/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, January 16, 2013

Army Recruitment Rally : सेना भर्ती में 12 हजार अभ्यर्थियों ने दिखाया दमखम

Army Recruitment Rally : सेना भर्ती में 12 हजार अभ्यर्थियों ने दिखाया दमखम



फर्रुखाबाद : सेना भर्ती मेले में पहले दिन 12 हजार से अधिक अभ्यर्थियों ने पंजीकरण करा अपना दमखम दिखाया। सोल्जर जीडी, एसकेटी क्लर्क, सैनिक स्टोर कीपर, ट्रेड मैन व अन्य तकनीकी पदों की भर्ती को आए अभ्यर्थियों को पंजीकरण के बाद टोकन प्रदान किए गए। पंजीकृत अभ्यर्थियों की करियप्पा काम्पलैक्स में सामूहिक दौड़ कराई गई, जो दिन भर चली। टोकन वितरण के दौरान अभ्यर्थियों की भीड़ नियंत्रित करने के लिए सेना व पुलिस के जवानों को कई बार लाठियां फटकारनी पड़ीं।

फतेहगढ़ के बरगदियाघाट में मंगलवार सुबह 5 बजे से अभ्यर्थियों का पंजीकरण कर टोकन वितरित किए गए। बेरीकेडिंग में एकत्र अभ्यर्थियों को लाइन में आकर पंजीकरण कराने की व्यवस्था की गई थी। भीड़ में पंजीकरण पहले कराने व टोकन लेने की होड़ में अभ्यर्थियों ने कई बार हंगामा किया। इससे पुलिस व सेना के जवानों को लाठियां फटकारनी पड़ीं। पंजीकृत अभ्यर्थियों की करियप्पा काम्पलैक्स में प्रात: 9.30 बजे से समूह में दौड़ शुरू हुई, जो पूरे दिन चली। दौड़ में सफल होने वाले अभ्यर्थियों को अन्य शारीरिक दक्षता परीक्षा में शामिल किया गया


News Source : Jagran ( 16.1.13)

49 comments:

  1. Jiska hit prabhavit hoga wo coart jayega hi yha kisi ke drane ya dhamkane se kuchh hone wala nhi hai sabko rule aur regulation maloom hai ese time to coart me writ ka season chal rha hai saikdo kapildev abhi jinda hai writ dalne ke liye.

    ReplyDelete
  2. Court ab bharti supportar k sath hai, sari prakiya highcort k dekh rekh me ho rahi hai, kewal 5 dino me merit list declare ho jayegi.

    ReplyDelete
  3. LAKHEEMPUR

    BAHRAICH

    KUSINAGAR

    SONBHDRA



    IN CHAR JILO SE BHI SHULK WAPSI KI VIJAYAPTI JARI HUA HAI KI NHI.KYO KI MUGHE AAVEDAN KARNA HAI.

    AUR DUSRI BAT KI GENRAL KI LOWEST MERIT KAHA TAK JA SAKTI HAI.


    AAP KE BAHUMULYA SUGGHAW KA MUGHE INTJAR RHEGA.

    ReplyDelete
  4. abhi kewal pilibhit,shahjahanpur ,mathura, allahabad,sidharthnagarjilon ki fees wapsi ka vigyapan aaya hai.

    ReplyDelete
  5. Hi Tet frndz !

    FEMALE candidates ke liye abhi tak koi bhi utsaahjanak khabar nahi hai..... ye sach hai ke BTC me abhi tak Male , Female , Art Sci. ki merit list alag alag aati thi ...magar filhaal is aane wali pahli merit me Female cnddt ke liye aisa kuchh nahi hai.....filhaal to Female ke gudaank male cnddt ke gudaank se ausatan zyada hi hote hain ......**********
    lekin ye bhi sach hai K sabhi female cnddts Lakhimpur , Siddhhartha nagar aur aise hi doosre zile jahan beehad ilaake hain , jaana nahi chahtin.....phir bhi Sitapur me hi low merit wale sabhi log fight kar rahe hain ....lekin female cnddts ke liye pareshaani ki baat zaroor hai k unhe bhi is bheed me sabhi ke saath barabar se fight karni hogi ...... **************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428

