke dayre mein jaroor madad karen.

---------- Forwarded message ----------
From: shyamdevmishra@gmail.com <shyamdevmishra@gmail.com>
Date: 2012/7/14
Subject: URGENT APPEAL TO ALL TET-IANS IN LUCKNOW
To: "muskan24by7@gmail.com" <muskan24by7@gmail.com>

Priy sathiyon,
GADDARON-AFWAHON-CHALBAZON-GUTBAZON SE SAWDHAN!

TET aur Bhartee-bahali ke liye Lucknow me ho raha andolan aaj ek aise nazuk mod par hai, jahan sabse jyada ekjut aur sangthit rahney ki jarurat hai. Aise me, vyaktigat aur chhoti-chhoti baton ko mudda banaker gutbazee karne se sirf aapas me foot padegi aur vyaktigat roop se chhavi chamkane ke prayaas andolan ko kamjor aur antatah khatm kar denge. Aaj Rajesh Pratap Singh sahit 11 sathiyon (jinse meri kabhi face-to-face bat tak nahi hui) ki rihaai ke liye lakhnow me ekatra sathiyon dwara DABAAV BANANE KE LIYE SAMOOHIK GIRAFTAREE DENE KEE RANNEETI me kuchh aise log badha utpann karke wahan upasthit logon me foot paida kar rahe hain jinki khud ki vishwasneeyata par court case ko laparwah tareeke se lene ke aur anyanya sawaal uth chuke hain jinka koi jawaab aaj tak wo khud bhi nahee de paye hain

Aaj agar inhe chhudane me kisi bhi vajah se agar baki sathiyon ne kuchh logo dwara netagiri aur rajneeti karne kee sajishon ke karan parhej kiya to yaad rakhiyega, andolan me badhchadhkar bhag lene walon ka manobal tut jayega aur in logo ke sath kiya gaya aapka yah bartaav inke sath vishvasghat hoga. Kripya aap sab ek rahen, ek dusrey ki galtiyan na nikalen, sahi uddeshya ki prapti ke liye agar kisi ne galti bhi kar dee to usko isliye kshama karen ki uski neeyat to sahee thee.

Aaj agar aapke sathiyon ko jaraa bhi shanka ho gai ki agar wo is tarah fans gaye to unke baki sathee unhe chhudane ke har sambhav prayaas karne ke bajay chhudra vyaktigat swarthon aur rajnaitik rotiyan sekenge to yaad rakhiyega, aandolan me aane ke liye neta to rahenge par aam abhyarthee aapke sath nahi judega. Ek-dusrey ke liye har haal me, har keemat par sath khade rahne ki bhavna hi kisi bheed ko fauz banatee hai, is liye is visham samay me aise tatvon kee rajneeti ka shikar na bane, andolan ko barbad na honey den aur ekjut hoker apne sathyon ki rihaai ke liye jee-jaan se, shantipurn, vidhi-sammat, loktantrik aur ahinsak tareekey se har sambhav prayaas kare.... Agar andolan bachana hai!

Aapka sathi
SHYAM DEV MISHRA
MUMBAI
******************************

Another person email me : -



---------- Forwarded message ----------
From: Brijesh yadav <brijeshyadavmsc2007@rediffmail.com>
Date: 2012/7/14
Subject: news channels ko mail
To: muskan24by7@gmail.com


gd.eve.mam,
mam,
qu na uptet ki samasya par news channels se sikshavido se ek paricharcha ka ayojan karne ka request email ke madhyam se kiya jaye.
shayad ap esa kar chuke ho phle hi.
mere mere mind me aj ye bat ayi,me zee news or ibn par aj mail kr chuka hu.or ke email id mere pas na thi.
ap qa kahengi is vichar pe?

