/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, July 29, 2014

Big Breaking News : No Relaxation from TET Exam for Shiksha Mitra

बड़ी खबर : शिक्षा मित्रों को टी ई टी से छूट नहीं
Big Breaking News : No Relaxation from TET Exam for Shiksha Mitra




 


हाल ही उत्तराखण्ड की नैनी ताल हाई कोर्ट ने शिक्षा मित्रों को टी ई टी से छूट देने वाला शासनादेश रद्द कर दिया और अब उसके बाद यह नयी
खबर खबर शिक्षा मित्रों के लिए परेशानी का सबब बन सकती है  :-


News Sabhaar : Hindustan Epaper (29.07.2014)


बताते चलें कि बी टी सी धारियों को भी टी ई टी से राहत नहीं है , इलाहाबाद हाई कोर्ट की तीन जजों की बेंच ( ट्रिपल बेंच जो की सिर्फ टी ई टी से छूट के सम्बन्ध में गठित हुई थी ) ने अपने निर्णय में आर टी आई एक्ट लागु होने के बाद किसी को भी टी ई टी से छूट देने से इंकार किया था ।


क्या है टी ई टी परीक्षा : शिक्षा में गुणवत्ता लाने हेतु एन सी टी ई ने शिक्षक बनने के लिए टी ई टी परीक्षा पास करना आवश्यक कर दिया है





21 comments:

  1. U.P. mein lakho B.Ed + TET Pass berojgaar baithe hai aur kewal 12 pass SM ko Asstt.teacher banaya ja raha hai. Wah re yaha ki gov. aur yaha ki nyaypalika.

    ReplyDelete
  2. Akhilesh sarkar ko smjh me aaye to bhut shrmnaak daur se guzar rhi h......pr shayd 2017 me smjh aayega

    ReplyDelete
    Replies
    1. Akhilesh sarkar ko pta h ki padhe likhe log unhe vote nhi denge esliye wo shiksha shatruo ko teacher bna rha h
      .

      Delete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. Dosto agar aaj contumpt of court ki karyawahi 17 june ke baad kar di jaati to aaj ye naubat hi nahi aati & yeh pratyvedan feeding aur meeting ka lafda hi na hota dekha jaye ro 25 march se 25 july tak inhone sirf time hi kharab kiya hai. Atah mera sujhav hai ki 5 Aug ko aandolan to koya hi jay conttumpt ke baare mein bhi standby arrangement kiya jaye.

    ReplyDelete
  5. Kal hamre tet netao ne heeralal se mulakat karke shedule jaari karne ke liya kaha to isme unhonein asamarthatha jatate hue kaha ki jab tak data feeding nahi ho jaati hum shedule jaari nahi kar sakte saath hi yah bhi kaha ki bharthi ke sambandh mein wednesday ko disha nirdesh jaari kar diye jayenge.

    ReplyDelete
  6. TET bhaio agar yeh bharti chahte hai to 5 aug ko lucknow chale aur agar sirf bharti prakriya dekhte rahna chahte hai to ghar baithe 31 july ko SM ke samayojan ke baad hamari bharti ka naam bhi lene wala koi adhikaari nahi milega.

    ReplyDelete
  7. muwalim ke niukti ke time aur aaj sm jrt ke time hum logo lolipop delhaya
    mc akhileswa sala

    ReplyDelete
  8. 23 july ki meeting ke baad sachiv dwara aashwashan diya gaya tha ki bharti 31 aug tak complete kar li jayegi pratyavedan lene ke saath hi achaanak naatkiya tarike se sab badal gaya ? Aisa kya haua ki josh bharne wale tet neta achaanak nirasha se bhari post karne lage ? Kya hum logo se kuchh chhipaya ja raha hai ?

    ReplyDelete
  9. Agar 5 aug. Se pahle koi ashajanak khabar nahi aati hai to prastavit aandolan ko nirnayak aandolan banana hoga yani yah aandolan tab tak chale jab tak ki yah bharti poori na ho jaye. Aur ha bhaio is baar hamara aandolan Shalabh bhai ke netratava mein hoga jo ki ham logo ke saubhagya ki baat hogi.

    ReplyDelete
  10. 5 aug.....final morcha against tyrnt SP

    HAR HAR MAHADEV

    ReplyDelete
  11. Akhileshudeen.......tumhare paapon ka kaheen to ant hoga.....3 saal hmne kiya h ...ek umar tum krna

    ReplyDelete
  12. Shikshamitra bina tet teacher banana basic education ko bilkul bekar karna hai

    ReplyDelete
  13. DOSTO VASTAV ME AB SARKAR KI ANDEKHI BARDSAT NHI HOTI EK TARAF COURT JINKO AYOGYA BATA RAHI HAI SARKAR COURT KI ANDEKHI KAR JARDASTI UNHE NIUQTI PATRA BAAT RAHI HAI

    AUR DUSRI TARAF JINKO BHARAT KI SARE COURT YOGYA MANTI HAI AUR NIUQTI PATRA DENE KE LIYE DABAV KE SATH TIME DE RAHI HAI SARKAR UNSE DUSMAN KI TARAH BARTAV KAR RAHI


    MAI AAP LOGO SE PUCHHNA CHAHTA HOO KI ABHI KAHI BAT JAGRUKTA KI HOTI HAI TO HUM AAP LAMBE CHOUDE BHASAD SUNATE HAI

    LEKIN JARA SOCHIYE EK DESHBHAKAT VE THE JINHONE VIDESIYO SE LAD KAR APNA ADHIKAR CHHIN LIYA THA ......................................AUR UNHI KE PIDHI HUM HAI KI HAMARE HI TUKADO PAR PALNE WALI SARKAR SE HUM APNA HAQ NHI CHHEN PA RAHE HAI


    DOSTO KITNE DURBHGYA KI BAT HAI ITNE APMAN HUM SAH LE RAHE HAI KYA TEACHER HO KAR HUM APNI AGLI PIDHI AUR APNE BACHHO KO AISE HI APMAN SAHNE KI NASIHAT DENGE


    DOSTO SACH KAH RAHA HOO DIL ME AATA HAI KI ROJ ROJ APMAN KI GHOOT BARDSAT KARNE SE BADHIYA HAI KI YA TO AISI SARKAR KO MARKAR FASI CHDAH JAU YA KHUD FASI LAGA LU JIS SE NA RAHUNGA NA APMAN SAHUNGA


    KOY KI MAINE PADHA HAI KI JILLAT BHARI JINDGI JINE SE BADHIYA EK SAMMANJANAK MOUT ACHHI HOTI HAI

    ISWAR NE SADBUDHI AUR HIMMAT DI TO DONO ME SE EK KAR KE DIKHA DUNGA

    S.R.PANDEY

    ReplyDelete
  14. Mujhe ye samajh ni aa rha h ki jab central gov ne permission hi nhi di to kis aadhar par Shiksha mitro ko niyukt kia ja rha h. Kya state gov. Central gov. Se badi ho gyi h sapa k liye kuch maayne nhi rakhta na central gov. Na court bas apna vote bank .

    ReplyDelete
  15. Govt kamana ka tarika dudh rahi hai

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।