    ReplyDelete

  6. हजारों अभ्यर्थियों की सांसें अटकीं इलाहाबाद : प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती मामले में स्थिति स्पष्ट न होने के चलते तमाम अभ्यर्थी असमंजस में हैं। गौरतलब है कि प्रशिक्षु शिक्षकों के शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) उत्तीर्ण ऐसे अभ्यर्थी जो 2011 में टीईटी परीक्षा देते समय बीएड अंतिम सत्र में नहीं थे को भर्ती से बाहर किए जाने की संभावना है। गौरतलब है कि टीईटी परीक्षा के लिए ऐसे अभ्यर्थियों को भी अनुमति दी गई थी जो बीएड अंतिम सत्र के विद्यार्थी हों। प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती में तमाम ऐसे आवेदक हैं जिन्होंने टीईटी 2011 में उत्तीर्ण की लेकिन बीएड की डिग्री 2012 में हासिल की और टीईटी की परीक्षा देते समय वह अंतिम सत्र में भी नहीं थे। भर्ती नियमों के अनुसार सूचना छिपाकर टीईटी पास करने वाले अभ्यर्थियों को बाहर करने की तैयारी की जा रही है। इस संदर्भ में अभ्यर्थियों ने बेसिक शिक्षा सचिव कार्यालय जाकर उपसचिव को ज्ञापन सौंपा। हाईकोर्ट में दायर हुई याचिका 2012 में बीएड डिग्री हासिल करने वाले अभ्यर्थियों ने प्राथमिक शिक्षक भर्ती प्रक्रिया से बाहर करने के लिए इलाहाबाद उच्च न्यायालय में याचिका दाखिल की है। याची आजमगढ़ के रणविजय सिंह ने अपील की है कि नियमों के विपरीत पात्रता हासिल करने वाले आवेदकों को भर्ती में शामिल करने से गलत परंपरा जन्म ले लेगी जो न्यायहित में नहीं है

    ReplyDelete
  7. sriram g ye bataye isme b.ed.2011wale bhi bahar honge jinka result december2011mei aaya tha but unhone maya sarkar mei awedan kiya tha.plz tell me

    ReplyDelete
  8. TO DISCUSS TOPICS ON TET,JOIN THIS CHAT ROOM--
    TO CHAT WITH ALL TETIANS FRIEND JOIN THIS CHAT ROOM----
    http://tetchat.blogspot.in/
    http://tetchat.blogspot.in/
    http://tetchat.blogspot.in/

    ReplyDelete
  9. TO DISCUSS TOPICS ON TET,JOIN THIS CHAT ROOM--
    TO CHAT WITH ALL TETIANS FRIEND JOIN THIS CHAT ROOM----
    http://tetchat.blogspot.in/
    http://tetchat.blogspot.in/
    http://tetchat.blogspot.in/

    ReplyDelete
  10. Aj court me old add k sari writ kharij, judge ne order diya ammendent unlawfull, yani old add me mayawti gov ne jo bhi sansodhan kiya wo niyam k vipret the.

    ReplyDelete
  11. Pahalwan chacha yaha chat ka add mat nikaliye.

    ReplyDelete
  12. Dosto GEN-58 ka kahi bhi ho sakta h k nahi pls reply......

    ReplyDelete
  13. uch order jo sunnane me aa raha hai.
    1-HIGH Court me 16 jan ko Akhilesh
    Tripathi ki writ hui kharij.
    2-Upper agr aur Lower age vale hue
    manya .
    3-Bharti par nahi lag saki koi rok . 4-JINHONE MANUALLY SCERT KO
    AVEDAN BHEJA HAI VO BHI HUYE
    MANYA .
    5-TET weightage jaisa koi case nahi hai
    baki Court me. Vo sirf paisa pasoolne
    ke liye kuch logo ki hai afvah. SP sarkar me hue badlav ko court me mana ja
    chuka hai sahi . Ek anya case me: BTC
    SBTC 2007.08 B.ed sm sbko division
    bench se tet se choot 15 din k ander
    niukti ka adesh.

    ReplyDelete
  14. kya aj sunvai hui bhaiyo ya date hi lagi?kya 22ko result aa raha!

    ReplyDelete
  15. aj akhilesh tripathi ki case dispose ho gayi and maya sarkar mei bane niyamo ko is bharti mei nhi lagu kiya jayega.

    ReplyDelete
  16. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  17. kripaya agar kisi ko sahi pata hai to ye bateye ki 2012wale ka sahi mai bahar ho gaye hai ya apvah hi hai?

    ReplyDelete
  18. Mere ek baat samajh me n aayi jab tandon age me relaxation de sakte h gov k virudh jakar to tet merit ku n bana sakte bande ka sabse jyada hit to base se prbhavit hoga jab merit hi n hogi to form dalane se kya milega?dosto agar tandon aisa order de rahe h to pakka vo gov se base ko lekar prabhavit h kuki agar gov condidates ko base se bahar kar sakti h to umr se ku n?
    BHUPENDRA TET

    8869855967
    MORADABAD

    ReplyDelete
  19. ap logo ko kya lagata hai acedemic merit minimum gen ka tak ja sakti hai?

