/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, November 24, 2014

Professional Case 27 Nov ko Allahabad HC mein Listed Huaa

Professional Case 27 Nov ko Allahabad HC mein Listed Huaa


Cause List, Allahabad27/11/2014
AT 10.00 A.M. COURT NO. 9
HON'BLE Ms. JUSTICE BHARATI SAPRU
41. NCL 39466/2014 SATYENDRA KUMAR SINGH AND 4 OT SHAILENDRA -HERS VIBHU SINHA Vs. STATE OF U.P. THRU SECY. A C.S.C.-ND 3 OTHERS R.P. SHUKLA ASHOK KUMAR YADAV ABHISHEK SRIVASTAVA D.P.RAJBHAR




UPTET 29334 Latest News In Hindi | Join UPTET
Uptet | Uptet news |  29334  Teacher Recruitment Uptet Latest News |  29334  Teacher Recruitment Uptet Breaking News |  29334  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet |  29334  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi |  29334  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling |

29334 Junior High School Science Math Teacher Recruitment, Upper Primary Teacher Recruitment UP , 29334 junior teacher vacancy in up latest news, , UPTET SARKARI NAUKRI NEWS ,  SARKARI NAUKRI
|
http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/
http://joinuptet.blogspot.com/

5 comments:

  1. 72825 me farje jo log coun. kara chuke hai bo log ab bharti ko radd karwa denge kyo ke isme farje bada hua hai ye sabit karne ke liye kaffi hai sc me yahi sabit karna hai old add.ka palan nahi hua siksha mitra rahte huye b.ed kaise kar liya isme sabit hota hai ya sm nahi raha ya usne bed farje hai sabse badi baat gov. ke pass cd nahi hai tet2011 me nakli website bani uske aadhar per coun. karwa chuke hai. tet 2011 radd karane ke liye kaafi hai.

    ReplyDelete

  2. Blogger MUKHTAR A said...

    abhi koi dhandhali sabit nahee ker payega kyonki abhi kisi ko niyuktipatra nahee mila hai niyuktipatra milne ke baad hee ye sabit kiya ja sakta hai ki kitne log ko farzee niyukt kiya gaya hai iska saral sa pata rti act dvara diye gaye adhikar ka upyog karke lagaya ja sakta hai jaise ki chaynit abhyarthiyon ka roll no. tet marks controll id computer id b.ed. pssing year ,graduation marks and university etc ki jan suchana mang ker .

    Monday, November 24, 2014 9:18:00 PM
    Delete
    Blogger MUKHTAR A said...

    saekaar ki gardan baree asani se is bhartee me fasai ja sakti hai aur is bharty me ram gajery aur akal less aasani se fans sakte hain jiska mujhe intejar hai kintu hamare kuchh utsahee bhai pahle se hee sarkaar ko sajag karke saare kiye dhare ka bantadhaar karne per tule huye hain hamto chahte hee hain sarkaar pahle dadhlee karke fanse to tab hum uski kartooton ka hisaab len aur uski sajaa inhe mile aur saat puston tak yaad rakhen kyonki farzee logon ko retaire hone tak aasani se pakra ja sakta hai.

    Monday, November 24, 2014 9:29:00 PM
    Delete
    Blogger MUKHTAR A said...

    chunki bharty s.c. ke aadesh se ho rahee hai aur ek bhee farjee shasan prashasan ko jail bhejne ke liye kaafee hai kintu yahan to abhee tak hazaaron farjee ghusere gaye hain yahan tak ki coputer se scan ker ke farzee no. barha ker conseling karva li gayee hai jisme diet condidete sub shamil hain iska proof tet sanghars morcha ambedkarnagar ke paas hai.

    Monday, November 24, 2014 9:38:00 PM
    Delete
    Blogger MUKHTAR A said...

    satyaapan ka khel 6 maheene tak chal sakta hai uske baad shasan se niyukti ka aadesh hone per niyukti patra milega ye sb kary sarkaar vote ke liye vidhaan sabha chunav tak kheechna chahti hai kintu inhe ye nahee pata ki isase na bhartee valon ke vote milenge na aglee bharti ka intejaar ker rahe 1500000 b.ed. valon aur unke gharon ke aur na hi primary me parhne vale bachchon ke gareeb maa baap ke he caroron vote .

    Monday, November 24, 2014 10:11:00 PM
    Delete
    Blogger MUKHTAR A said...

    sarkaar ke logon ke paas jaraa bhee doordarshita hoti to december january february teen maheene ka diet training aur march april may teen maheene ka primary school training poory hoker june me garmee kee chhutti ho jaati kyonki june me school me bachche hee nahee rahenge aur training break na hotee.naya satra ab april se shuru ho raha hai aur is samay naye aur jyada teacher hone per primary schoolon me khoob naye bachche bhee aate .kintu teachers na hone per jab naye satra april me bachche scool nahee ayenge aur doosree jagah private me naam likha lenge to poore saal primary me bachche nahee rahenge to naye teachers kise parhayenge .tab sarkar ke luchche lafange aayenge school check karne aur kahenge ki master to parhate hee nahee isee liye primary me koyee naam hee nahee likhaata ,aur teachers per bachche paida karne ka anuchit dabav banayenge.

    Monday, November 24, 2014 10:45:00 PM
    Delete

    ReplyDelete
  3. sach kya hai tet morcha jabab de
    1.kya gov.kee nakli website bani ya nahi.
    2.news pepar me news kab aati hai jab bade ster per kaam farje hota hai
    3.abhi tak pata nahi laga ke 8700000 rupees tet me no.badwane ke naam sanjay mohan ne liya
    4. sanjay mohan ko jail kyo jana pada saaf suthre the to supreem court tak kyo nahi gaye.
    pata nahi ketne log aise hai jo log peper he nahi diya hoga munna bhai bankar finger print se pata chlega .bahut sabal hai abhi bakee ..............

    ReplyDelete
  4. Madarchod ramesh chandra kya tum abhi tak apni maa chudwa rahe the,bhosdi ke jab tumhare pass itne sare saboot hai toh fir kya kar rahe ho,jao kapil yadav semilo.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।