/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, January 14, 2013

UPTET : डबल बेंच में अपील करंेगे


UPTET : डबल बेंच में अपील करंेगे

To Join My UPTET Group on Facebook, Click Here ->>>> 

http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/


देवरिया। उत्तर प्रदेश टीईटी संघर्ष मोर्चा की बैठक टाउनहाल परिसर में हुई। इसमें सरकार की अदूरदर्शी सोच व बेस आफ सेलेक्शन के खिलाफ हाई कोर्ट के डबल बेंच में अपील करने की बात कही गई। 
बैठक में जिला प्रभारी शैलेष मणि ने कहा कि 72,825 शिक्षकों की भर्ती में राज्य सरकार ने बेस आफ सेलेक्शन को बदलकर कुत्सितता का परिचय दिया है। नए विज्ञापन में पहले के विज्ञापन में सम्मिलित व संघर्ष कर रहे अभ्यर्थियों की आयु सीमा का ख्याल नहीं रखा है। 


News Source : अमर उजाला ब्यूरो (14.1.13)

9 comments:

  1. double banch mei n jakar special b.ed walo lo sarkar ka sukriya ada karna chahiye ki unhe bharti mei samil kiya gaya.

    ReplyDelete
    Replies
    1. abe tum logo ne nakal mar mar k 10 and 12 pass kar li or ab jyada bol raha hai

      Delete
  2. bhayiyo kya aapko lagata hai kya tet ke upar chal rhi varta se tet ko kuch percent weitage diya ja sakata hai????? agar ha to kitene percent??????

    ReplyDelete
  3. Gove ko tet ka weightage jroor dena chahiye agar wo aisa nhi karti hai to ek bat clear ho jayegi ki usne es bharti me etna bda ferbadal sirf badle ki bhawna se kiya hai jiska janta me ek galat massage jayega aur eska asar 2014 ke election me samne aa jayega.
    Manniye c.m. Jee se request hai ki wo koi bhi yesa kary na kare ki jisase berojgar yuwao ko unki badle ki rajneeti ka shikar hona pade aur ab tak youwao ke dil me jo c.m. ki saf suthri image bni hai wo dumil na ho jaye.
    Ham logo sif aapke hatho me up ko esliye saupa hai ki koi yuwa hi es up ko uttam bna sakta tatha yuwao ke hit ki bat kar sakta hai.
    So aap hmara bhi khyal rakhenge hme yesi ummid hai .jai hind jai smajwad...

    ReplyDelete
  4. ab to aur bhi clear ho gaya hai na ?

    Bharti niyamo ke anusaar "soochna chhipa kar" TET pass karne wale abhyarthiyon ko baahar karne ki taiyari................DAINIK JAGARAN - KANPUR page No.- 11**************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428

    ReplyDelete
  5. Hi Tet frndz !

    FEMALE candidates ke liye abhi tak koi bhi utsaahjanak khabar nahi hai..... ye sach hai ke BTC me abhi tak Male , Female , Art Sci. ki merit list alag alag aati thi ...magar filhaal is aane wali pahli merit me Female cnddt ke liye aisa kuchh nahi hai.....filhaal to Female ke gudaank male cnddt ke gudaank se ausatan zyada hi hote hain ......**********
    lekin ye bhi sach hai K sabhi female cnddts Lakhimpur , Siddhhartha nagar aur aise hi doosre zile jahan beehad ilaake hain , jaana nahi chahtin.....phir bhi Sitapur me hi low merit wale sabhi log fight kar rahe hain ....lekin female cnddts ke liye pareshaani ki baat zaroor hai k unhe bhi is bheed me sabhi ke saath barabar se fight karni hogi ...... **************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428

    ReplyDelete
  6. Hi Frndz !.....
    Ab to kuchh samajhiye aap loggg****
    1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
    2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
    3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
    4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
    5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428

    ReplyDelete
  7. Hi TET frndz ! I am Shadab Alam from Kanpur ....my UPTET marks (Ist ppr 126/150 , IInd ppr 120/150))........CTET marks(Ist ppr 99/150 , IInd ppr 100/150)............I am a GEN cnddt having GUDAANK 60.4 ***************************ab kaam ki baat ....................
    abhi tak HC me jo kuchh hua, aur newspapers me jo bhi aaya un sab ka analysis karne ke baad mai kah sakta hoon k-----------------------------------------------------
    1- HC ne TET merit ki maang KHAARIJ ki
    2- PRMRY teacher banne ke liye har haal me TET pass karna ANIVAARYA
    3- HC ne Shulk 500 Rs. se 50 Rs. karne ki maang KHAARIJ ki
    4- HC ne (18-21) aur 40+ age walo ke aavedan maanya kiye
    5- HC ne age relaxation paane walo ko 21 Jan 2013 tak praarthna patr bhejne ke liye kaha (AAVEDAN NAHI)
    6- Jin logo ne HC ke aadesh se puraane aavedano ki copy SCERT ko 31.12.12 tak bheji thi unke aavedan bhi maanya
    7- Bharti ke niyamo ke anusar "soochna chhipa kar" TET pass karne walo ko baahar karne ki taiyaari
    8- 72825 shikshko ki bharti me "shikshamitro" ki 10% KOTE ki maang khaarij
    9- Is bharti me 2011-12 session ke B.Ed. pass abhyarthi baahar
    10- TET exam me 83-89 no. se qualified OBC abhyarthiyon ko OBC kote ka laabh dobaara nahi milega
    11- Wo sabhi log jinki yaachikaaen KHAARIJ ki ja chuki hain , DB me 30 dino ke andar appeal kar sakte hain ....un sab ke liye ye aakhri mauka hoga **********************************************************
    MERE JIN FRNDZ KO MERE ANALYSIS SE AETRAAZ HO TO WO IN ANALYSIS PAR BILKUL BHI VISHWAAS NA KAREN AUR SWAYAM HI SATYA KA PATA LAGAAYEN .......THANKS.............shad8762@gmail.com(FACEBOOK).............cntct-9307476428

    ReplyDelete
  8. Hi TET Frndz !
    "EK BAR PHIR COURT NE BADLA PAALA"
    ****************************
    TWO OPPOSITE DECISION EK SAATH------ SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL*********
    Ab aap dekhiye ke High Court ne ye kya kiya***
    1- TET Anivaarya hoga (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
    2- B.T.C. kare ya Vishisht B.T.C. , Bina TET pass kare koi bhi teacher nahi ban sakta (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
    3- High Court ne TET par lagaayi Muhar (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    4-Sabh B.Ed. degree dharak 72825 post par aavedan kar sakte hain (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    5- Govmnt. 15 dino ke andar sabhi B.Ed. dhaarako se aavedan maange (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    6- Ye B.Ed. dhaarako ko PRIMARY TEACHER banne ka aakhri mauka (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    7- Naye B.Ed. dhaarak PRIMARY TEACHER nahi ban sakenge (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    TO AB SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL..........AAGE AAGE DEKHIYE HOTA HAI KYA.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।