    ReplyDelete
  20. 9jan.k court order mei saf kar diya hai ki31nov.2011 k bad b.ed karne wale manya nhi hoge basrte unhone maya sarkar mei awedan kiya ho bo manya hoge .

    ReplyDelete
  21. Kharij kharij kharij
    Ravan hansa aur chala gaya,

    lagbhag sari writs kharij age jane ka rasta saf.
    Kal shailendra je ki writ par bahas.

    Jo form scert bheje gaye the unhe 500-500 ke sath fir bhejen.

    Age par man gaye.
    New add ko kaha unlawful.
    Db chalo
    BHUPENDRA
    8869855967
    MORADABAD

    ReplyDelete
  22. bhupendra aap db jao ya sc jao hoga wohi jo cm chahega

    ReplyDelete
  23. KYA COURT ME MALE/FEMALE KI ALAG MERIT BANANE KI BAAT BHI HAI.

    ReplyDelete
  24. isliye jiyad fadhfadhane ki kosisna karo

    ReplyDelete
  25. Mera gunank 63.67 hai.ganural ki merit kitni hogi gorakhpur me kya chance hai.

    ReplyDelete
  26. ab to is mahine counselling impossible

    ReplyDelete
  27. TONDON NE DIYE HASYASPAD FAISLE ----1.JIN LOGON K PAS TET EXAM K SAMAY B.ED. KA RESULT NAHIN THA WE SABHI BAHAR HONGE 2. 83-89 WALE GEN KI SEAT LE SAKTE HAIN 3. 18-40 WALE SABHI MANYA 4. OLD ADVT. WALE AVEDAN MANYA KARWANE K LIYE 500-500 RUPAYE K D.D. AUR BHEJEN AWEDAN K SAATH 21 JANUARY TAK5. DOUBLE BENCH JAYENGE TETIONS 6. SUPREEM COURT KI TAREEEKH 21 JANUARY 7. AB KISI KA HIT PRABHAVIT NAHIN HO RAHA HAI. 8. AB KISI KA KOEE HIT PRABHAVIT NAHIN HO RAHA HAI.

    ReplyDelete
  28. Ranjeet Singh Yadav
    Dhairya n khoyen hmara old add total niyamsngat tha aur aaj nhi to kl bhal hoker rhega.
    Division bench ne trainee teacher k advertisement ko sahayak adhyapak ka hi vighyapan mana hai DB ne apne order me kha hai ki ncte notification k according basic ka rule jis hdd tk contrary hai wo trainee teacher ke advertisement me enforce nhi kiya jayega ultimately Tandan ka order DB ek minute me quash hoga Yhi debate advocate ABHISHEK SRIVASTVA ne apni debate me Tandan ji k yha kiya tha aur unhone ne unke is dalil ko order me likhwaya bhi hai bt follow nhi kiya ab mja ayega special appeal ki tayari suru krenge old add jindabad .

    ReplyDelete
  29. Dosto ye nahi samajh aa raha ha ki highschool v to 33% Par qualify kar diya jata ha or isme to tet se vi jayada dhadhali hoti ha to iska 10% Kyo joda ja raha ha jabki tet ko 0% Diya ja raha ha kyo jabki yah teacher ki patrata ka exam ha

    ReplyDelete
  30. Dosto ye nahi samajh aa raha ha ki highschool inter ba vi to 33% Par qualify kar diya jata ha or isme to tet se vi jayada dhadhali hoti ha to iska 10% 20% 40% 30% Kyo joda ja raha ha jabki tet ko 0% Diya ja raha ha kyo jabki yah teacher ki patrata ka exam ha

    ReplyDelete

  31. ?Court No. - 38

    Case :- WRIT - A No. - 67396 of 2012

    Petitioner :- Arvind Kumar Shukla
    Respondent :- State Of U.P.Through Principal Secretary & Ors.
    Petitioner Counsel :- Ashok Kumar Singh
    Respondent Counsel :- C.S.C.,Harandra Yadav

    Hon'ble Arun Tandon,J.
    Counsel for the petitioner states that the writ petition may be dismissed as withdrawn as relevant facts pertaining to making of the application under the advertisement dated 07th December, 2012 had not been stated.
    Writ petition is dismissed with liberty to file a proper petition disclosing the complete facts.
    Order Date :- 16.1.2013
    Pkb/

    ReplyDelete
  32. TANDAN KE FAISLE PAR KOI AASCHARYA NAHI KOKI YAH FAISLA PURV NIRDHRIT THA ,KYA EK JUDGE KO YAH FAISLA KARNE ME EA SAL LAG GYA KI OLD VIGAPAN WRONG HE,NAHI YE SAB SARKAR & TANDON KI YOJNA THI KI YADI NEW VIGAPAN SE PURV YE LOG D.B. YA S.C. ME CHLE JATE TO NEW VIGAPAN KABHI NAHI NIKAL SAKTE.

