/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, November 21, 2014

अभी नहीं मिलेगा नियुक्ति पत्र

अभी नहीं मिलेगा नियुक्ति पत्र

एससीईआरटी के निदेशक सर्वेद्र विक्रम सिंह ने 'दैनिक जागरण' को बताया कि प्राथमिक स्कूलों के लिए काउंसिलिंग करा चुके अभ्यर्थियों को अभी नियुक्ति पत्र देने की कोई योजना नहीं है। प्रक्रिया पूरी होने के बाद शासन की अनुमति लेकर नियुक्ति पत्र दिए जाएंगे। उन्होंने तीसरे चरण की काउंसिलिंग में आई दिक्कतों के संबंध में कहा कि चौथे चरण में ऐसा नहीं होगा। खासकर विशेष आरक्षण की सीटों के लिए कट ऑफ जारी नहीं होगा। इस बार पहले सूचनाएं ली जाएंगी उसी के अनुरूप कट ऑफ निकलेगा

News Sabhar - Jagran / Scoial Media





UPTET 72825 Latest Breaking News In Hindi | Join UPTET
Uptet | Uptet news | 72825  Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List


28 comments:

  1. Lo ji!!! Sarvendra babu to kh rahe hain ki niyukti patra to hum abhi nahi denge....to ye 15 December ki news Kaha se nikli??...iska udgum Kaha se hua??? Wo kaun Mahashay hain jinhone ye news di thi??or 2-4 din se kuch logo ka rakt daab(b.p.) Kafi badha diya tha.... Bohat gambheer aarop lage hain Un Mahashay pr...

    ReplyDelete
  2. Wo to pahle se hi pata tha, inki kisi baat ka koi bharosa nhi, kbi kuch bol dena kbi kuch
    Abi haal hi me R.govind ne kaha ki isi mahine niyikti patr de diya jayega, pta nhi kya soch kr kaha tha, jb ki wo sbi ko paya h k ye imposspble hai.
    Shayad mantriji ko apne hi vibhag ki karya kshmta ka gyan nhi, ya wo phir kewal hm logo ko bewkuf banane k liye bol diye the.
    Koi baat nhi isi mshine me naa sahi bt dec. Tak to niyukti patra de dena hi chahiye.
    Dekho kya hota h, log chillate rhe, marte rhe, in logo ko fark nhi padta, krenge to ye apne man se hi.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Omg!! Pal ji... kahi Sarvendra babu "Mission Impossible" banane ki firak me to nahi hai na..

      Delete
  3. Dekhiye news aisi thi ki good morning kahna bhool gayi...lekin mai dilemma me hu ki good morning kahu ya Suprabhat!!!!

    ReplyDelete
  4. Dosto maine pahale bhi kaha or ab bhi kahe raha hu ki councle puri hone ke baad hi niukti ptra milange kuch hamRe sathi jyda hi utawale ho rahe hai wo ye bhi nahi dekh rahe kya sahi or kya falat hsi khali kahane se kuch nahi hota sabhi ko jawB bhi dena hota hai der hai par andher nahi kyonki ab sabhi alert hai or dhandli ke khilaf rit dal chuki hai ab game intersting hoga ye to sabhi ko pta hai ki kya chal raha hau 12 wale bhi andar go rahe hai ab dekthe hai gov. Kya jaeab degi. Dosto bus ab to matr ek do month dharye rakho.

    ReplyDelete
  5. Ha.. Ha... Ha....
    Haa dolly ji inki neeyat kuch isi tarah ki lagti h.
    UP k siksha mantri ne abi do di pahle hi ek BHAUKAAL mara tha k isi mahine niyukti de di jaegi, aur aaj nya bhaukaal aaya ki abi niyukti k baare me koi vichar hi nhi kiya jaa rha h.
    Sach me, jaisa ki mrs. Aparna yadavji ne kaha tha k, up me sirf bhaikaal mantralay chalta h, wo bilkul sahi h.
    Aakhir wo usi ghr ki sadsya h, apne jyeth aur sasur ko balibhati pahchanti h, socho jb ghr ka sadsya hi aisa bolta ho to...
    Ye beshram log h, inko kuch fark nhi padta.

    ReplyDelete
  6. Vado or aswasan se bani sarkar he. Sirf aswasan dena hi is sarkar ke mantri mahasayo ka kam he. Vibhag kuch kahata hai mantri g kuch or kahte. Janta sirf sunana janti hai.

    ReplyDelete
  7. I think prt se pehle jrt k candidates ko niyukti patr milne chahiye....jisse prt me science ki kuch seats bade or kuch or logo ko moka mile prt me aane me.

    ReplyDelete
  8. kya simitro ki sito ko any me vibhajit kiya jayega kyoki unka cut off is bar nahi nikala jana hai ....

    ReplyDelete
  9. Gudmrng tet frns. Ye govt bas lootna janti h , d most corrupted govt , jin bhi logo ne bahumat se inhe jitaya h abi bhi unki aankhe khuli ya nhi god knows , wake up abi b time h doston.

    ReplyDelete
  10. Prerna!! Agar ye gov loot rahi hai to hum sub bhi to sab kuch jante hue lut rahe hain.. U r ryt that the gov is corrupt but we all r also the part of this corruption... Or jaha tk ankhe kulne ki baat hai to aankh to hum sab ki is gov ke aane ke baad se hi khuli hui hai but ye to sabhi jante hain ki koi bhi gov 5 saal tk rahti hai or iske pahle to hum log kuch bhi nahi kr sakte...

    ReplyDelete
  11. Replies
    1. Bhai tera msg abhi dekha so good afternoon.... N keep smiling!!!



      Delete
  12. Sister, yeh up hai, yaha kuch bhe sambhav hai. Andher nagri me kab kya ho koi nahe janta? Phele sarkar apni voto ka calculation lagati hai, pher kuch karne ki sochte bher hai, lakin karti kuch nahe.

    ReplyDelete
  13. Dolly ji up ki kuch junta to bholi bhali h jinko aasani se murkh banaya ja skta h, kuch aisi h jinko is govt se fayeda mil rha h to vote de rhi h aur kuch wo lalchi janta h jinko ek laptop aur ek cycle de di bas ho gaya kaam , sorry kuch logo ko meri bat ka bura lagega bt its d truth.

    ReplyDelete
  14. Replies
    1. Kya yaar itne comments delete kare kya hua Sher bhai

      Delete
    2. Kya yaar itne comments delete kare kya hua Sher bhai

      Delete
  15. Jb tk appointment letter k liye dabav nhe bnega tb tk ye govt
    Kch nhe kregi aur scert k director to sirf latkana jante h kam karna nhe

    ReplyDelete
  16. are dosto koi khali ho to mere no 9452108143 pe miss call de do bhai ...... jra is bhati ke baare me jankari leni hai please please

    ReplyDelete
    Replies
    1. Jabaw dene wale to niyukti patr milne ki jugaad me h Bhai...

      Delete
  17. 14 nov. k HINDUSTAN me front page pr niyukti dene ki news thi... usme clearly likha tha ' shashan star pr sahmati ban chuki hai ' ab sarvendra chacha kis shashan se sahmati lege...

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।