/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, January 12, 2013

UPTET : बेसिक शिक्षा सेवा नियमावली में संशोधन सही


UPTET : बेसिक शिक्षा सेवा नियमावली में संशोधन सही
दिसंबर-11 का विज्ञापन रद्द करने के निर्णय पर हाईकोर्ट की मुहर

इलाहाबाद (ब्यूरो)। हाईकोर्ट ने प्रदेश सरकार द्वारा बेसिक शिक्षा सेवा नियमावली 1981 में किए गए 15वें संशोधन को सही ठहराया है। इसी क्रम में न्यायालय ने 30 दिसंबर 2011 को जारी 72825 सहायक अध्यापकों की भर्ती का विज्ञापन रद करने के सरकार के फैसले को भी सही कदम करार दिया है। कोर्ट ने सहायक अध्यापक भर्ती के अन्य मुद्दों पर सुनवाई के लिए मंगलवार की तिथि नियत की है
अखिलेश त्रिपाठी और सैकड़ों अन्य अभ्यर्थियों की याचिकाओं पर सुनवाई करते हुए न्यायमूर्ति अरुण टंडन ने कहा, यह स्थापित विधि है कि राज्य सरकार चयन प्रक्रिया को किसी भी समय संशोधित या रद्द कर सकती है। बशर्ते कि वह नियमों के विपरीत या मनमाने तरीके से न किया गया हो। कोर्ट ने कहा कि यह स्वीकार करने में कोई हिचक नहीं है कि सरकार द्वारा 30 दिसंबर 2011 के विज्ञापन को रद करने का फैसला मनमाना और अवैध नहीं है। 

याचीगण का पक्ष रखते हुए वरिष्ठ अधिवक्ता अशोक खरे और अन्य वकीलों ने कहा कि सरकार द्वारा अपनाई गई नई प्रक्रिया एनसीटीई रेग्युलेशन के विपरीत है। क्योंकि एनसीटीई ने टीईटी को महत्व देने की बात कही है। जबकि राज्य सरकार ने अपने नए भर्ती नियम में टीईटी को मात्र अर्हता माना है। अपर महाधिवक्ता सीबी यादव ने कहा कि पूर्व में जारी शासनादेश एवं विज्ञाप्ति एनसीटीई के प्रावधानों के विपरीत थी क्योंकि उसमें प्रशिक्षु अध्यापकों की भर्ती का कोई प्रावधान नहीं था। इसे अब संशोधित कर लिया गया है। मौजूदा विज्ञापन विपरीत नहीं है। एनसीटीई के वकील रिजवान अली अख्तर ने कहा कि एनसीटीई ने शिक्षा के निशुल्क एवं अनिवार्य अधिकार अधिनियम की धारा 23(1) में विहित अधिकारों का प्रयोग करते हुए परिषदीय विद्यालयों में अध्यापकों के लिए न्यूनतम शैक्षिक योग्यता निर्धारित की। इसके बाद एनसीटीई ने टीईटी के लिए दिशा-निर्देश भी जारी किए

News Source : Amar Ujala (12.1.13)
**********************
Next hearing will be on 15th Jan 2013.
Where it may be possible that many candidates who applied earlier in old advt, and again dispatch their application information to SCERT , Lucknow then their application will consider or not.

76 comments:

  1. Thik hi Jo karna hi karo aur jaldi karo time kam hi bhut time Barbad ho chuka hi

    ReplyDelete
  2. Coart ko chiye ki faisla jaldi Sunaya jaye wish you good day

    ReplyDelete
  3. SUNIL KUMAR TIWARI JUST FOR YOU

    BETA SO JA AB JAKE

    TE TE TE TE TE TE TE TET

    MERIT FUSSSSSSSSSSSSSSSS

    ReplyDelete
  4. yogesh ji ha mai manta hu k ye sunil kumar chillata to bahut tha kionki use lagta tha k blog pe bhokne se hi case jite jate h samanjh ki kami thi us me but is time hame b dherya se kam lena chahiye or inki majak nahi manani chahiye

    ReplyDelete
  5. aaj zareen akhtar nahi aai h kia blog pe wo to apne ko judge hi samajhti thi or aise comment karti thi k jaise wo hi is case par faisla suna rahi ho k tet merit se hi bharti ka faisla sunaungi

    ReplyDelete
  6. Are kyo paresan ho dosto Jo hoga acha hoga kisi ke kuch karne se kuch nhi hota mi to yahi khuga gussa karne se koi fyada nhi

    ReplyDelete
  7. Dosto pate ki baat to ye ho ki kisi ke dukh me khusi mat ho aur kisi ki khusi dekhkar dikhi mat ho hoga bhi Jo manjore khuda hoga best of luck my all feature teacher friend

    ReplyDelete
  8. Its right decesion yogesh ji& I hope same for the next..

    ReplyDelete
  9. tet me to 124 tha bhaiyo magar kismat kharab thi.
    please bhai koi batao mera hoga ki nhi 56.56 gudank hai 45 jagah form dala hoo.

