/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, August 2, 2013

GTET 2013 - Gujarat TET 2013 is Announced

GTET 2013 - Gujarat TET 2013 is Announced






9 comments:

  1. Ravi Yadav > UPTET & Appointment as Primary Teachers
    Neelesh Purohit
    Dosto jaise ki suchna mil rahi h ki, 6aug ko b sunwai k chance nhi h, kyo k agle hafte
    monday se mahapatra chutti par h. Isliye 6aug se jadya ummid na lagye.
    Dosto mere man ne hamesha kaha ki court par gov ka pressure nahi hota h! Lekin last
    month ki dates(1jul,8jul,16jul,23jul,31jul) aur is month me 8aug ko b sunwai na ho
    pana, na chahte hue b manna pad raha h ki court aur gov k beech kuch na kuch sath
    ganth ho rahi h, iske muje 2 karan samajh me a rhe h
    1. Gov is mudde ko apne istar par suljhane ka pryas kr rahi h.
    2. Junior ki bharti ye pahle complete krna chahte h.
    Khar jo b ho
    av 6aug se 3sri date par ek gyapan ald me vashu dev yadav ko dena
    3sri date par bhi sunwai na hone par s.c se time line k andar apne case ki sunwai ho
    ka direction lane ka prayas
    aur 10sep ko maha andolan krna.
    Dosto dhery k sath apna krya krte rahe, sabka manowal badate rahe. Jeet hamari hi
    hogi, warna khel ko itna ganda kr dege k koi usme jeet ni payega. Jor se bolo jai tet
    jai hind

    ReplyDelete
  2. art wale is blog se bhag jao.... tum log faltu me blog pr aakr mera bheza kharab krte ho... jb maine bta diya tumhri sunwai dec me hogi... to q pareshan ho... aur ha bhrti pure acd sr hi hogi......

    ReplyDelete
  3. agr koi sci ka ho to sci vacancy k bare me comment kre.... mai dophr me reply karuga...

    ReplyDelete
  4. nov me chunav aachar sahita lg jayegi... aur koi bharti nhi hogi.... matlb saf hai.. juniar me bhrti k bad koi bharti nhi hogi.... agr 31 march tk bhrti nhi ho paye to bhrti radddddd hai..... clear hai k is bhrti k raddddd hone k prabl sambhawna hai... usk bad samvida pr teache rkhe jayege....

    ReplyDelete
  5. sant bhai, age kam kar di hai junior mien sarkar ne. please guide us

    ReplyDelete
  6. Barbarian Alok > Struggle for Right to Education Implementation"एक पहल"
    अब किस बात का इन्त्जार हो रहा है टेट मोर्चे द्वारा ? सभी जान गये है की कोर्ट की चाल क्या है ? आप
    बुरा मानिये या भला एक बडे वकील भी सरकार से मिले हुए हैं और केस को फसाने मे उन्होने पुरा सह्योग
    किया है ..तो अब भी क्या हुम सुप्रीम कोर्ट से ऍक्स्पेडाईंट तुरन्त लाने का प्रयास नही करेन्गे ? चीजे बिल्कुल साफ
    है ..बाकी अप्ने आप को धोखे मे रख्नना होगा...

    ReplyDelete
  7. Bikkul thik gupta ji,

    yeh baat to SC bhi keh chuka hai ki desh ke sabse bhrast HC Allahabad mien hai. aur to aur judges bhi divided hain kuch congress ke kuch bjp ke aur kuch billi aur chuhe ke. kya jaane kiski party ka judge kiske influence mien aa gaya hai jo ki date par date par date yeh jaan ne ke bavjood ki kuch tet qualified log suicide kar chuke hain. hamari classmate bhi upar se ye tamasha dekh rahi hongi !!! ji haan yeh sach hai.

    ReplyDelete
  8. Shayad av kuch acha ho
    Guddu Singh> Uptet sangh
    breaking news-ramgovind chaudhary kaballia me gherav,apni gadi chhorkar
    sdm ki gadi se bhage,chhatr sangh chunav k mauke par v gyapan dia gya bole
    guddu apne to mujhe khi ka na chhora maine kha bharti jald se karwaienhi to
    aage bhut kuchh hona baki hai.kal ka paper me aap log padh lena shes kal
    lucknow ke jhulelal park me.
    -vrijendra kashyap

    ReplyDelete
  9. bhrti chahne wale kal lakhnw jarur pahuche.... jhulelal park 9 am

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।