*****************************
One more email to me : -

---------- अग्रेषित संदेश ----------
प्रेषक: rahul singh <rahul.singh.fzd@gmail.com>
दिनांक: 14 जुलाई 2012 3:41 pm
विषय: Help of TETains
प्रति: Muskan24by7@gmail.com


Muskan je plz post this msz देश सबसे बड़े छात्र संगठन अखिलभारतीय
विद्यार्थी परिषद ने भी टीईटी उत्तीर्ण आन्दोलनरत छात्रोँ का समर्थन देने
की घोषणा आज लखनऊ मेँ कर दी है । आप सभी अभ्यर्थी किसी भी प्रकार की
सहायता के लिए आभाविप के प्रान्तीय कार्यालय पर विभाग संगठन
मन्त्री,अभाविप ,श्री मिथिलेश जी से अभाविप कार्यालय पता-5, नवीन
मार्केट,कैसरबाग लखनऊ मेँ किसी भी समय सम्पर्क कर सकते है ।(अभाविप= अखिल
भारतीय विद्यार्थी परिषद)


With Regards
Rahul Singh

49 comments:

  1. jo log ye kah rahe hai k tet merit ka virodh pahle kyo nai hua unko jankari honi caiye k tet ki booklet me isko patrata mana gaya tha aur exam se matra 3 din pahle is k merit ko adhar banane ki bat samne aai.
    govt apne hisab se bharti karegi,is liye jyada jor tet marks ko jyada se jada waitage dilane ka prayas karne me samajdari hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dost aaj main jiyo kanoon tet merit ke sath hai ager govt nain vigayapan ka adhar badla to vo cort main jayega or phir bharti latak jayegi joki ye sarkar cahtee hai to sarkar ki chal ko mat kamyab honein do dost verna bad main sirf pachtana hi hoga or kuch nahi plz reply

      Delete
    2. Dost aaj main jiyo kanoon tet merit ke sath hai ager govt nain vigayapan ka adhar badla to vo cort main jayega or phir bharti latak jayegi joki ye sarkar cahtee hai to sarkar ki chal ko mat kamyab honein do dost verna bad main sirf pachtana hi hoga or kuch nahi plz reply

      Delete
  2. "BEKUSURON KI GIRAFTAARI, GUNDON KI SARKAARI KHAATIRDAARI"
    Dosto ye hai hmara U.P. jise 'AKHILESH SARKAR' apne GUNDON k bl pr UTTAM PRADESH banana chah rahi hai n ki SHIKSHAON k saath dekr. Is pradesh me BHUKHA TEACHER apne adhikaaron ki mang krta hai to use laathiyon se pitvaya jaata hai, girftaar kiya jaata hai us k upar gambhir dharaaon me mukdma darz kiya jata hai, jab ki GUNDON ko jail se nikal kr SARKAARI BHOJ me aamntrit kiya jaata hai. BEROJGAARON k aandoln ko kuchla jata hai aur un pr sarkari sampatti ko nuksaan krne ka mukdma chalate hai, jabki koi GUNDA jb hoptipal me kabja jamata hai to use SAABASI di jaati hai. Yahi U.P. Ka SUSHAASAN hai. Sabhi TETians se mera anurodh hai ki SYAMDEV JI k baaton pr vichar kre aur jald se LCKNW phuche aur humare adhikaron k liye lad rhe hmare saathi jo girftaar hue hai unki rehaai k liye hr sambhav prayash kre. Hum sb aap sb ka intzaar kr rhe hai.
    Aapka Saathi...
    ALOK JAUNPURI

    ReplyDelete
  3. yahi to main bi kah raha hu bharti ko cort me latkane se aucha toda compromise kar ke tet ko max. waitage dila kar barti puri hone di jaye.
    in 9 mah me kai ghar tabah ho gaye to socho agar kahi bharti 2-3 saal latak gai to kitne aur ghar barbad ho jayenge

    ReplyDelete
  4. HIMACHAL PRADESH ME TET MERIT SE CHAYAN HO RAHA HAI UP KI SARKAR KI MANSHA KYA HAI- 21YEAR AGE SE 40 YEAR AGE WALE ACADEMIC MERIT HOLDAR KI TULNA NAHIN KI JA SAKTI C.B.S.E. KI UP BOARD SE SAMANTA NAHIN KI JA SAKTI B.C.A AUR B.TECH KI B.SC. SE TULNA NAHIN KI JA SAKTI HAI. LUCKNOW PAHUNCHO AUR APNE SAWALON K JAWAB AKHILESH SE POOCHHO.