    ReplyDelete
  10. news of the day---

    govt didn't allow to make a addition of wattage of TET marks in present conditions of vacency.

    ReplyDelete
  11. ab jald hi22january ka intjar hai. all the best

    ReplyDelete
  12. dubey g aapka 100%hoga mera vishwas kare.aapko best of luck

    ReplyDelete
  13. My merit is 65.57 Sc Cat kya kanpur mandal me possible hai

    ReplyDelete
  14. DOSTO,

    AB AGAR SARKAR TET KO KOEE WITAGE NAHI DETI HAI TO YE SAFF HO JAYEGA KI YE SARKAR BADLE KI BHAWNA SE KAM KARTI HAI BECAUSE KISI BHI VACANCY ME ACADEMIC BHI EK TARAH SE PATRTA HI HOTI HAI AUR ADVT. ME BHI LIKHA HOTA HAI KI GRADUATION PASS YA INTERMEDIET PASS TO KYA SABHI PASS WALE JOB PA JATE HAIN, NAHIN ISI LIYE BECAUSE JAB VACANCY SE JYADA AWEDAN HON TO MERIT BANTI HAI USI PRAKAR TET K GUNANK ME BHI HONA CHAHIYE.

    SUROO SE HI SARKAR KI MANSHA SAMAJH ME AANE LAGI THI AUR YADI SARKAR NE TET KO MATR 90 NUMBER KA EXAM HI BANA DIYA TO SAYAD ISASE BADA HASYSPZD BAAT TETIONS KE SAATH KOI NAHIN HOGI.

    AAJ WE HI LOG UTSAHIT HAIN JINKA ACADEMIC RECORD TO BAHUT ACHCHHA HAI BUT TET ME YA TO 83-89 NUMBER LYAE HAIN YE 1-2 NUMBER JYADA.

    MERI BAAT SE HO SAKTA HAI KI KUCHH LOG ASAHAMAT HON BUT EK DIN JAB TET BEROJGARON KI FAUJ KHADI HOGI AUR 1-1 ACDEMIC NUBER KI MARAM MARI HOGI TAB SHAYAD ACHHI TARAH SE SAMAJH ME AAYEGI.

    ReplyDelete
  15. abe sunil sale mirchi lagi hai tujhe ab tu nanch sale gali gali chaurahe pe mandap laga k nach aur sun pairo me tet k nam ki payal pahen le aur hatho me tere jitne no aye h utne no ka kangan pahan le aur ek katora b le lena acdmic merit ka aur bhikh magna logo se acdmic no ki.... sale lafange kahi k acdmic me akal ghas charne gayi thi teri ya loose motion chalu ho gaya tha tujhe kutte.

    ReplyDelete
  16. Ekdum sahi faisla.thanks is baat ki tet kahi eligibilty na rah jata.shukr hai ise cancel na kiya.kuch log pareshan hai.be happy jo hoga mast hoga ab.

    ReplyDelete
  17. DTD: 10TH JAN 2013
    VERY - VERY URGENT MATTER

    K/ATTN: MR. AKHILESH YADEV SIR / MR.RAMGOVIND CHOUDHARI SIR

    SUBJECT: REQUEST FOR ALLOW TO PROVIDE THE WEITAGE OF UPTET MARKES (AS PER NCTE GUIDELINES ) IN UPTET 2011 PRIMARY TEACHER SELECTION.

    RESPECTED SIR,

    WE ARE UPTET 2011 QUALIFIED CANDIDATES & REQUEST FOR ALLOW TO PROVIDE THE WEITAGE OF UPTET MARKES (AS PER NCTE GUIDELINES ) IN UPTET 2011 PRIMARY TEACHER SELECTION. AS YOU KNOW THAT WE HAVE BEEN REQUESTING FOR THE SAME FROM A LONG TIME & " YOU HAVE ALREADY PROMISED WITH US PREVIOUSLY ". AS THIS IS VERY VERY URGENT MATTER FOR OUR FUTURE BECAUSE OUR FUTURE IS IN YOUR HAND .

    SO, REQUEST YOU TO PLEASE ALLOW TO PROVIDE THE WEITAGE OF UPTET MARKES IN PRIMARY TEACHER SELECTION UPTET 2011 . TET MORCHA SANGH WILL BE ALWAYS WITH YOU.

    HOPE , YOU WILL ACCEPT MY REQUEST & WILL ARRANGE THE SAME.

    YOUR HELP IN THIS REGARD WILL BE HIGLY APPRICIATED.

    WE ARE STILL AWAITING FOR THE SOONEST & NICE ADVISE.

