/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, March 23, 2014

TET Merit Se Bhrtee Urf Satymev Jayte Urf Allahabad HC Ka Aadesh Rahegaa Bakraar Supreme Court Mein

TET Merit Se Bhrtee Urf Satymev Jayte Urf Allahabad HC Ka Aadesh Rahegaa Bakraar Supreme Court Mein


Adhikansh TET Candidate High Court Ke Aadeshanusaar Apnee Bhrtee Ka Intjaar Kar Rahe Hain,
Unhe Aashaa Hai Ki Supreme Court Mein Bhee Satya Arthaat TET Merit Kee Ladayee Kee Jeet Hogeee.

High Court kee Double Bench Aur Full Bench Pagal Nahin Hai Jo Kee TET Merit Ka Paksha Lekar Bhrtee Karne Kaa Aadesh Jaree Karegee.

Lekin Nakhlee Aur Alp Gyanee Media Kuch Swarthee Tatv Ke Candidate Kee Galat Baat Ko Ullekh Kar Rahaa Hai

Blog Shuru Se Sahee ka Saath Detaa Aayaa Hai Aur Iska Acadmein Merit Ya Fir TET Merit Se Koee Sambhandha nahin,
Balki Yeh Chahata Hai Ki Adhik Se Adhik Candidates kee Sahee Niyamon Se Jald Se Jald Bhrtee Ho.

Chadm Aur Nakhle / Alp Gyanee Media Shuru Se TET Candidates Kaa Maansik Soshan Kartaa Aayaa Hai,
Jabki Blog Shuru Se Aisee Moorkhtaa Poorn Baaton Ka Khandan Kartaa Aayaa Hai, Jiskee Baad Mein Allahabad High Court Ke Judgement Se Bhee Pushti Ho Chukee Hai,

Yahan Tak Ki TET/CTET ka Lagbhag Har Candidate Jaantaa Hai ki -
1. TET/CTET Ka Score Badaane Ke Liye Candidate Dobara Exam Mein Beth Sakte hain
2. TET/CTET Score Ka Selection Process mein Upyog Kiyaa Jaana Chahaiye.

*********************
72825 Shikshkon Kee Bhrtee Sirf Aur Sirf TET Merit Se Hee Hogee, Kyunki Ye NCTE Guidelines 
Ke Anusaar Sahee Hai, Jis Allahabad HIGH COURT kee Double Bench Ne Sahee Maana Hai,
Allahabad HC Kee Full Bench Ne Bhee Isee Dishaa Mein Aadesh Diyaa Hai
********************

Ab Dekh Lo Kya Galat Baat Kahee Jaa Rahee Hai -
एनसीटीई के गाइड लाइन के अनुसार ही टीईटी की पात्रता परीक्षा मानकर
Jabki Allahabad HC Ne Kaha Hai ki NCTE Guidelines TET Exam Ko Sirf Patrta Parikshaa nahin Maantee.

Supreme Court Mein Bhee Yahee Baat Aanee Baaki Hai, Lekin Decision AAne Mein Time Lagne Ke Kaarna  Candidates Bahut Dukheee Ho Rahe Hain
 ***********************


*********
Neeche Dee Gayee News Mein Candidates Kee Sankhyaa Kee Pick Bhee Dekh Lijiye Ki Kitne Log TET Exam Ko Patrta Maan Kar Khush hain Aur Yahee Baat Inkee Yogytaa Bhee Darshateee Hai.

Jabki Hazaron Kee Sankhyaa Mein TET Candidates Lucknlow Mein TET Meirt Se Bhrtee Kee Maang Le Kar Pahunche The
*******


सपा सरकार से खुश हैं टीईटी मेरिट अभ्यर्थी

आजमगढ़ : शैक्षिक मेरिट उत्थान समिति की बैठक जिलाध्यक्ष सूर्यभान यादव की अध्यक्षता में रविवार को कुंवर सिंह उद्यान में आयोजित की गई। बैठक में 72825 प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती के विषय में चर्चा की गई। शैक्षिक मेरिट समर्थकों का कहना है कि सुप्रीम कोर्ट में जीत हम लोगों की ही होगी, क्योंकि पूरे भारत में टीईटी एक पात्रता परीक्षा है।