    ReplyDelete
  5. PRESSURE KA EK NAYAB TARIEEKA YE HAI KI 16 JULY KO YADI 1000 GIRLS EK JUT HOKAR ANDOLAN KAREN TO UNHEN KOEE BHI NAHIN PAKDEGA AUR C.M. K NIWAS PAR JAAKAR DHARNA DEN

    ReplyDelete
  6. (Graduation + b.ed + tet) yahi selection ka sabse achcha base h is par subki samahati honi chaiye! (acd merit + tet merit + gov.ko) tino ko raji hona chaiye! Yahi best solution h tet mudde ka. Thanks.

    ReplyDelete
  7. asaflta ek chunauti hai,
    ise sweekar karo,
    kya kami reh gayi,
    dekho aur sudhar karo.

    jab tak na safalho,
    neend chain ko tyago tum,
    sangharsh ka maidan,
    chhodkar mat bhago tum.

    kuch kiye bina hi,
    jai jaikar nahin hoti,
    koshish karne walon ki,
    haar nahi hoti.
    _Harivansh Rai Bacchan
    so freinds be unite we will win .
    tetmerit jindabad

    ReplyDelete
  8. @ SAURABH JI KOI TARIKA MAT BATAIYE BECAUSE SARKAR KO SAARE TARIKE PATA HAIN BUT WO APNI MAN MANI PAR UTAROO HAI IS LIYE TEST IS BEST TET IS BEST

    S.P. GOVT. TEST VIRODHI HAI ISI NE B.T.C. KO DHANDHLI KA BAHANA BANA KAR ACD BASE KARWAYA THA.

    IS LIYE TET PAR EKJUT HO JAO AUR JALD VACANCY FILL KARWAO

    ReplyDelete
  9. frnds 15 ko c.m. Kanpur aa rahe hai, isliye kanpur aur pas ke distt. K Tet-ians kanpur pahuche aur lucknow me arrest bhaiyo ki rihai ke sambandh me c.m. Se baat kare. Plz aap log c.m. Se milne ka prayas kare.

    ReplyDelete
  10. Tet merit is the best! base of recuitment for prt teacher lekin sp gov. Sume tab na bhai ye to shiksha ka star girane par tuli hui h! Nakalchiyo ka badawa sabse jayda sp gov ne hi di h.

    ReplyDelete
  11. See the news-
    सीएम अखिलेश यादव का बयान-
    अध्यापक पात्रता परीक्षा(टीईटी) और शिक्षक भर्ती को लेकर सरकार बेहद गम्भीर,जल्द से जल्द लिया जायेगा फैसला।
    स्रोत-सहारा समय समाचार

    ReplyDelete
  12. See the news-
    सीएम अखिलेश यादव का बयान-
    अध्यापक पात्रता परीक्षा(टीईटी) और शिक्षक भर्ती को लेकर सरकार बेहद गम्भीर,जल्द से जल्द लिया जायेगा फैसला।
    स्रोत-सहारा समय समाचार

    ReplyDelete

  13. Kuch Bechare Log Apnee Nokree ke leeye Lucknow gaye the, Na kee Kisee Choreee / Badmashee ke leeye. Ham logo ka bhee koee farj hona chaihe unke prati.

    Mushkil ghadee mein apne satheeyon ka saath kabhee nahin chodna chaihe.

    ReplyDelete
  14. HIMACHAL PRADESH ME TET MERIT SE CHAYAN HO RAHA HAI UP KI SARKAR KI MANSHA KYA HAI- 21YEAR AGE SE 40 YEAR AGE WALE ACADEMIC MERIT HOLDAR KI TULNA NAHIN KI JA SAKTI C.B.S.E. KI UP BOARD SE SAMANTA NAHIN KI JA SAKTI B.C.A AUR B.TECH KI B.SC. SE TULNA NAHIN KI JA SAKTI HAI. KAL "KANPUR" PAHUNCHO AUR APNE SAWALON K JAWAB AKHILESH SE POOCHHO.

    ReplyDelete
  15. DOSTO MERA YE COMMENT SABHI TETIONS KO MOBILE SE MESSAGE KAR DIJIYE .........THANX........HIMACHAL PRADESH ME TET MERIT SE CHAYAN HO RAHA HAI UP KI SARKAR KI MANSHA KYA HAI- 21YEAR AGE SE 40 YEAR AGE WALE ACADEMIC MERIT HOLDAR KI TULNA NAHIN KI JA SAKTI C.B.S.E. KI UP BOARD SE SAMANTA NAHIN KI JA SAKTI B.C.A AUR B.TECH KI B.SC. SE TULNA NAHIN KI JA SAKTI HAI. KAL "KANPUR" PAHUNCHO AUR APNE SAWALON K JAWAB AKHILESH SE POOCHHO.