    WITH ALL THE BEST REGARDS,
    SUNIL KUMAR
    UPTET MORCHA SANGH
    9918554404

    ReplyDelete
  18. Agar sarkar pak saf hai to us bare mai ab tak kya kiya aur kya kar rahi jo no badhwakar patrata ki shrkeni mai aa gaye hai.hajaro ki sankhya mai hai.isse to vo bhi lag jayge tet jo phale fail the phle vo to to thik kare.uske bare mai thos kadam uthaye.taki sahi logo ko job mile chhahe acd se kare ya tet marit se.anyatha un logo ke sath annayay hoga jinhone ye pariksa manat se pass ki hai.

    ReplyDelete
  19. Bhagwan acd walo ka bhala kare qki inko aur kahi job to mil nahi payegi but tet walo himmat na haro aap k lea kafi chance hi jaise lalu ne bihari ward ko gali jaisa bana diya wahi kam mulayam yaha kar raha hi

    ReplyDelete
  20. jo court kai dec. kai baad bharm main na padhai jisnai bhi pehlai form submit kiya tha wo sabhi valid hai ismai koi paresan na ho ki uski mark sheet mai dec.ki date kai baad ki date na ho woh sabhi manya hogai

    jisnai back diya ho unka pehlai ka mark sheet nov. tak hi valid hoga phir unka new mark sheet kisi bhi samay ka ho sabhi manya hoga

    any this type problem plz contact
    Mr. ravi rajput
    mob. 09761190377
    only call in day do not disturb in night plz

    good night

    ReplyDelete
  21. Kya wahan apke darshan b honge my sexy rani

    ReplyDelete
  22. arai bhai mat jana sala marna hai kya yah sarkar kisi ki bap ki nahi hai
    jas ki bap ki ho chala jana .

    ReplyDelete
  23. bhai vo dur tak nahi dakhai dagi marna ki liya aap pahunch jana.
    kitni chalak haitn

    ReplyDelete
  24. SEXY RANI
    SEXY RANI
    SEXY RANI
    SEXY RANI
    SEXY RANI
    SEXY RANI
    SEXY RANI

    ReplyDelete
  25. ha!!!!!!!!!!! SEXY RANI
    ha!!!!!!!!!!! SEXY RANI
    ha!!!!!!!!!!! SEXY RANI
    ha!!!!!!!!!!! SEXY RANI

    ReplyDelete
  26. tet to ek imarat hai jo acd ki neev per rakhi gati hai tabhi sapna pura hoga

    aap tet mrt supp. ek baat kyo nahi mantai yeh sikkai kai tho pehlu ki tarah sai hai tet ar acd sai hi bharti ho rahi hai ek dusrai kai bina dono adhurai hai

    to kuchh to mano apka naam hi itna behtar hai ki likha hi nahi ja sakta hai chuknai sai ser nichai hota per vivek badhta hai aap vivek sheel banai ar is bharti ko honai do

    ReplyDelete
  27. tet to ek imarat hai jo acd ki neev per rakhi gati hai tabhi sapna pura hoga

    aap tet mrt supp. ek baat kyo nahi mantai yeh sikkai kai tho pehlu ki tarah sai hai tet ar acd sai hi bharti ho rahi hai ek dusrai kai bina dono adhurai hai

    to kuchh to mano apka naam hi itna behtar hai ki likha hi nahi ja sakta hai chuknai sai ser nichai hota per vivek badhta hai aap vivek sheel banai ar is bharti ko honai do

    ReplyDelete
  28. Mere khayal se Tandon ji khud nahi samjh pa rahe hai ki kya karana hai. Kaqbhi bolate hai ki Purane avedan mane jayege aur kabhi bolte hai ki purani bharti cancel. Ab in Tandon ji ko kya pata ki agar sarkar ka faisala sahi hota hai to log cort jana chhod dege. Dhire dhire log cort ko bhool jayege.Agar log tandon ji ke bharose rahate to kai logo ke form chhot gaye hote.

    ReplyDelete
  29. Tet morcha walo, gov ne tum logo ka ghorch bana diya, aur kudo... Abhi db aur sc baki hai... Court kachehri krte krte hath katora aa jayega.... My suggestion- apna talent dikhao time barbad mat kro, bahut talented bante ho to talent dikhne ka time aa rha hai... IAS 5 may, uppcs 16 jun, socho hath me katora chahiye ya blue light van, time apka chahe jaise use kro, advaice meri mano/ na mano... Quki 1 bat tay hai HC ne rule k according decision diya hai, aur SC bhi yahi krega 100% true mano ya bad me mano, par ye to manna hi padega...