    ReplyDelete
  33. Tet suporter dhayan de purane add me BSA KE ADHIKARO KA HANAN THA NAYE ADD ME PRACHARAY KE ADHIKARO KA HANAN HO GAYA HA SARA PASA SACHIV LE GAYA

    ReplyDelete
  34. FRINDS MERA YAH MANA KI SARKAR N TO ACD KI N HE TET KI VO TO US ARBO RUPES KI HE JO USNE NEW VIGAPAN SE KMAYE,FOR EXAMPAL 2012 BED SE FORM KYO FILL KRAY JAB YE OUT HE KARNE THE ,

    ReplyDelete
  35. Tet suporter dhayan de purane add me BSA KE ADHIKARO KA HANAN THA NAYE ADD ME PRACHARAY KE ADHIKARO KA HANAN HO GAYA HA SARA PASA SACHIV LE GAYA

    ReplyDelete
  36. HUM AAPAS ME CATS KI THRE LADATE RHE VO MONKEY KE SAMAN 70 LAKH X 30000 Rs plus 73000 ki ek sal ki salery(2 arab ) dkar gye. or hum ek dusro ko gali dete rah gye.muge lata ki abhi picture baki he.KON SHAI KON GALT YE TO WAKT HE BATYEGA

    ReplyDelete
  37. Hi Frndz !.....
    Ab to kuchh samajhiye aap loggg****
    1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
    2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
    3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
    4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
    5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428

    ReplyDelete
  38. Hi TET frndz ! I am Shadab Alam from Kanpur ....my UPTET marks (Ist ppr 126/150 , IInd ppr 120/150))........CTET marks(Ist ppr 99/150 , IInd ppr 100/150)............I am a GEN cnddt having GUDAANK 60.4 ***************************ab kaam ki baat ....................
    abhi tak HC me jo kuchh hua, aur newspapers me jo bhi aaya un sab ka analysis karne ke baad mai kah sakta hoon k-----------------------------------------------------
    1- HC ne TET merit ki maang KHAARIJ ki
    2- PRMRY teacher banne ke liye har haal me TET pass karna ANIVAARYA
    3- HC ne Shulk 500 Rs. se 50 Rs. karne ki maang KHAARIJ ki
    4- HC ne (18-21) aur 40+ age walo ke aavedan maanya kiye
    5- HC ne age relaxation paane walo ko 21 Jan 2013 tak praarthna patr bhejne ke liye kaha (AAVEDAN NAHI)
    6- Jin logo ne HC ke aadesh se puraane aavedano ki copy SCERT ko 31.12.12 tak bheji thi unke aavedan bhi maanya
    7- Bharti ke niyamo ke anusar "soochna chhipa kar" TET pass karne walo ko baahar karne ki taiyaari
    8- 72825 shikshko ki bharti me "shikshamitro" ki 10% KOTE ki maang khaarij
    9- Is bharti me 2011-12 session ke B.Ed. pass abhyarthi baahar
    10- TET exam me 83-89 no. se qualified OBC abhyarthiyon ko OBC kote ka laabh dobaara nahi milega
    11- Wo sabhi log jinki yaachikaaen KHAARIJ ki ja chuki hain , DB me 30 dino ke andar appeal kar sakte hain ....un sab ke liye ye aakhri mauka hoga **********************************************************
    MERE JIN FRNDZ KO MERE ANALYSIS SE AETRAAZ HO TO WO IN ANALYSIS PAR BILKUL BHI VISHWAAS NA KAREN AUR SWAYAM HI SATYA KA PATA LAGAAYEN .......THANKS.............shad8762@gmail.com(FACEBOOK).............cntct-9307476428

    ReplyDelete
  39. councelling ke liye kya kya chahiye agar koi sajjan janta ho to blog per likhe.....kasht hetu dhanyavad

    ReplyDelete
  40. "Hindustan Paper ki news se aap log kyo pareshaan hain ? "..............
    Zara sochiye kya ye possible hai /.......aur apni akal lagaaiye !........ 2 dino me hi clear ho jaaega ke ye news kiske liye hai .....Hindustaan wale ne to sab ke dilo ki dhadkane badhaa di ....hahhahahaa.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK)....cntct- 9307476428

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।