समर्थकों ने कहा कि सपा सरकार ने एनसीटीई के गाइड लाइन के अनुसार ही टीईटी की पात्रता परीक्षा मानकर शैक्षणिक मेरिट के आधार पर आवेदन लेकर काउंसिलिंग शुरू कर दी थी लेकिन कुछ अभ्यर्थियों ने भर्ती प्रक्रिया को हाईकोर्ट में चुनौती देकर रोक लगा दी। फिर भी सपा सरकार सुप्रीम कोर्ट में भर्ती प्रक्रिया प्रारंभ कराने के लिए विशेष अनुज्ञा याचिका दाखिल कर चुकी है और टीईटी अभ्यर्थियों को यह विश्वास है कि सरकार प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती शैक्षणिक मेरिट के आधार पर अति शीघ्र करना चाहती है। सभी टीईटी धारकों ने सपा मुखिया मुलायम सिंह यादव के आजमगढ़ सदर संसदीय क्षेत्र से चुनाव लड़ने पर हर्ष जताया है।

सदस्यों ने कहा कि मुलायम सिंह यादव का भरपूर सहयोग किया जाएगा। बैठक में गया प्रसाद यादव, राजनाथ सरोज, अखिलेश यादव, अविनाश शर्मा, राकेश यादव, दीपक, रामअवतार यादव, विजय नरायन, आनंद पाल, धर्मवीर यादव, रतन प्रकाश भारती, ज्ञानेन्द्र कुमार सिंह, सुशील यादव, विजय कुमार मौर्य, सोहन यादव, परमेश कुमार गुप्ता आदि उपस्थित थे

News Source / Sabhaar : Jagran ( 23.03.2014)
**********************

Ab Jara Is News Link par Dekheeye Ki Kitne Log TET Merit Se Bhrtee Kee Maang Ko Lekar Lucknow Pahunche - http://joinuptet.blogspot.in/2012/04/uptet-heavy-crowd-of-uptet-candidates.html

Chand Log Niyamon Kee Galat Vyakhyaa (Jaise Kee Opper Kee News Mein Kuch Swarthee Tatv Keh Rahe Hain ki -  टीईटी की पात्रता परीक्षा मानकर)  Karen Aur Media Usko Sahee Roop Se Na Dikhaaye, To Badaa Dukh Hotaa Hai

5 comments:

  1. shaikshik merit vale koi aur nhi balki vahi hai jo SVAKENDR bvastha se upje hai aur yeh bhi GOV se apna hak mag hre hai.
    pr gov dusro ka hak inhe dene me tuli hai. yahi vah mudda hai jo court me pending hai agar gov ki dradh ichchha shakti hoti to samay rhte iska hal nikal ata aur sabhi ko naukri mil jati.
    parntu ab to court hi batayega ki naukari me kiska hak hai.

    ReplyDelete
  2. Acad se bhrtee karnee hotee to 72825 ke alawa koee nayee vacancy bhee Acad se nikaaltee aur iskaa maamla court mein chalne detee. Par ye SP GOVT kisee kee sageee nahin hai. Shiksha mitron ko vote bank ke liye Laalach Diyaa aur unko bhee moorkh bamaayaa

    ReplyDelete
  3. Namaajwadi Party muslims kee bhee sagee nahin hai to tumharee kya hogee

    ReplyDelete
  4. Ye Sab kewal rajniti ke chakkar me sab ko bewkuf banate hai jab chunav aayega tab vacancy nikal denge Aur bad me acharsahinta lag Jane ke bad sari bharti ruk jati hai Aur inka kam ho Jata hai. Bharti jaye bhad me Inko Pradesh ke vikas se Kuch lena-dena nahi hai kewal apna vikas chahte hai itane dino se kaun sa vikas kar diya ki aage vikas kar denge. Aap sabhi se anurodh hai ki is bar sp-bsp dono ko sabak sikha do jai hind jai tet.

    ReplyDelete
  5. 72,825 प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती दो वर्षों से अधिक समय से रुकी है। हम दो वर्षों से मुकदमा लड़ रहे हैं। उच्च न्यायालय से हम मुकदमा जीत चुके हैं। उच्च न्यायालय ने प्रदेश सरकार को 31 मार्च 2014 तक टीईटी मेरिट से भर्ती का आदेश दिया है, लेकिन बेरोजगार युवाओं की दुश्मन सपा सरकार नहीं चाहती है कि हमें नौकरी मिले। इसीलिए उप्र सरकार सुप्रीम कोर्ट मेें पहुंच गई है। मुकदमा लड़ने के लिए हमें चंदा जुटाने के लिए मजबूर होना पड़ रहा है। कहा, जिस दिन कोर्ट में सुनवाई रहती है उस दिन सरकार के वकील अनुपस्थित हो जाते हैं। इससे फिर एक नई तारीख मिल जाती है। वकील की फीस के लिए हमें चंदा मांगना पड़ रहा है। इसी क्रम में विजयेंद्र यादव ने कहा कि गरीबाें को योग्य शिक्षक न मिले इसी कोशिश में समाजवादी सरकार अपनी सारी शक्ति और पैसा झोककर हमें मुकदमा लड़ने को विवश कर रही है।

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।