    ReplyDelete
  30. hi friends
    kanpur mandal ki merit Sc cat ki kahan tak ja sakti hai first list
    me
    my merit is 65.57

    ReplyDelete
  31. Aap sab ispar login kar ke aapni merit ka anuman lgasakte hai
    http://myshoppy.co.in/uptet/d_merit_list.php

    ReplyDelete
  32. “ek vichar ”
    hum is case pure sal se is dekh rahain tet ke waitege or tet adharit bharti or purane logo ko lekar bate to hui per faisle ke wakat aisa koi positive result nahi aaia , purani kahani ko aap ager bhul chuke hain to sirf 2 mahino ke case ko dekhe judge sahib kab se vigapan nikalne ki bat ker rahe the , per sarkar ne vigapan tab nikala jab winter holidays ane wali thi , paise ke mude per bhi last date main hi bat hui or vacancy ki bhi last dates hi chal rahi thi , tab sarkar ne purane form ko manne se inkar ker diya or dusri appeal ki bat bhi hui ta jo jaida -2 paisa ikatha kia ja sake , per na hi to sarkar ne dusri appeal dali na hi is mude per bat hui , mujhe yaha tak lagta hain next date main bhi kujh khas nahi hoga or case tab tak chalta rahega jab tak bharti puri na ho jai , us se sp sarkar ki bharti per mohar bhi lag jaigi , tet walo ko chhod ker aam log to yahi sochege sakar bahut badi bahti ki , us ke bad fir aap ke liye khula medan hoga , db , sc or jaha koi jana chahe , sarkar ko paisa milga ,or nam ho jaiga jo sarkar chahti hain , is pure ghatna chakar ke bare main kuchh kehna sahi nahi hoga , only samjhna hi sahi hoga

    ReplyDelete
  33. Sarkar -Technical - sarkar kanoon banati hain ,yeh sarkar ke adhikar khetar main ata hain ,or mojuda sarkar koi bhi sansodhan ker sakti hain , per savidhan ke basic stacture ka hann na ho ,
    Court –technical – court ka kam sarkar dubara banai gia kanoon ke anusar hi fesla degi , na ki apni marji jo ki hamare case main hua hain , tabhi to court ne kaha nya vigapan puri tarah se sahi hain , ager kujh kami hain to batao ager koi kami hui to sarkar us main sansodhan ker ke us vigapan ko sahi sabit ker degi , tabhi to kujh bate judge sahib sarkar per chhod di , vo chah ker bhi ab kujh nahi ker sakte kio ki jo ho rha hain new sansodhan or mojuda kanoon ke anusar ho raha hain .
    Exp -Aap ne delhi rape case log keh rahe hain ki un logo ko bazar main khade ker ke goli mardo ya kuchh or yahe judge sahab khud bhi yahi chahte ho mager vo yeh nahi keh sakte kio ki hamare savidan main aisa nahi likha is liye log sarkar ko keh rahe ki is per kanoon banao , tab ye ho sakta ,

    ReplyDelete
  34. Kujh log abhi supreme court ki or dekh rahe hain magar waha bhi kujh nahi hoga time jaroor khrab hoga
    Ek post anusar jo yahika vaha dali gai hain un main in 4 mudo ko uthaya giya hain
    1 pehle vigapan jo last stage per hone per radd ker diya use bahal kiya jai ,
    Ans . ye to sub log mante hain ki veh vigapan galt tha , chahe vo galti choti thi ya badi thi ,yo ki aap ko high court detail main bata chuka hain veh 1981 ki nimavahi ke anusar galt tha , supreme court bhi yahi kahega ,ager is vigapan ko sahi sabit kerna hain to aap ya main to nahi ker sakte sirf mojuda sarkar hi ker sakti hain koi sansodhan ker ke jo vo nahi keregi , kio ki vigapan ka adhikar sarkar ka hain ,dusra ja fir mayabati ki sarkar aai tab sahi sabit ho sakta hain ,
    2 shiksha mitro ka us main 10 % tha is main nahi ,
    Ans - sarkar is main bhi sansodhan ker chuki hain , unko training di ya rahi un ko unko training ke bad job degi , ye vo written main sc main affidevt de degi ye point bhi khatam ho jaiga ,
    3 – pehle vigapan main girls or boys ka reservation tha is main nahi .
    Yeh bhi sarkar ke adhikar main ata hain , kio aisa punjab main ho chuka hain vaha per 50-50 boys or girls ko diya jata tha , jab tab ladkio ka faida hua to vo us reservation ka labh lete rahi , jab un ki merit ladko se uper jane lagi to unhone high court main writ dal di high court ne use radd ker diya , kio ki savidhan main isa koi ling-atharit reservation ka koi pravdhan nahi hain ,ye sarkar per hi depend hota hain kio kujh rajya sarkare mahilao ko panchayat election main 33 , 50 , ya kam ya yada de rahi hain ,
    4- age ka muda age ko kam ya yada ker diya
    Ans – sarkar is per bhi sansodhan ker chuki hain , ye sarkar ke adhikar khetar main hi ata hain , kio ki alag -2 rajyo main alag- 2 age seema hain kisi 35 , 38,40 , ye point bhi aap ka katam ho giya ,
    Ager aap kehege ki aap ka arthik nuksan hua hain to sc jane se pehle -2 sakar paise vapas kerne ka vigapan de chuki hain sarkar ki taraf se jab aap chahe paise le sakte hain sarkar ki tarf se koi problem nahi hain ,