    ReplyDelete
  16. sab apni apni ro rahe hain. Jo giraftar hain unke baare mein sab maun hain. Lagata hai blog par sirf samvedanheen log hain.

    ReplyDelete
  17. sirf hindu bhai ki he griftari kyon ???????
    is liye saare muslim pahnave mein ekjutt ho ( white kurta payjama aur topi ) kam se kam muslim topi jaroor ho.
    be unite, we will win.
    tetmerit jindabad.

    ReplyDelete
  18. हमे जेल मेँ बन्द अपने निर्दोष साथियोँ को छुडाना है किसी भी हद मे जाकर

    ReplyDelete
  19. KOI TARIKA MAT BATAIYE BECAUSE SARKAR KO SAARE TARIKE PATA HAIN BUT WO APNI MAN MANI PAR UTAROO HAI IS LIYE TEST IS BEST TET IS BEST S.P. GOVT. TEST VIRODHI HAI ISI NE B.T.C. KO DHANDHLI KA BAHANA BANA KAR ACD BASE KARWAYA THA. IS LIYE TET PAR EKJUT HO JAO KAL KANPUR AAO AUR JALD VACANCY FILL KARWAO.

    ReplyDelete
  20. SARKAR NE TETIONS KO BAND KARKE UNKE ANDOLAN KO AUR HAWA DE DI HAI AB JEET HAMARI HI HOGI THAT'S SURE KAL KANPUR ME C.M. KO GHERO.

    ReplyDelete
  21. stand up for uptet merit.
    be unite, we will win.
    tetmerit jindabad.

    ReplyDelete
  22. SARKAR NE TETIONS KO BAND KARKE UNKE ANDOLAN KO AUR HAWA DE DI HAI AB JEET HAMARI HI HOGI THAT'S SURE KAL KANPUR ME C.M. KO GHERO.............PLZ SENT THIS MESSAGE TO ALL TETIONS BY MOBILE

    ReplyDelete
  23. Hum koses karenge ki hamre nirdos bhai jail se jald bahar aay hamre ekta he unhe bahar lane me kamyab ho sakti hai

    ReplyDelete
  24. अध्यापक भर्ती पर सरकार को राजनीति नही करनी चाहिये नही तो 2017 मे 25 सीटेँ ही मिलेँगी

    ReplyDelete
  25. bhai kuch bhi kar lo bharti to tet merit par hi hogi

    ReplyDelete
  26. Yar koi bhi mere ek saval ka jabab de ki akhir sarkar ko akhir accd per bharti karne ki kyo.padi hai b pls reply

    ReplyDelete
  27. bhaiyon, ekjutt ho muslim topi mein aur karein urdu lafz ka istemal apni baat kahne mein to save tetmerit and tetians.

    ReplyDelete
  28. सरकार को अगर पकडने का इतना ही शौक है तो बलात्कारियोँ, गुण्डोँ को पकडे निर्दोषोँ को नही

    ReplyDelete
  29. Agar sarkar acd merit se vighapan jari kiya to mai double bench me ek writ karne k liye taiyar baidha hu.sarkar ki kirkiri kara ke hi dam lunga.bharti to tet merit se hi hogi chahe jo kuch bhi ho jay!

    ReplyDelete
  30. asaflta ek chunauti hai,
    ise sweekar karo,
    kya kami reh gayi,
    dekho aur sudhar karo.

    jab tak na safalho,
    neend chain ko tyago tum,
    sangharsh ka maidan,
    chhodkar mat bhago tum.

    kuch kiye bina hi,
    jai jaikar nahin hoti,
    koshish karne walon ki,
    haar nahi hoti.
    _Harivansh Rai Bacchan
    so freinds be unite we will win .
    tetmerit jindabad

    ReplyDelete
  31. up gov. Ne chunavi vada kiya tha ki hum agar jitenge to tet ko cancel kar denge but hum logo ke dharna pradarshan ke aage sarkar ko jhukna pada ab process change karna chahti hai isme bhi ye maat khayenge spa ne aisa isliye
    kaha tha fail aur kam marks wale abhyrathi jyada the aur tet ko rad karne ke vade me gov buri tarah se fansi najar aa rahi hai