    ReplyDelete
  35. In a nutshell - Ab is main ek hi point bachta hain jo purane vigapan ya purane logo ko hani se bachne sub kujh bhul ker court se ek hi mude per bat karo hame purane or naye vigapan ke kisi bhi bat per koi etraz nahi or sc wale bhi jo writ dal chuke hain ja dalna chate hain ki is methad se bharti kerne per hamare samanta ke adhikar ka hann ho raha ye method sub ko saman adhikar nahi de raha , or ise sabit kern eke liye bahut se poit hain ek to news peper main aa bhi chukka , alag-2 university hone ke karan ho raha 2 point ka nuksan . alag -2 board , or number dene ka tarika jo IIT kanur ne bhi ese mana tha , ab sarkar ke pass do hi tarike hain , tet merit hi sub ko samanta ka adhikar deti hain
    1 exp- maine kahi pada tha india ke kisi rajya ne ek kanoon banya ki jo log pootpath per dukane lagate hain unhe hataya jai , jis se kai log berojkar ho gai the , per iski sport main kisi court ne phesla nahi diya fir ek ngo ne us case jeene ke adhikar ke sath jod ker paise kiya , ager vo kam nahi kerage to khaige kya or jiage kaise , to court ne unke hak main phesla diya , kio jene ka adhikar hamare savidhan ka basic structure is ko bachan kanoon ka kartabya hain , ( isi perkar samanta ka adhikar hain)
    Jo kehte hain tet pe bharti galat thi , tet patrta test hain matlab aap sirf form fill kerne ke hakdar hain test clear kerne ke bad na ki naukri ke , ager sarkar chahe us ke bad aap jitne chahe test le le aap na nahi ker sakte jaise center ctet ke bad subjective test ya interview lesakti hain aap us seinkar nahi ker sakte , isi perkar us same ki up sarkar ne kiye tet+onetest more job ke liye ranking banane ke liye , iski bajai majuda sarkar ne same na hone ke karan dosre test ki bajai tet ke rank ko bharti ke rank main tabdeel ker diya , jo galat nahi tha………

    ReplyDelete
  36. Chahe jitna dimak lga lo, niym kanun laga lo par kahi kuch nhi hoga.. Ab 72825 ki bharti me kewal acd hi banegi, chahe jitna uchal kud kro

    ReplyDelete
  37. B.ED 2012 WALE IS GROUP KO JOIN KARE

    http://www.facebook.com/UptetBEd2012?ref=ts&fref=ts

    ReplyDelete
  38. B,ED 2012 WALE IS GROUP KO JOIN KARE

    http://www.facebook.com/UptetBEd2012?ref=ts&fref=ts

    YA FIR FACE BOOK PAR SEARCH KARE
    UPTET+BED 2012

    ReplyDelete
  39. savdhan!savdhan!savdhan!!!

    mere pyare bhaiyo aur bahno,
    aaj aap sabhi ko sambhavtaha jaan kar atyant harsh hoga ki kuch vishvashniya sutro se gyat hua hai ki cm aur unke chief aur jaane mane salahkar aur shikshavid ne ek secret committee gathit kar un sabhi candidates ke bare mein pure vishvashniya documents aur tathayon ke aadhar par pata laga kar list taiyar kar li gayi hai.jinhone uptet mein sarkar aur shiksha vibhag ki aakhon mein dhool jhonki aur marks badvane ke liye 1 lakh se lekar 7 lakh tak kharch kiye keval itna hi nahin ismein vo log bhi samil hain jinhone university mein shiksha mafiyao ki madad se gajat aur computer department ke madyam se graduation aur bed ke marks mein lagbhag 15 se 25% tak galat tarike se badottari karvai hai.in sabhi ke khilaf gopniya tarike se karyabahi karai ja rahi hai.police gupchup in logo ke thikano aur gharo par davish de rahi hai kuch logo ko to girftar kiye jaane ki bhi khabare aana suru ho gai hain.dosto galat tariko se kabil candidates ka hak chhinane walo ke sath sarkar katahi raham nahi karegi. yaha tak ki sarkar ne samast diet pracharyon ko gopniy tarike se in fake candidates ki list bhej di hai jisase shiksha mafia jo ki badi badi posts par tainat hain se sabdhan rahate hue kanuni karyavahi ko pura kiya ja sake aur sakta se sakta karyabahi ho sake.ab bas intjar itna hai ki jaise hi ye fake candidates in diets par apne apne farji documents ke sath pahunchen vashe hi bina der kiye vaha maujud police ke gopniya daste dwara girftar kar jail bhej diya jayega? dosto,takhiyanushi aur fake kahabron par katahi vishavash na karein.pahle har tathya ko bhapein samjhein vichar karein aur phir apni pratikriya dein.ant mein aap sabse ye anurodh hai ki yadi aap ke aas paas is prakar ka koi dhokhebaaj fake candidate ho to tatkal apne najdiki police station ya s.s.p. head office 100 no. par dial kar iski suchna avashya dein. ye hamara adikar hai aur hak bhi...
    lagbhag 45 se 60 hajaar log fake candidates ki list mein samil hain.

    ReplyDelete
  40. savdhan!savdhan!savdhan!!!

    mere pyare bhaiyo aur bahno,
    aaj aap sabhi ko sambhavtaha jaan kar atyant harsh hoga ki kuch vishvashniya sutro se gyat hua hai ki cm aur unke chief aur jaane mane salahkar aur shikshavid ne ek secret committee gathit kar un sabhi candidates ke bare mein pure vishvashniya documents aur tathayon ke aadhar par pata laga kar list taiyar kar li gayi hai.jinhone uptet mein sarkar aur shiksha vibhag ki aakhon mein dhool jhonki aur marks badvane ke liye 1 lakh se lekar 7 lakh tak kharch kiye keval itna hi nahin ismein vo log bhi samil hain jinhone university mein shiksha mafiyao ki madad se gajat aur computer department ke madyam se graduation aur bed ke marks mein lagbhag 15 se 25% tak galat tarike se badottari karvai hai.in sabhi ke khilaf gopniya tarike se karyabahi karai ja rahi hai.police gupchup in logo ke thikano aur gharo par davish de rahi hai kuch logo ko to girftar kiye jaane ki bhi khabare aana suru ho gai hain.dosto galat tariko se kabil candidates ka hak chhinane walo ke sath sarkar katahi raham nahi karegi. yaha tak ki sarkar ne samast diet pracharyon ko gopniy tarike se in fake candidates ki list bhej di hai jisase shiksha mafia jo ki badi badi posts par tainat hain se sabdhan rahate hue kanuni karyavahi ko pura kiya ja sake aur sakta se sakta karyabahi ho sake.ab bas intjar itna hai ki jaise hi ye fake candidates in diets par apne apne farji documents ke sath pahunchen vashe hi bina der kiye vaha maujud police ke gopniya daste dwara girftar kar jail bhej diya jayega? dosto,takhiyanushi aur fake kahabron par katahi vishavash na karein.pahle har tathya ko bhapein samjhein vichar karein aur phir apni pratikriya dein.ant mein aap sabse ye anurodh hai ki yadi aap ke aas paas is prakar ka koi dhokhebaaj fake candidate ho to tatkal apne najdiki police station ya s.s.p. head office 100 no. par dial kar iski suchna avashya dein. ye hamara adikar hai aur hak bhi...
    lagbhag 45 se 60 hajaar log fake candidates ki list mein samil hain.
    jay javan jai kishan!bharat mata ki jai!vande mataram!!!

    ReplyDelete
  41. savdhan!savdhan!savdhan!!! mere pyare bhaiyo aur bahno,aaj aap sabhi ko sambhavtaha jaan kar atyant harsh hoga ki kuch vishvashniya sutro se gyat hua hai ki cm aur unke chief aur jaane mane salahkar aur shikshavid ne ek secret committee gathit kar un sabhi candidates ke bare mein pure vishvashniya documents aur tathayon ke aadhar par pata laga kar list taiyar kar li gayi hai.jinhone uptet mein sarkar aur shiksha vibhag ki aakhon mein dhool jhonki aur marks badvane ke liye 1 lakh se lekar 7 lakh tak kharch kiye keval itna hi nahin ismein vo log bhi samil hain jinhone university mein shiksha mafiyao ki madad se gajat aur computer department ke madyam se graduation aur bed ke marks mein lagbhag 15 se 25% tak galat tarike se badottari karvai hai.in sabhi ke khilaf gopniya tarike se karyabahi karai ja rahi hai.police gupchup in logo ke thikano aur gharo par davish de rahi hai kuch logo ko to girftar kiye jaane ki bhi khabare aana suru ho gai hain.dosto galat tariko se kabil candidates ka hak chhinane walo ke sath sarkar katahi raham nahi karegi. yaha tak ki sarkar ne samast diet pracharyon ko gopniy tarike se in fake candidates ki list bhej di hai jisase shiksha mafia jo ki badi badi posts par tainat hain se sabdhan rahate hue kanuni karyavahi ko pura kiya ja sake aur sakta se sakta karyabahi ho sake.ab bas intjar itna hai ki jaise hi ye fake candidates in diets par apne apne farji documents ke sath pahunchen vashe hi bina der kiye vaha maujud police ke gopniya daste dwara girftar kar jail bhej diya jayega? dosto,takhiyanushi aur fake kahabron par katahi vishavash na karein.pahle har tathya ko bhapein samjhein vichar karein aur phir apni pratikriya dein.ant mein aap sabse ye anurodh hai ki yadi aap ke aas paas is prakar ka koi dhokhebaaj fake candidate ho to tatkal apne najdiki police station ya s.s.p. head office 100 no. par dial kar iski suchna avashya dein. ye hamara adikar hai aur hak bhi...lagbhag 45 se 60 hajaar log fake candidates ki list mein samil hain.