    ReplyDelete
  32. TET EXAM IS THE BEST OPTION BCS IT GIVES SAME CHANCE TO PROVE YOR KNOWLEDGE

    ReplyDelete
  33. S.P. & B.S.P. KI EK HI NITI
    JANTA JAYE BHAD ME PAHLE RAJNITI

    ReplyDelete
  34. Bhaiyo , blog par Kyo Apne time , money , energy waist kr raha ho , job to Milne hai Aje Nahi to Kal Jarur mila ga ,
    Yaha time waist karne se Acha hum logo ko other exams ke tayre v karne chaia,
    govt .ko is andolan se Koi Matlab Nahi hai ,govt ape 20 hazar logo ko Nahi soch rahi .,
    balke wo un 2 lack logo ke soch rahi hai Jiske TET me kam marks hai ,

    ReplyDelete
  35. govt ke policy - wo 6 august se pahale New vigyapan nikale gee ,ya court me New teaches vacancy ke policy bataye ga , Aur govt nikal v de ge New vacancy ok ,

    effect- TET merit wale again care file karan ga ,
    finally- Ab jab TET merit wale ne again case file kiya to , Ab govt Jo chate hai wo pura hote najar ane laga govt ko , kyo ke jab vacancy he two format me aa gai hai, Aur us par v case file ho rahe hai Aur bharti Nahi ho rahe hai to govt ko whole process ko he New format me start karne hoga , fir to Koi Nahi rok sakte ,
    is karan . B.ed wale to gai prt project se

    ReplyDelete
  36. hum he govt ko rasta dikha rahe hai ke wo TET ko cancel kare,

    ReplyDelete
  37. SP govt ko pate hai, ke Huma in TET walo ne he vote Nahi diya tha bake sub logo ne diya tha , isliy wo TET ko dakhe ne v pasand Nahi karte ,

    ReplyDelete
  38. Kise Taraha jail me band TET bhaiyo ko nikal ne ke Kosis karo warne wo kavhi teaches Nahi ban paye ga , Aur un TET bhaiyo par ko cases darj hai wo khatem karwao aur Jo v police ne un par charge lageye hai wo khatem karwao, kewal chudane sa he kam nahi ho ga ,

    ReplyDelete
  39. tet se hogi bharti
    1.gov vigyapan rad nhi kar payegi agar rad karti hai to sc se hum110% jeet jayenge
    2.ncte ne kiya hai samay sima badhane se inkar
    3.central gov ne paisa paisa pas karne par rakhi shart pahle teacher bharti karen uske bad paisa
    4.rte ke tahat bharti 31 march tak karni hogi complete nhi to central gov hata legi grant
    5.aur hum logon ke andolan ka dabaw sarkar ke upar saaf dekha ja sakta hai


    yhi dabaw sarkar ko tet merit se bharti karne ko majbur kar degi

    ReplyDelete
  40. 0 साल में ही रिटायर होंगे राजकीय कॉलेजों के शिक्षक
    - शासन ने स्थिति स्पष्ट करते हुए जारी किया आदेश - कहा, भिन्न हैं सरकारी कॉलेजों व राज्य विश्वविद्यालय शिक्षकों की सेवा शर्तें जागरण ब्यूरो, लखनऊ : शासन ने एक बार फिर साफ कर दिया है कि राजकीय महाविद्यालयों के प्राचार्य और प्रवक्ता 60 साल की उम्र पूरी होने पर ही रिटायर होंगे। शासन कोयह आदेश इसलिए जारी करना पड़ा क्योंकि हाई कोर्ट के आदेश की व्याख्या अपने पक्ष में करते हुए राजकीय महाविद्यालयों के क... और पढ़ें

    ReplyDelete
  41. said...
    absolutely right. in tet governmentgiving to time reservation for obc and sc
    first exam
    second selection time
    thus reservation becomes twice in itself weight
    if as acd is to be confirmed than obc and sc candidates passed 55 percentage marks, will fight general candidates from which general candidates will highly effected and gen number is too less

    ReplyDelete
  42. Sarkar bharti ko agle election tak khichne ki pure pryas kar rahi hai.........

    Andolan hi jhuka sakta hai......

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।