    ReplyDelete
  42. rajpal yadav ab kuch nahi ho sakta kiyonki ncte ki guideline me likha h k base ka nirdharan sarkar ka adhikar h wo tet ka weihtage 0 se 100% tak de sakti h to is mater me koi b court interfare nahi kar sakta ager karega to sarkar court k is faisle ko fir badhi adalat me chunauti de degi kul milakar is pirkiriya me remote control sarkar k hat me h. Bus tet ka wehtage lene ka apke pas ek option rah jata h wo h sunil kumar tiwari ji ka faisla or sarkar har ek kam ko rajneeti k anusar karti h . Agar koi court tet ka weitage dega jo imposible sa lagta h to sarkar ise kabi nahi manegi or special appeal karegi tab tak to traning b start h chukegi to samajhdar ho to samanjh jao

    ReplyDelete
  43. Hi,
    I am not a applicant for teacher job but i am a aam admi from u.p.Main supreme court main 14 year tak shiksha ke adikar ko lekar ek janhit yachika dalne ja raha hoon.mera manna hai ki jab TET ek qualifing exam hai to usme qualifing marks main reserved catagory ko qualifing marks main choot dena kanonan galat hai.Acadmic structure main bhi passing marks sabhi catagory ke liye saman hote hai.NCTE ne tet exam ki vayavastha esliye ki thi ki bachcho ko yogya sikshak mil sake,kintu qualifing marks main choot dena uchit nahi hai.

    ReplyDelete
  44. Hi,
    I am not a applicant for teacher job but i am a aam admi from u.p.Main supreme court main 14 year tak shiksha ke adikar ko lekar ek janhit yachika dalne ja raha hoon.mera manna hai ki jab TET ek qualifing exam hai to usme qualifing marks main reserved catagory ko qualifing marks main choot dena kanonan galat hai.Acadmic structure main bhi passing marks sabhi catagory ke liye saman hote hai.NCTE ne tet exam ki vayavastha esliye ki thi ki bachcho ko yogya sikshak mil sake,kintu qualifing marks main choot dena uchit nahi hai.

    ReplyDelete
  45. Hi,
    I am not a applicant for teacher job but i am a aam admi from u.p.Main supreme court main 14 year tak shiksha ke adikar ko lekar ek janhit yachika dalne ja raha hoon.mera manna hai ki jab TET ek qualifing exam hai to usme qualifing marks main reserved catagory ko qualifing marks main choot dena kanonan galat hai.Acadmic structure main bhi passing marks sabhi catagory ke liye saman hote hai.NCTE ne tet exam ki vayavastha esliye ki thi ki bachcho ko yogya sikshak mil sake,kintu qualifing marks main choot dena uchit nahi hai.

    ReplyDelete
  46. ncte letter kya hai aur iska councling me kis prakar jaroorat paregi please anybody rply soon

    ReplyDelete
  47. Sunne me aa raha hai ki 15 ko tet ka30se 60 percent ke beech manjuri mil jaege

    ReplyDelete
  48. Tet ka 30 se 60% beech jodne ko 15 ko manjuri mil jaege aisa sunne me aa raha hai

    ReplyDelete
  49. Govind kumar dubey ne abhi abhi bataya hai ki 2012b.ed.walo k bahar hone se 20000 tetians bahar ho jayege and b.ped.&d.ped tha c.ped.k 10000 tetians& b.ed 2007-08 , 2008-09 &2010-11 management8000 tetians isi prakar 5000 tetins jabki 15000 tetians btc k nikal diye jayenge.atah ab general ki merit 56.50 obc ki 54 sc ki 50 tak cutt of aa jayegi. sabhi pyare tetians jindabad.

    ReplyDelete
  50. koi yadi mainpuri ka is blog ko padhai to yeh confirm karai ki aaj kai amar ujala main tet ka kuch nikala hai ya yeh koi galat keh raha hai
    con. me
    9997940744

    ReplyDelete
  51. koi yadi mainpuri ka is blog ko padhai to yeh confirm karai ki aaj kai amar ujala main tet ka kuch nikala hai ya yeh koi galat keh raha hai
    con. me
    9997940744

    ReplyDelete
  52. mera gudank62.25 obc sci.hai koi bataye mera agra mandal mei ho sakta hai ya nhi.

    ReplyDelete
  53. Rajpal bhai kya samanta ke adhikar reservation badha nahi hoga

    ReplyDelete
  54. Important Documents For Counselling. 1- High school Marksheet 2- High school certfct 3- Intermedite marksheet 4-Intermedite certfct 5- Graduation marksheet 6- Graduation degree 7- B.Ed Mark Sheat 8- B.Ed Crtificet 9- Tet certificate 10- Ncte Aprovd Later 11- If Need Caste Certfct 12- Nivas Certfct 13- Charecter Certfct As In Prarup 14- Ek Afidvite Diet Prachariya k nam Acrdng 2 Prarup As G.O 15- Bank Chalan Fee ki Slip 16- Awedan Ka Print Out 17- Id Jo ki form fill krte samay lagyi hai 18- If Handicaped Must Crtfict 19- Sare Dcumnt k 2-2 Zerox 20- Aplicsn frm m lagaya gaye photo ki 4 Copy

    ReplyDelete
  55. Important Documents For Counselling. 1- High school Marksheet 2- High school certfct 3- Intermedite marksheet 4-Intermedite certfct 5- Graduation marksheet 6- Graduation degree 7- B.Ed Mark Sheat 8- B.Ed Crtificet 9- Tet certificate 10- Ncte Aprovd Later 11- If Need Caste Certfct 12- Nivas Certfct 13- Charecter Certfct As In Prarup 14- Ek Afidvite Diet Prachariya k nam Acrdng 2 Prarup As G.O 15- Bank Chalan Fee ki Slip 16- Awedan Ka Print Out 17- Photo Id Jo ki form fill krte samay lagyi hai 18- If Handicaped Must Crtfict 19- Sare Dcumnt k 2-2 Zerox 20- Aplicsn frm m lagaya gaye photo ki 4 Copy

    ReplyDelete
  56. 2012 walo taiyar ho jao....apna haq chhinne k liye....kyoki hya hq milta nhi....new advr. k anusar hum log bi valid h....agr hmre khilaf koi decsion hota h to taiyar rho milkar abaz uthane k liye....mujhe contct kro...9675948315

    ReplyDelete
  57. amitraj aap ye bataye ki jis prakar se b.ed.2010-11walo ne uptet2011k entrance form mei appear ka proof dikhane k liye b.ed.2010-11ka college allotment letter ya councelling letter k sath aniwary rup se b.ed exam 2011ka admit card lagaya tha .aap ye bataye b.ed2012 walo ne proof k liye kya lagaya tha

    ReplyDelete
  58. ‎4000 log apni merit bhar chuke hai.........Distt wise merit Fill kare....
    www.myshoppy.co.in/uptet/d_list.php

    ReplyDelete
  59. ‎4000 log apni merit bhar chuke hai.........Distt wise merit Fill kare....
    www.myshoppy.co.in/uptet/d_list.php

    ReplyDelete
  60. ‎4000 log apni merit bhar chuke hai.........Distt wise merit Fill kare....
    www.myshoppy.co.in/uptet/d_list.php

    ReplyDelete
  61. uptet holders 2012 walo etne aram se mt baitho apne hq ki ldai k liye taiyar ho jao....hum taiyar hai


    Amit Raj 9675948315

    Manoj 9756232536

    ReplyDelete
  62. Hi Frndz !.....
    Ab to kuchh samajhiye aap loggg****
    1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
    2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
    3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
    4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
    5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428

    ReplyDelete
  63. Hi TET frndz ! I am Shadab Alam from Kanpur ....my UPTET marks (Ist ppr 126/150 , IInd ppr 120/150))........CTET marks(Ist ppr 99/150 , IInd ppr 100/150)............I am a GEN cnddt having GUDAANK 60.4 ***************************ab kaam ki baat ....................
    abhi tak HC me jo kuchh hua, aur newspapers me jo bhi aaya un sab ka analysis karne ke baad mai kah sakta hoon k-----------------------------------------------------
    1- HC ne TET merit ki maang KHAARIJ ki
    2- PRMRY teacher banne ke liye har haal me TET pass karna ANIVAARYA
    3- HC ne Shulk 500 Rs. se 50 Rs. karne ki maang KHAARIJ ki
    4- HC ne (18-21) aur 40+ age walo ke aavedan maanya kiye
    5- HC ne age relaxation paane walo ko 21 Jan 2013 tak praarthna patr bhejne ke liye kaha (AAVEDAN NAHI)
    6- Jin logo ne HC ke aadesh se puraane aavedano ki copy SCERT ko 31.12.12 tak bheji thi unke aavedan bhi maanya
    7- Bharti ke niyamo ke anusar "soochna chhipa kar" TET pass karne walo ko baahar karne ki taiyaari
    8- 72825 shikshko ki bharti me "shikshamitro" ki 10% KOTE ki maang khaarij
    9- Is bharti me 2011-12 session ke B.Ed. pass abhyarthi baahar
    10- TET exam me 83-89 no. se qualified OBC abhyarthiyon ko OBC kote ka laabh dobaara nahi milega
    11- Wo sabhi log jinki yaachikaaen KHAARIJ ki ja chuki hain , DB me 30 dino ke andar appeal kar sakte hain ....un sab ke liye ye aakhri mauka hoga **********************************************************
    MERE JIN FRNDZ KO MERE ANALYSIS SE AETRAAZ HO TO WO IN ANALYSIS PAR BILKUL BHI VISHWAAS NA KAREN AUR SWAYAM HI SATYA KA PATA LAGAAYEN .......THANKS.............shad8762@gmail.com(FACEBOOK).............cntct-9307476428

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।